Jump to content

Masla E Noor O Bashar

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

In post, To ALL>>>

Agla aetraz ye k Arbi may Noor roshni ko kehte hain jo kisi shey se paida hoti hay.

Answer:

"ALLAH noor hay asmano aur zamino ka"

(Surah Noor 24:35)

To ye aetraz to seedha shirk ki taraf jata howa dikhai deta hay k ALLAH bhi Naozobillah kisi ki

waja kr roshan hay.

To ye aetraz bhi galat sabit howa.

agr ayat Naozobillah ye hoti k "ALLAH ka noor hay asmano aur zamino may...."

to phr ye baat kahi jati k ALLAH noor nahi bul k ALLAH se noor hay.

Again Zaat-e-ALLAH noor hay, aur ye noor ko Khudaya chand aur soraj ka noor mut smjhe.

Please Quran ki ayat ko dehan se read krye.

Edited by Ra'id Ortan
Link to comment
Share on other sites

Hazrat Zirtisht A.S ne bhi apni ummat ko yahi bataya tha k ALLAH noor hay.

But Iblis k behkane ki waja kr enki Ummato ne ALLAH ke noor zaat ko Aag (Fire) se tashbih de di, aur phr enki ummat Aag ki ibadat krne lagi aur apne asal mazhab ko bhula kr shirk krne lagi. aur aj ye mazhab Zoroaster k naam se jana jata hay.

Kui k Quran pichli tamam kitabo ki tasdeeq krne wali hay, esi lye ALLAH ne esme bhi apne apko noor hi kaha, aur ta k phr koi es noor ko define na kr sake es lye ALLAH ne ye bhi keh dea k "ese (ALLAH ko) koi ankhain pa nahi skti...." (Surah Al Anam 6:103)

ta k phr koi ALLAH ko aag ya soraj ya kisi aur noor se tashbih na de.

But afsos aj Munafiq, awwal to ALLAH ki zaat ko noor tasleem krne se inkar kr rahe hain, aur agar koi ye maan bhi leta hay to ye Munafiq ALLAH ko soraj aur chand k noor ki tarha byan krne may lage howe hain.

ALLAH enhe garq kre.

BHAI MASLA YEHE KE HAM ABHI TAK YE NAHI JAN SAKE KE APKI KONSI KUL SIDHI HE,JANAB WALA AWAL TO AP APNE MAZHAB KA SAHIH NAAM BATAYE TAKE US KE HESAB SE JAWAB BHI DYA JAE,AB APKI POST ME ZARTISH KO HAZRAT ZARTISH a.s LIKHA GAYA,KYA AP KO ZARTISH KE MAANE BHI PATA HE KE NAHI?CHALE APKI ASANI KE LYE FARSI ME ZARTISH KE MAANI HE AAG KA POJARI YANI AAG KO POJ NE WALA TO JANAB APNE OSKO NABI KA DARJA DE DYA,OR YE AJEEB BETUQI LUGHVIAT HE APKI AGR CREATED KA MATLUB TAKHLEEQ KARNA NAHI TO OR KYA HE KISI BHI CHEEZ KO TAKHLEEQ KARTE HEN YA BANAA TE HEN TO AP YEHI KE GAE I WAS A CREATOR OF THIS CREATURE,YANI MENE ISKI TAKHLEEQ KI , PHIR AP NOOR KI NA TO KOI TAREEF KAR PARE HEN NA KIS DALEEL KO QABOOL KAR RAHEN HEN,OR PHIR EK AJEEB BEDANGA SA SAWAL LE AE KYA AHAD SIFAT HE YA NISHANDAHI KE LYE,BHAI MERE KYA ALLAH KI SIFAT ALLAH KI ZAT SE KHAREJ HE ?OR ALLAH KI NISHANIAN TO OR BHI CHEEZEN HE SARI KAINAAT KO ALLAH TALAA NE APNI ZAT KI TAREEF KE LYE HI TO BANAYA HE TO APKI AL AHAD PER HI KIO GHARI ROK GAI,AB AYE APKO SAMJAE KE ALLAH NOOR HE ZAMEEN OR ASMANO KA,ISKI KYA TASHREEH HONGI ZAMEEN KE NOOR SE MATLAB QOOLOB MOAMNEEN YANI EMAAN JO DILON ME HE ALLAH KI TUHEED KA WOH NOOR HE ALLAH KA OR ASMANO ME FARESHTE JO ALLAH KI IBAADAT ME HAR WAQT LAGAE HOWE HE WOH NOOR HE ALLAH KA,OR ALLAH KO KOI ANKH NAHI DEKH PAATI ISLYE KE SIWAE ALLAH KE HAR CHEEZ FANI HE OR ALLAH KO QALB KI BASEERAT SE DEKHA JA SAKTA HE LAKIN YE JAB KE TOM FINA FI L ZAT HO JAO,OR WOH TASVEER BHI JO TOME APNE QALB KI BASARAT ME DEKHAI DE GI WOH BHI TOMARE EMAAN KI HI HONGI KIO KE ALLAH TALAA ISE BHI, MUNAZAHA ,AKHR ME SIRF ITNA SAWAL KARO GA KE AP KAM SE LAM APNE SHEIKH YA USTAAD KA NAM LIKH DEN TAKE APKE MUQAF KO SAMJNE ME ASANI HO,OR AGR KOI INSAAN APKA USTAAD YA SHEIKH NAHI TO PHIR APKA USTAAD YA SHEIKH YAQEENAN SHETAN HI HON GA ,KYU KE MAA KE PET SE KOI BHI SIKH KE NAHI ATA ,

Link to comment
Share on other sites

Atleejani>>>

First thing k Hazrat Zirtish A.S jis qom pr utare gae wo gom parsi hi thi, so en k Mutabiq Hazrat Zirtish A.S bhi khuda ka durja rkhne lagay.

Jaisa k Hazrat Daod A.S, ISA A.S, Mosa A.S, Maryum A.S, Soleman A.S.

Now second chz k ek jagha to khud ap ye keh kr ALLAH ki sifat ko zaat k sath bhi tasleem kr rahe ho, aur dosri jagha ap ALLAH k noori zaat honay pr aetraz kr rahe ho.

Pahle ap khud ye confirm kr lo k sifat zaat hay bhi ya nahi.

Shayd apne english ziada hi study kr li hay jbhi apko create ka matlub smjh nahi aya, mere example dene k bawajod.

ek bar phi kisi bhi chz ko banana create keh lata hay, zarori nahi k wo chz jandar mean makhlooq hi ho.

Main video create krta hon, so i'm the creator of my video.

i'm the creator of my websites.

So esi tarha ALLAH is the creator of Quran.

ab bhi agar ap k smjh may nahi i, to main phr yahi keh skta hon k "yaqeenun ilm wale hi baat ko smjh pate hain."

third chz example may sirf kisi ek chz ko mukhatib kr k kaha jata hay, aur us example se ilm-wo-shaor rkhne wale khud smjh jate hain, esi waja kr maine sirf Al-Ahad ki example di, aur es se pahle kuch aur ki example bhi de chuka hon.

So aap ne mere sawal ka jawab to dea nahi, aur dosre Ulma-e-Karam ki tarha ap bhi bukla gae.

