Bismillah مراسلہ: 1 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 1 فروری 2009 mani k baad kissi ne ghusal kya aur ghusal karne k baad tolia se jism poonchaney se pehley pehley agar jootey par lagi hui mani ka koi qatra paaon par lag gaya to ghusal par koi asar to nahi ho ga? yani k ghusal ho gaya namaz par saktey hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari مراسلہ: 2 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 2 فروری 2009 mani k baad kissi ne ghusal kya aur ghusal karne k baad tolia se jism poonchaney se pehley pehley agar jootey par lagi hui.... ji aesi sorat me bss nijasat ko dhoolay aapkay ghussal par koi farak nahe parhayga namaz parhsktay haii... Mazeed malomat k liee Ammer AhleSunnat ki Book>> Namaz k Aehkam << ( Maktaba tul MAdina or Www.dawateislami.net ) parhay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 13 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 13 فروری 2009 (ترمیم شدہ) 1-) ghusal karne k baad agar naak mein tissu paper daal kar naak ko saaf kiya jaey aur jab tissu ko naak se bahir nikala jaey aur us tissu par khoon laga ho (kissi zakham ya kissi chot ki waja se nahi balkey aissey hi) jab k naak se khoon na bahey ya na beh raha ho to kya is surat mein ghusal par kya asar parey ga? yani k tissu ko bahir nikalney k baad naak se koi bhi khoon ka qatra na bahey sirf us tissu par khoon k kuch qatrey lagey huey hon. 2-) aissey hi kissi ne wuzu karna chaha aur istanja kya phir burshi ki aur jab thooka to danton se ya jild se khoon nikla jo k thook mein nazar aya to is surat mein kya istanja dobara karna ho ga ya kuli kar k wuzu jari rakh saktey hain? aksar aissa hota hai keh insaan wuzu ya ghusal karney k baad burshi karta hai to aksar thook mein khoon nazar ata hai jo k burshi karney ki waja se hota hai. Edited 13 فروری 2009 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 14 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 14 فروری 2009 is fatwey mein khoon ki miqdar ka zikar kya gaya hai, khoon ki miqdaar kitni honi chahiey? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 14 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 14 فروری 2009 is fatwey mein khoon ki miqdar ka zikar kya gaya hai, khoon ki miqdaar kitni honi chahiey? behnay ki miqdar tak yani agr khoon tissue paper se saaf na kiya jata to beh jata ,ap ne baar baar saaf kiya ager saaf na kiya jata to beh jata itni miqdar men agr khoon niklay ga to wuzoo toot jayega. wallahu ta'ala a'alam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari مراسلہ: 15 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 15 فروری 2009 2-) aissey hi kissi ne wuzu karna chaha aur istanja kya phir burshi ki aur jab thooka to danton se ya jild se khoon nikla jo k thook mein nazar aya to is surat mein kya istanja dobara karna ho ga ya kuli kar k wuzu jari rakh saktey hain? aksar aissa hota hai keh insaan wuzu ya ghusal karney k baad burshi karta hai to aksar thook mein khoon nazar ata hai jo k burshi karney ki waja se hota hai. جی ایسی صورت میں بسس کلی کرکے دوبارہ وضو کرلے اور اس کے علاج کے لےء امیر اہلسنت مدطلہ العالی کی کتاب مدنی پنج سورہ پڑھیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mushtaq_Attari26 مراسلہ: 17 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 17 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