Jump to content

Sarkar E Kareem(Alayhai Salat O Wasalam) K Ilm E Qayamat & Ilme Ghaib Per Eteraz Ka Jawab

abuowais

تجویز کردہ جواب

In Bralvion ko koi bhi Hadees ka hawala do to uspar to ye baat karte nahi ..baat ko ghuma detay hein..aur Quran Hadees ki baat chor kar apne maslak ke mufassiron ki tafseerein pesh karne lagte hein...is HADEES ke bhi ye munkar hein...is hadees mein un tammaam baatil nazriyat jo in logon ne banae hoe hein..uski JAR kaat di gai he...HAZIR O NAZIR..AAMAL KA PESH HONA..HAMARE HAAL SE BAKHABAR HONA....Sirf is hadees par baat karo aur iska jawab do warna keh do ke hum munkar e hadees hein..hum to sirf tafseeron ko maante hein...

WAMA ALAINA ILLAL BALAAGH

post-393-1234531405.jpg

Edited by Usman.Hussaini
Post karna to seekh lo Janab
Link to comment
Share on other sites

In Bralvion ko koi bhi Hadees ka hawala do to uspar to ye baat karte nahi ..baat ko ghuma detay hein..aur Quran Hadees ki baat chor kar apne maslak ke mufassiron ki tafseerein pesh karne lagte hein...is HADEES ke bhi ye munkar hein...is hadees mein un tammaam baatil nazriyat jo in logon ne banae hoe hein..uski JAR kaat di gai he...HAZIR O NAZIR..AAMAL KA PESH HONA..HAMARE HAAL SE BAKHABAR HONA....Sirf is hadees par baat karo aur iska jawab do warna keh do ke hum munkar e hadees hein..hum to sirf tafseeron ko maante hein...

WAMA ALAINA ILLAL BALAAGH

(bis)

(saw)

wahabis najadi GMs Ko to hadees quote karny ka haq hi nahin ki unka aqeeda hai ki Huzur (saw) ko Akhri umr tak pata hi nahin chal saka ki kon unka sahabi tha or kon muafiq biddati...jab Huzur nahin jan saky to tum Ahle ..ha..eeso ko kahan se sahaba ki sadaqat ka ilm ho gaya...Lanat hai is Jahalat or Munafiqat par...

hoz.GIF

hoz_e_kausar_par_biddati.mp3

Munkir hona aapki Qismat hai humari nahin....hum to sari ahadees ki sharah shareheen e Hadees se lete hain ki kahin kisi Hadees ka inkaar na lazim aaye... (al) ye Imtiyaz sirf Ahle Sunnat ko hi hasil hai...ab jo hadees neechy de raha hu tum wahabis kahin unky munkir to nahin......or jo inkaar aapny kiye hain usky radd me hadees quote kar raha hu ho saky to apni jaan bacha lo ya phir touba kar lo! B)

p17.gif

p18.gif

p18_1.GIF

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Nabi pak alaihiSlato WasSlam ki hadis e pak say wahabi yei sabit karna chahtay hai kay Nabi pak alaihislam ko kuch khabar nahee aur yei bhool jatay hai kay khud Nabi pak AlaihiSlam hi yei bayan kar rahay hai kay hoaz e kausar pay aisay loag laiay jaiy gain . yei baykhabri ki nahee baa khabari ki daleel hai

Meray bhai idhar udhar ki baat karne ki bajaee aap sirf un alfaz ki tashree kar dijyee jo mein ne underline kiye hein...Hadees Shareef ke alfaaz (AAP KO NAHI MAALOOM) ???

ISKA JAWAB QURAN KI IS AYAT ME HAI "TU TO BARI IZAAT WALA HAI......"

untitled.GIF

HUMNY TO APNA AQEEDAH OR MOQIF QURAN OR HADEES SE SABIT KIYA JANAB GM..AB ZARA HIMAAT KARO OR HUMARI QUOTE KI HUI AHADEES E MUQDISSA KA JAWAB DENE KI HIMMAT JUTAO YA SHOWK SE UNKY MUNKIR HO JAO.... :P

kon hua munkir e hadees hum ya biddati Munafiq?

WAMA ALAINA ILLAL BALAAGH

Link to comment
Share on other sites

MashaAllah....Bhut Emaan afrooz jawaab hay Asif bahi.

Dushman e Hadees jo apnay app ko Ahle Hadees ghair muqalid kehtay hay unhay Nabi e Azam( (saw) ) ki Zaat aur Siffat par Aiteraz kernay kay Ilawa kio kaam nahi.

Musalamano ko dhoka dainay kai liay hamisah yah zahir kertay hain kay yeh Aiterazat tu barelvion kay Aqaid kay Khilaf kiay jaa rahain hain, Jabb kay Haqeeqat mai inka shaytani maqsad Nabi e Azam( (saw) ) ki mohabat aur azmat ko musalamano kay dill sai Nikalna hay!!!

