Jump to content

Masla E Noor O Bashar


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...

janab saeedi sahab jitna may nay ap k nam needah deen ka mutala kiya hay utna shayed aap nay khud bhi nahe kiya hoga......

 

agar aap Hazoor s.a.w. ko NOOR nahe mantay to seedhi see bat hay yahan likh day k Hum HAZOOR s.a.w ko in ki Zaat k etabar say NOOR nahe mnatay or wo zatan or jins k ettabarsay NOOR nahe thay or JO in KO NOOR samjhay wo KAFIR HAY bus MASLA khatam.

 

yeh bashriyyta k parday wala Munafaqina aqeeda chorden han agar yeh Aqeeda hay k wo is dunya may bshriyyat k parsya may aye the to wo bhi likh den is ka jwab bhi de diya jaye ga.

dosri baat ye froum debates ka hay apnay kitabe parhwanay ka nahe ....

agar puri puri kitabo k zarye debate karnee hay to phir is ko band karen or kahen k har koy apni apni kitabe chapaya.

Edited by hanafimuslim
Link to comment
Share on other sites

 

Assalam Alikum Saeedi bhai,

 

Hum ney bhi ussi baat ki himayat ki hai jis ki himayat ap ney khud farmai.

k Nabi Paak Sallaho Alihey Wassalam ki bashrayat ka Inkar Quraan Paak ka inkar hai.

 

mazeed hum kissi tafseel mian nahi jaey gey

ap apni baat cheet jari rakhain.

Link to comment
Share on other sites

Mazeed Deobandi Rukhsaar jinpar Doebandi Hanafi Muslim sahab thook

:lol: sakty hain...

noor_hain_huzur_Dedobandi_Saboot.jpg

:lol:

Deobandi_fatwa__huzur_awwal_takhleeq_noor_hain.jpg

:lol:

post_817_1229371505.jpg

post_817_1229371517.jpg

:lol:

10__Noor.gif

:lol:

Noor2__Mufti_Abdul_Aziz__Deobandi.rm

:lol:

Noor3_Mufti_Ghulam_Samdani_Deobandi.rm

:lol:

 

Dekhna kahin Deobandi akabir ke mooh par thookty thookty tumhara muh hi na dookhny lagy...par hamary hawaly khatam na hongy... (al)

ye to haal hai Jahalat ka ki Aitraaz karny se pehly ghar me apny abba jaan se nahin poochty ki kahin anjany mein apny hi gharwalo ko bazaru to nahin keh rahy...

Link to comment
Share on other sites

jee janab ye may nay pehlli hi kaha tha k jawab ap log k rawyae par mahmool hoga is ka tafseeli jawab ap log ko bohat jald mil jaye ga......

 

 

likin ap k mOD ki soch kitni ghtaya kisum ki hay k us ko galee denay k ILAWA or koy kam hi nhe na janay ap log kon say MAHOL may rehtay hay BAHARHAL may in sab k jawbat reply may dunga ap intazar farmaye...

Link to comment
Share on other sites

aapny humary paish karda sabooto ka radd nahin kiya jis se sabit hua ki apky akabir thanwi & qasim nanotwi & haji imdalulah makki etc etc bhi huzur ke noor hony ka iqraar karty hain to ab aapky paas 2 hi rasty hain :-

  • ya to aap apni ghalti maan kar accept kar lein ki huzur ko noor manny ka aqeedah sirf Ahle sunnat wal jaamt barelwis ka nahin balki apny aapko hanafi kehalwaty aapky akabir bhi isi aqeedy ki aabyari karty thy...
  • ya phir himmat karky in par bhi biddati or gumrah etc etc hony ka ailaan kar dijye ki koi masla hi na rahy..hum bhi dekhy kitna dum hai deobandi Ghairat e imaani mein..apny ghar ki gawahi bhi qubool nahin or hum par ilzaam tarashi kuch to insaaf se kaam liye karein...Deobandis!!

or aap beja hi barood kharch kar kar ky humara sawaal gol kar jaty hain or humary dalail se mu pher jaty hain aap kyu baar baar sabit karna chahty hain ki hum huzur ko bashar nahin manty...aapko shayad koi ghalat fehmi ho gayi hai hum hzuur ko bashar nahin manty hum huzur ko bashar bhi manty hain par bemisl or noor bhi manty hain...

