Jump to content

Masla E Noor O Bashar

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Janab shayad aap nain pora reply parha he nahi mera keh Mufasareen Karam nain Huzoor Nabi (saw) ka naam e naami lay kar aap ko Noor kaha hay.Tu is main ab aur kuch sabat karnay ke kya zaroorat hay????

Ab aap k Imam Shaukani aur Imam Ibn e Kaseer nain b Noor say murad Huzoor Nabi e Kareem (saw) ko kaha hay....

Aap mujay yeh batain keh kya noor ka saya hota hay???Light has shadow or not???

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Unka saya bilkul tha kon kehta hay ke unka saya nahi tha..Hadees se sabit karo

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

bhai pehli baat yeh zehan mein rakhey daleel dena Madai k Zimey hoti hai,Sajid khan nein Yeh Dawa kiya hai k Huzoor (saw) Noor nahi they bashar they.

theeek yehan tak aap ko samjh agai ?

abh agey chelayie

agey us nein apni dalail mein aik bhi ayet aysi pesh nahi ki jis se yeh sabi t hota ho k Aqa (saw) Noor nahi hai hain,

aap us se yeh to mutalba karo k woh Huzoor Sallalaho Alaih e waslam k noor na honey ki daleel pesh kare phir hum se daleel mangey .

Or Hamara Aqeeda is masley mein yeh hai k

Huzoor (saw) Allah (azw) k Noor hain lekin dunya mein hamari rehnumai k liye bashari soorat mein aye hain.kiun k Nabi honey k liye bahsar hona zaroori hai.

Imam Savi Malki nein Huzoor Sallalaho Alaih e waslam ko Manawi or hisi Noor dono likha hai .

or bhai hum nein sirf aik daleel pesh nahi ki hai hum nein shoro mein Hadees Noor bhi pesh ki hai or buzurgaaney deen k akwal bhi pesh kiye hain or aik hadees yeh bhi pesh ki gai hai jis mein Huzoor Sallalaho alaih e wasalm nein Hazrat Jibrail Alaih e salam se un ki umer ka pocha tha ,or bhi buhat c dalail hum nein dee hain.

fi-aman:

(salam) jazak allah

bhai

i am new meri itni maloomat to nahi hai bas apkay or deobandeoo or jo dosre hain kay dalail ka muwazana karr raha hoon

qadri bhai dekheen...ap ne jo tafseer lagai hain Sajid wahabi kehta hai kay ye tafseer pori nahi hai..phir wo pori tafsserr quote kar kay batata hai kay Noor Se murad Aqa Huzoor S.A.A.W bhi hain Noor se murad Quran bhi hai or Noor se murad Islam bhi hai or Hidayat bhi hai......

yani kay me ye dekhta hoon kay agar ham dono cheezon ka muwazna kareen for

Example

Bashar : kay mutabiq agar ham qurano-hadeath dekheen to Huzoor ko saaf toar per bashar kaha gaya hai kisi or cheez ko murad nahi lia gaya...

Noor : kay mutabiq dekheen to Quran-o-Hadeath me jistaran saaf toar per bashar kaha gaya wesa Noor nahi kaha gaya....Balkay Mufassireen ne Noor se murad Huzoor S.A.A.W ko bhi lia Quran ki bhi lia or Islam ko Hidayat ko bhi lia

muje abhi tak 1 baat confirm nahi hui kay jismani toor per Huzoor S.A.A.W. kia thay hamaray awweday kay mutabiq?

dosri baat ap ne kahi kay Huzoor S.A.A.w Allah ka noor hain or Allah ne Libas Bashriat pehna kar unko dunya me bhejaa....ye baat mere zehen me aa rahi hai kay kia ye Quran -o-Hadeath se sabit hai ya nahi....

qadri bhai tasalli baksh jawab dain inshallah allah ilm me izafa farmaeen mere

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Lo g had ho gay hay o a wahhabion ka aqlon par pata nahi kya par gya hay.Pata nahi kitni Ahadees e Sahia say sabat shuda hay keh Humaray Nabi e Akram (saw) ka saya e mubarak koi nahi tha.Lo ab daikho ahadees e mubarka.