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

meray bhai jitna pooch raha hoon uska jawab daydo plzzz...hadees shareef mein jo underline kia hay zara us par tabsara farma dijyee....ya bol do hum is hadees ko nahi maante

Edited by Sybarite
Try NOT to quote the whole post, it will only lengthen the thread for no reason
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
(bis)

jitni bhi tashree aap ne ki he is hadees ki zara kisi Muhaddis ka hawala bhi de dete ke falan falan muhaddis ye kehte hein...aap ke baat par kaysee koi aetabaar kare..ye to sari batein aap ne khusd apni marzi se banai he...logon ko bewaqoof banana chor dein...Imamo ka hawala do..Bare Muhaddis jo pehle ke hein..AAP KE NAHIN.

mushahiday[/b] par nahi hogi....jis ayat ka hawla aap ne diya kay kay (Aye Nabi hum aap ko bulayinge doosre ummat par gawahi ke liye) zara is ayat ko pura parh lo agay likha ...HUM NE AAP PAR KITAAB NAZIL KI HAY JIS MEIN HUM NE HAR CHEEZ KE BARAY MEIN KHOL KHOL KAR BAYAAN KIA HAY..

Rasool Allah (saw) ko doosri ummaton par gawahi ke liye is liye bulaya jaega kay wo ummatein inkaar kar dengi kay hamare pass koi rasool aya hi nahi..to Rasool Allah (saw) ko bulaya jaega..wo bolenge haan ye tamaam peghambar in ummaton mein aaey the...Rasool Allah (saw) jo gawahi denge wo Quran ki bunyaad par hogi...Ke Quran mein likha hoa hay ke ye tamaam peghamber in ummaton mein aae thay...NA KE MUSHAHIDE KI BUNYYAD PAR

To jo ayat aap ne code ki hay..gawahi wali zara aik dafa ghor se parho..age likha hay...(HUM NE AAP PAR KITAAB NAZIL KI HAY JIS MEIN HUM HAR CHEEZ KHOL KHOL KAR BAYAAN KI HAY)

post-2937-1234949740.gif

Edited by Sybarite
Did a mistake. Some part of your post might have been deleted. I feel sorry for your inconvenience. Please post your material again.
Link to comment
Share on other sites

Note: abuowais ki last post ka reply kartay huway mujh se zara ghalti ho gai. Actually reply ke bajaye Edit per click kar ke apna reply post kar dya jis ki bina per aap ki post ka kuch hisa delete ho gaya. Mein iss ke liye maaz'rat khuwa hun.

jitni bhi tashree aap ne ki he is hadees ki zara kisi Muhaddis ka hawala bhi de dete ke falan falan muhaddis ye kehte hein...aap ke baat par kaysee koi aetabaar kare..ye to sari batein aap ne khusd apni marzi se banai he...logon ko bewaqoof banana chor dein...Imamo ka hawala do..Bare Muhaddis jo pehle ke hein..AAP KE NAHIN.

Aap ki isi baat se aap ke dooghlay'panay ka muzahira hota hai. Saeedi bhai ki post ke jawab mein aap kehtay hain ke zaati raye na dein balkay aqwal-e-muhaditheen paish karein, lekin be'sharmi ki intiha dekhiye ke aap ne khud bhi sirf hadith hi quote ki hai. Iss hadith ko le kar apna mouqiff sabit karne mein tu aap ne bhi abhi tak kisi Muhadith ki sharah quote nahi ki, sirf tarjuma paish hi kiya hai.

Waisay Saeedi bhai ne jo hamza istehfaam ke mahzoof honay ka usool bayan kya hai uss per tu kuch booliye? Ya aap ke nazdeek ye usool bhi ghalat hai, agar ghalat hai tu phir iss zaman mein bhi koi daleel paish kijiye.

mushahiday[/b] par nahi hogi....jis ayat ka hawla aap ne diya kay kay (Aye Nabi hum aap ko bulayinge doosre ummat par gawahi ke liye) zara is ayat ko pura parh lo agay likha ...HUM NE AAP PAR KITAAB NAZIL KI HAY JIS MEIN HUM NE HAR CHEEZ KE BARAY MEIN KHOL KHOL KAR BAYAAN KIA HAY..

Rasool Allah (saw) ko doosri ummaton par gawahi ke liye is liye bulaya jaega kay wo ummatein inkaar kar dengi kay hamare pass koi rasool aya hi nahi..to Rasool Allah (saw) ko bulaya jaega..wo bolenge haan ye tamaam peghambar in ummaton mein aaey the...Rasool Allah (saw) jo gawahi denge wo Quran ki bunyaad par hogi...Ke Quran mein likha hoa hay ke ye tamaam peghamber in ummaton mein aae thay...NA KE MUSHAHIDE KI BUNYYAD PAR

To jo ayat aap ne code ki hay..gawahi wali zara aik dafa ghor se parho..age likha hay...(HUM NE AAP PAR KITAAB NAZIL KI HAY JIS MEIN HUM HAR CHEEZ KHOL KHOL KAR BAYAAN KI HAY)

Hum se muhaditheen ki sharah ka mutaliba kartay hain aur khud Quran ki ayat per Tafsir bil'raye ko apnaye huway hain. Janab iss ayat per aap ne jo khud'sakhta tafsir paish ki iss per bhi koi kyu aitebaar kare? Ab zara jaldi se iss ayat per Mustanad Tafasir paish karein.