At last ap log na jane Islam ko kis se read kr rahe ho aur na jane ye Madhab jaisi chz kaha se agai Islam may.

KhairALLAH, madhab se murad agar imam k hay, to main kisi Imam ko follow nahi krta.

So jub Imam ko follow nahi krta to yaqenan kisi ustaad ka hona bhi mumkin nahi.

ALLAH ki nazil krda kitab hay mere pas, aur be'shak ALLAH ne apni es Kitab Quran may hur chz se agah kr dea hay, aur esi k mutabiq jo Ahadith thk lgti hay usey follow krta hon.

Edited by Ra'id Ortan
Link to comment
Share on other sites

JANAB WALA,APKI POST SE AB KUCH APKE NAZRIAT KA PATA CHALEN LAGA HE,AB JAB ZARTISH APKI NAZR ME PE GHAMBER TAHRA TO HAZRAT PHIR RAM, LAKSHMAN OR BUDHIST UN BE CHARO KA KYA KASOOR? UNKO BHI AP BE GHAMBER HI MAANE,KHER YE TO HO GAE APKE GUMRAH KON NAZRIAT,AB AYE ASAL MADHO PER MENE AP KO YE KAHA KE SIFAT ALLAH KI ZAAT SE KHAREJ NAHI,JIS TARA ALLAH SAMEE OR BASEER HE,LAKIN KYA IS KA MATLAB AB ME YE LON KE ALLAH BHI KAN OR ANKH RAKHTA HE APNI MAKHLOOQ KI TARA ?NAUZBILLAH IS TARA JAB SIFAT NOOR KA ZIKR ATA HE TO NOOR SE MURAD ALLAH KI HIDAYAT,TAUHEED JO MOMENEEN KE QALOOB ME HE NA KE KOI HOLA YA SHAKAL JESA KE AP SAMAJ RAHE HEN,NOOR EK MAKHLOOQI SORAT HE JAB KE ALLAH HAR SORAT SE PAK HE ZAT E KHODAWANDI NA KIS JIHAT OR NA KIS TASVEER YA HOLE ME QAID HE WOH HAR JAGA HAR WAQT MAJOOD HE WOH ZAMAN OR MAKAN SE MUNAZHA HE,AB AGR NOOR AP KI NAZR ME KOI KAFIAT YA SORAT HE TO ALLAH SUBHAN WA TALAA UN SARI CHEEZON SE MUNZAHA HE JO APKE AFKAR PER GHALIB ATE HEN,TO PHIR SAWAL YE PEDA HOTA HE KE HUM KIS TARA NOOR KO DEFINE KE ?IS KA JAWAB YE HE KE APKA QALB JU TAUHEED E ILAAHI KO TASLEEM KAR RAHA HE WOHI TO NOOR HE ALLAH KA,AB EK HADEES KO AP LEN KE JIS ME ALLAH KAHE GA APNE BANDE KO ROZ E HASHER ME KE BANDE JAB ME BIMAR THA TO TUMNE MERI TIMADARI KYO NAHI KI BANDA KAHE ALLAH BHALA AP KE KESE BIMAR HO SAKTE HEN TO ALLAH KE GA JAB FILANA BANDA BIMAR THA TO AGR USKE PAS JATA TO MUJE WAHAN PER PATA, AB SAWAL HEKESE? JAWAB HE EMAANI LAZAT YA AETMANAN QALB,TO GOYA NOOR SE MURAD EMAAN BN TAUHEED HE NA KE سر الذات ALLAH KI ZAAT KA EDARAK AQLE INSANI BESAT ME NAHI,SIRF OSKI TAJLIAT KO QALB KI BASARAT SE DEKHA JA SAKTA HE, AB AYE APKE DOSRE GUMRAHA KON NOTE KI TARAF AP YE KAH RAHEN KE QURAN KO ALLAH NE BANAYA HE,AB MUJE YE BATAYE KE BANAYA SE MATLAB AKHAZ HOTA,AGR ME YE KAHO KE BACHA APNI MAA KI KOKH ME BAN TA HE JAB USKA BAB USKI MAA KE SAT BANANE KA KAM SHORO KARTA HE TO THEEKH HON GA ? YA ME YE KAHO KE ALLAH TALAA INSAN KO USKI MAA KI KOKH ME PEDA KARTA HE,QURAN ALLAH TALAA KA KALAM QADEEM WA AZILI HE,OR IS KALAM KO ALLAH TALAA NE UTARA HE APNE MEHBOOB saw.gif PER NA KE BANAYA HE BALKE UTARA HE,AGR APKO MERI SAMAJ ME AGAE TO TEEKH HE WARNA YE SOCHNE BETH JAE KE ME APNI MAA KI KOKH ME BANA THA YA PEDA HO THA OR JAB AP KISI NOKTE PER POHANCH JAE TO MERHBANI FAR MA KE HAME BHI BATA DI JAEGA TAKE HAM BHI APNI ISLAAH KAR SAKE,

APKI AKHRI BAT MAZHAB KE HALE SE TO JANAB MUJE YE BATAYE KE AP PER KOI WAHI NAZAL HOWI THI YA KOI FARESHTA AKE BATA KE GAYA THA PAKO KE YE ISLAM HE YA YE QURAN YA NOMAZ ROZE ZAKAT HAJ IN SARE BATON KA ILM PAKO KIS TARA HOWA KOI NA KOI ASE ASBAB HON GAE JIS KE ZARYE AP IS DIN KE MUTALIQ JAN SAKE HON GAE,BAS UN ASBAB KA PATA BATA DEN,APKI MEHERBANI HON GI

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

Atleejani>>>>

First thing k ap k mutabiq surah noor ayat 35 ki tashreeh fala fala hain, jis se ye natija nikalta hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay. Naozobillah.

Jise main manne se inkar krta hon.

B'coz es ayat se wazih hay k ALLAH ki zaat noor hay, aur ap zubrdusti eski tashreeh galat krne may lage ho.

Ap logo ko ALLAH k noori zaat pr bht aetraz hay, but Naozobillah Muhammad S.A.W ko noor kehne pr zurra barabur bhi aetraz nahi hota ap logo ko, aur Surah Maidah ki ayat 15 aur mukhtalif ayato ko zubardusti Muhammad S.A.W se tashbeh de kr Muhammad S.A.W ki zaat ko noor bana dete hain.

us waqt to ap ki tashreeh achanuk direct Muhammad S.A.W pr chali jati hay, jub k es ayat may wazih Quran ki taraf hidayat ka noor kaha gaya hay.

So apki ye tashreh bilkul galat hay.

Second chz main i think 3 se 4 bar ye baat wazih kr chuka hon k ALLAH k nori zaat ko define na kre, but phr bhi ap log es noor ko bhi define krne may lagay howe hain, aur noor se murad le kr app ALLAH ki body mean hand and leg ko bhi beyan kr rahe ho. Nazobillah.

So itna shirk bhi mut krye k Kafiro aur ap may kuch farq hi na rahe.

So eski detail main pahle wazahat kr chuka hon.

Third chz ALLAH ne Quran ko create kea hay aur phir Muhammad S.A.W pr utara hay.

aur insan k paida hone se pahle insan k bunne ka amal hota hay, tub ja kr wo paida hota hay.

Agar bunne ka amal pora na ho to insan paida hi nahi hota aur maa k pait hi may khatm ho jata hay under may be 1 weeks.