Syedna Abdullah Ibn e Abbas Radi Allah o unho farmatay hain,"Rasool e Akram (saw) k lia saya na tha,na kharay hua aaftab k saamnay,magar yeh keh un ka noor aalam e afrooz khursheed k roshni par ghalab aa gya.Aur na qayam farmaya charagh ke zya main,magar yeh keh Huzoor (saw) k tabash e noor nain is chamak ko daba lia."....(Imam Jauzi.Kitab Ul Wafa,Volume 2,Page no.407)

Imam Nafsi (ra) Tafseer e madarak main farmatay hain,"Ameer Ul Momeneen Syedna Usman Ghani (ra) nain Huzoor e Akram (saw) say araz kia keh,bayshak Allah Tala nain Huzoor (saw) ka saya zameen par na dala ta keh koi shakhs is par paaon na rakh day."...(Imam Nafsi,Tafseer e Madarak,Volume

3,Page no.135)

Imam Jalal Udin Sayyuti (saw) nain Hasais e Kubra main aik bab qaym kia hay jis ka name hay,"Nabi e Kareem (saw) ka yeh mujza ke aap ka saya na daikha jata tha"Is bab main aap Hakeem Tirmizi (ra) ke riwayat ko laay hain keh Huzoor (saw) ka saya mubarak nazar na aata tha,Na dhoop main na chandani main."

Is k baad Muhaddas Ibn e Saba ka yeh irshad laay hain ke,"Keh Huzoor (saw) ka saya zameen par na parta tha kyon keh aap Noor hain.Is lia jab dhoop ya chandani main chaltay tu aap ka saya mubarak nazar nahi aata tha.(Imam Jalal Udin Sayyuti,Khasais e Kubra ,Volume 1,Page no.68)

Iama Allama Qazi Ayyaz Malaki (saw) farmatay hain,"Huzoor (saw) k muujzat main yeh bat bayan ke gay hay keh aap (saw) ka saya mubarak na tha,na dhoop main na chandani main,is lia keh Huzoor (saw) noor hain..(Qazi Ayyaz,Ash Shifa,Volume 1,Page no.243)

Is k ilawa Imam Qustalani nain Muwahib ul Ladunya maa Zurqani main,Seerat e Shaamia main Imam Shami nain b yeh he farmaya hay.

Pata nahin aaj kal ka wahhabi kahan ghoomta raha hay keh is ko yeh sab books nazar he nahi aayn.Aaj tak kisi wahhabi nain Khasais e Kubra k rad main koi book nahi likhy.

Aaray agar thora sa b knowldge ho tu tumhain pata hona hona chahya keh saya i.e shade tu hota he us cheez ka hay jis ke density means kasafat zyada ho...Ab itnay Ulma nain Aap (saw) ko noor kaha aur yeh sabat kia keh aap noor hain.Aaj kal ka waabai pata nahi kahan say uth kar aa gya hay....

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(wasalam)

Janab Ahlesunnat Qadri Sb.

Main aap ko aik bat bata don keh Ahle Suunat ka aqeeda hay keh Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam bay misal noor b hain aur bay misal noor b.

Ab aap yeh keh rahay hain keh Huzoor (saw) ko Allah nain libas e bashariat pehna kar bhaija hay kya is ka saboot Quran main hay keh nahin.Aap daikhain keh Jab Syedna Esa (as) ke paidaish e mubaraka hui tu Syedna Jibraeel Alaih e Salam labas e bashariat main aay thay,aur is k alwa Syedna Jibraeel Alaih e Salam Huzoor (saw) k pas aksar auqat aik Sahabi jin ka name ghaliban Syedna Dahya Kalba (ra) tha un k shakal main aaya kartay thay.Ab aap mujay yeh batain keh kya Syedna Jibraeel (as) noor nahi hain kya???Jab woh hain he noor aur agar woh labas e bashrait main aa jatay hain tu kya un ke Nooraniat main koi faraq aa jata hay?????

abhi aap yeh topic daikhtay jain Insha Allah aap samaj jain gay.Main aap ko kuch books b bataon ga jo keh net par aap ko mil jain ge,in books say Insha Allah aap ko baray madad milay ge.

