Jump to content

Loota'chaap Deobandiyo ka Risala Zarb-e-Momin


Sybarite

تجویز کردہ جواب

Loota'chaap Deobandariyo ke mashoor haft'rooza Zarb-e-Momin ke kuch jhalkiya dekhiye;

 

zarb1.gif

Ab zara gour se Deobandari Mufti ke jawab ko dekhiye;

 

1. Ba'gharz-e-zeenat ye mundair banana bhi jayaz nahi.

2. Issi tarah qabar ke kutbay per Qurani Ayaat aur ashaar waghaira likha, likhwana aur aisay kutbay ko qabar per lagana sakht na'jayaz hai.

3. Albatta ihtiyaat iss mein hai ke qabar se zara hata kar lagaya jaye take zahir hadith ki mukhalifat lazim na aye.

 

Ab aiye issi Zarb-e-Momin bandar'gulaathi dekhiye;

 

zarb2.gif

Ba'gharz-e-zeenat mundair banana na'jayaz hai magar choo'ke qabar Deobandari mullay ki hai iss liye Kutba tu kutba, kutbay ke zeenat ke liye khoobsoorat se border bhi jayaz hai. Aakhir ko Deobandariyo ke "Sheikh-ul-Islam" hain, inn ki qabar per thori na deobandari shariat lago honi hai.

 

Kutbay per Qurani Ayat waghaira ka bayan bhi aap ooper parh chukay, lekin choo'ke ye koi aam banday ke qabar nahi, deobandariyo ke Muftay Mehmood ki qabar hai iss liye iss per Bismillah likhna bhi jayaz hai aur alqabaat bhi! Muftay Mehmood mein deobandariyo ki woh azeem shakhsiyat hain jin per Deobandari Shariat lago nahi hoti.

 

Waisay ye dono kutbay qabar ke bilkul saath hain jis se zahir hota hai ke deobandari inn dono mullao ki qabar banatay waqt kafi ghair'muhtaat thay tabhi kutba qabar se hata kar na lagaya, lekin ye dono coo'ke ghar ke mullay hain iss liye, aakhir inn mullo mufto ne hi deobandari shariat tarteeb di hai lihaza inn per in ki apni banai huwi shariat lagoo nahi ho sakti!

 

Aur aik baar phir yaad'dihani karwa do ke iss topic mein aap se mukhatib huwa hi nahi tha ab tak. So ye bekaar ka roona tu band kar dijiye ke mein aap ko kya samjho aur kya nahi. Aap mein agar himmat hogi tu bata dein gay ke aap kya hain warna yaha aap jaisay bohut hain jinhay apna maslak batatay bhi sharm aati hai.

 

Aur iss Star of David ke ilawa bhi kuch baato ka zikr kya tha, ho sakay tu un ki safai bhi paish kijiye ga.

Edited by Sybarite
Attachment re-sized.
Link to comment
Share on other sites

WOW! LOOK AT THIS!

 

125px_Star_of_David.svg.png

This is the "STAR OF DAVID" the most prominent one in Jewish Symbolism, generally recognized symbol of Jewish identity and Judaism. Read the details here;

 

http://en.wikipedia.org/wiki/Star_of_David

 

Now take a look at this!

 

 

Israeli Flag

flag.gif

United Jewish Community's Symbol

jfed_logo.jpg

 

Symbols Engraved on Deobandi Mulla's Grave!

qabar.GIF

qabar.jpg

Link to comment
Share on other sites

loll. acha latifa banaya he keep growing..

 

 

Smart bahyee. esa hi hota he aap dosry forum me do to wazaeh jawab milta he yahan nahi he esa sorry

 

Hazrat hawala aap ke samnay hai. Jawab hai tu dijiye, warna bongiya marne se kuch sabit nahi hoga. Dono scans aap ke apnay hi risalay ke hain. Chaliye shabaash ab apnay baray deobandariyo se raabta kijiye iss ke jawab ke liye kyu aap ki apni tu itni ilmi auqaat hai nahi ke aap iss ka jawab dein.

