Jump to content

Masla E Noor O Bashar


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

 

Wahhabion nain jahaliat ke had kar de.Masla koi hal raha hay aur jwab koi aur dia ja rahay hay.Naoz o Billah hum nain Syedna Esa Alaih e Salam ko kab Allah ka baita kaha????

 

Agar sachay ho,kuch ghairat hay tu is bat ko sabat kar do.Aur agar aisa karnay main kamyab na huay tu Insha Allah tumhara anjaam b unhee k saath ho ga jin ka yeh aqeeda hay...

 

Aur hum nain tu proof say bat ke buhat se siffat Allah Kareem ke aisi hain jo keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam main b hay.Zara Quran ke study ke hoty tu aisy bat he na karta jahal e azam.

 

Wapis aao apnay topic par.Sabit karo na keh Huzoor Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalam NOOR nahi thay.Kisi aayat say kisi Hadees say....Bashar bashar ke rat.

 

Laanat ho aisay Anti Hadees banday par.Jo na Hadees ko maanta hay,Na Sahaba k qaol ko

tum nay meri kon si baat ka jawab diya hay..kitni ayaat aur ahadees tumko day chuka hoon ..tum nay aik ka bhi jawab diya???..sirf apni hi qawwali gaey ja rahay ho..

 

 

sahi virus dala islamimehfil walon ne tumhari shakal mein ke chabi bhar kar banday ke peechay chor detay hein kay bas apni qawwali gatay rehna...

Link to comment
Share on other sites

(salam)

janab abhi hamaray Aqeeday me ye wazeh nahi hai kay Huzoor S.A.A.W kay Noor se kia murad lete hain ham...bashar to ham mantay hi hain is se koi inkaar nahi karta... apki pesh karda ayat or headth bilkul sahi hain...

 

me abhi ye jnnay ki koshish karr raha hoon kay hamaray aqeeday Noor se kia murad li gae hai...aya Jismani Noor? hidayat ka Noor? ya Islam ka noor, Quran ka Noor..

 

mene ab tak 2 ya 4 hazraat se jo kay alim bhi thay pocha hai..abhi iska foran koi jawab nahi diya gaya...intizaar ka kaha gaya hai..inshallah jesi koi jawab milay ga yahah post kardooga

 

Rizwan Qadri

Karachi

Link to comment
Share on other sites

(salam)

janab abhi hamaray Aqeeday me ye wazeh nahi hai kay Huzoor S.A.A.W kay Noor se kia murad lete hain ham...bashar to ham mantay hi hain is se koi inkaar nahi karta... apki pesh karda ayat or headth bilkul sahi hain...

 

me abhi ye jnnay ki koshish karr raha hoon kay hamaray aqeeday Noor se kia murad li gae hai...aya Jismani Noor? hidayat ka Noor? ya Islam ka noor, Quran ka Noor..

 

mene ab tak 2 ya 4 hazraat se jo kay alim bhi thay pocha hai..abhi iska foran koi jawab nahi diya gaya...intizaar ka kaha gaya hai..inshallah jesi koi jawab milay ga yahah post kardooga

 

Rizwan Qadri

Karachi

 

Aap ko siyasi jawab diya jaega :wacko:  kay wo jismani tor par noor bhi thay aur bashar bhi thay...ye kabhi bhi koi aqeeda khul kar nahi bataingay..kionke is mein ye phas jate hein....

Link to comment
Share on other sites

Pehlay apna aqeeda tu par lo tumhara shaykh ul kul kya kehta hay.

 

Molvi Nazeer Hussain Dehlvi apnay Fatawa e Nazeeria Vol.1 Page no.32 par Noor say murad Huzoor (saw) ko kehtay hain.Us nain kisi b jagah hidayat ka noor ya islam ka noor nahi likha.

 

Tumharay apnay Siddiq Hussain Bhopalvi nain Fateh Ul Bayan Vol.2 page 234 par Noor say murad Huzoor (saw) ka nam e nami likha hay.Na keh hidayat ka noor aur na Islam ka noor.

 

Qazi Suleman Mansoor Puri nain Muarf Ul Asma main Noor say murad Huzoor (saw) ka nam e nami likha hay,

 

Tafseer e Waheedi main Allama Waheed Uz Zaman nain Huzoor (saw) ka nam e ami likha hay.

 

Tum ab apnay akabar ko bhool gay.Pehlay apnay akaabar ko ja kar sikhao phir humaray saath bat karna.Aur main nain tumhari kon se bat ka jawab nahi dia.Zara batana.