Jazak Allah o Khairan Kaseera

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Hazrat imam Fakahr Udin Razi Rehmat Ullah e Alaihe apni tafseer main farmatay hain keh ,Qul inna ma ana basharum mislukum, wali aayat Huzoor (saw) ke aajazi aur inkisari ka namoona hay...(Tafseer e Kabeer,Volume 5,Page no.516)

Aray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wasalam ko apnay jaisa bashar kehnay walo zara ghor tu karo,Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Waslam ke siffat kya hain.Qurani aayat nain Huzoor Sarwar e Konain Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam aur aik aam banday k darmyan farq ko wazih kar dia hay.Wahhabion ke aqal par pata nahi kyon parda para hua hay.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Dekheen qadri bhai jistaran ap ne Syedna Jibraeel allehissalam (jo kay 1 farishtay hain) ki libas bashriat kay leye Syedna Dahya Kalba R.A ki Hadeath pesh ki

isi taran Huzoor S.A.A.W. agar libas Bashariat pehen kar aae dunya me to iski koi headth hai?

chaleen abhi to debate chal rahi hai me mutallah karta rahoo ga...bohot mufeed information mil rahi hai

jazak allah

Link to comment
Share on other sites

(salam) jazak allah

bhai

i am new meri itni maloomat to nahi hai bas apkay or deobandeoo or jo dosre hain kay dalail ka muwazana karr raha hoon

qadri bhai dekheen...ap ne jo tafseer lagai hain Sajid wahabi kehta hai kay ye tafseer pori nahi hai..phir wo pori tafsserr quote kar kay batata hai kay Noor Se murad Aqa Huzoor S.A.A.W bhi hain Noor se murad Quran bhi hai or Noor se murad Islam bhi hai or Hidayat bhi hai......

yani kay me ye dekhta hoon kay agar ham dono cheezon ka muwazna kareen for

Example

Bashar : kay mutabiq agar ham qurano-hadeath dekheen to Huzoor ko saaf toar per bashar kaha gaya hai kisi or cheez ko murad nahi lia gaya...

Noor : kay mutabiq dekheen to Quran-o-Hadeath me jistaran saaf toar per bashar kaha gaya wesa Noor nahi kaha gaya....Balkay Mufassireen ne Noor se murad Huzoor S.A.A.W ko bhi lia Quran ki bhi lia or Islam ko Hidayat ko bhi lia

muje abhi tak 1 baat confirm nahi hui kay jismani toor per Huzoor S.A.A.W. kia thay hamaray awweday kay mutabiq?

dosri baat ap ne kahi kay Huzoor S.A.A.w Allah ka noor hain or Allah ne Libas Bashriat pehna kar unko dunya me bhejaa....ye baat mere zehen me aa rahi hai kay kia ye Quran -o-Hadeath se sabit hai ya nahi....

qadri bhai tasalli baksh jawab dain inshallah allah ilm me izafa farmaeen mere

Rizwan bhai pehle aap yeh parhe

post-2606-1238313018.gifpost-2606-1238313063.gif

bhai agr quran mein kahi bhi Huzoor Sallalaho alaih e wasalam ko jaha bhi bashar kaha gya hai hum us ka inkar nahi karte or waise bhi deobandioyo ko in ayat ka ko pesh karne ka kia faida?????

is masley mein hamara un se aitfaq hai k Huzoor (saw) bashar hain,lekin haan is mein bhi ikhatalf hai woh kehte hai k woh hamare jaise bashar they hum kehte hain k woh sabh se Aula wa ala bashar hain,

bhai aap nein hadees noor parhi hai ,isi thread k shoro mein tuheedi bhai nein aik article lagaya hai us mein hadees nooor pesh ki gai hai aap usey dekho us mein kitne buzurgaaney deen nein huzoor Sallalaho alaih e wasalam ko noor mana hai ,or yeh mana ia k Allah Azawajal nein sabh se pehle Nabi Kareem Sallalaho Alaih e wasalam ko noor ko paida farmaya tha.

or usi article mein yeh bhi hai k Huzoor Sallalaho Alaih e wasalam ka saya na tha,aap mjhe yeh batao k kia bashar ka saya hota hai?

aaap ka yehi jawab ho ga k haaan hota hai.

phir main yeh kehta hoon k waqai mein bashar ka saya hota hai lekin jis ka saya na hoon kia woh hamari tarha bashar hoga ya sirf bashar ho,or bhai main nei oper bata diya hai k Huzoor Sallalaho Alaih e wasalam ki bashriyat arzi hai ,

or bhai hamare paas to phir bhi dalail hai lekin deobandiyo k paas ik bhi daleel nahi hai ji smein Hzuoor Sallalaho alaih e wasalam k nooor honeu ki nafi ki gai ho ,aap baat ko bhi to socho .