Link to comment
Share on other sites

Hazrat hawala aap ke samnay hai. Jawab hai tu dijiye, warna bongiya marne se kuch sabit nahi hoga. Dono scans aap ke apnay hi risalay ke hain. Chaliye shabaash ab apnay baray deobandariyo se raabta kijiye iss ke jawab ke liye kyu aap ki apni tu itni ilmi auqaat hai nahi ke aap iss ka jawab dein.

 

Bhai jan meray pehlay ye samjh lo mein deobandi nahi hoon....aur aap jo ye zabardasti Anwar shah kashmiri sahab ki qabar ke star ko star of David banana cha rahe ho ..ye samjh lo ke Anwar shah kashmiri sahab ka intiqaal May-1933 mein hoa tha aur ye star of David jo logon mein mushoor hoa hay 1948 mein hoa hay....1948 mein israel ne usa apne flag mein lagaya...aur doosri sab se bari baat dono stars mein bohot farq hay ..mulahiza farma lijyee.....mein phir keh raha hoon mein deobandi nahi hoon aur mera unlogon se kuch lena dena nahi hay ..is liye mazeed unlogo ki batein mujh sa karne beth jana...

post-2937-1235126428.gif

post-2937-1235126445.gif

Link to comment
Share on other sites

Bhai jan meray pehlay ye samjh lo mein deobandi nahi hoon....aur aap jo ye zabardasti Anwar shah kashmiri sahab ki qabar ke star ko star of David banana cha rahe ho ..ye samjh lo ke Anwar shah kashmiri sahab ka intiqaal May-1933 mein hoa tha aur ye star of David jo logon mein mushoor hoa hay 1948 mein hoa hay....1948 mein israel ne usa apne flag mein lagaya...aur doosri sab se bari baat dono stars mein bohot farq hay ..mulahiza farma lijyee.....mein phir keh raha hoon mein deobandi nahi hoon aur mera unlogon se kuch lena dena nahi hay ..is liye mazeed unlogo ki batein mujh sa karne beth jana...

 

Aap apni lutya khud hi dubanay aye hain warna iss topic mein tu mein ne aap ka naam tak nahi lya:) Aap ko shoul hai zaleel honay ka tu aur baat hai aur waisay bhi ab tu aap apna tamasha banwanay ka samaan bhi muhaiyya kar chukay. Tu chaliye aap ko Star of David ki story bhi suna dete hain.

 

Aap kehtay hain ke;

 

ye samjh lo ke Anwar shah kashmiri sahab ka intiqaal May-1933 mein hoa tha aur ye star of David jo logon mein mushoor hoa hay 1948 mein hoa hay....1948 mein israel ne usa apne flag mein lagaya

 

Meri ye samajh nahi aata ke jab aap ko kisi cheez ki maloomat nahi tu uss per lab'kushai kartay hi kyu hain? Aap ke ba'qoul "Star of David" logo mein 1948 mein mashoor huwa. Tu iss se aap ki kya muraad hai ke iss se pehlay logo ko Star of David ka nahi pata tha? Janab 1948 mein isay Israel ne apnay National Flag ke symbol ke tour per istimaal kya, lekin is ka matlab ye nahi ke iss se pehlay Star of David ka koi concept hi na tha.

 

Leningrad_Codex_Carpet_page_e.jpg

Zyada intense search ki zaroorat nahi, ye oldest Jewish scripture ki picture aap ko wikipedia per bhi mil jaye gi. The caption says;

 

"The Star of David in the oldest surviving complete copy of the Masoretic text, the Leningrad Codex, dated 1008."

 

Iss ke ilawa bhi kaafi aisay shawahid hain jis se Star of David ke kaafi qadeem honay ke saboot miltay hain. Aap kahein tu baqi tafseel bhi likh do ga.

 

Ab aiye aap ke doosray point ke taraf;

 

aur doosri sab se bari baat dono stars mein bohot farq hay ..mulahiza farma lijyee

 

Awwal tu mein sachay dil se keh raha hun aap ka bareek mushahida acha laga magar afsoos ke saath kehta hun ke ye mushahida intihai be'waqoofana hai.

