Jump to content

Peer of My Peer


Minhaj Attari

تجویز کردہ جواب

Question

 

By Inam Uddin Shah

 

Assalamo alaykom,

 

Who is/was the pir sahib of Ameere Ahle Sunnat Wal Jamat ??

 

Answer

 

By Faqeer

 

Amir e Ahle Sunnat (Damat Barakatuhum Aaliya) is Mureed of Huzoor Qutbe Madinah Hazrat Zia Uddin Madani (Rahmatullah Alaihi), Who was blessed with Khlifat from Seyedi Imam e Ahle Sunnat, Mujaddid e Deen o Millat Ash Shah Imam Ahmad Raza Khan (Alaihi Rahmatur Rahmaan)

 

Also the great Mufti of Makkah Sayid Muhammad Alawi Al Maliki (Rahmatullah alaihi) was a Khalifa of Qutbe Madinah, which makes him a Peer Phy of Amir e Ahle Sunnat (Damat Barakatuhum Aaliya)

 

other Mashaikh of Ameer-e-Ahlesunnat.

 

Qutab-e-Madina Zia ul Dim Madani radi Allahu Anhu (Madina Sharif)

 

Maulana Fazlulrahman Madani radi Allahu Anhu(Madina Sharif)

 

Maulana Abdul Salam Fathipuri radi Allahu Anhu(India)

 

Maulana Sharif ul Haq Amjadi radi Allahu Anhu(India)

 

Mufti-e-Azam-e-Pakistan Maulana Waqqar ul Din radi Allahu Anhu(Karachi Pakistan)

 

Hazour Faiz-e-Millat Maulana Faiza Ahmad OWaisi Sahib Dmaat Barktuhum Alaliah(Bahawalpur Pakistan)

 

Ameer-e-Ahlesunnat Maulana Muhammad Ilyas Attar qadri sahib also got Ijaza-o-Kilafat from All of His Mashaikh. Mufti-e-Azam-e-Pakistan Maulana Waqqarul Din sahib redi Allahu Anhu gave Ijaza-o-Khilafat only to Ameer-e-Ahlesunnat.

 

just tought as many ppl dnt know.. so jus 4 ur info i posted this.

 

fe amanillah

Link to comment
Share on other sites

(ja) Brother..

Such A Great Informations.. May ALLAH (azw) give u great rewards. Aameen

 

Banaya Mujh Ko Apna Hai Tera Aehsan Hai Murshid

Mila Mujh Ko Yeh Rutba Hai Tera Aehsan Hai Murshid

 

Teri Nisbat Ney Mujh Ko Ker Diya Hai Kiya Sey Kiya Murshid

Rakha Kiya Mujh Mein Werna Hai Tera Aehsan Hai Murshid

Link to comment
Share on other sites

  • 8 months later...
  • 2 months later...

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

 

 

MASHA ALLAH AZZAWAJAL BHAI BOHAT ACCHI INFORMATION DI APP NAY, JAZAKALLAH AZZAWAJAL AZZAWAJAL AAMEEEEEEEEEN

 

DOO NAAM OR HAIN JIN SAY AMEER E AHLESUUNAT DAMAT BARAKATUHUM ALIYAH KO KHILAFAT MILI.

 

KHATEEB E AZAM PAKISTAN HAZRAT ALLAMA MOULANA HAFIZ MUHAMMAD SHAFEE OKARVI RAHMATULLAHI TA'ALA ALAIH, YE KHILAFA HAIN HAZRAT ALLAMA MOULANA ZIA UDDIN MADNI RADI ALLAH ANHU KAY.

 

HAZRAT ALLAMA MOULANA GHULAM MUHAMMAD NAGPOORI RAHMATULLAHI TA'ALA ALAIH, YE KHILAFA HAIN MUFTI E AZAM HIND HAZRAT ALLAMA MOULANA MUSTAFA RAZA RADI ALLAH ANHU KAY.

 

JAZAKALLAH AZZAWAJAL

 

AAMEEEEEEEEEN

 

 

fi-aman:

Edited by JAD DUL MUKHTAR
Link to comment
Share on other sites

(salam)

(azw)(ja) Brother.

Piyare Bapa Jaan ne aik madani muzakiry men farmaya thaa ke "Mujhy aur bhee buhat saary masha'okh khilafat denna chahty thy, Lakin mein ne maslihat ki tahat un ko taal diya. Kiyoun ke wo siyasat men thy, Aur agar un se khilafat letta to phir Dawat-e-Islami ke liye mushkilaat ho jaateen. Ya phir wo masha'ikh mery naam par apne number barha lety aur stage par aa kar kahity ke Alhamd-o-Lillah Muhammed Ilyaas Qadiri faqeer ka khalifa hay.

Wasslam

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(ja)

 

MERA PEEEEEEEER bus MERA PEEERRRRRRR.........

 

(azw)(sa)(azw)(sa)(azw)(sa)

 

NA CHOOTY HATH SY DAMAN KABI ATTAR KA YA RAB,

BANA DY BAWAFA DOON WASITA SARKAR KA YA RAB...!!

 

aameeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeeeeen (saw)

 

ADA HO SHUKR TERA KIS ZABAN SY MALIK O MAULA,

K TU NY HATH ME DAMAN DIYA ATTTTTTAAAAAAAAAAAR KA YA RAB.....!!!

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...