Jump to content

Whabion kaa akeeda kia?

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Whabi,Ahlulhadees,Salfi,Ghair Mukalid In kaa akeeda kia hai?Matlab yeh kon si baat ko maantay hain?

Mukhtasaran Inka Tarruf or Aqaid Hazir hain..

p9.gif

p10.gif

p11.gif

baqi Inky Aqaid ke liye ye link Visit Karein or saath hi Pura Section to Mojood hai hi Wahabi Ghair Muqaallid ke naam se...

http://www.geocities.com/islamicbooks_sect...biah/Page01.htm

Allah Samajhny ki or us par Amal karny ki Toufeeq de...Ameen

Link to comment
Share on other sites

Saboot say baat kero mairay bhai k Wahabi log apni baat maantay hain.

Sorry to say yaar per mujhe app ki damaghi halat thekh nahi lagti aik hum say pochty hoo aur hum batain tu kehty ho Saboot say baat kiya karo.

:lol:

Mean un ki namaz ko ghalat saabit kero....un k akeeday ko ghalat saabat kero.Un kaa akeeda kia hai?

Ya Mohammadah bhai ne jo reply ki uss ko aik dafa read tu kar loo.

Link to comment
Share on other sites

Sorry to say yaar per mujhe app ki damaghi halat thekh nahi lagti aik hum say pochty hoo aur hum batain tu kehty ho Saboot say baat kiya karo.

:lol:

Ya Mohammadah bhai ne jo reply ki uss ko aik dafa read tu kar loo.

Kamaal Hai Jin ko Apnay Aqeeday Per shakk ho.....Wo aqeeda Kaisa????????????

Mouwahid!!!!!!Jo cheez aap ko Shakk main Daal Rahi Hai....Uss ko Choooor Kiyon

Nahin Datay.... :lol: Sahi Aqeeda Apna,a Loooooo Warna Pachta,aoo Gay!!!!!!!!!!!!

Link to comment
Share on other sites

Humaray Akeeda k baaray main mujhay koi shak nahi......

Thodi tafseel ker daita hoon agar ghalat hoa to bata daina.

Whabi kaa Data kon hai?  Allah (azw)

Whabi kaa Mushkil Kusha koun hai? Allah  (azw)

Whabi kaa Gharib Nawaz koun hai? Allah  (azw)

Whabi ki kashti paar lagaanay waala koun? Allah  (azw)

Whabi kis ko Sajda kerta hai? Sirf Allah  (azw) ko.

Whabi ka ghous-e-azam koun? Allah (azw)

Whabi k alahazrat? Allah k Nabi (saw)

Whabi k Imam-e-Azam koun? Allah k Nabi (saw)

Whabi k rehbar koun? Allah k Nabi (saw)

Whabi k Qaid-e-Azam koun? Allah k Nabi (saw)

Wahabi kis ki baat manta hai? Allah aur us k Rasool (saw) ki.

17557549tn3.jpg

Tum Imam Sahib k b sahi tareeka say mukalid nahi ho.Tum to un ki baat b sahi tareeka say nahi maantay.Mujhay batao k Imam Sahib nay Eid Milad-u-Nabi (saw) kab manai jo tum manatay ho?Is baat ka jawab tum nay zaroor daina hai.Tum kehtay ho k Ahlul sunnat wohi ho ga jo Imam sanib ka mukalid ho ga.To mujhay yeh batao k imam sahib say pehlay jo banday ya sahaba karam(RA) thay woh kis k peechay uthaya jain gay? is kaa b jawab aap nay laazmi daina hai.Aur Imam Abu Hanifa(RA)Mukalid thay ya ghair mukalid thay? Agar mukalid thay to kis k Mukalid thay? Is baat kaa b jawab aap nay laazmi daina hai.

Aur rahi humari baat to hum Allah k fazal say Allah ki aur Rasool (saw) ki Itaat kertay hain aur un ko hi apna Imam maantay hain.tum batao k hum kis k peechay uthay jain gay?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Wahabioon Ya Deobandion ko Agher kisi kisam ka Koi Aitra,az hai,to Wo Hakeem_ul_Ummat Muftee AHMAD YAAR KHAN NAEEMI (Rehmatulla Alayh) Ki Tasneef....JA AL HAQ...Ko Parhay

(azw)(ia) Dobara se Aitra,az Karnay ki Jura,at Nahin Karay ga.......Agher Aqal hui to...

Wahabi Aur Deobandi Darassal Shaitaan Ki Payrwi Kartay hain Iss liye Unn per Kisi ki Koi baat Assar Hi Nahin Karti...Hamaray Ala Hazrat Imam e Ahlesunnat Ahmad Raza Khan (Rehmatulla Alayh) Nain Inn Shaitaan k chayloon ko Bahoooooooooooooooooooot Samjhaya Lekin yeh Nahin samjhay

Daal Di Qalb Main Azmat e Mustafa (saw)

Jinn ka Sunni Manatay Hain Yoom e RAZA

Uss Imam Ahlesunnat Pe Lakhoon Salaaaaaaaaaaaaaaaaam

Mere Khayal Main Tum Loog (Wahabi Aur Deobandi ) Ashraf Thanwi Jahannmi (Shaitaan) ke Peechay Uth,aay Jao Gay

(azw)(ia)

Hum kis ki pairvi kertay hain yeh to main pehlay hi bata chuka hoon.us ko aap jo kuch marzi hai samjh lain.Tum jis ko marzi alaHazrat maantay raho humaray ala-hazrat Allah k Nabi(SAW) hain.

Tum nay mairay sawaalon kaa jawab nahi diya jo main poochay hain......Pehlay un kaa jawab do......

Aur jis kitab kaa tum kehtay ho us kaa koi b hawala do main Allah k fazal say us kaa jawab doon ga.....Aur tumharay tarah nahi,Allah aur us k Rasool(SAW)ki ahadees ki roshni main.(InshAllah)

Link to comment
Share on other sites

Whabi kaa Data kon hai? Allah (azw)

Whabi kaa Mushkil Kusha koun hai? Allah (azw)

Whabi kaa Gharib Nawaz koun hai? Allah (azw)

Whabi ki kashti paar lagaanay waala koun? Allah (azw)

Whabi kis ko Sajda kerta hai? Sirf Allah (azw) ko.

Whabi ka ghous-e-azam koun? Allah (azw)

Whabi k alahazrat? Allah k Nabi (saw)

Whabi k Imam-e-Azam koun? Allah k Nabi (saw)

Whabi k rehbar koun? Allah k Nabi (saw)

Whabi k Qaid-e-Azam koun? Allah k Nabi (saw)

Wahabi kis ki baat manta hai? Allah aur us k Rasool (saw) ki.

Acha Wahabi Sahib Listen up please.

App ne kaha ky Wahabi sirf Allah aur Uss ky Rasool (saw) ki baat manta hai.

Aik Confuesion hai aghar door kar do tu app ki meharbani ho gi.

I am sure ky app Wahabi hoo tu Fatiha Khalf-ul-Imam Zaror Partay ho gai aur app logon ka Akeedah hai ky jiss ne Imam ky peechy Surah Fatiha Nah parhi uss ki namaz nahi hoti.

Abb yeh bataye ky aghar Banda Jama'at mein uss waqt Millay jiss waqt Imam Rakooh mein hoo tu Muqtadi ko kya karna cahiye ?

Sirf Quran o hadith say iss ka jawab dijiye nah ky Aqwal waghaira say.

Thanks!!!

Aap to mairay sawaalon k jawab nahi dia aur na qiamat tak day saktay hain.

Laikin main aap k sawal ka jawab yeh hai.

11458028de5.jpg

66962590qa8.jpg

45377088io0.jpg

52901299yb8.jpg

Mein janta tha app ka yahi answer ho ga but mein app say sunn'na cahta tha.

Abb app yeh Quran o Hadith say sabit karain ky aghar banda Rokkoh mein mill bhi jai per uss ne Surah Fatiha parni ho tu uss ki woh rak'at nahi hoo gi.

Yeh alfaaz konsi Ayat ya Hadith mein aye hein ?? :unsure:

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Agar aap ghour kerain to main nay is kaa jawab day dia hai....aik dafa jo ahadees di hain un kaa doobara mutlia kerain baat samjh main aa jay gi.

Aur jo banda rukoo main jamat k saath milta hai us ki woh rakat nahi ho gi us ko woh rakat doobara padni chahiya.

Edited by MOUWAHID
Link to comment
Share on other sites

Agar aap ghour kerain to main nay is kaa jawab day dia hai....aik dafa jo ahadees di hain un kaa doobara mutlia kerain baat samjh main aa jay gi.

Aur jo banda rukoo main jamat k saath milta hai us ki woh rakat nahi ho gi us ko woh rakat doobara padni chahiya.

Janab yahi baat tu meine pochi ky Quran o Hadith say yeh alfaaz dekhain na ky Rokko mein jo banda milta hai uss ki woh Rak'at nahi hoti balky uss ko pehly Surah Al-Fatiha parni hoti hai isee baat ka tu mujhe saboot cahiye.

Link to comment
Share on other sites

Matlab k in sawaloon k.........

{Tum Imam Sahib k b sahi tareeka say mukalid nahi ho.Tum to un ki baat b sahi tareeka say nahi maantay.Mujhay batao k Imam Sahib nay Eid Milad-u-Nabi kab manai jo tum manatay ho?Is baat ka jawab tum nay zaroor daina hai.Tum kehtay ho k Ahlul sunnat wohi ho ga jo Imam sanib ka mukalid ho ga.To mujhay yeh batao k imam sahib say pehlay jo banday ya sahaba karam(RA) thay woh kis k peechay uthaya jain gay? is kaa b jawab aap nay laazmi daina hai.Aur Imam Abu Hanifa(RA)Mukalid thay ya ghair mukalid thay? Agar mukalid thay to kis k Mukalid thay? Is baat kaa b jawab aap nay laazmi daina hai.}

Link to comment
Share on other sites

Aap mujh ko yeh batao k aap wazoo ker k takbeer-e-tehreema b na kero aur qiam b na kero aur direct ruko main chalay jao to tumahari woh rakat ho jaaya gi?

Is sawal kaa jawab do.

Janab app kaisy ajeeb batain kartay ho aur baat ko dosri taraf lagane ki nakaam koshish kar rahai ho.

Meine yeh bilkul nahi kaha ky Wozzo kar ky direct roko mein janey say namaz ho jati hai.

App ne Dawah kiya ky Hum sirf Allah (azw) aur Rasool Allah (saw) ki manty hein tu meine ise liye pocha ky app jo kuch namaz mein kartay ho kya woh Allah (azw) aur Rasool Allah (saw) ky Farmudaat say sabit hai ya nahi ?

Baat jo pochi hey meharbani farma kar uss ka jawab dein aur aghar Quran o Hadith say iss ka saboot pesh nahi kar sakty tu phir bhi bata dein.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...