Saeedi bhai ne tu Ayat ke saath Tafsir-e-Qurtubi ka hawala bhi de dya. Ab aik mustanadd tafsir ke samnay apnay ke qoul ki kiya auqaat?

Baqiya post ka jawab jald hi aye ga, filhaal to load-shedding time!

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
Note: abuowais ki last post ka reply kartay huway mujh se zara ghalti ho gai. Actually reply ke bajaye Edit per click kar ke apna reply post kar dya jis ki bina per aap ki post ka kuch hisa delete ho gaya. Mein iss ke liye maaz'rat khuwa hun.

Aap ki isi baat se aap ke dooghlay'panay ka muzahira hota hai. Saeedi bhai ki post ke jawab mein aap kehtay hain ke zaati raye na dein balkay aqwal-e-muhaditheen paish karein, lekin be'sharmi ki intiha dekhiye ke aap ne khud bhi sirf hadith hi quote ki hai. Iss hadith ko le kar apna mouqiff sabit karne mein tu aap ne bhi abhi tak kisi Muhadith ki sharah quote nahi ki, sirf tarjuma paish hi kiya hai.

Waisay Saeedi bhai ne jo hamza istehfaam ke mahzoof honay ka usool bayan kya hai uss per tu kuch booliye? Ya aap ke nazdeek ye usool bhi ghalat hai, agar ghalat hai tu phir iss zaman mein bhi koi daleel paish kijiye.

Hum se muhaditheen ki sharah ka mutaliba kartay hain aur khud Quran ki ayat per Tafsir bil'raye ko apnaye huway hain. Janab iss ayat per aap ne jo khud'sakhta tafsir paish ki iss per bhi koi kyu aitebaar kare? Ab zara jaldi se iss ayat per Mustanad Tafasir paish karein.

Saeedi bhai ne tu Ayat ke saath Tafsir-e-Qurtubi ka hawala bhi de dya. Ab aik mustanadd tafsir ke samnay apnay ke qoul ki kiya auqaat?

Baqiya post ka jawab jald hi aye ga, filhaal to load-shedding time!

قوله تعالى: { تِلْكَ مِنْ أَنْبَاء ٱلْغَيْبِ } يعني ما سبق من ذكر نوح وقومه في أخبار الغيب يعني: من (أحاديث ما غاب عنك) فكان في إخبار النبي - صلى الله عليه وسلم - عن قصته دلالة نبوته لأنه لا يعرف ذلك إلا بالوحي { نُوحِيهَا إِلَيْكَ } يعني إخبار الغيب ينزل بها عليك جبريل { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَا أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن { فَٱصْبِرْ }

تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

This is of the tidings of the Unseen) this is of the news of what has been hidden from you (which We inspire in thee) with which We sent Gabriel to you, O Muhammad, about the news of past nations. (Thou thyself knewest it not) i.e. you knew not the news of these past nations, (nor did thy folk (know it) before this) before the revelation of the Qur'an. (Then have patience) O Muhammad in the face of their denial and harm. (Lo! the sequel) the end result: victory and Paradise (is for those who ward off (evil)) ward off disbelief, idolatry and indecencies.

Tafseer Ibn Abbas (ra)

ثم قال: { تِلْكَ } القصة { مِنْ أَنْبَآءِ } ، يعني من أحاديث { ٱلْغَيْبِ } غاب عنك، لم تشهدها يا محمد، ولم تعلمها إلا بوحينا، { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ } يا محمد { وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن حتى أعلمناك أمرهم في القرآن، يعني الأمم الخالية قوم نوح، وهود وصالح، وغيرهم، { فَٱصْبِرْ } على تكذيب كفار مكة، وعلى أذاهم { إِنَّ ٱلْعَاقِبَةَ } ، يعني الجنة { لِلْمُتَّقِينَ } [آية: 49] الشرك.

تفسير مقاتل بن سليمان/ مقاتل بن سليمان (ت 150 هـ) مصنف و مدقق

{ تِلْكَ مِنْ أَنبَآءِ ٱلْغَيْبِ } ، من أخبار الغيب، { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } ، من قبل نزول القرآن، { فَٱصْبِرْ } ، على القيام بأمر الله وتبليغ الرسالة وما تلقى من أذى الكفار كما صبر نوح، { إِنَّ ٱلْعَـٰقِبَةَ } آخر الأمر بالسعادة والنصرة { لِلْمُتَّقِينَ }. تفسير معالم التنزيل/ البغوي (ت 516 هـ) مصنف و مدقق

Aur kitni tafseer chahiye..tamaam mufasereen ka is baat par ittifaq hay Rasool Allah (saw) ko jitna bhi kuch bataya gia hay wo bazarya WAHI bataya gia hay...Nuzool Quran se pehlay unko ILM nahi tha...

