Jump to content

ghusal k baad agar


Bismillah

تجویز کردہ جواب

mani k baad kissi ne ghusal kya aur ghusal karne k baad tolia se jism poonchaney se pehley pehley agar jootey par lagi hui....

 

 

ji aesi sorat me bss nijasat ko dhoolay aapkay ghussal par koi farak nahe parhayga namaz parhsktay haii...

Mazeed malomat k liee Ammer AhleSunnat ki Book>> Namaz k Aehkam << ( Maktaba tul MAdina or Www.dawateislami.net ) parhay

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

1-) ghusal karne k baad agar naak mein tissu paper daal kar naak ko saaf kiya jaey aur jab tissu ko

naak se bahir nikala jaey aur us tissu par khoon laga ho (kissi zakham ya kissi chot ki waja se nahi balkey aissey hi)

jab k naak se khoon na bahey ya na beh raha ho to kya is surat mein ghusal par kya asar parey ga? yani k tissu ko bahir nikalney k baad naak se koi bhi khoon

ka qatra na bahey sirf us tissu par khoon k kuch qatrey lagey huey hon.

 

2-) aissey hi kissi ne wuzu karna chaha aur istanja kya phir burshi ki aur jab thooka to danton se ya jild se khoon nikla jo k thook mein nazar aya to is surat

mein kya istanja dobara karna ho ga ya kuli kar k wuzu jari rakh saktey hain?

aksar aissa hota hai keh insaan wuzu ya ghusal karney k baad burshi karta hai to aksar thook mein khoon nazar ata hai jo k burshi karney ki waja se hota hai.

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

is fatwey mein khoon ki miqdar ka zikar kya gaya hai, khoon ki miqdaar kitni honi chahiey?

(salam)

behnay ki miqdar tak yani agr khoon tissue paper se saaf na kiya jata to beh jata ,ap ne baar baar saaf kiya ager saaf na kiya jata to beh jata itni miqdar men agr khoon niklay ga to wuzoo toot jayega.

wallahu ta'ala a'alam

Link to comment
Share on other sites

 

2-) aissey hi kissi ne wuzu karna chaha aur istanja kya phir burshi ki aur jab thooka to danton se ya jild se khoon nikla jo k thook mein nazar aya to is surat

mein kya istanja dobara karna ho ga ya kuli kar k wuzu jari rakh saktey hain?

aksar aissa hota hai keh insaan wuzu ya ghusal karney k baad burshi karta hai to aksar thook mein khoon nazar ata hai jo k burshi karney ki waja se hota hai.

 

 

جی ایسی صورت میں بسس کلی کرکے دوبارہ وضو کرلے اور اس کے علاج کے لےء امیر اہلسنت مدطلہ العالی کی کتاب مدنی پنج سورہ پڑھیں۔۔۔۔۔۔۔۔۔

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...