Jump to content

Azaan ke Faraiz


Bismillah

تجویز کردہ جواب

Waisy jahan tak meri naqis maloomat hein azaan daina Farz nahi hai Sunnat hai ( Per azaan ky baghair Namaz nahi parni cahiye aur aghar ghalti say par li jai yani jamat kar li jai tu ajj kal hoo jai gi kyon ki ajj kal dosri masajid say azaan ki awaz speaker per say aa jati hai )

Beharhal mein iss baray mein Full detail say app ko batane ki koshish karon ga bus thora wait karna ho ga app ko kyon ki ajj kal time buhat kam hota hai per jitna jaldi ho saka mein jald yahan post kar don ga Insah'Allah!

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

(bis)

(saw)

(salam)

azaan agar magrib ka waqat shuru honey se pehley 5 minut de di jaey aur jamat kar li jaey to namaz ho jaey gi ya sab ko dobara parni hogi?

Namaz ki Sharait main say aik Shart hai "Waqt ka dakhil hona".Yani jis waqt ki aap namaz ada kar rahay hain us namaz k jo Auqat muqarar hain unhe auqat main Namaz ka ada karna shart hai,waqt dakhil hone say pehle namaz ada kar li to namaz ada nahi hoti isi tarhan waqt k baad namaz ada ki jaye to namaz Qaza ho jati hai.

Aap ny jo Masala Bayan kia us main abhi Magrib ka waqt dakhil nahi howa hai aur namaz parh li gai to chonkay abhi Namaz e Magrib ka waqt dakhil nahi howa hai to ye namaz ada nahi ho gee,Farz aap k zimmay rahay ga yani dobara ada karna ho gee.

Ameeeeer e Ahlesunnat 

(m-a) ki Tehreer Shuda kitab Namaz k Ahkam say ye page lia hai read kar lijiye:

P9.gif

Umeeeeed hai k Masala samjh aa gaya ho ga mazeeeeed information k liye aap www.dawateislami.net say Dar ul IftaAhlesunnat per apna Question send kar k malumat hasil kar skte hain.

Was'salamu ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

maaf kijiey ga maine sawal poochaney mein thodi galti kar di, sawal yeh tha keh azaan to magrib ka waqat shuru honey se 5 minut pehley de di gai aur namaz jo hai wo waqat dakhil honey ke baad pari gai, yani keh jab magrib ka waqat dakhil ho gaya tab magrib ki namaz ada ki gai. ab choon'k azaan waqat dakhil honey se pehley di gai aur namaz waqat dakhil honey k baad pari gai.

shukrya!

Edited by unknown
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

(bis)

(saw)

(salam)

maaf kijiey ga maine sawal poochaney mein thodi galti kar di, sawal yeh tha keh azaan to magrib ka waqat shuru honey se 5 minut pehley de di gai aur namaz jo hai wo waqat dakhil honey ke baad pari gai, yani keh jab magrib ka waqat dakhil ho gaya tab magrib ki namaz ada ki gai. ab choon'k azaan waqat dakhil honey se pehley di gai aur namaz waqat dakhil honey k baad pari gai.

shukrya!

Agar Azan waqt say pehel di gai aur Namaz waqt k dakhil hone k baad parhi gai to namaz ho jaye gee....

wassalamu ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...