Is se ziada bari daleel aur kia doon...Samjhne ke liye AIK bahaana na samjhne ke liye LAAKH bahana...

Edited by abuowais
Link to comment
Share on other sites

(bis)

Saeedi bhai...Allah aap ko hamesha saeed rakhe...aap ne jo ayat code ki Sura Nisa # 41

Rasool Allah (saw) doosri ummaton par gawahi dengay ..Zara is ki tafseer mulahiza farmayein..

[سورة النساء: 123] الآية. وقوله تعالى: { فَكَيْفَ إِذَا جِئْنَا مِن كُلِّ أُمَّةٍ بِشَهِيدٍ } أي فكيف يصنعون؟ وكيف يكون حالهم؟ إذا جئنا من كل أمة بشهيد، يعني بنبيها هو شاهد بتبليغ الرسالة من ربهم { وَجِئْنَا بِكَ } يا محمد { عَلَىٰ هَـؤُلاءِ شَهِيداً } يعني على أمتك شهيداً بالتصديق لهم، لأن أمته يشهدون على الأمم المكذبة للرسالة، وذلك أنه إذا كان يوم القيامة يقول الله تعالى للأمم الخالية: هل بلغتكم الرسل رسالاتي؟ فيقولون: لا، فقالت الرسل: قد بلغنا، ولنا شهود. فيقول - عز وجل - ومن شهودكم؟ فيقولون: أمة محمد - صلى الله عليه وسلم - فيؤتى بأمة محمد - عليه السلام - فيشهدون بتبليغ الرسالة بما أوحي إليهم من ربهم في كتابهم في قصة الأمم الخالية، فتقول الأمم [الماضية] إن فيهم زواني، وشارب الخمر، فلا يقبل شهادتهم، فيزكيهم النبي - صلى الله عليه وسلم - فيقول المشركون:

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

Is tafseer mein saaf ye bataya ja raha hay ke sirf Rasool Allah (saw) hi nahi balkay puri ummat Muhammmadyah ko GAWAHI ke liye bulaya jaega ga aur wo sirf Quran mein jo WAHI ki gai hay usi bunyyad par gawahi dengay..kia ummat Muhammadyah bhi us zamane mein hazir o nazir thee.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Saeedi bhai...Surah Maida ayat# 117 ka hawala diaya hay aap ne ke...Anbiya (IS) ka apni ummat ke haal par muttala hona zaroori hay...Is ayat ki tafseer zara parh lijye..is se pehle mein aap ko Bukhari ki hadees (AAP KO NAHI MAALOOM) wali code ki aap logon ne pata nahi seedhi se baat ki kia kithcree paka di...Ab wohi baat ESSA (IS) keh rahay hein..wo to Allah ke saamne barah e raast keh rahe hein..zara mulahiza farmaiyee

{ وَإِذْ قَالَ ٱللَّهُ يٰعِيسَى ٱبْنَ مَرْيَمَ أَأَنتَ قُلتَ لِلنَّاسِ ٱتَّخِذُونِي وَأُمِّيَ إِلَـٰهَيْنِ مِن دُونِ ٱللَّهِ قَالَ سُبْحَانَكَ مَا يَكُونُ لِيۤ أَنْ أَقُولَ مَا لَيْسَ لِي بِحَقٍّ إِن كُنتُ قُلْتُهُ فَقَدْ عَلِمْتَهُ تَعْلَمُ مَا فِي نَفْسِي وَلاَ أَعْلَمُ مَا فِي نَفْسِكَ إِنَّكَ أَنتَ عَلاَّمُ ٱلْغُيُوبِ } * { مَا قُلْتُ لَهُمْ إِلاَّ مَآ أَمَرْتَنِي بِهِ أَنِ ٱعْبُدُواْ ٱللَّهَ رَبِّي وَرَبَّكُمْ وَكُنتُ عَلَيْهِمْ شَهِيداً مَّا دُمْتُ فِيهِمْ فَلَمَّا تَوَفَّيْتَنِي كُنتَ أَنتَ الرَّقِيبَ عَلَيْهِمْ وَأَنتَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ شَهِيدٌ } * { إِن تُعَذِّبْهُمْ فَإِنَّهُمْ عِبَادُكَ وَإِن تَغْفِرْ لَهُمْ فَإِنَّكَ أَنتَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ }

{ وَإِذْ قَالَ ٱللَّهُ يَا عِيسَى ٱبْنَ مَرْيَمَ } يعني يوم القيامة { أَأَنْت قُلتَ لِلنَّاسِ ٱتَّخِذُونِي } روى أسباط عن السدي قال: لما رفع عيسى، وقالت النصارى ما قالت وزعموا أن عيسى أمرهم بذلك سأله عن قولهم. وقال الضحاك: يدعى بعيسى يوم القيامة ويدعى بالنصارى فيقفهم ويسأله ليفضحهم على رؤوس الناس، وقال الزجاج: هو سؤال التوبيخ للذين اعتدوا عليهم لأنهم مجمعون أنه صادق وأنه لا يكذبهم الصادق عنده وذلك أوكد في الحجة عليهم وأبلغ في التوبيخ، والتوبيخ ضرب من العقوبة. ويقال: إن الله تعالى لما قال لعيسى: { أَأَنتَ قُلتَ لِلنَّاسِ ٱتَّخِذُونِي وَأُمِّيَ إِلَـٰهَيْنِ مِن دُونِ ٱللَّهِ } أخذته الرّعدة من هيبة ذلك القول حتى سمع صوت عظامه في نفسه { قَالَ: سُبْحَـٰنَكَ } فنزه الرب عن ذلك أن يكون أمرهم بذلك فقال: { مَا يَكُونُ لِي أَنْ أَقُولَ مَا لَيْسَ لِي بِحَقٍّ } يقول ما ينبغي وما يجوز لي أن أقول ما ليس لي بحق يعني ليس بعدل أن يعبدوا غيرك { إِن كُنتُ قُلْتُهُ } يعني إن قلت لهم ذلك القول { فَقَدْ عَلِمْتَهُ } فإنك { تَعْلَمُ مَا فِي نَفْسِي } يعني ما كان مني في الدنيا { وَلاَ أَعْلَمُ مَا فِي نَفْسِكَ } يعني ولا أطلع على غيبك وما كان منك وقال أهل اللغة: نفس الشيء: جملة الشيء وحقيقته وذاته، فمعناه تعلم ما في ضميري ولا أعلم ما في حقيقتك وغيبك { إِنَّكَ أَنتَ عَلَّـٰمُ ٱلْغُيُوبِ } ما كان وما يكون وقيل: تعلم ما في نفسي التي نسبت إلي وأمرتني بالتسليم إليك ولا أعلم ما في نفسك التي سلمت إليك فأنت مالكها بجميع ما كان وما يكون منها وأنت علام الغيوب قبل كونها وكون فعلها. قرأ حمزة: (الغيوب) بكسر الغين ومعناهما واحد وقرأ نافع وعاصم وابن عامر (إني منزِّلها) بالتشديد وقرأ الباقون بالتخفيف وهما لغتان نَزَل، وأنْزَلَ بمعنى واحد. ثم قال: { مَا قُلْتُ لَهُمْ إِلاَّ مَا أَمَرْتَنِي بِهِ } يعني في الدنيا بالتوحيد { أَنِ ٱعْبُدُواْ ٱللَّهَ } يعني وحّدوا الله وأطيعوه { رَبِّي وَرَبَّكُمْ وَكُنتُ عَلَيْهِمْ شَهِيداً } يعني على بني إسرائيل أي بلغتهم الرسالة. ويقال شهيداً يعني حفيظاً بما أمرتهم { مَّا دُمْتُ فِيهِمْ } يعني ما دمت مقيماً في الدنيا بين أظهرهم { فَلَمَّا تَوَفَّيْتَنِي } يعني رفعتني إلى السماء { كُنتُ أَنتَ الرَّقِيبَ عَلَيْهِمْ } يعني الحفيظ والشاهد عليهم. { وَأَنتَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ شَهِيدٌ } من مقالتي ومقالتهم وما أدري ما أحدثوا بعدي. { إِن تُعَذّبْهُمْ فَإِنَّهُمْ عِبَادُكَ، وَإِن تَغْفِرْ لَهُمْ فَإِنَّكَ أَنتَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ } قرأ ابن مسعود: (فإنك أنت الغفور الرحيم) وقرأ غيره: (العزيز الحكيم) فإن قيل وكيف سأل المغفرة للكفار قيل له: لأن عيسى علم أن بعضهم قد تاب ورجع عن ذلك فقال: (إن تعذبهم) يعني الذين ماتوا على الكفر فإنهم عبادك وأنت القادر عليهم (وإن تغفر لهم) يعني الذين أسلموا ورجعوا عن ذلك.

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

kia ESSA (IS) Allah Ta'ala se yeh keh rahay hein..kia mujhe nahi pata inhon ne kia kia meray baad...zara phir ghor se parhein red line ko..wo baat jo aap ne bukhari wali hadees mein Rasool Allah (saw) par laga diya..KIA AAP KO NAHI PATA AAP KE BAAD IN LOGON NE KIA KIA...ab lagaona wohi qaida yahan par..

aap logon ki sirf batein hoti hein..daleel mein koi jaan nahi hoti..