or bhai Sahaba karam nein Huzoor (saw) ko jis labas mein dekha hai yeh bashri labas hai haqeeqi nahi hai ,Huzoor Sallalaho Alaih e waslam yeha bashri labas mein aye they,yeh labas un ka bashri tha isliye hum un ko bashr bhi mante hain or noor bhi kiun k Buzurgaaney deen ka bhi yehi aqeedah hai.

or bhai main nein pehle bhi kaha tha k Huzoor (saw) ko imam savi nein manwai or hisi noor dono likha hai .is se Huzoor (saw) mka noor hona bhi sabit hota hai.

jawab jaldi mein likha hai is liye hoskta hai k kuch ghaltiya bhi hoon or kuch baaton k jawab bhi reh gaiye hoon is k liye main mazrat khawan hoon kiun k wajah se yeh hai k mere paas time nahi hai aaj kal main buhat masroof hoon

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(wasalam)

Janab Ahlesunnat Qadri Sb.

Main aap ko aik bat bata don keh Ahle Suunat ka aqeeda hay keh Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam bay misal noor b hain aur bay misal noor b.

Ab aap yeh keh rahay hain keh Huzoor (saw) ko Allah nain libas e bashariat pehna kar bhaija hay kya is ka saboot Quran main hay keh nahin.Aap daikhain keh Jab Syedna Esa (as) ke paidaish e mubaraka hui tu Syedna Jibraeel Alaih e Salam labas e bashariat main aay thay, fi-aman:

jee chisti bhie yeh etaraz to eis wakht may nay kardiya tha jab unho nay qadri attari bhie ki post ka jwab diya tha or sajid wahabi nay is ka jwab bhi usi din de diya tha jo may yahan upload kardeta hun

post-3441-1245743867.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Jazak Allah o Khairan Kaseera

Janab Insha Allah yeh faqeer buhat jald aik article post karay ga jis main aaj ke science say b yeh sabit ho gya hay keh Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam Noor thay.Abhi aaj kalmeray exams hoo rahay hain is lia aap say guzarish hay keh dua main uad rakhya ga.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab AhleSunnat Qadri Sb.

Aap thora sa ghor karain is wahhabi ke post main.Is ko kahain keh wahan misal ka lafz aaya tu us nain is ke yeh toujeeh bayan kar de aur jab yeh he lafz Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waale hee Wasalam k lia use kia jay tu us waqat yeh kahan ghoom jatay hain.Us waqat un ke yeh sab tadbeerain kahan bhag jaty hain.Daikhain main nain is k alawa Syedna Dahya Kalbi Radi Allah o unho ka zikar b kia hay aur baad main nain Imam Fazkhar Udin Razi k Tafseer say yeh sabat kia hay keh Aap Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam nain yeh alfaaz aajazi aur inkisary k lia kahay.

Is k alawa aik aur buhat mashoor Hadees e Mubaraka jaisa keh Qadri Attari bhai nain quote ke jis main Huzoor Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam nain farmaya keh ...Ayyu kum mili.....Tum main say kon hay jo meri misal hay???

Aap us wahaabi say poochain kya tum Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalhee Wasalam ko apnay jaisa bashar kehtay ho?????

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Qadri Attari bhai esa lag raha hai kay ham log apas me hi debate karne lag gaye hain...likin mera manna hai kay debate ka mqasad hi seekhna sikhana hona chahiye...is leye mere zehen me kuch sawalat hain apkay artile ko deekh kar muje kuch confusion hoo rahi hai....

1 to me ye janna chahta hoon kay Huzoor S.A.A.W haqeeqat me Noor thay is se murad jismani toor per Noor thay?? ya nahi? kioon kay iska jawab koi nahi de raha muje

or apne kaha kay wo Libas Bashriat pehen kar aaee dunya me..iska koi Hawala wageera hai? yani agar me ye baat kisi deobandi se karoo to wo kahee ga kay koi hawala doo iska to me kia karoon ga?