 

 

 

Tum nain Sahaba k aqeeday ka inkar kia,Tum nain Ahadees Sharif ke gustakhi ke.Meray itnay question abhi udhar hain tum par.

 

 

 

Waiting for your reply.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(wasalam)

 

Janab Rizwan Qadri Sb.aap nain kya woh Hadees Sharif nahi pary.

 

Syedna Jabir Radi Allah o unho say marvi hay keh.Main nain Huzoor (saw) say araz kia Ya Raool Allah (saw) ,Allah nain sab say ppehlay kis cheez ko paida kia?Tu is par Huzoor (saw) nain farmaya keh sab say pehlay Allah nain apnay Noor say meray NOOR ko paida kia......Aur isi tarah agay cheezain create farmayn.Janab aap ko is Hadees Sharif say apnay question ka jawab mil jana chahya.

 

Aap ko abhi tak apnay aqeeday ka pata he nahi chala.Aik sunni ko tu aisa confusion hona he nahi chahya jo keh us k akabar k aqeeday k against ho.Aap hain keh ....

 

 

fi-aman:

Dr.Ali Hasnain Bhutta

Link to comment
Share on other sites

chti qadri bhai mera is taraf lagao thora kam tha abhi kuch month se mene is taraf dil lagana shuru kia hai...or research karna shuru ki hai...mere relatives shuru se hi bareelvi maslak se hain isleye me bhi tha....or ab mene ye sab parhna shuru kia hai.....or apne aqeeday ko jannay ki koshish karr raha hoon kioon kay mene dekha hai kay ham per bohot tanqeed ki jati hai..chahe me office me hoon ya university ki class me....

 

jazak allah qadri bhai ap ne headth pesh ki hai..plz iska reference bhi bata dain...ye konsi hedeath se quote kia hai apne?

Link to comment
Share on other sites

Note:hum pr jo khyanat ka ilzam lagay gaya hay..

or debat sya farar ka ilzam lagay gaya hay..

is k ilawa jo baz barelvi hazrat yeh keh kr logo ko mughalta denay ki koshish kar rahe hay k hum bhi hazoor (saw) ko bashar mantya hay..

is k jwab k laye intaza karen.chunkay yeh gutagu qadri attari sahab k article pr start hoye thi liahaza ma ysirf un ko bato k jwab ka paband hun dosrya bhiej jwab denay ki zehmat na karen

post-3054-1246534805.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Rizwan Qadri Sb.main Ahadess Sharif paish kar raha hon.Aap in ko study karain aur daikhain keh meray Nabi (saw) ka Noor Syedna Aadam Alaih e Salam ke paidaysh say pehlay b mojood tha.Syedna Aadam Alaih e Salam jin ko Abu Ul Bashar kaha jata hay hay.Jab bashar ka baap abhi apni creation k process k doran tha tu us waqat b humaray Nabi e Pak (saw) ka Noor e Mubarak mojood tha.Ab is NOOR say murad koi hidayat ka noor nahi aap hud daikh lain kisi b jagah yeh lafaz use nahi ho ga Hadees Sharif main.Aur aap ka aik question jis kay baray main aap buhat dair say jan nay ke try kar rahay hain Insha Allah kalaap ko us ka jawab mil jay ga.Kyon keh abhi kal mera viva b hay is lia maazrat.

 

Aur janab Sajid Khan Sb.aap k sawal ka jawab dia ja chuka hay Qurani Ayat say.Main nain aap k aqeeday k logon say b yeh sabat kia hay keh Noor say murad Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam ke zat e mubaraka hay.Ahadees Shareef paish kar raha hon mulahza farmain.

30.gif

31.gif

32.gif

33.gif

34.gif

35.gif

36.gif

37.gif

38.gif

38.gif

40.gif

41.gif

Link to comment
Share on other sites

Note:hum pr jo khyanat ka ilzam lagay gaya hay..

or debat sya farar ka ilzam lagay gaya hay..

is k ilawa jo baz barelvi hazrat yeh keh kr logo ko mughalta denay ki koshish kar rahe hay k hum bhi hazoor (saw) ko bashar mantya hay..

is k jwab k laye intaza karen.chunkay yeh gutagu qadri attari sahab k article pr start hoye thi liahaza ma ysirf un ko bato k jwab ka paband hun dosrya bhiej jwab denay ki zehmat na karen

 

 

(salam)

Dobandi aor jhoot = bhai aor behan .... So Called hanafi saab sab se pehle tu aap ne ilzam lagaya hum Ahle Sunnat per k hum Nabi e kareem (saw) ko ager basher mana jaye tu us ko Kufr aor gustakhi kehte hein .. zara isko Sabit tu ker dain .. Jhoton per ALLAH ki La'nat ... Nabi e Kareem (saw) ko bashar na manana Kufr hai aor yahi hum ahle sunnet ka aqeeda hai ...