 

Aap ne dono symbols mein

 

1. Dono symbols ke centre mukhtalif hain

2. Jewish symbol ke 6 corners same hain jabke Anwar Shah ki qabar ke symbol ke 2 corners chootay hain

3. Jewish symbol mein inner 6 gaps hain aur Anwar Shah walay symbol mein 4 hain.

 

Aap geometric symmetry se ya phir Star of David ya even deegar religious symbols se waqif hotay tu ye baat na karte. Star of David is actually a Hexa-angular Star, a typical Hexagram! Ye mera apna qoul nahi balkay Religious symbolism mein ye Hexagram kafi known hai. Now let me explain what a "Hexagram" is;

 

Sab se simplest definition jo aap ko ba'asani mil jaye gi is that;

 

A hexagram is a six-pointed geometric star figure.

 

Merriam-Webster says;

 

A plane figure that has the shape of a 6-pointed star,

 

So the thing you missed or misunderstood is ke that Jewish Symbol "Star Of David" is based on a Hexagram. Aur Hexagram ki definitation aap parh chukay so whats inside of that Hexagram doesnt make a difference at all. Simply 6 koono wala star is a Hexagram. Hexagram ki kisi bhi definition mein ye nahi ke inn 6 kono ke andar ke khanay kitnay hon, 4 ya 6 iss se hexagram ka taluqq hi nahi. Hexagram ki base hai uss ke outwards points not the inward space. So basically aap ke teeno aiterazaat ka simply radd tu Hexagram ki basic geomatrical definition se hi ho jata hai.

 

Jews ke is Symbol ki base sirf or sirf Hexagram hai aur iss ki detail bhi agay bayan karta hun, filhaal aap Jews mein is Star of David ke mukhatlif design dekh lijiye. Saray alag alag hain but they're all known as Star of David.

 

stars1.jpgstar1.jpgstar2.jpgstar3.jpgstar4.jpgstar5.jpgstar6.jpg

 

Jews ke iss Hexagram ko apna symbol bananay ki theory bhi kafi ajeeb-o-ghareeb hai. Sari'sari info de raha baqi tafseel aap israar karein tu paish kar do ga;

 

[/size]The Star of David comprises two of the three letters in the name David. In its Hebrew spelling (דוד), it contains only three characters, two of which are "D" (or "Dalet", in Hebrew). In the Paloe-Herbew alphabet, the standard alphabet for writing Hebrew before the Babylonian captivity, this letter was written in a form much like a triangle, similar to the Greek letter Delta (Δ), with which it shares a sound and the same (4th) position in their respective alphabets, as it does with Latin. The symbol may have been a simple family crest formed by flipping and juxtaposing the two most prominent letters in the name.

 

Aap iss "Delta" ko flip and juxtapose kar ke dekh lijiye kya banta hai! Furthermore;

 

The 15th-century kabbalist, Isaac Arama, claimed that Psalm 67, later known as the "Menorah Psalm" because of its *seven verses (plus an introductory verse), was engraved on David's shield in the form of a menorah. Another tradition suggests that Isaiah 11:2, enumerating the six aspects of the divine spirit, was inscribed on the shield in the outer six triangles of the hexagram.3

 

In 17th-century Vienna, the Jewish quarter was separated from the Christian quarter by a boundary stone inscribed with a hexagram on one side and a cross on the other, the first instance of the six-pointed star being used to represent Judaism as a whole, rather than an individual community.

 

(Ref: 1 Scholem, "The Star of David; History of a Symbol," in The Messianic Idea in Judaism, 271; 2 Gittin 68a; 3 Eder, the Star of David, 73)

Link to comment
Share on other sites

Bhai wasay ye baat maanne ki hay ke aap logo ki zabaan bohot meethi hay...meethay meethay bhai jo theray....ZALEEL...KUTTA...AUR NA JANE KIA KIA YE SAB ALFAAZ TO AAPLOGO KO YAAD KARAI JATE HEIN..TAKAY KISI MEHFIL BOLNE SE NA BHOOL JAIN...maanna pare ga Ilyas Sahab ne bohot zabardast tarbiat di hay apne mueedon ko..baat tak karna nahi sikhaya...