dosri baat apne jo khaanay pene wali kahee hai wo mujee kuch samajh nahii aa rahi....yani kay Huzoor S.A.A.W. jo kuch kuch bhi khatay pete thay ya jo takleef wageera sehte thay wo kia sab unko feel nahi hoti thi?? agar unko ye sab feel nahi hoota tha to phir ham ye kioon kehte hain kay Huzoor S.A.A.W. ne Deen-e-Islam kay leye Itni Sakhtiaan Bardaasht ki or agar unko khanay pene ki hajat nahi hoti thi to phir jo unhoo ne Pet me 2 pathar bandhay thay faqay se ..wo kia hai..iska jawab me kia dooga

yani kay agar kisi Non muslim jo kay new musalmaan hua hoo agar osko ye bataeen gay to wo to yahi kahee ga kay Huzoor S.A.A.W. ko jab kuch mehsoos hi nahi hota tha to phir Ideal kese banao me? kioon kay unhoo ne to sakhtiaan bardasht hi nahi ki mehez dikhanay kay leye kari (No auzubillah) to ab me kia jawab doo ga os ko??

plz ye masla clear kar dain....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Lo g had ho gay hay o a wahhabion ka aqlon par pata nahi kya par gya hay.Pata nahi kitni Ahadees e Sahia say sabat shuda hay keh Humaray Nabi e Akram (saw) ka saya e mubarak koi nahi tha.Lo ab daikho ahadees e mubarka.

Syedna Abdullah Ibn e Abbas Radi Allah o unho farmatay hain,"Rasool e Akram (saw) k lia saya na tha,na kharay hua aaftab k saamnay,magar yeh keh un ka noor aalam e afrooz khursheed k roshni par ghalab aa gya.Aur na qayam farmaya charagh ke zya main,magar yeh keh Huzoor (saw) k tabash e noor nain is chamak ko daba lia."....(Imam Jauzi.Kitab Ul Wafa,Volume 2,Page no.407)

Imam Nafsi (ra) Tafseer e madarak main farmatay hain,"Ameer Ul Momeneen Syedna Usman Ghani (ra) nain Huzoor e Akram (saw) say araz kia keh,bayshak Allah Tala nain Huzoor (saw) ka saya zameen par na dala ta keh koi shakhs is par paaon na rakh day."...(Imam Nafsi,Tafseer e Madarak,Volume

3,Page no.135)

Imam Jalal Udin Sayyuti (saw) nain Hasais e Kubra main aik bab qaym kia hay jis ka name hay,"Nabi e Kareem (saw) ka yeh mujza ke aap ka saya na daikha jata tha"Is bab main aap Hakeem Tirmizi (ra) ke riwayat ko laay hain keh Huzoor (saw) ka saya mubarak nazar na aata tha,Na dhoop main na chandani main."

Is k baad Muhaddas Ibn e Saba ka yeh irshad laay hain ke,"Keh Huzoor (saw) ka saya zameen par na parta tha kyon keh aap Noor hain.Is lia jab dhoop ya chandani main chaltay tu aap ka saya mubarak nazar nahi aata tha.(Imam Jalal Udin Sayyuti,Khasais e Kubra ,Volume 1,Page no.68)

Iama Allama Qazi Ayyaz Malaki (saw) farmatay hain,"Huzoor (saw) k muujzat main yeh bat bayan ke gay hay keh aap (saw) ka saya mubarak na tha,na dhoop main na chandani main,is lia keh Huzoor (saw) noor hain..(Qazi Ayyaz,Ash Shifa,Volume 1,Page no.243)

Is k ilawa Imam Qustalani nain Muwahib ul Ladunya maa Zurqani main,Seerat e Shaamia main Imam Shami nain b yeh he farmaya hay.

Pata nahin aaj kal ka wahhabi kahan ghoomta raha hay keh is ko yeh sab books nazar he nahi aayn.Aaj tak kisi wahhabi nain Khasais e Kubra k rad main koi book nahi likhy.

Aaray agar thora sa b knowldge ho tu tumhain pata hona hona chahya keh saya i.e shade tu hota he us cheez ka hay jis ke density means kasafat zyada ho...Ab itnay Ulma nain Aap (saw) ko noor kaha aur yeh sabat kia keh aap noor hain.Aaj kal ka waabai pata nahi kahan say uth kar aa gya hay....

fi-aman:

Ye jitne bhi hawale aap ne diye hein is mein se koi bhi hadees ki kitaab nahi hay..ye to aqwaal hein..mein ne hadees ki baat ki thi...aqwaal hujjat nahi hoa kartay..hadees code karein..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Look at the knowledge of wahhabi and imtelligence of wahhabi.I have mentioned quotes of Shaba e Karam Radi Allah o unhum Ajmaeen.I have a question to u???Who narrates the Ahdees Sharif???If your answer will be that Sahaba then what is the problem in mentioning their quotes????