zara socha karo..Allah se hidayat maanga karo...aur baghair soche samjhe doosro ko gumrah ne karo plzz...is tafseer ko bohot ghor se parhiye ga shaed kuch samjh aajae..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Saeedi bhai ..baat ghumaao nahi...Surah Hud ki jo ayat ki jab mein ne tashree pesh ki to aap logo ne kaha aap ki baat ka kia aetabaar...koi daleel pesh karo apni tafseer ki...mein ne is ayat ki sirf 3 bare mufassiron ki tafseer pesh...Ibn Abbas...Abules Samar Qandi..Maqatal...(ra)

mere bhai sawal mene kia hay..baton mein mat ghumao...kia aap in tafreeron ka inkaar karte ho...sirf ye surah HUD wali ayat samjh mein aajae to phadda hi khatam ho jae..Allah Ta'ala ne Quran Paak ki is ayat mein bilkul wazeh tor par...Is kharab aqeeday (HAZIR O NAZIR ) ki jar kaat di hay...mein sirf itna poochta hoon kia aap in tafseeron ka inkaar karte hein..jin mein tamaam mufassiron ne bilkul wazah tor par bayan kia hay ke Rasool Allah (saw) ko jo bhi baat batai jati thi wo bazarya WAHI batai jati hay...

Mein nay iske ilawa surah Nisa ayat 41 ki ayat ka bhi jawab maanga tha ..usko bhi gol kar diya mein aik dafa phir surah Nisa Ayat 41 ki tashree pesh kar raha hoon.

[سورة النساء: 123] الآية. وقوله تعالى: { فَكَيْفَ إِذَا جِئْنَا مِن كُلِّ أُمَّةٍ بِشَهِيدٍ } أي فكيف يصنعون؟ وكيف يكون حالهم؟ إذا جئنا من كل أمة بشهيد، يعني بنبيها هو شاهد بتبليغ الرسالة من ربهم { وَجِئْنَا بِكَ } يا محمد { عَلَىٰ هَـؤُلاءِ شَهِيداً } يعني على أمتك شهيداً بالتصديق لهم، لأن أمته يشهدون على الأمم المكذبة للرسالة، وذلك أنه إذا كان يوم القيامة يقول الله تعالى للأمم الخالية: هل بلغتكم الرسل رسالاتي؟ فيقولون: لا، فقالت الرسل: قد بلغنا، ولنا شهود. فيقول - عز وجل - ومن شهودكم؟ فيقولون: أمة محمد - صلى الله عليه وسلم - فيؤتى بأمة محمد - عليه السلام - فيشهدون بتبليغ الرسالة بما أوحي إليهم من ربهم في كتابهم في قصة الأمم الخالية، فتقول الأمم [الماضية] إن فيهم زواني، وشارب الخمر، فلا يقبل شهادتهم، فيزكيهم النبي - صلى الله عليه وسلم - فيقول المشركون:

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

Ye ayah aap aogon ki hazir o nazir ki sab se bari dalil hay...aur gawahi jisko aap log mushahide par samajhte thay ..wo darasal Quran ki bunyaad par hay...balkay ummat e Muhammadya bhi gawahi degi unpar..kia ummat e Muhammadya bhi hazir o nazir the un ummaton par...aur tafseer mein red line zara ghor se aur Allah se Hidayat maag kar parhiye..Yahan bilkul Haq aur Batil ka farq wazeh nazar arha hay..

Mehaerbani karke sirf in 2 ayat ka jawab dein baqi batein hoti rahengi...

Link to comment
Share on other sites

inshaAllah Nabi pak AlaihiSlato wasSlam ki ummat jo gawahi day gee us pay un ka gawah poocha jaiay ga . aur phir Jab Nabi pak AlaihiSlam Shahadat farmaiay gain kay ya Allah azzwajal tairay Anbiya nay taira paigham in sab ummato ko pohancha dia theak theak phir koi jarah nahe hogee mazeed.

Wasslam ala man itTabail huda

Edited by AhleSunnat
Link to comment
Share on other sites

<br />inshaAllah Nabi pak AlaihiSlato wasSlam ki ummat jo gawahi day gee us pay un ka gawah poocha jaiay ga . aur phir Jab Nabi pak AlaihiSlam Shahadat farmaiay gain kay ya Allah azzwajal tairay Anbiya nay taira paigham in sab ummato ko pohancha dia theak theak phir koi jarah nahe hogee mazeed.<br /><br />Wasslam ala man itTabail huda<br />
<br /><br /><br />

SIRF HAWAI FIRING KARNE SE KAAM NAHI CHALTA ..SURAH HUD KI AYAT AUR GAWAHI WALI AYAT NE AAP LOGON KI BRALVIYAT KI IMARAT KO ZAMEEN BOZ KAR DIYA HAY..YE BAAT SABIT SHUDA HO CHUKI HAY KAY RASOOL ALLAH (saw) KO JITNA BHI ILM DIYA GIYA WO BAZARYA WAHI THA..MUNKAR E HADEES TO TUM LOG HO HI AB MUNKAR E QURAN BHI HO...AAP KA BARA SE BARA BHI IS AYAT KA JAWAB NAHI DE SAKTA ...AHMED RAZA SAHAB LOGON NE BRALVIYAT KI IMARAT KI JO LEES KARWAI THI AB WO LEES EXPIRE HO CHUKI HAY AUR IMARAT GIR CHUKI HAY..