So tallaly process k baad insan paida hota hay.

Aur Isnan ek jandar hay aur Quran ek kitab hay.

so there is difference between them.

So still ALLAH ne Quran ko create kea hay.

agar ap takhleeq kehna chahte ho to kaho.

Aur i hope k ye koi issue nahi hay.

4rth chz ek insan k lye Muslim hona zarori nahi hay k koi ek shaks hi us se aa kr kahe to wo muslim hoga.

ALLAH ne insan ko aqal wo shaor dea hay, aur insan ache aur bore ko achi tarha pehchan skta hay.

So Quran aur Sahih Hadith se behtar koi aur kitab nahi, es lye maine ese pasund kea.

aur agar koi kisi Muslim gharane may paida ho to use apne neyk maa baap se behtar koi aur ustaad nahi milta.

5th chz ALLAH ne ek andaze k Mutabiq 124000 pegamber utare, mhje nahi pata k etne utare bhi ya es se ziada utare.

So kia app en tamam pegamber k bare may jante ho?

i hope Nahi jante.

So go back to library then find their names then come and blame that Hazrat Zirtisht A.S is not prophet.

If you can't did it, then just shut your bulshit to blame.

Edited by Ra'id Ortan
  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

Minifiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may apne ikhliaf ko dor kre:

enka 1 aqeeda k Muhammad S.A.W ki zaat noor hay.

then 2nd k wo insan bhi hain.

then 3rd k ALLAH ne enhe insan ki sorat may dhala, but asal may wo noor hi hain.

then 4rth ALLAH ne Muhammad S.A.W ko apne noor se paida kea.

then 5th k Farishte bhi noor zaat hain.

then 6th k Noor roshni ko kehte hain jo kisi chz se paida hoti hay.

then 7th Jinnat aag se bane hain.

then 8th insan mitti se bane hain.

then 9th ALLAH ki zaat noor nahi.

then 10th Muhammad S.A.W farishte nahi hain.

then 11th ye Quran pr bhi blv krte hain.

Ye enke Ikhtilaf durj zail hain:

1. Muhammad S.A.W noor hain, aur ye noor ALLAH k noor se paida hwa hay.

But enka ye aqeeda bhi hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay.

Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea?

so ye howa pahla Ikhtilaf.

2. Muhammad S.A.W noor hain, aur enhe ALLAH ne insan ko roop may paida kea, aur kaha k aap kehdijye k main to tm jaisa hi ek insan hon.

Then enka ye aqeeda bhi hay k Farishte bhi noor hain, aur jasie Hazrat Jibrael A.S insan k roop may ate they, esi tarha Muhammad S.A.W ko bhi ALLAH ne insan ki tarha bana kr bheja.

So es k Mutabiq Hazrat Jibrael A.S aur Muhammad S.A.W dono ek hi makhlooq hain?

So es k mutabiq Muhammad S.A.W bhi Farishte hi howe?

But enka aqeeda hay k Muhammad S.A.W farishte nahi hain.

So ye howa dosra Ikhtilaf.

3. Enke Mutabiq ALLAH ki zaat noor nahi. B'coz noor to kisi shey se paida hoti hay.

But phr ye bhi kehte hain k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea, aur phr es se fala fala paida kea.

Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea?

So ye howa 3rd Ikhtilaf.

4. ye quran pr believe krte hain, aur quran k mutabiq ALLAH se koi paida nahi howa. aur ye es ayat pr bhi blv krte hain.

But phir ye ye bhi kehte hain k Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida howe.

So ye howa 4rth Ikhtilaf.

5. Jinnat aag se bane hain, aur ye aag ek makhlooq hay. aur aag bhi roshni hi hay.

But ye ye bhi kehte hain k roshni kisi shey se paida hoti hay.

So ye Aag kis se paida howi?

So ye 5th Ikhtilaf.

6. Esi tarha Farishte k noor pr bhi same.

K agar farishte noori makhlooq hay to ye noor kis se paida howa?

So ye 6th Ikhtilaf.

ALLAH se koi paida nahi howa.

ALLAH ka koi humsar nahi.

So Munafiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may jo Ikhtilaf hain usko dor kre.

May ALLAH help you in this matter.

If i alive then i'll meet you again. InshaALLAH

صلى الله على جميع المسلمين

Edited by Ra'id Ortan
Link to comment
Share on other sites

JANAB E AQALE MUAQAD,AP KO SURA MAIDA KI AYAT 15 ME SAF LAFZ SAMAJ ME NAHI ARAHE HEN TO YE ALAG MASLA HE LAKIN JAN BHOJ KE NA SAMJNA CHATE HO TO PHIR HAM KYA KAR SAKTE HEN BHAI,CHALEN APHI BATA DEN KE IS AYAT ME ALLAH NE NOOR KIS KO KAHA HE,AGR NOOR SE MURAD APKE YAHAN HYDAYAT HE IS AYAT ME TO PHIR APKA AQEEDA ALLAH KI ZAAT KE LYE GHALAT HE KYO KE AP TO NOOR KO ALLAH KI ZAT MAN TE HEN,PHIR WOH ZAT KISI OR CHEEZ ME CONVERT KESE HO GAE,MASLAN RABE ALMEEN KA ISME ZAT HE ALLAH,AB KYA YE MONASIB HO GA KE ME NOOR KI JAGA ALLAH KAHO TASHREEH KARTE WOHE?APKE NAZDIG NOOR ZAT HE OR ISME ZAT BHI ZAT KE LYE ZAT HI GINA JAEGA,AGR ALLAH KAHLANA KISI OR CHEEZ KE LYE MUNASIB NAHI TO NOOR KE SE MUNASIB HO GAYA APKE NAZDEEG?

DOSRI BAT JAB APKE PAS KISI CHEEZ KI TAREEF NAHI HE TO PHIR USPE APNA MADA KYO BANTE HEN,JAB AP NOOR KI SAHIH TAREEF HI KARNE SE QASIR HEN TO PHIR APNE NAZIRYE PER KYO AKRE HOWE HEN,YE TO SIWAE JAHALAT KE OR KUCH NAHI,AP SIRF ZAT KO NOOR KAHTEN HEN TO QURAN BHI NOOR HE JIS KE MUTALIQ APKA QAEEDA YE HE KE WOH TAKHLEEQ HE TO QURAN BHI NOOR OR ALLAH KIZAT BHI NOOR TO KYA APKE NAZDEEG KHALIQ OR MAKHLUQ EK HI HEN?AP HAMRE QAEEDE PER NISHTAR MAT AZMAE APNE NAZRIAT KO TATOLEN,PHIR MALAIKA KYA HE OSE KIS PALARE ME DALEN GAE AP IS SAWAL KA JAWAB AB TAK APNE NAHI DYA,OR KYA JANAT BHI NOOR HE KE NAHI APKEW NAZDEEG ?