 

Wasay doosri sab si bari baat ye ke Masha Allah aap log waqai Jews ke liye kaam kar rahi ho...bohot zabardast jaankari hay aap ki star of david ke bare mein...puri history rati hoi hay..ye bhi yaqeenen aap ki madni course ka hissa hoga..mein is fazool ki behes mein time waste karna nahi chahata ...meray is forum mein aur bhi bohot se article hein jis ke jawab ka wait kar raha hoon...mein ne jo kehna tha keh diya samajhne wale samjh jainge...

Link to comment
Share on other sites

jinab yeh in ki tarbiyet he . jessy ala hazret saab ne kiya un ka kiya yeh bughte sanuu ki.

say barite saber karo yaar me banata ho threat . kiuoon bechaine he .

 

 

(salam) All

 

ok guys back on topic plz jo sybrite ne post kiya tha pehle peer jawab do app pehle app ke forum pe tu yahi kaha jaye ga ke is mai masla kya hai kya pp bhi yahi kehne wale ho? agar han tu phir yahi de do....mere bhai boss agar app ke pas jawab hai tu de do na wahan kyo poche agar wahin hi app ne behs karni thi tu yahan aaye q kher jawab mil jaye tu meherbani hogi

Link to comment
Share on other sites

(salam) All

 

ok guys back on topic plz jo sybrite ne post kiya tha pehle peer jawab do app pehle app ke forum pe tu yahi kaha jaye ga ke is mai masla kya hai kya pp bhi yahi kehne wale ho? agar han tu phir yahi de do....mere bhai boss agar app ke pas jawab hai tu de do na wahan kyo poche agar wahin hi app ne behs karni thi tu yahan aaye q kher jawab mil jaye tu meherbani hogi

 

 

CHASHMA laga kar dono picture dekhlo jawab mil jaega...

Link to comment
Share on other sites

Bhai wasay ye baat maanne ki hay ke aap logo ki zabaan bohot meethi hay...meethay meethay bhai jo theray....ZALEEL...KUTTA...AUR NA JANE KIA KIA YE SAB ALFAAZ TO AAPLOGO KO YAAD KARAI JATE HEIN..TAKAY KISI MEHFIL BOLNE SE NA BHOOL JAIN...maanna pare ga Ilyas Sahab ne bohot zabardast tarbiat di hay apne mueedon ko..baat tak karna nahi sikhaya.

 

Zaleel honay ke shouq mein bakwaas karne walay ko zaleel nahi tu aur kya kaha jaye? Rahi baat Huzoor-e-Akram (saw) ke mukhalifeen-o-gustaakho ke liye sakht zaban ka istimaal tu is ka saboot tu Quran-o-Hadith mein moujoud hai. Quran-o-Hadith mein aiso ko maloon aur khabees kaha gya hai hatta ke Surah al'Qalam mein gustakh-e-Rasool (saw) ko "haram'zada" kaha gaya hai. Hazrat Abu Bakr Siddique (ra) per kya fatwa lagatay hain aap jinho ne Urwa bin Masood ko farmaya tha " the clitoris of Laat" (Bukhari, Ba'b ul Shuroot fil-Jihad wa al'Musalaha)?

 

 

Wasay doosri sab si bari baat ye ke Masha Allah aap log waqai Jews ke liye kaam kar rahi ho...bohot zabardast jaankari hay aap ki star of david ke bare mein...puri history rati hoi hay..ye bhi yaqeenen aap ki madni course ka hissa hoga..mein is fazool ki behes mein time waste karna nahi chahata ...meray is forum mein aur bhi bohot se article hein jis ke jawab ka wait kar raha hoon...mein ne jo kehna tha keh diya samajhne wale samjh jainge...

