Jump to content

Madani Channel Discussion Room


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

 

Humein Yeh topic kuch arsa pehly start karna cahiye tha laikin khair abb zehan mein yeh baat aai tu meine yeh kaam kiya.

Yahan per hum Madani Channel ky baray mein apne Reviews dein gai aur aghar koi Upcoming program hoo tu uss ky baray mein bhi yahan post kar dein means Madani Channel ky baray mein Discussion karni hai.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

 

Jazak Allah Azzawajal Ghulam e Mustafa bhai

Masha Allah Aap nain Acha Silsla Start kia Hai.

Jab se Madani Channel band hai ( Cable per ).Humain Bahooooooooooooooot Dukh Hua.Masha Allah Har Ghar se Bas Madani Channel ki hi awazin aatin Thin....Bahoot se Log Aisay hain Jinhon nain Sirf Madani Channel Deikhnay k Liye Hi Tv liya.Afsoos Abb Ghar Suna Suna Sa Lagta Hai....Allah Ka Shuker Hai K Madani Channel Internet per Apni bharain Luta raha hai....Lekin Logoon Ki Aksriyat Madani Channel Deikhnay Se Mehroom Ho gai Hai...Sab Islami bhai & Islami Behnain Madani Channel Ka Wait Ker Rahe Hain.Alhamdulillah Kuch Loog Aisay B thay Jo DawateIslami K Khilaaf Boltay Thay Lekin Jab Unhoon Nain Madani Channel Per Ameer e Ahlesunnat (dba) & Nigran e Shura Muhammad Imran Attari (m-a) K Biyanat Sunay To Khud Hi DawateIslami Ki Tareef Karnay Lagay Aur DawateIslami Wale Ban Gay.

 

Allah Karam Aisa Karay Tujh Pe Jahan Main

Ae DawateIslami Teri Dhoooom Machi Ho ,Ameen

Hamari Allah Talah Se Madani Ilteja Hai k Madani Channel Jald Se Jald Apni Bharain Lutaye.Aameen Summa Aameeen

Link to comment
Share on other sites

jazak Allah khair brother to see this thread

 

yes brother we are very sad why it is off

 

bht dukh horaha hai faizan-e-Ahl byat ki kia program hain rone wlaey :-( sab miss hogae dua kareen inshaALlah azawjaal sab on to yeh play hon zaroor

 

any one have information abt when it will on do share here jazak Allah khair

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(ma) buht acha topic start kiya ap ny..........

 

waqaee Madani Channel ki buht kami mahsooos ho rhi hy...........

 

hum log to (azw)(al) net sy hi dekhty thy aur dekhty hain..........magar buht sy log mahrooom hogay hain

 

:( :( :(

Link to comment
Share on other sites

واقعی مدنی چینل کی کمی محسوس ہوءی پر نگران شوریٰ مدظلہ العالی کی عقل مندی دیکھھ کر میں ہمیشہ حیران ہوتا تھا اس بار بھی یقیناً انہوں نے ایک مشکل فیصلہ با آسانی کر دیا اور یہی دعوت اسلامی کے لےء بہتر تھا

ان شآء اللہ عزوجل امید ہے کہ ۱۵ محرم کے بعد مدنی چینل کی بہاریں ہوگی۔۔۔۔۔۔۔۔

کھٹمل صرف ۱۵ دن ہم ۳۵۰ دن :lol:

 

کھٹملوں کا ایک چینل سٹارٹ ہوا حیرت ہوتی اس کو دیکھھ کر اور مدنی چینل کو دعاءی نکلتی کے واقعی اسلام کی تبلیغ کرنا تو کوءی تجھھ سے سیکھھ جاءے :lol:

 

خیر محرم تو گزر گےء کاش ربیع النور میں مدنی چینل کی نورانی جلوے ہوں

Link to comment
Share on other sites

Mian Garphic designer hoon + video editing aur animation bhi jaanta hoon..

main chahta hoon apni khidmaat Madani channel ko doon...

jiss k liye mughey kisi muawzey ki zaroorat nahin hai..

 

main kiss tarh madani channel main shamoliat ikhtiyar karsakta hoon

(salam)

ap is e mail add per rabta ker k apni khidmat paish kersaktay hain:

Madani Channel

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

subhan Allah azawjal

 

on Madani Channnel new program in English language by Mufti Abdun Nabi Hameedi (damatebarkathumul a'alya)

 

very g8 speeches

 

subhan Allah azawajal

 

 

englishspeech1s.jpg

 

 

watch videos

 

new videos section Launched www.videos.faizaneraza.org

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Jahan tak meine suna hai aur yeh pakki news hai ky Madani Channel ko jald ijazat nama mill jai ga kyon ki kafi logh iss silsila mein koshishain kar rahai hein aur nah sirf Dawat-e-Islami balky aur bhi buhat baray baray logh iss silsila mein koshishain kar rahai hein aur Insah'Allah jald hum Madani Channel ko dobara TV Per dekhein gai.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...