RAHI BAT AETBAA KARNE KI TO JANAB MUJE YE BATAEN KYA IS HADEES KO AP MAANTE HEN KE NAHI (ULOOMA WARSA ANBIAN HEN )? HAM EMAAN YEHE KE ULOOMA ANBAIAN KE WARS HEN SO ISLYE HAM HAZOOR saw.gif KI ETBAA KARNE KE LYE UKE WARSEEN KI ETBAA KAR TEN HEN

JANAB APNE KAHA KE 124000 PAGHEMBARON KE NAAM BATAO,MERA AP SE SIDA SAWAL HE KYA QURAN ME ZARTISH KA NAAM HE PEGHAMBARON LIST ME? 124000 KAHIN 140000 AYA HE USME ALLAH NE 24 YA 25 ANBIAN KE NAAM KA ZIKR KYA HE TO APNE 26WAN YA 27WAN KAHAN SE LE KAR AGAE KYA APKA EMAAN MAJUSION PER HE,AP MUJE KAM SE KAM KAMZOOR HADEES HI DEKHA DEN KE JISME ZARTISH KO ALLAH KA PEGHAMBR KAHA GAYA HE ?

AB APKI UN BATAON DEKHEN KE APNE HAMRE MUTALIQ KI HE

HAM KAHTE HEN KE MUHAMMED saw.gif ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWA HEN PER ALLAH KI ZAT NOOR NAHI TEEKH APKO ETRAZ JAB ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWE TO ZAAT KIO NOOR NAHI ?

JAWAB MUHAMMED MAKHLOOQ OR ALLAH KHALIQ TO DONO KESE YAQSAN HO SAKTE HEN,BAT SAMAJ ME AI KE NAHI,ALLAH NE KAHA HAMNE USME APNI ROOH PHONK DI,ISHARA BIBI MARIAM KE BATAN KI TARAF THA TO KYA ALLAH KI ZAAT ME AB ROOH BHI HOTI HE ?

TO JANAB AP MUJE YE BATAEN KE JAB ALLAH YAHAN PER APNI ROOH PHONK RAHA HE TO KYA HAZRAT a.s ALLAH KE BETE HOWE ?KYO KE YAHAN PER TO SAF ALFAZ APNI ROOH KE HEN,LAKIN WOH TO INSAN PEDA HOWE

AGR ROOH ALLAH KI TARAF SE ASAKTI HE TO NOOR KYO NAHI?

AB AP PER HE KE IN SAWALON KA TASHFEE BAKHSH JAWAB DEN

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

Atleejaani>>>>

Ab main phr se apni post ko dohrao, ye mjhe pasund nahi, to agar ap k pas shaor hay to ap mere pichle tamam post ko read krye jisme maine ALLAH k noori zaat aur Quran k noor k bare may zikar kea hay. aur en dono k differences byan kea hay.

Ab agar apko wo samjh nahi i to yaqeenan ap ilm wo shaor se kharij hain.

Now second baat k ap log pahle apne Ikhtilaf drust kre, kui k jo Ikhtilaf ap k mutalliq maine pesh kye hain, unka apne jawab nahi dea.

apne likha hay k:

"HAM KAHTE HEN KE MUHAMMED saw.gif ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWA HEN PER ALLAH KI ZAT NOOR NAHI TEEKH APKO ETRAZ JAB ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWE TO ZAAT KIO NOOR NAHI ?JAWAB MUHAMMED MAKHLOOQ OR ALLAH KHALIQ TO DONO KESE YAQSAN HO SAKTE HEN,BAT SAMAJ ME AI KE NAHI,ALLAH NE KAHA HAMNE USME APNI ROOH PHONK DI,ISHARA BIBI MARIAM KE BATAN KI TARAF THA TO KYA ALLAH KI ZAAT ME AB ROOH BHI HOTI HE ?'"

to janab ye jawab nahi dea apne bul k baat ko kat di apne.

apne to yaha Isa A.S ki misal de di, jo kisi bhi sorat match nahi kr rahi.

Ek jagha to aap ALLAH ko noor nahi kehte, phr dosri jagha ye kehte ho k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W ka noor paida howa. ye to kisi Ahmaq ki baat lagti hay, jisne ilm wo shaor se bilkul kharij ho kr keh dea.

Simple sa jawab dijye k "Agar ALLAH noor nahi to Muhammad S.A.W ALLAH k noor se kaise paida ho gae?"

Aur yaqeenan aap dosre tamam munafiq ulmae karam ki tarha bukla gae hain, aur ye ap logo ki pushto ki kefiat hain k aap jawab dene k bajae baat ko kat dete hain, kiu k ap k pas jawab hi nahi hota.

So es lye Mere aqeede k Mutabiq sirf ALLAH ki zaat noor hay. Aur koi dosra es ka humsar nahi hay.

Ab aap mere es aqeede may ikhtilaf nikal kr dikha dye. k maine kisi aur ki ZAAT ko noor keh dea ho.

So 6 aur Iktilaf maine pointed out kea hay so pahle ap munafiq hazrat apne un ikhtilaf ko drust kre. Aur phr aa kr apni bewakofana baat kahe.

Aur Hazrat Zirtisht A.S k lye aap History of Islam read krye.

Edited by Ra'id Ortan
Link to comment
Share on other sites

@Raid:

Yaar Main Nay Allah Kay 99 Sifati Naam Likhay, Jis Main "Noor" Bhi Tha.

Magar Aap Nahi Manay.

Main Nay Aap Say Aik Aur Darkhaasat Ki:

////////Now I am quoting some of Ayah in Quran:

Surah Baqrah, Ayah Number 17:

مَثَلُہُمۡ کَمَثَلِ الَّذِی اسْتَوْقَدَ نَارًا ۚ فَلَمَّاۤ اَضَآءَتْ مَا حَوْلَہٗ ذَہَبَ اللہُ بِنُوۡرِہِمْ وَتَرَکَہُمْ فِیۡ ظُلُمٰتٍ لَّا یُبْصِرُوۡنَ

Sureah Baqrah Ayah Number 257:

Surah Nisa Ayah Number 174:

Surah Mayeda Ayah Number 15:

Surah Mayeda Ayah Number 16:

Surah Mayeda Ayah Number 44:

Surah Mayeda Ayah Number 46:

Surah Anam Ayah Number 1:

Surah Anam Ayah Numer 91:

Surah Anam Ayah Number 122:

Surah Araf Ayah Number 157:

Surah Taubah Ayah Number 32:

Surah Younus Ayah Number 5:

Surah Ra'ad Ayah Number 16:

Surah Ibrahim Ayah Number 1:

Surah Ibrahim Ayah Number 5:

Surah Noor Ayah Number 35:

Surah Noor Ayah Number 40:

Surah Ahzab Ayah number 43:

Surah Fatir Ayah Number 20:

Surah Zumur Ayah Number 22:

Surah Zumur Ayah Number 69:

Surah Shoura Ayah Number 52:

Surah Hadeed Ayah Number 9:

Surah Hadeed Ayah Number 12:

Surah Hadeed Ayah Number 13:

Surah Hadeed Ayah Number 19:

Surah Hadeed Ayah Number 28:

Surah Saf Ayah Number 8:

Surah Taghabun Ayah Number 8:

Surah Talaq Ayah Number 11:

Surah Tahreem Ayah Number 8:

Surah Noor Ayah Number 16:

Now one by one we shall discuss each Ayah:

Please translate the first Ayah I quoted:///////////////

............................................................................................

Aap Yah Bhi Nahi Manay.

Aap Ka Dawa Hai Kah Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Woh Kissi Say Paida Howa Hai Aur Na Koi Us Say.