 

aap ne post mein likha " quran ki aik ayet pesh aor uska b HASHAR dekh lia?" wah kia zuban hai , quran ki ayat ka hashar kerte hein aap?? kash us se mohabbet karte aor us ko perh ker samjhte , jab koi quran ki ayaat ka HASHAR kare ga tu aap ki tarha hi nabi e kareem (saw) ki nooraniyet ka inkar kare ga ..

 

Zara apne gahr ki b khabr le lain

 

http://darulifta-deoband.org/urdu/viewfatwa_u.jsp?ID=6673

 

ye fatwa Darul ul ifta deoband ka hai .... is mein clearly apa k molvi saab ne mana hai k Rasool ALLAH (saw) ko ALLAH ne sab se pehle Apne Noor se Peda fwermaya .. zara iska radd ker dain .. ager himmet hai tu ... :lol:

 

aor hanafi saab ye jo oper Qadri bhai ne itne sari Ahadees pesh ki hain Alhumdulilah Nabi e kareem (saw) k Noor hone per , inko aap KAWWA samjh ker kha gaye hain ? musalman ka iman quran o hadees dono per hota hai , aap bar bar kehte hein quran se koi aor ayet le ker aoo aik ka tu hum ne hasher ker dia ... ALLAH o AKBER..

 

End mein Imam e Ahle Sunnat ki aik book ka scan pesh ker raha hoon , ankhen khol ker perh lain k aap nabi e kareem (saw) k basher hone k barey mein kia kehte hein ..

post-1049-1246548865.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Jazak Allah o Khairan Kaseera Salar Raza bhai

 

Bhai jan is faqeer nain Quran e Pak ke Tafaseer say b yeh sabat kia hay keh Humaray Nabi e Kareem (saw) Noor hain.Laikan in sab nain bashar bashar ke rat lagay hui hay jis ka hum nain kabhi inkar he nahi kia.Itni Tafaseer k hawalay diya hain laikan un ka jawab abhi tak nahi aaya.Itnay sawal kia laiakan jawab nadarad.

 

Ab kya karain hum in jahilon ka

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Jazak Allah o Khairan Kaseera Salar Raza bhai

 

Bhai jan is faqeer nain Quran e Pak ke Tafaseer say b yeh sabat kia hay keh Humaray Nabi e Kareem (saw) Noor hain.Laikan in sab nain bashar bashar ke rat lagay hui hay jis ka hum nain kabhi inkar he nahi kia.Itni Tafaseer k hawalay diya hain laikan un ka jawab abhi tak nahi aaya.Itnay sawal kia laiakan jawab nadarad.

 

Ab kya karain hum in jahilon ka

 

aap ne tafseer se sabit kia kay Rasool Allah  (saw) noor thay lekin wo kon se noor thay...

 

 

HIDAYAT KE NOOR THAY..YA JISMANI NOOR THAY YE TO BATAO NA..TUMHARI TAFSEER YE KAHIN NAHI LIKHA HAY

 

MAGAR MEIN TUMKO TAFSEER SAY SABIT KAR SAKTA HOON KE IS AYAT MEIN UNKO HIDAYAT KA NOOR KAHA GIYA HAY..

Link to comment
Share on other sites

aap ne tafseer se sabit kia kay Rasool Allah  (saw) noor thay lekin wo kon se noor thay...

 

 

HIDAYAT KE NOOR THAY..YA JISMANI NOOR THAY YE TO BATAO NA..TUMHARI TAFSEER YE KAHIN NAHI LIKHA HAY

 

MAGAR MEIN TUMKO TAFSEER SAY SABIT KAR SAKTA HOON KE IS AYAT MEIN UNKO HIDAYAT KA NOOR KAHA GIYA HAY..

 

Kosish ker kay dekh lenh kay Noor e Hidayat sabit hotay hen ya Noor mutlaqan.

 

Yahdi'bihillah zameer wahid heh, aur "Nooruv wa Kitabum Mubeen" meh "Wa" bughayrat, taghay'yur, kay leyeh heh "Wa" Tafseelia nahin, is'see per Ijmah e Ummat heh.

