Jump to content

Ahamad Raza b wahabi thay?


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Qabr kay Oopar Chiragh Agarbatti Moambatti algharz har tarah ki aag jalana mana hai aur yehi Ahlesunnat Waljamat Hanafi Barelvi saray Ulema kahtay hain

 

aap ko is say takleef kia howi? aur Imam e Ahlesunnat Qataiay Wahabiyat Imam Ahmed Raza Khan alaihiRahmatirRahman ka is say wahabi hona kaisay sabit kar dia aap nay yei farmaiay..

Link to comment
Share on other sites

Qabr kay opar Chiragh Agarbatti Moambatti algharz har tarah ki aag jalana mana hai aur yehi Ahlesunnat Waljamat Hanafi Barelvi saray Ulema kahtay hain

 

aap ko is say takleef kia howi? aur Imam e Ahlesunnat Qadaiay Wahabiyat Imam Ahmed Raza Khan alaihiRahmatirRahman ka is say wahabi hona kaisay sabit kar dia aap nay yei farmaiay..

To phir logoon ko is taraf kion lagaya hoa hai.......kion din raat mazaaroon per chaderain chadti hain........zara is ki b wazahat ker dain.....

Link to comment
Share on other sites

Matlab aap k imam sahib nay ghalat fatwa dia :lol: .........Main nay koi apni taraf say yeh baat nahi ki......Aap k imam sahib keh rahay hai.

 

Jab Nafs e Qabar say kia murad hai aur Jab Chiragh aur Chadar mai faraq pata lag jaiy phir reply karna.. mujhay tu lagta hai aap ko shayad khud bhe khabar nahe aap kia reference daitay hain aur kia batain kartay hain mahaz ilzam baraiay ilzam aur bahas baraiay bahas ka shoq hai bahtar hoga aap achi tarah khud parh lia karain post karnay say pahlay takay ham sab ka waqt zaya na hu.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...