So you mean to say "Noor is neither created nor anything can be created by it".

Ab Please Surah Anam Ayah Number 1.

اَلْحَمْدُ لِلہِ الَّذِیۡ خَلَقَ السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرْضَ وَ جَعَلَ الظُّلُمٰتِ وَالنُّوۡرَ ۬ؕ ثُمَّ الَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا بِرَبِّہِمۡ یَعْدِلُوۡنَ

Iss Ki Hee Aap Tashreeh Kar Dein.

Link to comment
Share on other sites

Atleejaani>>>>

Ab main phr se apni post ko dohrao, ye mjhe pasund nahi, to agar ap k pas shaor hay to ap mere pichle tamam post ko read krye jisme maine ALLAH k noori zaat aur Quran k noor k bare may zikar kea hay. aur en dono k differences byan kea hay.

Ab agar apko wo samjh nahi i to yaqeenan ap ilm wo shaor se kharij hain.

Now second baat k ap log pahle apne Ikhtilaf drust kre, kui k jo Ikhtilaf ap k mutalliq maine pesh kye hain, unka apne jawab nahi dea.

apne likha hay k:

"HAM KAHTE HEN KE MUHAMMED saw.gif ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWA HEN PER ALLAH KI ZAT NOOR NAHI TEEKH APKO ETRAZ JAB ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWE TO ZAAT KIO NOOR NAHI ?JAWAB MUHAMMED MAKHLOOQ OR ALLAH KHALIQ TO DONO KESE YAQSAN HO SAKTE HEN,BAT SAMAJ ME AI KE NAHI,ALLAH NE KAHA HAMNE USME APNI ROOH PHONK DI,ISHARA BIBI MARIAM KE BATAN KI TARAF THA TO KYA ALLAH KI ZAAT ME AB ROOH BHI HOTI HE ?'"

to janab ye jawab nahi dea apne bul k baat ko kat di apne.

apne to yaha Isa A.S ki misal de di, jo kisi bhi sorat match nahi kr rahi.

Ek jagha to aap ALLAH ko noor nahi kehte, phr dosri jagha ye kehte ho k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W ka noor paida howa. ye to kisi Ahmaq ki baat lagti hay, jisne ilm wo shaor se bilkul kharij ho kr keh dea.

Simple sa jawab dijye k "Agar ALLAH noor nahi to Muhammad S.A.W ALLAH k noor se kaise paida ho gae?"

Aur yaqeenan aap dosre tamam munafiq ulmae karam ki tarha bukla gae hain, aur ye ap logo ki pushto ki kefiat hain k aap jawab dene k bajae baat ko kat dete hain, kiu k ap k pas jawab hi nahi hota.

So es lye Mere aqeede k Mutabiq sirf ALLAH ki zaat noor hay. Aur koi dosra es ka humsar nahi hay.

Ab aap mere es aqeede may ikhtilaf nikal kr dikha dye. k maine kisi aur ki ZAAT ko noor keh dea ho.

So 6 aur Iktilaf maine pointed out kea hay so pahle ap munafiq hazrat apne un ikhtilaf ko drust kre. Aur phr aa kr apni bewakofana baat kahe.

Aur Hazrat Zirtisht A.S k lye aap History of Islam read krye.

JANAB RAAID ORTEN SAB AP AGR KASAM KAHE BETHO HO WOH EK ALAG MASLA HE LAKIN AP SAF OR WADHA BATAON KO BHI NA MAANO TO PHIR APKI AQAL PER SIRF MATAM HI KYA JA SAKTA HE,HAZOOR (saw) KE NOOR HONE ME TO KOI SHIRK UN SAR NAHI LAKIN ALLAH KI ZAAT KO NOOR KAHNE SE SHIRK ZAHER HOTA HE KYO KE NOOR EK TAKHLEEQ KAR DA UN SAR HE JO ANDERE KE AKSE ME ATI HE,AB AP YE KAHO GAE KE WOH US NOOR SE MURAD NAHI TO PHIR APKO APNA NAZRIA BADALNA PARE GA,AGR NOOR SE MURAD ROSHNI NAHI TO PHIR AP YE NAHI KAH SAKTE KE WOH ZAAT HE,QURAN ARABI LUGHAT ME UTARA GAYA HE OR ARAB APNE LUGHAT KI FASAHAT OR BALAGHAT ME KAMAL DAR JA RAKHTE HEN,OR JO WADHA FASEEH MAFHUM IS LAFZ KA ARABI ZEBAN ME ATA HE NOOR WOH HE ROSHNI OR AGR AP ROHSNI KE MAANE KO ANALYSE KARE TO APKO MALOOM HO GA ROSHNI SE MAQSAD SHOHOD KE HEN YANI JO ALAM ME SHAHAD ME AJAE WOH ROSHAN HO JATA HE YANI AGR APKI AQAL ME SHAOR DAKHIL HO JAE TO HAM KAHE GAE KE AP ROSHAN KHYAL HO CHUKE HENLAKIN AGR JAHALAT BAKI RAHE TO HAM KAH SAKTEH HEN KE AP A NDHERE ME HEN AB YAHAN PER KOI HAQEEQI YA MER EI CHEEZ KA HONA WAQAE NAHI LAKIN LAFZ KE MAANE SE YE BAT ISTANBAAT KI JATI HE KE ROSHNI SE MURAD SHOHOD KA HONA CHAE WOH AQALE INSAANI ME YA QALB E ROHANI YA NAZR KI BISAT ME AE DAR HAQEEQAT AALIM E SHOHOD KO ROSHNI YA NOOR KAHA JATA HE,AGR ZAAT ILAHI NOOR HE TO PHIR USKA EK MAANA JO ME BAYAN KIA HE AALIM E SHOHOD KE HAWALE SE TAUHEED ME FARQ A JAE GA,KIO KE EK AALIM E GHAIB BHI HE JIS KE SHOHOD KA KOI JAWAZ NAHI,OR AGR AP YE KAHE GAE KE ALLAH OSKA BHI NOOR HE YANI AALIM E GHAIB KA TO SAWAL HE KIS KE LYE ?USKE LYE TO KOI CHEEZ GHAIB HE NAHI,GHAIB OR SHOHOD KI TAMEEZ TO KHALQ KE LYE HE NA KE KHALIQ KE LYE,UMEED HE KE AP IS PER GHOR FARMAE GAE

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

Dard>>>>

you said:

"Aap Ka Dawa Hai Kah Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Woh Kissi Say Paida Howa Hai Aur Na Koi Us Say."

Correction:

"na Wo kisi se paida howa aur na koi es se paida howa."

Ap munafiq hazrat baat ko shayd smjh nahi pate, ya phr apne baap dadaon k banae howe mazhub ko chorna nahi chahte.

Apne jo ayat di hain, un sub may us noor ka zikar nahi jo Noor ALLAH hay.

Baat wahi ajati hay k ALLAH ki noori zaat ko aap wahi chand aur soraj k noor se tashbeeh de rahe ho.

So eski maine pahle hi wazahat kr di hay.

ALLAH noor hay, aur ye hamesha se hay aur hamesha rahe ga, aur ne ye kisi se paida howa aur na koi es se paida howa.

To en ayato pr discuss krna time waste krne k barabar hay.

Simple se jawab manga tha Ap munfiq hazrat se jo ap log de nahi sake.