Link to comment
Share on other sites

ISKA JAWAB QURAN KI IS AYAT ME HAI "TU TO BARI IZAAT WALA HAI......HUMNY TO APNA AQEEDAH OR MOQIF QURAN OR HADEES SE SABIT KIYA JANAB GM..AB ZARA HIMAAT KARO OR HUMARI QUOTE KI HUI AHADEES E MUQDISSA KA JAWAB DENE KI HIMMAT JUTAO YA SHOWK SE UNKY MUNKIR HO JAO.... color="#ff0000">kon hua munkir e hadees hum ya biddati Munafiq?WAMA ALAINA ILLAL BALAAGH

AAP MUHADDIS KION NAHI BAN GAE ..ITNI ZABARDAST TASHREE KI HAY AAP NE IS HADEES KI ...ZARA KOI HAWALA INAYAAT FARMAINGE AAP

Link to comment
Share on other sites

<br /><font size="3"><font color="#ff0000"><b>Saeedi bhai ..baat ghumaao nahi...<font color="#000000">Surah Hud ki jo ayat</font> ki jab mein ne tashree pesh ki to aap logo ne kaha aap ki baat ka kia aetabaar...koi daleel pesh karo apni tafseer ki...mein ne is ayat ki sirf <font color="#000000">3 bare ,,,,,,,,,,,,,,nazar arha hay..<br /> <br /> Mehaerbani karke sirf in 2 ayat ka jawab dein baqi batein hoti rahengi...<br /> </b></font></font><br />

HELLO SAEEDI SAHAB KAHAN HEIN AAP..AAP NE JAWAB NAHI DIYA MERI POST KA ...MERI TASHREE KA RAD TO KAR DIJYEE PLZZZ

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
(bis)

SAEEDI BHAI ZID BARI KHARAB CHEEZ HOTI HAY ..ISI ZID NE FIRAON ABU JEHEL NAMROOD JAYSAY LOGON KO BARBAAD KIA HAY..MEIN APNE DALAIL AIK DAFA PHIR POST KAR RAHA HOON TASALLI SAY PARHANA AUR USAY SAMJHNE KI KOSISH KARNA AAP.

YE AYAT (TILKA MIN ANBA ) WALI ..ISKI TASHREE PHIR PARHIYEE...

قوله تعالى: { تِلْكَ مِنْ أَنْبَاء ٱلْغَيْبِ } يعني ما سبق من ذكر نوح وقومه في أخبار الغيب يعني: من (أحاديث ما غاب عنك) فكان في إخبار النبي - صلى الله عليه وسلم - عن قصته دلالة نبوته لأنه لا يعرف ذلك إلا بالوحي { نُوحِيهَا إِلَيْكَ } يعني إخبار الغيب ينزل بها عليك جبريل { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَا أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن { فَٱصْبِرْ } 

تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

قَوْلُهُ تَعَالَى: { تِلْكَ مِنْ أَنْبَآءِ ٱلْغَيْبِ نُوحِيهَآ إِلَيْكَ }؛ أي تلك القصَّةُ التي ذكرتُها لكَ يا مُحَمَّدُ قصةُ نوحٍ من الأمور الغائبة عنكَ، { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } ، القرآنِ وهذا مِنَّةٌ من اللهِ تعالى: { فَٱصْبِرْ }؛ على أذى الكفَّارِ، كما صبرَ نوحُ على أذاهم، واصبر على القيامِ بأمرِ الله وتبليغ الرِّسالةِ، وما تلقَى من أذى قومِكَ كما صبرَ نوحُ على أذى قومهِ، { إِنَّ ٱلْعَاقِبَةَ لِلْمُتَّقِينَ }؛ آخرَ الأمرِ بالسَّعادة والظَّفر والنصرِ للمتقين، كما كانت لنوحٍ ومَن آمَنَ بهِ.

* التفسير الكبير / للإمام الطبراني (ت 360 هـ) مصنف و مدقق مرحلة اول

{ تِلْكَ هذه { مِنْ أَنْبَآءِ ٱلْغَيْبِ } من أخبار الغائب عنك { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ } نرسل جبريل إليك يا محمد بأخبار الأمم الماضية { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ } يعني أخبار الأمم { أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن { فَٱصْبِرْ } يا 

*  تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق

ثم قال: { تِلْكَ } القصة { مِنْ أَنْبَآءِ } ، يعني من أحاديث { ٱلْغَيْبِ } غاب عنك، لم تشهدها يا محمد، ولم تعلمها إلا بوحينا، { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ } يا محمد { وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن حتى أعلمناك أمرهم في القرآن، يعني الأمم الخالية قوم نوح، وهود وصالح، وغيرهم ، { فَٱصْبِرْ } على تكذيب كفار مكة، وعلى أذاهم { إِنَّ ٱلْعَاقِبَةَ } ، يعني الجنة { لِلْمُتَّقِينَ } [آية: 49] الشرك.