 

Yahdi'bihillah ka Zameer wahid hona daleel heh kay yeh Noor aur Kitabum Mubeen donoon meh say ek kay leyeh bola gaya heh, agir donoon kay leyeh bola gaya hota toh phir Zameer wahid nah hoti balkay plural; yahdi'bihikumullah bola jata. Is leyeh Yahdibillah Noor aur Kitabum Mubeen donoon meh say ek kay leyeh bola gaya heh, aur mera dawah heh kay Kitabum Mubeen kay leyeh bola gaya heh, keyun kay Alllah tallah nay Quran meh Quran kee shaan yoon biyaan farmahi heh:

 

* Surah Al Baqarah {2} Verse 185: ”Ramadhan is the (month) in which was sent down the Qur'an, as a guide to mankind, also clear (Signs) for guidance and judgment (Between right and wrong). So every ...”

 

* Surah Al Isra {17} Verse 9: ”Verily this Qur'an doth guide to that which is most right (or stable), and giveth the Glad Tidings to the Believers who work deeds of righteousness, that they shall have a magnificent reward; ...”

 

RasoolAllah ka Noor Mutlaqan hona sabit huwa, Allah tallah nay kohi qed' nahin lagahi kay RasoolAllah kon say Noor hen, aur esa kerna daleel heh kay RasoolAllah Noor e Hidayat be hen aur Noor e Mujassim be hen. Agir Allah tallah nay kohi qed lagahi hoti toh phir wohi mafoom hota joh qedh kay mutabiq thah abh keyun kay qedh lagahi nahin toh phir har woh mafoom muraad hoga joh Noor say leeya ja sakta heh, keyun kay RasoolAllah nay farmaya heh kay Quran mukhtasar heh magir mafoom meh bara waseeh heh:

 

* Sahih Bukhari, Book 52, Number 220: "... Apostle said, "I have been sent with the shortest expressions bearing the widest meanings, and I have been made victorious with terror (cast in the hearts of the enemy), ... "

 

Ball aap kay court meh heh agir kuch ata heh toh jawab dee jeeyeh ga, ilmi yateemi Wahabiat Deobandiat ko warsay meh milli heh, is leyeh aalimana reply kee tawaqoh toh nahin keroon ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
@Rizwan Qadiri

 

Aap ko messenger-boy ban'nay kee kohi zeeroorat nahin, woh khud aa ker likh leh ga aap copy paste nah keren.

 

Jab meh is khatmal Najdi say deal ker chuka toh phir meh is Khatmal gulaabi-Qadiyani-Wahabi say be deal keroon ga.

:lol::lol::lol::lol:

 

Bhai deobandi ki pant geeli hoti hai yahan atey howe , is leye sunni nik bana bana ker post ker k bhag jate hein , ta k jawab na dena pare ..... ab is post mein siwaye thanvee ki gandi zuban k aor kia hai? jis hadees ka inkar ker rahe hai is k abba jee thnavee us hadees ko apni book mein naqal ker chuke hain .... jab beta baap ki nahi manta tu hamari kia mane ga :D

Link to comment
Share on other sites

aby yaar bhai paper kisi bhi examination hall me beth kar dia jae is se koi faraq nahi parta....asal masla check karne ka hai....

chahe koi wahan likhay ya yahan likhay.......hume jawab ana chahiye... is lete jawab zaroor likheen me khud wahan post karoo ga...

 

baat inforamtion or haqaiq ki hai....yahan anay ya wahan janay ki nahi.....ap plz jawab likheen me wahan post karooga

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Rizwan Sb.Sajid Khan ka yahan b acount hay hanfimuslim k nick name say.Usay yahan aa kar bat karnay say kya dar lagta hay.Aap nain daikha ho ga keh is topic k start main us nain kuch posts ke hui hain.

Janab Dr.Altaf Hussain Saeedi Sb. aur Touheedi Bhai nain usay pehlay us k ghar say yeh jawab dia tha keh us k akaabar b Noor mannay walay hain.

Bahar hal jawab hazar hay.

In the light of Quran Sharif

1.The Prophet (صلى الله عليه وسلم) is the Light of Allah, something a believer can say because the Qur’an affirms it in the verse.

يَا أَهْلَ الْكِتَابِ قَدْ جَاءَكُمْ رَسُولُنَا يُبَيِّنُ لَكُمْ كَثِيرًا مِّمَّا كُنْتُمْ تُخْفُونَ مِنَ الْكِتَابِ وَيَعْفُواْ عَن كَثِيرٍ قَدْ جَاءَكُم مِّنَ اللّهِ نُورٌ وَكِتَابٌ مُّبِينٌ

"O people of the Book! There hath come to you our Messenger, revealing to you much that ye used to hide in the Book, and passing over much (that is now unnecessary). There hath come to you from Allah a (new) light and a perspicuous Book (Qur’an 5:15).