So again tamam Munafiq hazrat maine jo Ikhtilaf ap hi k aqeede may nikale hain, pahle unhe to drust kre, tub ja kr aap hamari baato ko galat kahne ki koshish krye ga.

Atleejani>>>

ALLAH ne jinnat banae aur Aag se banaya, so jinnat to hamare aas pas hi hain, so Jinnat nazar kyo nahi aate, ye kaisi aag hay jo nazar nahi ati? aur kia ye aag kisi chz se jalti hay, jaise dunyawi aetebar se har chz ko jalane k lye kuch chahye hota hay. to ye kaisi aag hay jo khud hi jalti hay?

so ye na ap jante ho aur na main.

B'coz ALLAH ne insan ko bhi soch ki ek limit di hay.

So All Munafiq hazrat ALLAH ki noori zaat kaise hay, ALLAH ne itni limit Insan ko ata nahi farmai, aur jub insan es k bare may sochta hay to aap logo ki tarha bewakofo wale sawal poch leta hay aur phr ALLAH ki zaat ko noor manne se inkar kr deta hay.

So Noor ek to hidayat pr ajati hay jo maine pahle wazahat kr di hay.

Then second ALLAH ki zaat noor hay, aur es pr bhi maine pahle wazahat kr di hay.

Simple se jawab manga tha Ap munfiq hazrat se jo ap log de nahi sake.

So again tamam Munafiq hazrat maine jo Ikhtilaf ap hi k aqeede may nikale hain, pahle unhe to drust kre, tub ja kr aap hamari baato ko galat kahne ki koshish krye ga.

Wo mazhub ALLAH ka mazhub nahi jisme Ikhtilaf hon.

So aap k banae howe ikhtilaf wale mazhub ap hi ko mubarak.

So aap tamam munafiq hazrat pahle apne aqeedo ko drust kre tub ja kr hamari bato pr ut patang ikhtilaf nikal ye ga.

So as i told before agar ap ko hamara aqeeda manna hay to maney nahi to lage rahye apne banae howe ut patang aqeedo may.

"tumhare lye tumhara deen hay aur mere lye mere deen hay"

aur be'shak mera deen Ikhtilaf se pak hay, aur be'shak ALLAH ka rasta Ikhtilaf se pak hay.

The way of Imam = The way of Contradiction

So

Follow the way of Quran and Sahih Hadith = The way of ALLAH

Mera kam tha Tableegh krna so maine kea, ab agar Munafiq Hazrat seedhe rah pr ajae to achi baat, nahi to ALLAH ne keh dea hay.

"Kafiro ko apka darana ya na darana barabur hay, ye log eeman na lae gain"

(Surah Al-Baqarah 2:6)

"baaz log kehte hain k hum ALLAH pur aur qiyamut k din pr eeman rkhte hain, lekin dur haqeeqat wo eeman wale nahi hain"

(Surah Al-Baqarah 2:8)

Beshak,

ALLAH farmata hay:

"magar jub logo se kaha jata hay k "eski perwi kro jo ALLAH ne nazil kea hay" to wo kehte hain "nahi bul k hum eski perwi kre gain jis pr hmne apne baap dada ko paya" kia! agarcha en k baap dada kuch smjhte na they aur na rah-e-rast pr chalte they."

(Surah Al-Baqarah 2:170)

Edited by Ra'id Ortan
Link to comment
Share on other sites

Minifiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may apne ikhliaf ko dor kre:

enka 1 aqeeda k Muhammad S.A.W ki zaat noor hay.

then 2nd k wo insan bhi hain.

then 3rd k ALLAH ne enhe insan ki sorat may dhala, but asal may wo noor hi hain.

then 4rth ALLAH ne Muhammad S.A.W ko apne noor se paida kea.

then 5th k Farishte bhi noor zaat hain.

then 6th k Noor roshni ko kehte hain jo kisi chz se paida hoti hay.

then 7th Jinnat aag se bane hain.

then 8th insan mitti se bane hain.

then 9th ALLAH ki zaat noor nahi.

then 10th Muhammad S.A.W farishte nahi hain.

then 11th ye Quran pr bhi blv krte hain.

Ye enke Ikhtilaf durj zail hain:

1. Muhammad S.A.W noor hain, aur ye noor ALLAH k noor se paida hwa hay.

But enka ye aqeeda bhi hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay.

Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea?

so ye howa pahla Ikhtilaf.

2. Muhammad S.A.W noor hain, aur enhe ALLAH ne insan ko roop may paida kea, aur kaha k aap kehdijye k main to tm jaisa hi ek insan hon.

Then enka ye aqeeda bhi hay k Farishte bhi noor hain, aur jasie Hazrat Jibrael A.S insan k roop may ate they, esi tarha Muhammad S.A.W ko bhi ALLAH ne insan ki tarha bana kr bheja.

So es k Mutabiq Hazrat Jibrael A.S aur Muhammad S.A.W dono ek hi makhlooq hain?

So es k mutabiq Muhammad S.A.W bhi Farishte hi howe?

But enka aqeeda hay k Muhammad S.A.W farishte nahi hain.

So ye howa dosra Ikhtilaf.

3. Enke Mutabiq ALLAH ki zaat noor nahi. B'coz noor to kisi shey se paida hoti hay.

But phr ye bhi kehte hain k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea, aur phr es se fala fala paida kea.

Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea?

So ye howa 3rd Ikhtilaf.

4. ye quran pr believe krte hain, aur quran k mutabiq ALLAH se koi paida nahi howa. aur ye es ayat pr bhi blv krte hain.

But phir ye ye bhi kehte hain k Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida howe.

So ye howa 4rth Ikhtilaf.

5. Jinnat aag se bane hain, aur ye aag ek makhlooq hay. aur aag bhi roshni hi hay.

But ye ye bhi kehte hain k roshni kisi shey se paida hoti hay.

So ye Aag kis se paida howi?

So ye 5th Ikhtilaf.

6. Esi tarha Farishte k noor pr bhi same.

K agar farishte noori makhlooq hay to ye noor kis se paida howa?

So ye 6th Ikhtilaf.

ALLAH se koi paida nahi howa.

ALLAH ka koi humsar nahi.

So Munafiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may jo Ikhtilaf hain usko dor kre.

صلى الله على جميع المسلمين

Link to comment
Share on other sites

Lol@Raid:

Offence is best deffence:

And you are using this trick very tactfully man.

Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Allah Ki Sifat Hai aur Iss Ki Zaat Ka Idraak Hamari Zahin O Gumaan Say Bala Tar Hai.

Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Sifat Bashar.

Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Farishtay Nahi Hain Balkah Un Say Bhi Afzal Hain.

Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Intangible Hai Iss Liye Iss Ko Mahsoos Kiya Ja Sakta Hai.

...............

Yah Aqaeed Islam Kay Awaeel Say Chalay Aa Rahay Hain, Yahi Sahaba Ka, Tabeen Ka, Taba Tabeen Ka, Yah Koi Aaj Ki Baat Nahi Hai, Agar Aap Nahi Mantay To Ham Kiya Kar Saktay Hain, Hidiyat Deena Allah Ka Kaam Hai.

Main Nay Aap Say Request Ki Hai Kaye Baar Kah Jo Ayat Main Nay Quote Ki Hain, Zara Un Ka Tarjuma To Karain.