تفسير مقاتل بن سليمان/ مقاتل بن سليمان (ت 150 هـ) مصنف و مدق

{ تِلْكَ مِنْ أَنبَآءِ ٱلْغَيْبِ } ، من أخبار الغيب، { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } ، من قبل نزول القرآن، { فَٱصْبِرْ } ، على القيام بأمر الله وتبليغ الرسالة وما تلقى من أذى الكفار كما صبر نوح، { إِنَّ ٱلْعَـٰقِبَةَ } آخر الأمر بالسعادة والنصرة { لِلْمُتَّقِينَ }

. تفسير معالم التنزيل/ البغوي (ت 516 هـ) مصنف و مدقق

 YE TAMAAM TAFASEER JO MEIN NAY YAHAN CODE KI HEIN UNKA KHULASA MEIN BAYAN KARDOON...YAHAN YE KAHA JA RAHAY ..(aap ki ma'arfat nahi thi is kabar tab is wahi say pehlay)بحر العلوم

ye jo qissa aap ko sunaya gia hay Ya Muhammad (saw)aap say ghaib mein tha yani chupa hoa tha (hidden) التفسير الكبير

ye qissa aap say chupa hoa tha aur Jirael (as) kay zarye is pichli tamaam ummaton kay ahwaal wahi ke zarye aap ko bataey gaey..Ibn Abbasتفسير القرآن/ الفيروز آبادي

yani ye qissa aap say chupa hoa tha aur aap wahan hazir nahi thay Ya Muhammad  (saw) ..aap ko nahi maloom tha magar wahi kay zarye bataya gia..aur Quran ke zarye aap ko tamaam pichli ummaton ki khabar di gai

تفسير مقاتل بن سليمانالقرآن حتى أعلمناك أمرهم في القرآن،يعني الأمم الخالية قوم نوح، وهود وصالح، وغيرهم

، تفسير معالم التنزيل/ البغويمن قبل نزولالقرآن

Aap log aakhir kisko follow karte ho ye tammam ahle sunnat ke bare mufassir hein..aur in tammam ka ye ittefaq hay kay nuzool e quran ke zarye hi tammam khabrein Rasool Allah (saw)ko di gai hein..

agar ye batein bhi samjh na aaein to iska matlab yahi hay ke aap log Rasool Allah  (saw) par nahi balkay Ahmed Raza sahab par emaan lae ho..

سورة النساء: 123] الآية. وقوله تعالى: { فَكَيْفَ إِذَا جِئْنَا مِن كُلِّ أُمَّةٍ بِشَهِيدٍ } أي فكيف يصنعون؟ وكيف يكون حالهم؟ إذا جئنا من كل أمة بشهيد، يعني بنبيها هو شاهد بتبليغ الرسالة من ربهم { وَجِئْنَا بِكَ } يا محمد { عَلَىٰ هَـؤُلاءِ شَهِيداً } يعني على أمتك شهيداً بالتصديق لهم، لأن أمته يشهدون على الأمم المكذبة للرسالة، وذلك أنه إذا كان يوم القيامة يقول الله تعالى للأمم الخالية: هل بلغتكم الرسل رسالاتي؟ فيقولون: لا، فقالت الرسل: قد بلغنا، ولنا شهود. فيقول - عز وجل - ومن شهودكم؟ فيقولون: أمة محمد - صلى الله عليه وسلم - فيؤتى بأمة محمد - عليه السلام - فيشهدون بتبليغ الرسالة بما أوحي إليهم من ربهم في كتابهم في قصة الأمم الخالية، فتقول الأمم [الماضية] إن فيهم زواني، وشارب   الخمر، فلا يقبل شهادتهم، فيزكيهم النبي - صلى الله عليه وسلم - فيقول المشركون:

{yani wo  (saw)gawahi dengay kay Rasool aaye thay is bunyaad par jo wohi ki gai hay unko kitab mein pichli ummaton ki}

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق 

Ye ayah aap aogon ki hazir o nazir ki sab se bari dalil hay...aur gawahi jisko aap log mushahide par samajhte thay ..wo darasal Quran ki bunyaad par hay...balkay ummat e Muhammadya bhi gawahi degi unpar..kia ummat e Muhammadya bhi hazir o nazir the un ummaton par...aur tafseer mein red line zara ghor se aur Allah se Hidayat maag kar parhiye..Yahan bilkul Haq aur Batil ka farq wazeh nazar arha hay..

YE MUFASSIR AHLE SUNNAT KA FAKHAR AUR SARMAYA HEIN JINKI BAAT AAP LOGON KO SAMJH NAHI AARHI HAY..ISKA YAHI MATLAB LIYA JA SAKTA HAY KAY AAP LOG RASOOL ALLAH  (saw)PAR NAHI SHAED AHMED RAZA SAHAB PAR EMAAN LAEHO  (salam)

post-2937-1237015841.gif

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...