Salar Raza مراسلہ: 10 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 10 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Wahabi Yazeed ko Radi Allah ho Taa'la b kehte hein aor Jannati b kehte hein, aor Imam e Hussain r.a. ko Bhaghi kehte hein (AstagfiruALLAH) .... Plz is per kuch Guftagu ferma dain . Edited 10 جنوری 2009 by Salar Raza 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari hoon Attari مراسلہ: 10 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 10 جنوری 2009 Wahabi Yazeed ko Radi Allah ho Taa'la b kehte hein aor Jannati b kehte hein, aor Imam e Hussain r.a. ko Bhaghi kehte hein (AstagfiruALLAH) .... Plz is per kuch Guftagu ferma dain . AstagfiruAllah...Kia????????????????? Bhai aaj Pehli baar Sun Rahe Hain. Lannat hai Aisay Logon per Jo Aisa Kehtay Hain....Balkay Aisa Sochtay B Hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Owais Attari مراسلہ: 11 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 11 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Wahabi Yazeed ko Radi Allah ho Taa'la b kehte hein aor Jannati b kehte hein, aor Imam e Hussain r.a. ko Bhaghi kehte hein (AstagfiruALLAH) .... Plz is per kuch Guftagu ferma dain . ye es liye khete hain k ek hadees ka mafoom bata raha hon... k jo ek jang mai shareek hoga wo sab jannati honge aur bacall wahabis k yazeed paleed aus jang ka Sadar tha... magar huzooor ne farmaya tha k mai ne khuwab dekha jo es jang ka phela laskar hoga ye bisharat aus 1st laskar k liye thi magar yazeed paleed 2nd laskar mai tha aur wo bhi aus ko saza k toor par bheja gaya tha by Ameer-e-maviya.. 1st laskar mai koi aur sahabi hazrat Sufyaan ibne aof the jab wo gae to aun ko shakth bemari hogae bhook aur piyaas ki bhi shidat hogae thi to aunho ne Ammeer Maviya ko paigaam bhejah ye paigaam kisi tarhan Yazeed paleed ko milla tu aus ne apni Biwi se kaha k bara Allah ka sukur huwa k mai nahi gaya warna mai bhi is zillaat k azaab mai mubtala hota aur yazeed k ye alfaaz ameer-e-maviya ko pata chal gae es par ap ne aus ko tambhi ki aur saza k tor par 2nd laskr mai yazeed ko bheja.. baat yahen khatam hojati hai k bisharat 1st laskar ki thi aur wo 2nd mai tha. aur Imaam Ahmed bin hambal ne es ko Kafir kaha hai aur Imaam Abu hanifa ne Sukoot farmaya yani kuch nahi kaha na kafir na musalmaan.... koi galati ho tu Nasihat farma den onli ( Barelvi hazraat ). mazeed tafseel k liye ye sun len... Yazeed.mp3 Edited 11 جنوری 2009 by Owais Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 17 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 17 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Dear all, Filhal main is topic per Yazeed ko Paleed ya Pak sabit kernye ke liye nahin post kar raha hon Lakin kia yahan per koi Tehqeeq se dilchaspi rakhta hai? ya koi kuch hidden truth (chuppa hoa Sach) janna chahta hai to please reply karain, merye pass kuch tareekh and such se related kuch matarial hai jo ke main share karna chahta hon. lakin is ka maqsad khalisatan Tehqiqi ho ga na ke kisi ki bhi takzeeb is se murad ho gi. intizar rahega reply ka Abdul Salam Edited 17 جنوری 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 20 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 20 جنوری 2009 Dear all, Abdul Salam Janab kia koi nahin hai.. Sach ka matlashi.....?? Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 ye es liye khete hain k ek hadees ka mafoom bata raha hon... ..........2nd laskar mai tha aur wo bhi aus ko saza k toor par bheja gaya tha by Ameer-e-maviya.. 1st laskar mai koi aur sahabi hazrat Sufyaan ibne aof the jab wo gae ........sukur huwa k mai nahi gaya warna mai bhi is zillaat k azaab mai mubtala hota .....saza ...par 2nd laskr ... yazeed ...... .........Abu hanifa ne Sukoot farmaya yani kuch nahi kaha na kafir na musalmaan.... Yahah sab hi tehqeeq se door bhagnye walye mojood hain (Afsoos hoa), ab Janab Owais sahib, kia aap batana pasand karengye ke aap ne ye kahani kahan se naqal ki, koi aap ke paas authentic book mojood hai kia????? or us authentic book main pesh karda is kahani ka Ravi ya Naqil kon hai??? Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2009 Yazeed plaeed or Imam Husain par apna Moqif saaf saaf lafzo mein likhein phir apki tehqeeq or baqowl apky hidden truth bhi dekha jayega... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 11 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 11 مارچ 2009 Yazeed plaeed or Imam Husain par apna Moqif saaf saaf lafzo mein likhein phir apki tehqeeq or baqowl apky hidden truth bhi dekha jayega... Janab Asif Attari sahib Ilzam to aap ne lagaya hai, to saboot bhi to aap dayngye ya phir yahan bhi apni marzi chlayengye aap?? jahan tak merye moaqaf ka muamla hai to janab main tehqeeq or sach ko manta hon..... Agar aap ye sabit kerdain Riwayat or Drayat se ke Yazeed paleed hai to main bhi man longa, is main kon se bari baat hai? lakin sharat hai ki riwayat or drayat donon se sabit karain, saath main Usool-e-Hadith ko bhi nazar main rakhna hoga.... Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 30 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 30 مارچ 2009 Ilzam to aap ne lagaya hai, to saboot bhi to aap dayngye ya phir yahan bhi apni marzi chlayengye aap??jahan tak merye moaqaf ka muamla hai to janab main tehqeeq or sach ko manta hon..... Agar aap ye sabit kerdain Riwayat or Drayat se ke Yazeed paleed hai to main bhi man longa, is main kon se bari baat hai? lakin sharat hai ki riwayat or drayat donon se sabit karain, saath main Usool-e-Hadith ko bhi nazar main rakhna hoga.... Main apni research ki janib dobara mutwajjah ho raha hon, to ho sakta hai ke bohat se sawalon ka waqt per jawab na de sakon, behar hal main posts waqtan fa waqtan (time to time) dekhta rahonga Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
محمد عاقب حسین مراسلہ: 25 جنوری 2021 Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2021 (ترمیم شدہ) Ya Wahabi Hazrat ki yazeed paleed say Mohabbat Edited 25 جنوری 2021 by Aquib Rizvi 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