 

Aap ki halat per reham bhi aa raha hai aur hansi bhi! Matlab Wahabiyat ke matwaalay ab iss tarah bacho ki tarah roye gay! Janab internet ka istimaal tu aap ko bhi aata hi hai, thori agar tehqeeq ki toufiq hoti tu ye baatein aap bhi jaan chukay hotay. Masla sirf itna hai ke Wahabiyatt ke ratay rattaye chand masail ke ilawa aap ko kuch khabar hi nahi. Iss topic ki hi misaal le lijiye, aap ne bin bulaye mehmaan ban kar iss topic mein aa kar apni ilmiyatt jhaarnay ki koshish ki aur ab jab jawab mein munh per joota para hai tu bookhla kar apni wahabiyatt ke phatay cheethray samaitnay ke liye bacho ki si harkatein kar rahay hain.

 

Aap her doosray mouzo per humaray maslak ke hawala'jaat paish kartay hain, aap ko bhi kaafi jaankari hai humaray maslak ki tu matlab kya aap bhi humaray liye kaam kar rahay hain? Kya humara maslak bhi aap ke course ka hissa hai? Apni khajalat mitanay ke liye ye bachkana harkatein koi faida nahi dein gien. Agli baar iss baat ka khaas khayal rakhiye ke jis mouzo per malomaat na ho uss per aap ki gandi zaban khamoosh rahay warna aisay hi tamasha banta rahay ga aap ka.

 

Iss topic ko aap "fuzool behes" qaraar dete hain lekin be'sharmi dekhiye ke khud hi iss topic mein kood paray. Aap ki kisi ne dawat nama tu bhaija nahi tha ke janab aiye, aa kar jawab dijiye yaha. Khud hi aap ko apnay bareek mushahiday ka muzahira karni ki masti jo yaqeenan ab fout ho chuki hogi. So ab ye kehna tu bekaar hai ke aap ko iss fuzool behes mein nahi parna. Agar ye sach hota tu aap iss topic per reply hi na kartay.

 

Khair ainda khayal rakhiye ga warna....

Link to comment
Share on other sites

MashaAllah.

Sybrite bhai bhut umda sharing hai.

Deobandion/wahabion ka Yahood sai mohabat tu inkay mission sai zahir hay....kion kay dono Shaytan Parast hain.

 

Mazarat e Sahabah (ra) aur Auliya e Kiram (ra) ko shaheed kerna aur apnay Molvion ke Qabroo par baray baray Katbay banana aur un par Ghulu sai baharpoor jhooti tareef likhna.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
Loota'chaap Deobandariyo ke mashoor haft'rooza Zarb-e-Momin ke kuch jhalkiya dekhiye;

 

 

 