Explanation.

The great Mufasir of Quran Allama Alusi (rah) writes under this ayah:

عظيم وهو نور الأنوار والنبـي المختار صلى الله عليه وسلم

Translation: That is a great Light upon Lights (Nur al Anwaar) and the Elect among all Prophets (Nabi al-Mukhtar) [Al-Alusi in Ruh al Ma’ni under 5:15]

Allama Alusi (rah) also said:

وكونه صلى الله عليه وسلم رحمة للجميع باعتبار أنه عليه الصلاة والسلام واسطة الفيض الإلهي على الممكنات على حسب القوابل، ولذا كان نوره صلى الله عليه وسلم أول المخلوقات، ففي الخبر " أول ما خلق الله تعالى نور نبيك يا جابر " وجاء " الله تعالى المعطي وأنا القاسم " وللصوفية قدست أسرارهم في هذا الفصل كلام فوق ذلك،

Translation: "The Prophet's being a mercy to all is linked to the fact that he is the intermediary of the divine outpouring over all contingencies [i.e. all created things without exception], from the very beginnings (wasitat al-fayd al-ilahi `ala al-mumkinat `ala hasab al-qawabil), and that is why his light was the first of all things created, as stated in the report that "The first thing Allah created was the light of your Prophet, O Jabir," and also cited is: "Allah is the Giver and I am the Distributor." The Sufis have more to say on that chapter." [Tafsir Ruh al Ma’ani Volume 17 Page 105]

Janab Rizwan Sb.jaisa keh Sajid Khan nain is Hadees par aitraz kia keh jis main hay keh Allah Tala nain sab say pehlay Meray Noor ko paida farmaya.Aur us nain apnay he Imam Taymia ka hawala day dia.Tu janab araz hay keh yeh Hadees buhat say Muhaddaseen nain apni books main likhy hay aur agar aap meri pichly post daikhain tu is ka hawala aap ko mil jay ga keh kis kis Muhaddas nain isay riwayat kia hay.Kya un sab ko nahi pata tha kehyeh Hadees Sharif sahi nahi hay???Main abhi aap ko is Hadees Sharif kay scan pages b dikhaon ga Insha Allah.

Link to comment
Share on other sites

shukriya janab...me wait karooga answers ka

 

koshish kareen kay point to point jawabat dain...takay debate sahi tareeqay se chal sakay..or jab me wahan lagaoon to koi muje ye na keh sakay kay bhai baat ko ghuma phira kar baat na karoo

 

thnx..

 

ASSALAM-O-ALAIKUM BHAI CHONKEY MAIN AAJ KAL BUHAT BUSY HOON IS LIYE JAWAB URDU MEIN TYPE NAHI KAR RAHA,OR KUCH BAATON KI WAZAHAT KAR RAHA HOON MAIN KOSHISHI KARONGA K AHISTA AHISTA SAAJID KHAN KI BAATON KA JAWAB DOON .

 

 

SAAJID KHAN KO SAEEDI BHAI NEIN KAHA THA K PEHLE HAMARE AQAID PARH LO PHIR DEBATE KARNA OR AIK KITAB KA LINK BHI DIYA JIS MEIN HAMARA IS MASLEY PAR KIA AQEEDAH HAI BAYAN KIYA GYA THA KAASH SAAAJID KHAN WOH KITAB AIK MARTABAH PARH LETA LEKIN KIA KAREIN KHUDA JABH DEEN LETA HAI HAMAQAT AA HI JAATI HAI K MISAL INHO NEIN APNI BAAT JARI RAKHI.