Magar Aap Ka Jawab Hai Kah In Ko Dicuss Karnay Say Time Waste Ho Ga.

Ab Ap Apna Time Waste Nahi Karna Chahte To Aap Ki Marzi Hai.

لَکُمْ دِیۡنُکُمْ وَلِیَ دِیۡنِ

Aap Kay Liye Aap Kay Aqaeed Aur Hamain Hamaray Aqaeed Mubarak.

Mujhay Umeed Hai Aap Iss Topic Ko Toul Nahi Dey Gain.

Fi Amaan Allah

Dard

Link to comment
Share on other sites

Dard said:

"Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Allah Ki Sifat Hai aur Iss Ki Zaat Ka Idraak Hamari Zahin O Gumaan Say Bala Tar Hai.

Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Sifat Bashar.

Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Farishtay Nahi Hain Balkah Un Say Bhi Afzal Hain.

Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Intangible Hai Iss Liye Iss Ko Mahsoos Kiya Ja Sakta Hai."

So once again:

Minifiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may apne ikhliaf ko dor kre:

enka 1 aqeeda k Muhammad S.A.W ki zaat noor hay.

then 2nd k wo insan bhi hain.

then 3rd k ALLAH ne enhe insan ki sorat may dhala, but asal may wo noor hi hain.

then 4rth ALLAH ne Muhammad S.A.W ko apne noor se paida kea.

then 5th k Farishte bhi noor zaat hain.

then 6th k Noor roshni ko kehte hain jo kisi chz se paida hoti hay.

then 7th Jinnat aag se bane hain.

then 8th insan mitti se bane hain.

then 9th ALLAH ki zaat noor nahi.

then 10th Muhammad S.A.W farishte nahi hain.

then 11th ye Quran pr bhi blv krte hain.

Ye enhi k apne banae howe aqeedo may Ikhtilaf durj zail hain:

1. Muhammad S.A.W noor hain, aur ye noor ALLAH k noor se paida hwa hay.

But enka ye aqeeda bhi hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay.

Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea?

so ye howa pahla Ikhtilaf.

2. Muhammad S.A.W noor hain, aur enhe ALLAH ne insan ko roop may paida kea, aur kaha k aap kehdijye k main to tm jaisa hi ek insan hon.

Then enka ye aqeeda bhi hay k Farishte bhi noor hain, aur jasie Hazrat Jibrael A.S insan k roop may ate they, esi tarha Muhammad S.A.W ko bhi ALLAH ne insan ki tarha bana kr bheja.

So es k Mutabiq Hazrat Jibrael A.S aur Muhammad S.A.W dono ek hi makhlooq hain?

So es k mutabiq Muhammad S.A.W bhi Farishte hi howe?

But enka aqeeda hay k Muhammad S.A.W farishte nahi hain.

So ye howa dosra Ikhtilaf.

3. Enke Mutabiq ALLAH ki zaat noor nahi. B'coz noor to kisi shey se paida hoti hay.

But phr ye bhi kehte hain k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea, aur phr es se fala fala paida kea.

Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea?

So ye howa 3rd Ikhtilaf.

4. ye quran pr believe krte hain, aur quran k mutabiq ALLAH se koi paida nahi howa. aur ye es ayat pr bhi blv krte hain.

But phir ye ye bhi kehte hain k Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida howe.

So ye howa 4rth Ikhtilaf.

5. Jinnat aag se bane hain, aur ye aag ek makhlooq hay. aur aag bhi roshni hi hay.

But ye ye bhi kehte hain k roshni kisi shey se paida hoti hay.

So ye Aag kis se paida howi?

So ye 5th Ikhtilaf.

6. Esi tarha Farishte k noor pr bhi same.

K agar farishte noori makhlooq hay to ye noor kis se paida howa?

So ye 6th Ikhtilaf.

Beshak,

ALLAH farmata hay:

"magar jub logo se kaha jata hay k "eski perwi kro jo ALLAH ne nazil kea hay" to wo kehte hain "nahi bul k hum eski perwi kre gain jis pr hmne apne baap dada ko paya" kia! agarcha en k baap dada kuch smjhte na they aur na rah-e-rast pr chalte they."

(Surah Al-Baqarah 2:170)

The way of Imam = The way of Contradiction

So

Follow the way of Quran and Sahih Hadith = The way of ALLAH

Olny ALLAH is Noor.

Muhammad S.A.W is just a human like me, and a last Messenger of ALLAH.

Meet with all of you in next topic, InshaALLAH

Dard nice to meet you.

صلى الله على جميع المسلمين

*******************

Edited by Ya Mohammadah
non sunni site's links removed
Link to comment
Share on other sites

RAAD ORTEN KE SAB,AP APNE HI BATAON KO ZARA CHECK KARE KE AP KYA KAH RAHEN HEN

1 AP KA ETRAZ KE JAB ALLAH NOOR NAHI TO HAZOOR saw.gif KO KESE PEDA KAR LYA,JANAB ALLAH NE SIRF HAZOORsaw.gif KO NAHI SARI KAINAAT KO PEDA KYA HE JIS ME INS JIN FARESHTE JAMADAD,NABTAT, HAEWANAT SAB ALLAH KI HI MAKHLOOQ HE OR IN SAB KO ALLAH NE HI PEDA KYA HE LAKIN IN ME KOI BHI ALLAH JESA NAHI OR NA ALLAH INKE JESA,TO PHIR APKI MANTAQ KE HESAB SE YE KESE HO GAYE?

ALLAH NE KAHA ME NOOR HON,TO NOOR KI TAREEF BHI KI KE WOH KESE NOOR HE YA APKO SAMAJ ME NAHI AYA,YA AP SORAT NOOR KI TAREESH KAREN

2 APKA DORA ETRAZ KE HAZOOR saw.gif KO ALLAH NE INSAN KE ROP ME PEDA KYA OR JIBREEL AMEEN KO BHI INSAN KI ROP KAI MARTABA ZAHER KYA TO DONO YAQSAN HOWEN,KIO KE DONO NOOR HI SE PEDA HOWE

PEHALY AP MAANE KE JIBREEL AMEEN NOOR HE KE NAHI ?

PHIR INSAN KE SAT ALLAH NE JANAWAR KO BHI MITI SE HI PEDA KYA HE TO KYA AP JAWANAR KO BHI INSAN KE HAM PALA MANE GAE?

APKE 3,4 SAWALON KA EK HI JAWAB HE JO APKE 1 SAWAL KE JAWAB ME HE

5 APKA YE ETRAZ BHI GHER MANTAQI HE KE JINAAT BHI AAG SE PEDA HOWE OR AAG BHI CHONKE ROSHNI KAR TI HE TO WOH BHI NOOR HE,AWAL AAG SE ROSHNI NAHI UJALA HOTA HE,DOSRI BAT AAG KE MAKHSOS CHEMYAI RAD E AMAL ME JANAM LETI HEN,TO AAG KO PEDA KARNE KE KAI ASBAB HEN IS APKA ETRAZ FAZOOL HE

6 AP YAHAN PHIR BAT KO GOOL KAR GAE KYA FARSHETAE NOORI MAKHLOOQ HE KE NAHI? ASAL SAWAL YE HE JISKA AP JAWAB DEN NAHI CHATE

AB APKE AKHRI DO BATON KA JAWAB YE HE

KYA AIMA 4 APKE NAZR ME GUMRAHEN ? KYA IMAM MALIK IMAM ABU HANIFA IMAM SHAAFI IMAM AHMED YE SAB LOG GUMRAH HEN?

