Hanafi Muslima مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 (ترمیم شدہ) Beautiful Naat(mein Madine Chala) by Owaise Raza Qadri,Hafiz Noor Sultan siddiqe & Kareem Sultan wassalam ma'al ikraam Edited 7 فروری 2009 by Hanafi Muslima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 7 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 Agar kisi k paas "mein Madinay chala" k full lyrics hein then plz post here.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari26 مراسلہ: 9 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 9 فروری 2009 سبحان اللہ جزاک اللہ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari hoon Attari مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 Mein Madinay Chala Mein Madinay Chala Mein Madinay Chala Phir Karam Ho Giya Mein Madinay Chala Saqiya May Pila Mein Madinay Chala Mast o Bekhud Bana Mein Madinay Chala Kaif Sa Cha,a Giya Mein Madinay Chala Jhoomta Jhoomta Mein Madinay chala Kiya Bataoon Mili Dil ko Kaisi Khushi Jab Yeh Musda Suna Mein Madinay Chala Phir Ijazat Mili Jab Khabar Yeh Suni Dil Mera Jhoom Utha Mein Madinay Chala Muskranay Lagi Dil ki Har ik Kali Ghuncha,ay Dil Khila Mein Madinay Chala Ay Shajar Ay Hajar Tum b Shams o Qamar Deikhoo Deikhoo Zara Mein Madinay Chala Mere Aaqa Ka Dar Ho Ga Paish e Nazar Chahay aur Kiya Mein Madinay Chala Rooh E Muztar Thehar Tu Nikalna Udhar Aisi Jaldi B Kiya Mein Madinay Chala Mustafa Ke Hazur Apnay Saray Qasur Bahshwanay Chala Mein Madinay Chala Mere Sidique Umar Ho Salam Aap Per Aur Rahmat Sada Mein Madinay Chala Wo UHAD Ki Zameen Jis K Andar Makeen Mere Hamza Piya Mein Madinay Chala Sabz Ghunbad Ka Noor Zang Ker De Ga Door Pa,ay Ga Dil Jila Mein Madinay Chala Ghunbad Sabz Per Jab Paray Gi Nazar Kiya Sroor Aay Ga Mein Madinay Chala Unn ke Minaar Par Jab Paray Gi Nazar Kiya Sroor Aay Ga Mein Madinay Chala Deikhain Taray Mujhay Yeh Nazaray Mujhay Tum B Deikhoo Zara Mein Madinay Chala Minbar E Noor Par Jab Paray Gi Nazar Kiya Sroor Aay Ga Mein Madinay Chala Yeh Madina Chala Wo Madina Chala Mein B Keh Doon Shaha Mein Madinay Chala Kaif o Masti Ata Mujh ko Ker De Khuda Mangta Yeh Dua Mein Madinay Chala Mere Ganday Qadam Aur Unn ka Haram Laaj Rakhna Khuda Mein Madinay Chala Ashq Thamtay Nahin Pa,aon Jamtay Nahin Larrkhrata Huwa Mein Madinay Chala Mein To Bas Yun Hi Tha Meri Aoqaat Kiya Qafiya Yeh Mila Mein Madinay Chala Haath Uthtay Rahay Mujh Ko Detay Rahay Wo Talab Se Siwa Mein Madinay Chala Dard E Ulfat Milay Zaooq Barhnay Lagay Jab Chalay Qafila Mein Madinay Chala Rahmatain Jhoom Ker Barsain ATTAR Per Behr E Ghaus O Raza Mein Madinay Chala Unn Ka Gham Chashm E Tar Aur Sooze Jigar Abb To De De Khuda Mein Madinay Chala Kiya Karay Ga Idhar Bandh Raht E Safar Chal Ubaid E Raza Mein Madinay Chala Kiya Yeh Tu Nein Kaha Ay Ubaid E Raza Sooch To Kuch Zara Mein Madinay Chala Lutf To Jab Milay Mujh Se Murshid Kahain Chal Ubaid E Raza Mein Madinay Chal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 10 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 (ترمیم شدہ) Mein Madinay Chala thanksalot brother........ May Almighty Allah reward u (Ameeen) Edited 10 فروری 2009 by Hanafi Muslima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