اصل مین بریلوی حجرات جب علمی میدان میں ان کو آنے سے موت آتی ہے اور جب اس میدان میں وہ شکس کھاجاتے ہیں تو پھر اس طرح کی چیزوں کو پروپگینڈا بناکر عوام کو گمراہ کرنے کی کوشش کرتے ہیں الحمد اللہ آپ علمائے دیوبند کی تاریخ اٹھا کر دیکھ لیں کہ انھوں نے انگریز کے خلاف کیا کیا کام کئے جبکہ بریلوی حضرات اس کے مقابلے میں ہمیشہ سیاسی طور پر یتیم رہے یہ علمائے دیوبند ہی تو تھے جنھوں نے پھانسیاں کھائی جیلوں میں گئے جلاد وطن ہوئے ۔جہاں تک یہود کی بات ہے تو کوئی اس کا سوچ بھی نہیں سکتا آج افغانستان میں دیکھ لیں جہاں اسرائیل امیرکہ کی سرپرستی میں آنا چاہتا ہے مگر دیوبند مکتبہ فکر سے تعلق رکھنے والوں نے اس کا کیا حشر کیا ہوا کشمیر میں دیھک لیں جبکہ اس کے مقابلے میں آپ بریلویوں سے پوچھ لیں کہ یہ کوئی ایک ایسی تنظیم اپنی دکھادیں جو کفار سے میدان جنگ میں برسرپیکار ہو کوئی ایک بریلوی دکھادیں جس نے کسی کافر کے سامنے کلمہ حق کہا ہو اور وہ اس بات پر مارا گیا ہو۔۔۔۔۔۔ مجھے تعجب ہوتا ہے کہ اگر دیوبند کافر ہیں ایجنٹ ہیں تو یہ کفر صرف بریلویوں کو ہی کیوں نظر آتا ہے آج تک کبھی آپ نے کسی حکومت یا کسی غیر جانبدار آدمی یا تنظیم سے سنا کہ انھوں نے علمائے دیوبند پر اس طرح کا گھٹیا الزام لگایا ہو ۔اب ان کی قبر مبارک دیکھ لیں دونوں ستاروں میں بنیادی فرق ہے اور یہ صرف زیک زینت کیلئے تھا اگر اتفاق سے اس سے مل بھی گیا تو اس میں کیا جب کہ یہی علماء چیخ چیخ کر ان یہودیوں کے خلاف اپنا نفرت کا اظہار کررہے ہیں خود اعلی حضرت کہتے ہیں کہ لزوم اور التزام میں فرق ہے کیا یہ تعجب کی بات نہیں کہ یہی علماء ساری زندگی یہود اور انگریز کے خلاف کام کرنے پر تو جیلوں میں گزارے مگر مرنے پر ان کی خیر خواہ ہوجائے کیا یہ نشانات لگا کر ان کی ہمدردی مرنے کے بعد لینا چاہتی تھی۔۔،۔ اگر ان کو کوئی دنیاوہ فوائد حاصل کرنے ہوتے تو اعلی حضرت کے پرداد کاظم علی کی طرح آٹھ سو گاو&ں جاگیر میں لیتے ان کی مدد کیلئے دو سو فوجیوں کی بٹالیین رکھتے۔ خود مولوی احمد رضاخان کو کبھی انگریز نے گرگتار نہ کیا اس کی وجہ کیا ہے ۔۔۔۔۔۔بہرحال آپ تاریخ کا مطالعہ کریں آپ کو ساری بات خود سمجھ آجائیگی باقی اگر کسی نے میں نہ مانوں کی رٹ لگانی ہے تو پھر نہ آپ کا علاج ہے اور نہ میرا _________________

Edited by Ya Mohammadah
Aap deobandis ko kab aql aayegi ki poori poori post quote kar dete hain..Allah Jald shaoor de. Ameen
Link to comment
Share on other sites

اصل مین بریلوی حجرات جب علمی میدان میں ان کو آنے سے موت آتی ہے اور جب اس میدان میں وہ شکس کھاجاتے ہیں تو پھر اس طرح کی چیزوں کو پروپگینڈا بناکر عوام کو گمراہ کرنے کی کوشش کرتے ہیں الحمد اللہ آپ علمائے دیوبند کی تاریخ اٹھا کر دیکھ لیں کہ انھوں نے انگریز کے خلاف کیا کیا کام کئے جبکہ بریلوی حضرات اس کے مقابلے میں ہمیشہ سیاسی طور پر یتیم رہے یہ ع خود مولوی احمد رضاخان کو کبھی انگریز نے گرگتار نہ کیا اس کی وجہ کیا ہے ۔۔۔۔۔۔بہرحال آپ تاریخ کا مطالعہ کریں آپ کو ساری بات خود سمجھ آجائیگی باقی اگر کسی نے میں نہ مانوں کی رٹ لگانی ہے تو پھر نہ آپ کا علاج ہے اور نہ میرا _________________

 

Aagir tum ko kuch ata heh toh midaan laga heh meray chunnay munnay bachay, ek subject tum choose ker loh ek meh kerta hoon,

 

* Part 1:

Sunni: Dawah aur Dalahil,

Deobandi/Wahabi: Jawab e Dawah aur Dalahil,

 

* Part 2:

Sunni: Wazahat e Dalahil e Deobandi/Wahabi,

Deobandi/Wahabi: Wazahat e Dalahil e Sunni,

 

* Part 3:

Sunni: Last Response,

Deobandi/Wahabi: Last Response.

 

Aagir shok huwa toh next reply meh subject choose ker lena, maloom ho jahay ga kay tum ko ata kuch heh ya nahin, meray bachay, jab tum nappies meh peshaab kertay thay nah, us waqt meh tumaray maulviyoon ka peshaab ghair nappies kay nikaal deeya kerta thah.

 

Muhammed Ali Razvi

Link to comment
Share on other sites

  • 6 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...