Ahmed_ مراسلہ: 1 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 1 فروری 2009 I need Urdu script of the Naat ' Woh Sue Lalazaar Phirtay Hain'. Can someone please share? <h3 class="r">http://www.videospider.tv/Videos/Detail/116802190.aspx </h3> اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 1 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 1 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmed_ مراسلہ: 2 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 2 فروری 2009 JazakAllah, I really needed that. Below is the transliteration of the Naat. Also if you go to the link provided (below) there is a translation available in English. woh su’ey laalah zaar phirtey haiN tere din ay bahaar phirtey haiN jo terey dar se yaar phirtey haiN dar ba dar yuN hi khaar phirtey haiN aah kal `aysh to kiye hum ne aaj woh be qaraar phirtey haiN un ke eemaa sey donoN baagoN par khayl e layl o nahaar phirtey haiN har charaaghe mazaar par qudsee kaysa parwaanah waar phirtey haiN us gali kaa gadaa huN maiN jis meiN maangtey taajdaar phirtey haiN jaan haiN jaan kyaa nazar aaye kyuN `adu gird e ghaar phirtey haiN phuul kyaa dekhuN meri aankhoN meiN dasht e taybah ke khaar phirtey haiN laakhoN qudsi haiN kaam e khidmat par laakhoN gird e mazaar phirtey haiN wardiyaN boltey haiN har kaarey pahra detey sawaar phirtey haiN rakhiye jaise haiN khaana zaad haiN hum mol ke `ayb daar phirtey haiN haay ghaafil woh kyaa jagaah hai jahaaN paanch jaatey haiN chaar phirtey haiN bayeN rastey na jaa musaafir sun maal ke raah maar phirtey haiN jaag sun saan ban hai raat aayee gurg bahr e shikaar phirtey haiN nafs ye koyi chaal hai zaalim jayse khaaSey bijaar phirtey haiN koyi kyuN puuche teri baat razaa tujh se shaydaa hazaar phirtey haiN http://www.sunniport.com/masabih/showthread.php?t=1057 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 3 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 3 فروری 2009 JazakAllah brother..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