Jump to content

Deobandi Kiss ki Manain ???

Jad Dul Mukhtar

تجویز کردہ جواب

PEER SAHIB BUS YE HI DEKHNA THA, POINT OUT KARNAY KAY BAAD BHI TUM KUCH NAHI SAMJAY OR NA SAMJHO GE, MAHNAMAH ILM O AMAL KAY SCAN MAIN NUMBER 2 KO PARHO OR MUNKIRAAT E MUHARRUM KAY NUMBER 11 KO PARHO.

TUMHARAY DO MOLVI DONOON MAIN SAY TUM KISS KI MANTAY HO. AIK KEHTA HAI SABIT NAHI DOOSRA KEHTA HAI RIWAYAT QAWI HAI.

SIRF ITNA BATAO IN MAIN SAY KISS KI MANTAY HO, OR IN MAIN SAY KON JAHIL HAI.

Link to comment
Share on other sites

Bahye is ki samajh nahi aye ke kis per point out kiya gaya he . aru kiya gahlet he. zara batao bhaye ya khali daad wasool ke liya bethy ho.

Daad o tahseen ki tamanna dunyawi kam kay leay hoti hai. yaha kisi ka maqsad hargiz daad wasool karna nahee balkay Nabi pak alaihiSlatowasSlam ki bholi bhali ummat ko iman kay lutairo ki asliyat say aagah karna hai takay wo un kay bahkaway mai aa kar aur un ki darhi pagri chogha daikh kar apna i'man na kho dain..aur apnay qadeem deen e haq par sakhti say karband rahain us kay baray mai kisi shaitan kay ala'kar kay phailaiy howay shakook o shubhat ka shikar na ho wahabiyo najdiyo qadinyano idreesiyo shiyo aur aisay batil firqo kay bahkaway aur propoganda ka shikar na ho ..amin

Link to comment
Share on other sites

PEER SAHIB BUS YE HI DEKHNA THA, POINT OUT KARNAY KAY BAAD BHI TUM KUCH NAHI SAMJAY OR NA SAMJHO GE, MAHNAMAH ILM O AMAL KAY SCAN MAIN NUMBER 2 KO PARHO OR MUNKIRAAT E MUHARRUM KAY NUMBER 11 KO PARHO.

TUMHARAY DO MOLVI DONOON MAIN SAY TUM KISS KI MANTAY HO. AIK KEHTA HAI SABIT NAHI DOOSRA KEHTA HAI RIWAYAT QAWI HAI.

SIRF ITNA BATAO IN MAIN SAY KISS KI MANTAY HO, OR IN MAIN SAY KON JAHIL HAI.

Ahlesunnat Wal jamat hi najia Mazbah e Haq hai is ka sab say bara saboot yehi hai kay yei musalsal hai us kay siwa saray mazahib ghair musalsal hain aik he firqay ka aik aadmi kuch kahta hai dosra kuch aur Ahlesunnat wal jamat poori dunya mai musalsal 1400 salo say mutaffiqa aqaid o mamolat kay hamil hain na chahrtay soraj kay sath hamarai wabastagi badalti hai na deen jaisa aur sab batil firqo ka mamool hai.

JazakAllah khair

wasSalam

Link to comment
Share on other sites

bhyee mera swal wohin he jis 2 number ko point out kiya he woh iekhi baat he is me kiya chieze alag se he.

Asslamo ala man ittabail huda

aaik amal jo aaik jaga sawab hai dosri jaga us amal ko tarak karna Wajib hai ... aakhir kis ki suni jaiay

right.JPG

Yaha hai kay 10 Moharram kay din Ahlo Ayal pay Faraghi karna karna yei Hadis say Sabit hai Jis ko Baaz Muhaddiseen nay Zaeef bhe kaha hu magar kyu kay buhat si Asnad say yehi riwayat hai is leay yei Qawi hai Zauf Dur ho jata hai. is leay IN 2 KAMO KAY ELAWA (ROZA AUR AHLOAYAL PAY FARAGHI) BAKI KAMO KO TRAK KARA JAIAY

Hadis say sabit hai tu Amal karna Sawab hai

wrong.JPG

Yaha kaha ja raha hai kay 10 Moharram kay din Ahlo Ayal pay Faraghi karna Sabit nahe hai is say Biddat ki hoslafzai hoti hai AUR IS KAAM KO TARAK KARNA WAJIB HAI.

Link to comment
Share on other sites

ALLAH ap logon ko hadayet de dono mein kiya farq tah woh bataya nahi me ALHAMDULILLAH gradutae hoon urdu ati he pehly waly article me matlaen se agy cut ho gaya dosry waly article me yahi kaha ja raha he ke daief hein yani kehny kamaksed eik he he aap kis ko ullo bana rahien hien apne app ko ya duniya ko. kuch to khof karo mery bhayee.

phichli post mai mai nay wazahat achi tarah aasan aur saf alfaz mai kar de thee aap ko dono articles aik jaisay lag rahay hai yei hairat bala'aiy hairat ka muqam hai shaayd aap ki nazar aur aqal dono pay prejudice ki patti bandhi hai.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...