Alteejani مراسلہ: 19 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2010 JANAB IS HADEES PE IS TOPIC ME LAMBI CHORI BEHS HO CHUKI HE AP KHUD IS TOPIC KI PICHLY POSTON KO PAR LEN,OR PHIR AP MAZEED BEHS KE ERAADE RAKH TEN HEN TO INSHALLAH APKO JAWAB MIL JAE GA Link to comment Share on other sites More sharing options...
RaziAttari مراسلہ: 10 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2010 Salam for all Sunni muslims. Mian nay koch jaga say is masla k baray main para hay poray 16 safhat to nahin per saka. is main Hazoor Sallalah o aliah wasalam k noor or bashir honay k bahas hoi hay. koch logoon nay Quran Pak ki aiya ka hawala day ker wazia kernay ki koshish ki k Hazoor Sallalah o aliah wasalam bashir thay noor nain thay or Hazoor Sallalah o aliah wasalam ki talemat noorani thian. talimat k noorani honay ka to ya loog iqrar ker rahay hain mager ya nahin socha k talim jab noor ki hay to taleem danay wala bhi to noor ka hosakta hay. ya loog jo noor o bashir ka maslia bian ker rahay hain in ko shahid noor ki tareef bhi na ati ho.pahlay noor ki tareef kerin per maslia per bas karin. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizwan Q مراسلہ: 16 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2010 hazrat i think ap ko khub pata hey hamara Aqeda noor or bashar ka......... lekin abhi ap apna akeda bateen k jo mey ney bola k Muhammad PBUH 2 hain its mean vo theek hey na ek tu bashar vala jis ko bakul ap logo k jo bashar na many vo kafir............ dosra vo jis ko bashar bolny valy ku quran mey bar bar karfir karar dea gea hey........... lkein ab noor valy Muhammad PBUH kaha gay............ agar vo hamari tarha insan nahi hain tu its mean un key valid bhi insan nahi thy kio k valid or bachy ki jins tu ek hoti hey........ Assalamoalikum Atif bhai....Huzoor (S.a..w.w.) k Noor se kia murad hai...Noor Honay ki Asal Haqeeqat kia hai.....wo is thread me YA ALLAH MADAD bhai ne Mazoboot dalail kay sath Quran headth ot Tafaseer ki roshni me byan kia hai.....is thread ka mutalla kareen.... Tafseer ki roshni me Noor se murad ap sab hazrat ko yahan pata chal jaegi http://www.islamimehfil.info//topic/8331-noor-e-mujassim-answering-some-questions/ Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 16 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2010 Assalamoalikum Atif bhai....Huzoor (S.a..w.w.) k Noor se kia murad hai...Noor Honay ki Asal Haqeeqat kia hai.....wo is thread me YA ALLAH MADAD bhai ne Mazoboot dalail kay sath Quran headth ot Tafaseer ki roshni me byan kia hai.....is thread ka mutalla kareen.... Tafseer ki roshni me Noor se murad ap sab hazrat ko yahan pata chal jaegi http://www.islamimeh...some-questions/ Masla e Noor o Bashar par humaray Qibla Saeedi Sb.ke deogandi munazar say buhat tafseeli baat cheet ho chuki hay aap woh thread daikhain jis main ussay munh ke khani pari aur Qibla Saeedi Sb k sawalat diye baghair woh ayn bayn shayn karta raha. Link to comment Share on other sites More sharing options...
sufiyan مراسلہ: 17 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2010 ASALAM O ALAIKUM deobandi hazraat sy mera ek sawaal hai..... HUZOOR (sallallaho alaihe waslam) BASHAR the Is bat per to koi jhagra hi nahi hai APP log b mantay ho AUR hm b mantay hain bhai MASLA yeh hai k NOOR hm log mantay hain app nahi mantay hoo TO PLZ PLZ quran sy aisi AYAT lao jis man huzoor k NOOR honay ko MANA kiya ho?? plz quran ki wo ayat mat likhna jis man bashar honay ki dalil ho qk us ko hm b manatay hain Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleQuran مراسلہ: 24 نومبر 2010 Report Share مراسلہ: 24 نومبر 2010 Assalamoalikum Atif bhai....Huzoor (S.a..w.w.) k Noor se kia murad hai...Noor Honay ki Asal Haqeeqat kia hai.....wo is thread me YA ALLAH MADAD bhai ne Mazoboot dalail kay sath Quran headth ot Tafaseer ki roshni me byan kia hai.....is thread ka mutalla kareen.... Tafseer ki roshni me Noor se murad ap sab hazrat ko yahan pata chal jaegi http://www.islamimeh...some-questions/ RizwanQ kia tum nay debate peri heh uper walay link wali? Us meh Ya-allah-madad nay sirf Rasulullah kay jismi noor honay say inkar hi naeen kia balqay noor hadayat honay say be inqaar ker deeya heh. Tum keh ra'ay ho kay noor e hidayat mazboot dala'il say sabat keeya. RadiatingAli ko keiun ban kia gi'a aur kisi ke pas us ki detail heh kay us say contact krna heh. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 15 مارچ 2013 Report Share مراسلہ: 15 مارچ 2013 Masla Noori Bashar per Mazeed dalail & scansHazoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ki Nooraniyat Par Kitni Hadith Hainhttp://www.islamimehfil.com/topic/17466-hazoor-%D8%B5%D9%84%DB%8C-%D8%A7%D9%84%D9%84%DB%81-%D8%B9%D9%84%DB%8C%DB%81-%D9%88%D8%B3%D9%84%D9%85-ki-nooraniyat-par-kitni-hadith-hain/ Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب