MOUWAHID مراسلہ: 19 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2009 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=6852 Mujhay jawab do bhai yeh jawab nahi hai.......Main nay poocha thaa k Sahabakaram(RA)kis ki takleed kertay thay aur Nouman Bin Saabit(RA)k waalid sahb yaa khud Imam Sahib kis ki takleed kertay thay? Aaya k Yeh sab mukalid thay k nahi?Agar mukalid thay to haan kaho aur agar nahi to nahi kaho aur saath yeh b likho k woh b ghair muklid thay......... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 19 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2009 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=6852 Mujhay jawab do bhai yeh jawab nahi hai.......Main nay poocha thaa k Sahabakaram(RA)kis ki takleed kertay thay aur Nouman Bin Saabit(RA)k waalid sahb yaa khud Imam Sahib kis ki takleed kertay thay? Aaya k Yeh sab mukalid thay k nahi?Agar mukalid thay to haan kaho aur agar nahi to nahi kaho aur saath yeh b likho k woh b ghair muklid thay......... bhai sahab aap achi tarah yad rakkhain kay aap wahabi hain aur Sahabi nahee. Aap ko jawab dia ja chuka hai agar aap ko samgh nahe aa raha tu bar bar parhain aur koshish karain fazool ki farmaisho mai apna aur hamara waqt zaya na karain azhad maharabni hogee aur mazeed bahas say pahlay Taqleed kia hai yei zaror parh leajay ga Wahabi nahe Ahlesunnat kay literature say Taqleed ki tareef kam az kam zaror mulahaza farma leijay ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 19 جنوری 2009 Author Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2009 bhai sahab aap achi tarah yad rakkhain kay aap wahabi hain aur Sahabi nahee. Aap ko jawab dia ja chuka hai agar aap ko samgh nahe aa raha tu bar bar parhain aur koshish karain fazool ki farmaisho mai apna aur hamara waqt zaya na karain azhad maharabni hogee aur mazeed bahas say pahlay Taqleed kia hai yei zaror parh leajay ga Wahabi nahe Ahlesunnat kay literature say Taqleed ki tareef kam az kam zaror mulahaza farma leijay ga. kabi aap wahabi kehtay ho kabi ghair mukalid aap khul ker kahain k Imam sahib(RA) wahabi thay ghair mukalid thay kia thay? Is baat ka jawab maanga tha.Mauklid thay ya ghair mukalid? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 19 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2009 kabi aap wahabi kehtay ho kabi ghair mukalid aap khul ker kahain k Imam sahib(RA) wahabi thay ghair mukalid thay kia thay? Is baat ka jawab maanga tha.Mauklid thay ya ghair mukalid? Janab Mowahid sahib Aap ka sawal to sahi hai lakin tareeqa ghalat hai, jesa ke main ne pehlye bhi kaha tha ke us Hazrat se sirf aqeedah per guftugu karain, muqallid hona in ke liye zaroori hai or humarye liye muqallid bit-tehqeeq hona zaroori hai Ab zara aap kuch ghussa kam karain, or in se isi sawal ko doosrye andaz se poochain yaqeenan jawab nahin ban parega Janab Saif-ul-Islam sahib Aap ka kehna bilkul sahi hai ke "hum Andhi taqleed ke bilkul bhi qail nahin hain", kion ke Taqleed ke maana (meaning jahan tak mujhye pata hai, aik ye bhi hain ke kisi ki baat baghair tehqeeq ke durast man lena, or ye aap bhi manain gye kion ke isi Radd-e-Bad mazhab ki post per mukhtalif logon ne ya kaha hai ke "humarye Ulama ke kiya hi izzat hai ke wo jo bhi kehdain hamain qabool, lakin in wahabion ke ulamaa ke ia izzat ke in ki koi manta hi nahin" ab aap bhi zara ye check kerlain ke main kahin ghalat to nahin keh raha hon (han alfaz idhar se udher ho gaye hon to kuch nahin keh sakta, lakin matlab bilkul ye hi hai" Ab sirf isi baat per to ikhtilaf ahi ke Ulama ki tamam batain (ghalat ya sahi) dono qabool, lakin Quran, Hadith, Sahaba, Muhadseen ki batain na-qabil-e-Qabool, Rahi baat aqayed ki to janab "Sawalat from a Ghair muqallid" per kuch sawalt posted hain kia aap jawab dena pasand karengye??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 20 جنوری 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 جنوری 2009 Very thanks to Abdulsalam bhai...Khuda aap ko jazay khair day.......k aap nay mairay sawaal ko aur clear ker dia. Thanks again. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 21 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 21 جنوری 2009 Janab Tafseelat mai janay say pahlay bunyadi baat ki wazahat kar dain Taqleed ki tareef Wahabi hazrat jo aap kay baqaool Undhi taqleed nahee kartay tu jo wo kartay hain usay Aap kia kahtay hain maslan aaik wahabi kisi wahabi aalim kay pass ja kar us say koi masla pochta hai phir us aalim kay qaul pay amal karta hai tu usay aap kia kahtay hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 21 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 21 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Taqleed ki tareef?Wahabi hazrat jo aap kay baqaool Undhi taqleed nahee kartay tu jo wo kartay hain usay Aap kia kahtay hain maslan aaik wahabi kisi wahabi aalim kay pass ja kar us say koi masla pochta hai phir us aalim kay qaul pay amal karta hai tu usay aap kia kahtay hain? Janb Saif-ul-Islam sahib Taqleed ki Taa'reef Kisi ke baat per bila daleel-o-Tehqeeq man lena ya amal karna Aik Mazeed taa'reef ye bhi ke Kisi ke amal ki Ittaba karna/us ke ikhtiyar kiye rastye per chalna Is ke ilawa aik attachment bhi pesh-e-Khidmat hai Wahabi ki Taqleed upne Ulama ke bataye hoye mas-alye main Janab hota to aisa hai ke jab koi Wahabi (Ahle-e-Hadith) kisi aalim ke paas jata hai or koi masala poochta hia to Aalim jo bhi hal deta hai us Ahl-e-Hadith sahib ko to woh is ke haq main dalil zaroor pesh karta hai, yani ke Ayat, HAdith, agar ye donon na hon to Qol-e-Sahaba agar phir bhi na milye to Rajeh Qol. Is ke baad hi hum Ahl-e-Hadith is masale per Un Aalim ke baat manta hai... Ab aap is ko Taqleed kehtye hain to ... Janab zara Taqleed ke Maana yaani Taareef zara apni kitabon main hi mulahiza farma lain Abdul Salam Edited 21 جنوری 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 22 جنوری 2009 Author Report Share مراسلہ: 22 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Janb Saif-ul-Islam sahib Taqleed ki Taa'reef Kisi ke baat per bila daleel-o-Tehqeeq man lena ya amal karna Aik Mazeed taa'reef ye bhi ke Kisi ke amal ki Ittaba karna/us ke ikhtiyar kiye rastye per chalna Is ke ilawa aik attachment bhi pesh-e-Khidmat hai Wahabi ki Taqleed upne Ulama ke bataye hoye mas-alye main Janab hota to aisa hai ke jab koi Wahabi (Ahle-e-Hadith) kisi aalim ke paas jata hai or koi masala poochta hia to Aalim jo bhi hal deta hai us Ahl-e-Hadith sahib ko to woh is ke haq main dalil zaroor pesh karta hai, yani ke Ayat, HAdith, agar ye donon na hon to Qol-e-Sahaba agar phir bhi na milye to Rajeh Qol. Is ke baad hi hum Ahl-e-Hadith is masale per Un Aalim ke baat manta hai... Ab aap is ko Taqleed kehtye hain to ... Janab zara Taqleed ke Maana yaani Taareef zara apni kitabon main hi mulahiza farma lain Abdul Salam Thanks achi tareef ki bhai. Edited 23 جنوری 2009 by Ya Mohammadah Don't Quote Images in reply. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ExposingNifaq مراسلہ: 22 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 22 جنوری 2009 Yaih app nay apne Misaal de. Shayed app aisa kertay hon. Par app ke sari wahabi Ummat tu Ismail dehlvi aur Ibne Taimeya ke andhe taqleed ker rahai hain. Taqwiat ul Emaan ki Kufriyat par tu sirf dhoka he chal raha hai. Jo taqleed ka tareef apnay Ahnaf sai paish ke uss kay mutabiq bhe app loog muqalid hain par apnay wahabi Imams kay. Agar app ke yaih baat maan bhe le jiay kay sari wahabi awam (in reality its not possible) apnay ulma kay pass jatay hain aur jo woh batay hain (Ahadees ya qool e sahaba ) keh kar uss ko tu app loog baghair daleel kay he mantay hain. Yaih jani bina kay uss nay kitna jhoot bola aur kitne apne taruf sai biddati maslay akhaz ker liay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 22 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 22 جنوری 2009 Wahabi hazrat jo aap kay baqaool Undhi taqleed nahee kartay tu jo wo kartay hain usay Aap kia kahtay hain maslan aaik wahabi kisi wahabi aalim kay pass ja kar us say koi masla pochta hai phir us aalim kay qaul pay amal karta hai tu usay aap kia kahtay hain Janab Saif-ul-Islam sahib Aik mazeed Jawab Pesh-e-Khidmat hai Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 Janab Saif-ul-Islam sahibAik mazeed Jawab Pesh-e-Khidmat hai Abdul Salam Aap say Taqleed ki tareef pochi thee jis kay jawab mai aap nay 2 posts kari hain maira sawal aap say phir yei hai kay taqleed ki tareef kia haii lamba chora jawab dainay kay bajaiay mukhtasar sa jawab dai day kay aap kay nzdeek taqleed ki tareef kia hai. mai apni job mai kafi busy ho is leay mairay jawabat mai takheer hogee ugar kisi aur bhai nay reply nahe kia tu intizar karain. wasSlamo ala manit Tabail huda. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 Aap say Taqleed ki tareef pochi thee ...........................mukhtasar sa jawab dai day kay aap kay nzdeek taqleed ki tareef kia hai. Janab Saif-ul-Islam Sahib Dobara pesh-e-Khidmat hai .......... Taqleed ki Taa'reef 1) Kisi ki baat bila daleel-o-Tehqeeq man lena ya is per amal karna. 2) Kisi ke amal ki Ittaba karna/us ke ikhtiyar kiye rastye per chalna bila daleel. Urdu attachment neeshye posted hai Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Yaih app nay apne Misaal de. Shayed app aisa kertay hon. Par app ke sari wahabi Ummat tu Ismail dehlvi aur Ibne Taimeya ke andhe taqleed ker rahai hain. Taqwiat ul Emaan ki Kufriyat par tu sirf dhoka he chal raha hai. Jo taqleed ka tareef apnay Ahnaf sai paish ke uss kay mutabiq bhe app loog muqalid hain par apnay wahabi Imams kay. Agar app ke yaih baat maan bhe le jiay kay sari wahabi awam (in reality its not possible) apnay ulma kay pass jatay hain aur jo woh batay hain (Ahadees ya qool e sahaba ) keh kar uss ko tu app loog baghair daleel kay he mantay hain. Yaih jani bina kay uss nay kitna jhoot bola aur kitne apne taruf sai biddati maslay akhaz ker liay. Janab Pehlye to aap se guzarish hai ke suni sunai batoon per yaqeen na karain. Doosri ye ke aap log Deoband and Ahl-e-Hadith ko humesha mila (Mix) ker detye hain. Teesri ye ke bhai sahib, agar Aalim Daleel na de to us ki koi manta hi nahin, agar bilfarz man bhi le to ye us ka apna amal hoga na ke puri jamant ka? mazeed ye ke jab aalim koi masala Quran-o-Hadith or Aqwal-e-Salf se deta hai to janab us ne is ko nahin roka hota hai wo khud ja kar ye check (itminan) na kerlye. us ko puri choot hai ke woh ab is maslaye ko aamil ke bataye hoye hal ki soorat main dekhye. Ab aalim ye to nahin kar sakta ke wo koi aisi baat bataye jo sirf woh hi janta ho, or wo Ahadeeth main ya Aqwal-e-Sahaba/Salf main na milye! Agar aesa ho to phir baat wahin per aa jatee hai ke us ki kon manye ga siwaye un ke jo ke Andhi Taqleed karna chahain Abdul Salam Edited 23 جنوری 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=6852 Mujhay jawab do bhai yeh jawab nahi hai.......Main nay poocha thaa k Sahabakaram(RA)kis ki takleed kertay thay aur Nouman Bin Saabit(RA)k waalid sahb yaa khud Imam Sahib kis ki takleed kertay thay? Aaya k Yeh sab mukalid thay k nahi?Agar mukalid thay to haan kaho aur agar nahi to nahi kaho aur saath yeh b likho k woh b ghair muklid thay......... Imam Abu Hanifa Mujtahid thy...Muqallid nahin اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 Janab Saif-ul-Islam sahib Aap ka kehna bilkul sahi hai ke "hum Andhi taqleed ke bilkul bhi qail nahin hain", kion ke Taqleed ke maana (meaning jahan tak mujhye pata hai, aik ye bhi hain ke kisi ki baat baghair tehqeeq ke durast man lena, or ye aap bhi manain gye kion ke isi Radd-e-Bad mazhab ki post per mukhtalif logon ne ya kaha hai ke "humarye Ulama ke kiya hi izzat hai ke wo jo bhi kehdain hamain qabool, lakin in wahabion ke ulamaa ke ia izzat ke in ki koi manta hi nahin" ab aap bhi zara ye check kerlain ke main kahin ghalat to nahin keh raha hon (han alfaz idhar se udher ho gaye hon to kuch nahin keh sakta, lakin matlab bilkul ye hi hai" Ab sirf isi baat per to ikhtilaf ahi ke Ulama ki tamam batain (ghalat ya sahi) dono qabool, lakin Quran, Hadith, Sahaba, Muhadseen ki batain na-qabil-e-Qabool, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 ek Sawaal isi forum ke dusry thread me GMs par kai Mahino se Udhar Zang kha raha hai hai koi GM jo is paheli ko hal kar saky... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 24 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 24 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Imam Abu Hanifa Mujtahid thy...Muqallid nahin Janab Asif Attari sahib Sub se pehlye ke aap ne jo Hadith (Mere Sahaba Sitaron ki manind) pesh ki us ke Sehat tehqeeq talab hai. Secondly jan ye batain aap farma rahye hain ke Sahaba ka Muqallid Hona zarrori nahin kion ke unhon ne barah-e-Rast Rasool-e-Akram faiz hasil kia, to Janab ye to Sahaba ke liye tha na ke Imam Abu Hanifa (RAH) ke liye? Imam Abu Hanifa ke liye to taqleed wajib hi rahi......? Teesri baat ye ke aap ka ye tehna ke "Pani(Ilm) to aik hi tha lakin mukhtalif seenon se aanye ki soorat main Mukhtalif naam hoye" lakin kehna ye hai ke jab ilm aik hi hai to mukhtalif naam ki kion zaroorat kion pesh aaiee? Kia Muhammadi naam rakhtye hoye sharm aa rahee thee in muqallidon ko? humain yaqeen hai ke in Mujtahedeen (Imam Shafai, Imam Malik, Imam Abu Hanifa ya Imam Hambal) ne to nahin kaha hoga ke ya naam rakho... to phir Muhammadi kion nahin, Ahl-e-Toheed kion nahin, ya phir Ahadith ke Mutabiq Ahl-e-Hadith kion nahin......? Yaqeenan ye in ke baad ki ikhtiyar shuda naam hain. To janab is se to ye hi sabit hota hai ke tamam Masalik sahi hain or koi bhi kisi bhi maslak per amal kersakta hai, usko qabool ker sakta hai. lakin jaba baat to ye hia ke aap ke ulama and awam to sar-dhar ki bazi lagadete hain sirf Imam Abu Hanifa ki Taqleed wajib kernye ke liye (ye suni sunai batain nahin hain, dekhi and check ki hoi hain)....? Jab ye tamam aik hi darya ke serab karda hain to iska matlab hai ke inke istakhraj shuda masail tamam ke liye aik honye chahiyen, to phir Shafai ki namaz ko ghalat kion kehtye hain, seenye per hath bandhnye ko ghalat kion kehtye hain, Fathia Khalf-ul-Imam ko ghalat kion kaha jata hai, Rafayadain ko ghalat kion kaha jata hai? Or bohat say KION zehan main mojood hain lakin jawab tahal nahin...... Isi liye kaha jata hai ke hum us waqat tak sahi momin nahin ho sakty jab kat hum aapas ke ikhtilafat ko Hazoor-e-Akram ke adalat main a lejayain or Aap ke faislye ko na manyen Abdul Salam Edited 24 جنوری 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 24 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 24 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) ek Sawaal isi forum ke dusry thread me GMs par kai Mahino se Udhar Zang kha raha hai hai koi GM jo is paheli ko hal kar saky... Janab Asif Attari sahib, Aap ka shukriya ke aap ne meri post ka reply kia, ab zara ye mulahiza farmain ke aap ne jo jawabat post kiye hain woh Andhi Taqleed per diye hain, to janab, Jawab to wahin mojood hai ke Andhi taqleed nahin kertye, Taqleed kertye hain to Bitehqeeq, Dalil ke sath kertye hain, Jab humain bhi kisi cheez ka ilm naihn hota to hum bhi Ulama ke pass jatye hain, kion ke Quran main Allah ( ) ka hukm hai ke "jab tumhain ilm na ho to un se poocho jo jantye hain" to phir pehle to Allah ka Hukm mantye hain, Phir Aalim, Ulama se dalil talab kertye hain (Na karain to ghalat honye ki sorat main khud ka amal), is tarha Andhi Taqleed se bachtye hain. Doosri ye amal Us Aalim ke Taqleed nahin kehlaiga. Baqi rahi Sorah-Takasur se masail ka istikhraj or is main mojood, Haqeeqat, Majaz, Sarih-o-Kinaya, Zahir-o-Nass, to janab is ke liye hum bhi Ualam ke pass jatye hian kion ke humain (aam Logon ko) is ka ilm qatai nahin hai. Ab aap is ko apni Dalil main pesh karna chahtye hain to aap ki marzi hum kia karsaktye hian siwaye aap ko Ayaat, Ahadith, Aqwal dekha saktye hain. Manna na Manna, is per amal karna na karna Khalisatan aap ka muamla hai. Abdul Salam Edited 24 جنوری 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
navaid_khan مراسلہ: 25 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2009 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=6852 Mujhay jawab do bhai yeh jawab nahi hai.......Main nay poocha thaa k Sahabakaram(RA)kis ki takleed kertay thay aur Nouman Bin Saabit(RA)k waalid sahb yaa khud Imam Sahib kis ki takleed kertay thay? Aaya k Yeh sab mukalid thay k nahi?Agar mukalid thay to haan kaho aur agar nahi to nahi kaho aur saath yeh b likho k woh b ghair muklid thay......... bhai MOUWAHID shahab, ajj kafi din baad online howa tu app iss section mai app ka wo he sawal dekha jo kay app nay pehalay section mai kia thaa barhal app itnay samjhdar hain nahi jitna zahir kartay hain, barhal ALLAH app ko naik hidyait aata karay (AAMIN), app ka sawal hai kay Mujhay jawab do bhai yeh jawab nahi hai.......Main nay poocha thaa k Sahabakaram(RA)kis ki takleed kertay thay aur Nouman Bin Saabit(RA)k waalid sahb yaa khud Imam Sahib kis ki takleed kertay thay? Jawab Haiz hai:- Kia payray AKKA ke mojodgi mai kise sahabi ko kise kisam kay dosray zraay ke zaroat thi? aor han khob achi terhan jaan lo app kay kise bhi MUJTAHID ko TAKLEED ke zarorat nahi hoti, MUJTAHID ke tareef app ko maloom hai? yani wo shakas jis kay pas kasir ILAM ho jo QURAN aor SUNNAT ko per mukamal aboor hasil rakhta ho, us ko takleed ke hajat nahi. 2nd baat ya hai kay kafi saray maslay iss terhan kay hain kay jin ka saboot QURAN aor HADIS say sarahatan nahi milta tu us mai app kia kartay hain? zzahir hai apnay ulma ikaram say pochtay hon gay jub wo baata tay hongay tu app maan bhi latay hon gay tu meray bhai iss he ka naam takleed hai, app NA NA NA karatya howay bhi apnay ajj kay ulma ke takleed kartay ho hum khul kar takleed kartay hain (without any munafkat) aor dosri baat achi terhan sun lo kay, hamaray yahan yani AHNAF kay nazdeek sub say pehlay QURAN pak mai masla dekha jaata hai agar mil jaay tu warna phir HADIS shareef mai dekha jata hai, agar HADIS shareef mai mil jaay tu tikh hai warna IJMA mai dekhtay hain agar IJMA mai bhi na milay tu phir KIYAS SHARIE say hul kia jaata hai, FIQAH ka number tu 4th hai, hamaray yahan yani ahnaf kay nazdeek agar HADIS zaeef bhi ho tub bhi awal number HADIS ka he hoga, KIYAS ka nahi. aor shaid app logon kay mind mai ya bitha dia gaya hai kay HANFI QURAN aor HADIS chor kar irf FIQAH ke books ko dekhtay hain. magar aasa nahi hai kafi tafsil say mai nay app ko baata dia hai. app mai nahi samjhta kay mazeed zarorat hoge app ko. barhal app ka sawal bhi kafi ajeeb thaa kay SAHBA kis ke takleed kartay thaay aor IMAM sahab kis ke takleed kartay thaay, tu suno IMAM sahab kioun kay MUJTAHID hain iss liay un ko kise ke takled ke zarorat nahi parti, kia app kay pas bhi itna ilam hai kay app IJTIHAD kar kay QURAN aor HADIS say masla nikal sako? kia har gair MUKALID kay pas itna ilam hai? agar hai tu insaf say batao? last baat ya hai kay ajj app ya poch rahay hain kay Sahaba aor IMAMA sahab kis ke takleed kartay thaay kaal app ya pochen gay kay agar hum NABI PAK kay umati hain tu phir NABI PAK kis kay umati hain? (MAAZ ALLAH), jub bathak tay ho tu bhatak tay he chaly jatay ho aor sochtay nahi ho kia baat kar raha hon, barhal umeed hai samjh aagie hoge nai aayi tu reply karna INSHALLAH jawab milay ga, aor han kia app kay yahan salam wagera ka riwaj nahi hai? , Navaid Khan. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hussain123 مراسلہ: 26 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 26 جنوری 2009 thanks اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
navaid_khan مراسلہ: 30 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 30 جنوری 2009 App nay jo ek sawal kia thaa “Change your section name” mai barhal abb wo section app kay ultay sidhay sawalat ke waja say bund ho gaya hai, udhar app nay ek sawal kia thaa mujh say us ka answer mai app ko idhar iss Taqleed kay section mai day raha hon, aor administrator sahib say mafi chata hon kay ya mai rules kay khilaf kar raha hon, barhal sirf answer kay liay ya taqleed ka section use kar raha hon aor bhai app ko abb koie praishani ho iss answer kay baray mai tu app direct mail Karin mujhay ok? Bhai app ka 1st sawal ya hai:- Aik aur jaga Peer Abdul Qadir Jillani(RA) likhtay hain k bidati ki aik nishani yeh b hai k woh ahlulhadees ko buray buray naam daitay hain.(Page no129). Jawab Hazir hai:- tu kia app samjtay hain kay app wo he AHLEHADEES hain jin kay kia liay Sheikh ABDUL QADIR JILANI nay ya likha hai kay AHLEHADEES ko buray naam dia karain gay? Yakenan app wo AHLEHADIS nahi hain MAROOF yani naam kay AHLEHADEES zaror hain magar wo AHLEHADEES app nahi hain, wo iss liay kay AHLEHADEES ka word sirf aor sirf MOHDASIN kay liay he hai, jinho nay bohat mehnat kar kay HADEESIN jama Karen aor un ko tarteeb dia phir RAJAL ke books liken jin mai RAVION ke halat-e-zinagi likhi un logon nay din raat mehnat kari sirf wo he AHLEHADEES kehalwanay kay laiq hain app nahi. Aor ALHAMDOLILLAH hum un MOHADSIN kay khialf kuch bhi bura nahi bltay na un ko Buray nam daytay hain ya kaam PARVAZION ka hai jin ho nay HADEES shareef ko man nay say saaf inakar kar dia jo kay munakrin HADEES terharay wo he MOHADASIN ko bura buray naam daytay hain hum nahi. Aayi baat samjh mai app kay? Kia app bhi MOHADIS hain? Ya kitnay GHAIR MUKALID MOHADIS hain? App log sirf maroof AHLEHADEES hain j okay angraiz sarkar kay diay howay naam per AHLEHADEES kehlwatay hain hain iss he liay hum app ko GAIR MUKALID boltay hain. App ka 2nd sawal:- Aap nay phir mairy sawal kaa jawab nahi dia k Imam abu Hnifa(RA) k waalid sahib kis ki takleed kertay thay yaa woh kis k muqalid thay? Jawab:- ALHAMDOLILLAH mai app kay iss sawal ka jawab iss he TAKLEED walay section mai day chukka hon app fine kar lain aor check kar lian fayda hoga. INSHALLAH. App last mai app say ek question mera bhi hai, wo ya hai kay app ba-zid hain kay app ko AHLEHADEES he bola jay tu app apnay HAQ iman sirf SAHIE HADEES ke wo definition he bata dain jo app ko maloom ho. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 17 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 17 مئی 2009 Aap char imamon main say kisi aik say saabit ker dain k unon nay kaha ho k mairi takleed kero. To mairay bhai agar kisi b Imam nay apni takleed ka nahi kaha to kion hum un ki takleed kertay hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 30 جولائی 2009 Author Report Share مراسلہ: 30 جولائی 2009 (ترمیم شدہ) Hum main say agar koi kahay k main Hazrat Isa(AS) ko manta hoon is lia main maseeh hoon hum kahain gay k yah islam say kharij hai........Agar koi kaha k main Hazrat Moosa(AS) ko maanta hoon is lia main moosavi hoon hum kahain gay k yeh bi islam say gia....Aur agar koi Chaaroon aima {Imam Abo Hanifa(ra),Imam Shafi(ra),Imam Malik(ra),ImamAhmad bin Hanbal(ra)} ki taraf nisbat ker k kahay k main maalki,shafi hanbli ya hanfi hoon to us k baaray main kia fatwa hai? Humaaray Nabi k aanay k baad kisi Nabi ki nisbat nahi chal sakti to kisi umati ki nisbat kis tarah chal sakti hai? Maira yeh topic http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=8482 attar k kutay nay close ker k keh dia k main yeh topic taqleed per laga raha hoon,per main to tamam loogoon ko lamha fikria day raha tha k jo loug apnay aap ko shafi maalki hanbli ya hanfi kehlwaatay hain woh apni nisbat kisi umati ki taraf kertay hain kia yeh mairay Aaqa ki touheen nahi k un k aanay k baad hum kisi umati ki taraf nisbat kerain kia mairay Aaqa Jinab-e-Muhammad Qiamat k din is baat ka sawal nahi ker saktay k tum nay mairay hotay hoay kisi aur ki taraf apni nisbat kion ki? Edited 30 جولائی 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 30 جولائی 2009 Author Report Share مراسلہ: 30 جولائی 2009 wo iss liay kay AHLEHADEES ka word sirf aor sirf MOHDASIN kay liay he hai Laikin mairay bhai aap k loug to keh rahay hain k muhadseen nay apnay aap ko Ahlehadees kehlwaaya hi nahi.... Ya Muhammdah ki post daikhain........ http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7670 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