HAZOOR saw.gifNE KAHA KE AL ULOOMA WARSAT UL ANBIA,TO KYA IN AEMA SE KOI BHI AHLE ILM NAHI APKI NAZR ME ?

HAZOOR saw.gif KI SIFAT E INSANI KA HAME INKAR NAHI LAKIN WOH HAM JESE NAHI HAMSE BEHTAR OR AFZAL HE,TO JAB HAMSE AFZAL OR BEHTAR HEN TO HAM JESE KASE HOWE ? UMEED ABKE AP APNI GUMRAHIO KI TASLEEH KAREN GAE

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

Saajid Khan ki Ibarat:

post-2606-12520509078095.gif

post-2606-1252050917964.gif

post-2606-12520509344883.gif

Saajid khan sahab ki in baaton se yeh zahir hota hai k Hum (Sunni) Huzoor (saw) ki jins e bashriyet k inkari hain isi liye yeh aitrazat is nein hum par kiye hain.

lekin members ko herani ho gi k 250 k kareeb replies honey waley hain itni lambhi debate ho gai lekin saajid khan ko abhi tak hamare aqeeday ki samjh hi nahi ayi,jabh hum is ko kehte hain k hamara aqeedah parh to gusey mein aa jata hai kher saajid khan nein yeh saari baatin bagair hawala k likhi hain is liye saajid khan se is baat par hawala chahiye k hamare kisi mustanad Alim nein huzoor (saw) ki jinse bashriyet ka inkar .

baqi baat hawala milney k baad hogi.

kia kisi ke pas ek waqat mey do jins ho sakti hain ya nahi.......... kia Muhammad PBUH do hain ek bashar or dosra noor......... bashar khata peta hey, bachy peda karta hey or Noor mey yea salaheat nahi hoti kia Hazzrat Muhammad PBUH 2 thy........

Link to comment
Share on other sites

kia kisi ke pas ek waqat mey do jins ho sakti hain ya nahi.......... kia Muhammad PBUH do hain ek bashar or dosra noor......... bashar khata peta hey, bachy peda karta hey or Noor mey yea salaheat nahi hoti kia Hazzrat Muhammad PBUH 2 thy........

Jwab dea ja chuka hay .... Saeedi sahib ki posts ghor say parho

Link to comment
Share on other sites

unho ki post sey tu yea zaher hota hey k jis Muhammad PBUH key bachy thy, khaty pety they vo bashar valy thy or kis per vahi ati thi vo noor valy thy....... jald jawab deen shukriya

Aap ko challenge hay k Saeedi sahib ki post say yeh bat sabit kr k dikhain jo aapnay unki traf mansoob ki hay

Unki Post ka number hi bta do

naheen sabit kr skay to

''Jhooton Par Allah ki Lanat Ho''

Link to comment
Share on other sites

janab ap logo ney ek post mey bola k un ki jins Bashar hey....... ab ap hi bateen kia insan noor ko janam dey sakta hey....... keya valid or bachy ki jins ek nahi hoti........ agar ek hoti hey tu Hazzrat muhammad PBUH noor nahi ...... agar ap yea sabit bhi kareen key vo insan bhi thy or noor bhi tu zaher hey Muhammad PBUH 2 hain ek noor or dosra bashar.

BHAI,ALLAH IS EK MITI SE INSAN KO BHI PEDA KAR TA HE OR JANWAR KO BHI LAKIN INSAN INSAN HE OR JANWAR JANWAR,JISNE NOOR KI SIFAT ME INSAN BANAYA WOH IS BAT PE QADR HE KE INSAN KI SIFAT ME NOOR BHI BANAYE,APKI AQAL ME YE KESE AI GI JABKE APKA AQEEDA HAZOOR (saw) KE LYE YE HE KE WOH APKE JESE THE,AB AGR WOH APKE JESE THE TO APKO WOH KUCH NAZR KIO NAHI ATA JO HAZOOR KO ATA THA OR HE ?AGR JISAM KI TASHKEEL PER HI SARA ILM KA DARO MADAR RAKH LEN TO PHIR MUSHREEKIN KA KAHNA BAJA LAGAE GA KE AP TO HAM JESE HEN,ON KA UZAR BHI TO YEHI THA KE HAZOOR (saw) UNKE JESE THE OR APKA UZAR BHI YEHI HE,PER HAM HAZOOR (saw) KI INSANI SIFAT KA INKAR NAHI KAR TEN LAKIN HAZOOR KI HAQEEQAT NOOR HE YE MAAN TE HEN,GOYA NOOR BHI APNI JAGA EK MAADI CHEEZ HE OR YEHI BAT AP LOGO KE AQAL ME NAHI ATI

hazrat i think ap ko khub pata hey hamara Aqeda noor or bashar ka......... lekin abhi ap apna akeda bateen k jo mey ney bola k Muhammad PBUH 2 hain its mean vo theek hey na ek tu bashar vala jis ko bakul ap logo k jo bashar na many vo kafir............ dosra vo jis ko bashar bolny valy ku quran mey bar bar karfir karar dea gea hey........... lkein ab noor valy Muhammad PBUH kaha gay............ agar vo hamari tarha insan nahi hain tu its mean un key valid bhi insan nahi thy kio k valid or bachy ki jins tu ek hoti hey........ yeaqeenan Allah her cheez per qadir hey lekin hazrat ap ney yea hi tu sabit karna hey k Allah ney Apni qudrat sey ek insand mey ney noor ko janam delvaya....... or noor ki sahdi insan sey karva di....... or pher jo bachy hoy vo bhi insan jins sey thi un ki or vo noor nahi thy..... tuba ab tu yea bhi sabit karna hoga k noor bhi insan ko janam dey sakta hey.......uffffffff............ nez ap yea bhi bataeen k nor khata peta nahi hey or jo Hazzrat Muahmmad PBUH khaty thy vo noor valy thy ya Bashar valy thy......... jald jawab deen shukriya........

Link to comment
Share on other sites

MERE BAHI ME KOI KHUDAI KA DAWAE DAR NAHI KE APKE SAMNE PRACTICAL KAR KE BATAO KE NOOR SE INSAN BHI PEDA HOTE HEN JAB ADAM KO BIN MAA OR BAB KE BANA DYA OR HAWA KO BIN MAA KE OR ESSA KO BIN BAB KE TO KYA YEH MUMKIN NAHI OS KE LYE KE NOOR SE EK INSAN PEDA KAR LE,RAHI BAT DALAEL KI TO HAM QURAN KI IS SARIH AYAT PER IMAAN RAKH TE HEN KE JISME BISHARAT DE GAI HE ALLAH NE KITAB KO AOR USKE NOOR KO SAT BHEJA OR HADEES JABAR SAHIH HADEES HE KE ALLAH NE SAB SE PEHLAY HAZOOR saw.gif KR NOOR HI KO PEDA KYA,AB AP MAANE YA NA MAANE APKI MARZI

kia yea hadees matvatar hey........??????? shukriya

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...