Jump to content

en shaksiyaat ki DOB & DOD chahiye


Owais Attari

تجویز کردہ جواب

(salam)

barae-Madina mujhe en hazraat ki date of brith aur date of death chahiye kiya koi bhai help kar sakta hai?

1)Ala hazrat.

2)Ashraf Ali thanvi

3)qasim nanotvi

4)rasheed ahmad gangohi

5)esmail dhulvi.

6)aur bhi digar deobandi ulma ki

7)Mirza Gulam ahmed ki...

kya ala hazrat en sab k bad ae ??

Mirza ki net par tasveeren ( PIcS ) hain tu Ala hazrat aur dusron ki bhi honi chahiye agar hai tu deden de.

Link to comment
Share on other sites

aapne kaha «aur bhi digar deobandi ulma ki» kya aap ne ALA HAZRAT rehmatullah alehi ko debandion mein shumar kiya?

agar aisa hai to kiss ne aapko kaha keh wo Ma'azallah deobandi they?

 

 

are ye kiya kar rahe hain Madina mera hargiss ye matlab nahi hai :'( rula diya ap ne tu....

Ala hazrat ko sab se auper rakha tha then deobandio ko line se sare deobandis arahe the es liye kaha aur bhi digar deobandi ulma.....aisa na karo yaaar :(

Link to comment
Share on other sites

are ye kiya kar rahe hain Madina mera hargiss ye matlab nahi hai :'( rula diya ap ne tu....

Ala hazrat ko sab se auper rakha tha then deobandio ko line se sare deobandis arahe the es liye kaha aur bhi digar deobandi ulma.....aisa na karo yaaar :(

 

 

maaf kijiey, main sahi samjh nahi saka issi liey confirm karney k liey pooch lia, dob ka to sahi pata nahi lekin merey khial se ala hazrat 19 sadi mein peda huey they aur wafaat unki shaed 20 sadi mein hui thi merey khial se, baqi logon mein zayada janta nahi hoon, ap chahey to google pe ja kar in ki search kar saktey hain.

Link to comment
Share on other sites

ek aur baat confirm karani thi, ala hazrat k ilawa jitney bhi logon k naam liey hain aapne, kya wo sab deobandi hain?

Mirza deobandi nahi tha jhoota Nabi tha aur Ala hazrat ka tu ap ko pata hai baki deobandis they....bare bare Ullo-MAe-K-raam:d i mean deobandi ullomaekram

Link to comment
Share on other sites

Ashraf Ali thanvi kahan k rehney waley they? pakistan ya india ke? kyon k ek kitaab hai jis ka naam behshri zevar hai aur wo Maulana Ashraf Ali Thanvi ne hi likhi hai, ab pata nahi yeh waley Ashraf Ali Thanvi se alehda se hain ya dono ek hi hain ? kya koi confrim kar sakta hai is baat ko?

[url*********[/url]

 

Edited by Umm-e-Anwaar Raza
Please Dont Give Any Link Of Batil Sites
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...