 

MASLAN HUM NEIN ISEY KAHA K HUZOOR SALLALLAHO ALAIH E WASALAM K NOOR NA HONEY KI DALEEL DO LEKIN ITNE LAMBHEY LAMBHEY ARTICLE LIKH DIYE LEKIN DALEEL KOI NAHI DI ,MAIN TO KEHTA HOON K KISI MUSTANAD BUZURG KA QOL HI LIKH DO LEKIN MUJHE YAQEEN HAI K AYSI KOI DALEEL IN LOGO K PAAS NAHI HAI,

 

MAIN SAAJID KHAN KO KAHA K HUM YEH BHI MANTEY HAIN K HUZOOR SALLALLAHO ALAIH E WASALAM BASHAR BHI THEY TO SAAJID KHAN NEIN KIA KAHA AAP KHUD PARHE

 

post-2606-1248848905.gif

 

 

ISI ARTICLE MEIN SAAJID KHAN NEIN KAHA K HAQ WOHI HOTA HAI JIS KI GAWAHI DUSHMAN BHI DEY LEKIN IS JAHIL KO ITNA NAHI PATA K YEH BAAT YEH TABH KEHTA JABH HUM NEIN PEHLE HUZOOR (saw) KI BASHRIYET KA INKAR KIYA HO HUM TO PEHLE SE HI MANTE HAIN K HUZOOR (saw) BASHAR BHI THEY OR NOOR BHI TO IS MEIN DEOBANDIYO KI KIA JEET ????

 

IS MEIN SAAJID KHAN NEIN KAHA K AAP KI AKABIREEN BASHAR LIKHNE KO HARAM KEHTE HAIN TO YAQEEN JAANEY BUHAT KHUSHI HOI K IS MEIN SAAJID KHAN NEIN AKABIREEN KA LAFZ LAGA DIYA ABH DEKHEIN YEHI BAAT KIS NEIN KI HAI ???

.

 

post-2606-1248849257.jpg

 

ABH SAAJID KHAN APNI AGLI POST MEIN YEH ZAROOR KAHE K FATAWA ALIM GEERI KO DEOBANDI NAHI MANTE .

 

 

SAAJID KHAN NEIN APNE ARTCILE MEIN AIK OR BAAT KAHI OR HEADING BANA KAR LIKHA K MUFTI AHMAD YAR GUJRATI KI KUJ RAWI ,

 

post-2606-1248849604.gif

 

IS NEIN YEH NA SOCHA K MUFTI SAHAB REMATULLAH ALAIH NEIN YEH ISTADLAL KIS BAAT SE LIYA HAI .PARHE YEHI BAAT HAZRAT ABDUL HAQ MUHADIS DEHALVI SAHAB REHMATULLAH ALAIH NEIN LIKHI HAI.JIS KA MATLAB AIK HI HAI

 

 

post-2606-1248849651.jpg

 

BAQI BAATON KI WAZAHAT BHI MAIN KARNE KI KOSHISH KARONGA INSHALLAH AZAWAJAL

Link to comment
Share on other sites

post-2606-1248850041.gif

 

SAAJID KHAN NEIN YEHA 5 AHADEES PESH KI HAIN JIN KO WOH APNE AQEEDAY KI DALEEL KEHTA HAI HALANKEY IS KA SAAJID KHAN K AQEEDAY (HUZOOR (saw) K NOOR NA HONEY ) SE KOI TALUK NAHI HAI,MEMBERS DEKHEIN K YEH DEOBANDI WAHABI KIS TARHA WOH AAYAT YA AHDEES LETEY HAIN JIN MEIN AJIZI HO IN KO WOH AHADEES NAZAR HI NAHI AATI JIN MEIN AQA (saw) KAHA K MAIN TUMHARE KISI ADAMI KI MANIND NAHI HOON ,AYSI BUHAT SE AHADEES HAIN LEKIN MANNE WALEY K LIYE AIK BHI KAAFI HAI

CHAND AHADEES HAZIR KHIDMAT HAIN

,

 

post-2606-1248850284.jpg

 

 

 

AIK BAAR MAIN PHIR KEHTA HOON K SAAJID KHAN SAHAB AAP KO HUZOOR SALLALAHO ALAIH E WASALAM K NOOR NA HONEY KI DALEEL DENI HAI NA K BASHAR HONEY KI KIUNK HUZOOR (saw) K BASHAR HONEY MEIN HAMARA APIS MEIN ITFAQ HAI TO AAP WOH AYAT YA AHADEES KIUN PESH KAR RAHE HO ?????

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(salam)

Janab e Aali main Ja Al Haq Book ka original page attach kar raha hon aap is main hud daikhain keh Sajid Khan Deobandi nain kis tarah buhtan lagaya hay Hazrat Mufti Ahmed Yaar Khan Naeemi Sb Qibla Rehmat Ullah e Alaih par.Un ko tashreeh ko daikhy beghair he us nain yeh sab kuch likh dia.Zara is deogandi ko kaho tafseel say paray isay.

 

Aur Janab kehnay aur man'nay main buhat faraq hay.Zara aqal ho tu isay b samjh lain.

fi-aman:

85.gif

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...