For your information you can study the Mishkat Sharif,Chapter,,Miracles of Holy Prophet (saw)

Again I m giving some Ahadees Sharif and quotes of Sahaba Radi Allah ounhum Ajmaeen that will surely proove that Our Beloved Prophet (saw) is Noor.

Sayyida Halima Sa'adiya (radi Allahu anha), the wet-nurse of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), believed the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) to be Noor. She said that when she used to feed the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) milk in his infancy, she never felt the need for a light in her house. (Bayaanul Miladun Nabwi; Tafseer Mazhari).

Sayyida Safiya (radi Allahu anha), the aunt of the Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) states that on the eve of the birth of the Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) she was present in his house. She said that she saw his Noor became more powerful than the light from the lamp. (Shawaahidun Nubuiwat)

Hazrat Ali Murtuza (radi Allahu anhu) said that when the Beloved of Allah (sallal laahu alaihi wasallam) spoke, Noor (light) used to be seen emerging from between his blessed teeth. (Muwahibul Laduniya; Anwaarul Muhammadiyah)

Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) states that when the beloved Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) smiled, then the walls use to glow with his Noor. (Muwahibul Laduniya; Shifa Shareef)

Hazrat Anas (radi Allahu anhu) states that the day in which the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) arrived in Madinatul Munawwarah, everything in Madinatul Munawwarah became bright through his Noor. (Tirmizi Shareef; Ibn Majah)

Ummul Mo'mineen, Sayyida Aisha Siddiqa (radi Allahu anha) is recorded to have said: "In total dark nights, I used to put the thread into a needle with the help of the Noor of the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam)." (Shara Shifa Bar Hashia Naseemur Riaz)

Hazrat Imam-e-Azam Abu Hanifa (radi Allahu anhu) praises the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) in the following poem: "You are that Noor that the full Moon is brightened by your Noor and you are with your beauty and elegance a shining sun." (Qasidaul Nu'maan)

O bhai noorani noor sahab...aik hi baat ki ratt lagate rehte ho aap..Aap se kaii dafa arz kar chuka hun ke MUffasireen ya muhaddiseen ke hawale se ye sabit kar dein ke NOOR se murad wohi noor hay jo aap logon ka maslak hay..

Volume 7, Book 72, Number 691: Sahih BUkhari

Narrated Al-Mughira: 

One night I was with the Prophet on a journey. He asked (me), "Have you got water with you?" I replied, "Yes" So he got down from his she-camel and went away till he disappeared in the darkness of the night. Then he came back and I poured water for him from the pot (for the ablution). He washed his face and hands while he was wearing a woollen cloak (the sleeves of which were narrow), so he could not take his arms out of it. So he took them out from underneath the cloak. Then he washed his forearms and passed his wet hands over his head. Then I tried to take off his Khuffs, but he said, "Leave them, for I have performed ablution before putting them on." And so he passed his wet hands over them

Allah tum logonko aqal day

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Bhai sahab mein ne jo aap ko 2 hadees code ki hein uska jawab do ya kehdo ke hum isko nahi maante hum sirf us hadees ko maante hein jo hamare matlab ki hote hein...mera deobandion se kia lena dena..tum dono party ka aik hi hisaab kitaab hay..Deobandi hoon ya aap kisi ke kehnay se koi cheez deen nahi ban jati.... fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

*Attention Sunni Bhayoo *

Jesa k aap ko Maloom hai aaj kal Deo Bandroon mein Burqa pehnane ka tareeqa chal para hai , inke sab molvi burqe pehan ker bhagte hein , tu mein feel ker raha hoon k is forum per b baad deo gandi burqay pehan ker , i mean sunni nik bana ker , sunni ban ker aye hain :D sharam kero deo bandroo burqay utaar ker samne aao ....

Ya ALLAD MADAD saab aap ne apne profile main HANAFI likha hoa hai ,khair deobandi taqayya baaaz b hote hein , loogn k samne apne aqeda b chupate hein , becharon ko sharam ati hai:p

aap pehle hadees se kia sabit kerna chahte hein ?? zara likh dain aor dosri hadees ka ref wid hadees number yahan likh dain .....

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...