 

apko saboot ye dena hai ki hzur noor nahin hain...na ki ye ki huzur bashar hain....is par to hum or aap muttafiq hain ki huzur bashar hain (halaki aap huzur ko apni misl aam bashar manty hain jabki hum huzur ko bashar manty hain g haan ek baar or likh deta hu taaki aapko parhny me dikkat na aaye ki hum huzur ko bashar manty hain par apki tarah apni misl nahin balki be misl bashar , Afzalul bashar, Sayyidul bashar) ikhtelaaf ismy hain ki huzur noor hain ya nahin...to aapky zimmy ye hai ki aap quran ki koi ayat paish karein jismy huzur ke noor hony ki mutlaq nafi ho (na ki bashar hony sa saboot) ya sahih hadees ...warna phir ye lijye Quran se saboot ki huzur noor hain...zaroorat parhi to ahadees ka zakheera bhi paish kiya ja sakta hai noor hony par..to samajh gay aap kya matloob hai or aap ki mehnat kis or zaya ho rahi thi... :rolleyes:

 

Link to comment
Share on other sites

ایک طرف آپ کہتے ہیں کہ حضور صلی اللہ علیہ وسلم نور بھی ہیں بشر بھی ہیں اگر حضور صلی اللہ علیہ وسلم نور بھی ذات کے اعتبار سے اور بشر بھی تو میں نے اپنی سب سے پہلی پوسٹ کی تمہید میں کچھ باتیں پوچھی تھیں آپ نے ان کا کوئی جواب نہیں دیا اس کے بعد میں نے قرآن کی پچاس آیتوں میں سے صرف چھتیس آیتین پیش کیں جس سے صاف معلوم ہوتا ہے کہ انبیاء ذات کے اعتبار سے بشر ہی ہیں۔۔۔مگر آپ نے اس کا کوئی جواب نہیں دیا پھر آپ نے اکابر دیوبند کی عبارات پیش کی اس کا جواب آپ کو دیا گیا مگر ظاہر ہے آپ نے کونسا ماننا ہے خیر دوسرے لوگوں کو اسسے کافی فائدہ ہوگا اگر ہمارے اکابر کا بھی یہی عقیدہ ہے کہ آپ لباس بشریت میں آئے تھے اور حقیقت میں نور تھے تو ان کی کتابوں کے حوالے دو جہاں جہاں ہمارے اکابر نے نور کا لفظ استعمال کیا اس سے ذات نہیں ہے اس کی وضاحات میں شروع میں بھی کرچکا ہوں اور دوسری پوست میں بھی مگر آپ نے اس کا کوئی جواب نہیں۔۔۔پھر آپ کہتے ہیں کہ آپ جواب نہیں دیتے بھائی اگر جواب نہئں دیا تھا تو پوسٹ کیوں ایڈیٹ کردی۔۔۔۔ پھر میں نے مولوی نعیم الدین مراد آبادی صاحب کا حوالہی دیا کہ انبیائ کو بشر کافر کہتے ہیں آپ نے اس کا کوئی جواب نہیں دیا پھر میں نے مفتی احمد یار خان نعیمی صاحب کی تفسیر کا حوالہ دیا جس میں انھوں نے معنوی تھریف کی آپ نے اس کا کوئی جواب نہیں دیا پھر میں نے عقائد اسلام اور بہار شریعت کا حوالہ دیا جس میں انبیائ کو مطلقا بشر کہا کسی نور وغیرہ کی قید نہیں لگائی آپ نے اس کا کوئی جواب نہیں دیا جبکہ بقول مراآدبادی صاحب کے انبیائ کو بشر کافر لوگ کہتے ہیں نیز آپ نے نئی پوسٹ میں لکھا کہ انبیائ کو بشر کہنا بے ادبی ہین تو جن اکابرین نے آپ کے لکھا ان کے بارے میں کیا کہنا آپ نے اس کا کوئی جواب نہیں دیا اب ایک نئی بات لے آئے انشاء اللہ اس کا جواب بھی آپ کو پیر تک مل جائے قارئین کرام یاد رکھیں کہ یہ ہماری کس دلیل کا جواب نہیں دیں جب میں اس کا جواب دے دوں تو ایک نئی دلیل لے آئین لیکن خیر ،،،،کیا کرسکتے ہیں مجھے تو ان لوگوں کی بے بسی پر رونا آتا ہے

Link to comment
Share on other sites

(bis) \

 

Assalam Alikum doston,

 

humari Asif Attari bhai,Saeedi bhai,Saif ul Islam bhai sey guzarish hai k

 

barh-e-meherbani apna moqif issi tarha pesh farmaey.

 

yaani ek ek point ka bari bari jawab

 

takey humain or bohat sarey doston ko apka moqif bhi samjh aaey

 

kion k ap log book kay pages post kar rahy hain

is sey apka moqif samjh nahi aaraha

 

 

pls koi bhai mind na kary

or humain reply na kary bas pls apni baat jari rakhey

 

Nasir Noman

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...