Taha_Ali مراسلہ: 3 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 3 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) Sahi kaha hey kisi ney kisi Berelvi Bandar ko samjana Gadhey Ko URDU boolna sheakhanna hey tum logo ko ketna main samjha loo lakin ek nahi maantey Edited 10 جنوری 2009 by Taha_Ali Besides copy+pasting articles from other forums you've proven your mastery over typical deobandari tactics. Keyword *BEHAVE* اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 3 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 3 جنوری 2009 .................................. Mash'Allah apnay ghar ki kitabo ki gawahi ko mukhalif per daleel ban kar khoob jawab diya hai aap ne. Matlab angraiz ke hawalay bhi tu apnay hi ghar ki kitab se jaisay angraiz khud aa kar ke aap ki kitabo mein apnay khayalat raqm kar gaya! Angraiz Captain Fala ka bayan, apni kitaab se, Captain fala ki falani kitab ka bayan, apni kitaab se! Kya yaari hai! Khair, abhi office mein hon, zyada baatein nahi karo ga... Hayat-e-Tayabba ke hawalay ko quote kartay huway aap kuch baatein kawwa qorma samajh kar harap kar gaye. Neechay scan mein parh lijiye; Ab yaha tu khud musaniff hi keh raha hai ke "Ye jihad sirf sikho ke liye hi makhsoos tha". Hatta ke ye tak likh dya ke "Sarkar Angraizi se musalmaano ko hargiz hargiz mukhasimat na thi". Tu khulasa tu musannif khud bayan kar gaya, ab aap ki iss taweel ki tu koi tukk hi nahi banti ke kisi muslihat ki bina per Angraiz ki khilaaf jihad ya bayan'baazi se perhaiz kiya gaya. Aur waisay ye baat bhi hai ke aap ke nazdeek sari muslihat aap hi ke akabireen ke paas thi, angraiz tu ghooncho tha jo (aap ke baqoul) ubharti taqat se ainda khatraat ko na bhaanp saka. Angraizo ki khulli chutti hi iss baat ki daleel hai ke usay (naam'nihad) Syed Ahmed aur Ismail Dehalvi ke qatil toolay se mustaqbil mein koi khatra nahi tha Mazeed aap ke Ismail Qateel ke kuch aur qissay bhi parh lijiye; Ab kya khayal hai janab aap ka. Khullay alfaaz mein aap ke Ismail Qateel ne fatwa de dya ke angraiz se jihad kisi tarah bhi wajib nahi balkay agar koi angraiz per hamla karay tu musalmano per FARZ hai ke uss se laray! Agay zimnan aap ne lafz "Wahabi" per bhi kuch be'saro'paa taweelat paish kien tu unn ka bhi jawab sun lijiye. Aap kehtay hain ke sab se pehlay Angraiz ne Ahle-Haq ko badnaam karne ke liye "wahabi" ka lafz istimaal kya aur ab jo bhi isay istimaal karta hai woh gooya Angraiz ki pairwee kar raha hai. Ab umeed hai ke aap ka ye statement apnay aur ghairoo ke liye brabar hoga. Ab ya tu aap ki baat ghalat ke sab se angraiz ne Wahabi lafz istimaal kya, ya phir aap ke ye Hakeem-ul-Ummat bhi angraiz ke peechay peechay chal rahay thay...aur angraiz ki pairwee kartay kartay woh kitnay baray bandar banay ye tu aap hazrat ki un se aqeedat hi bata deti hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 4 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 4 جنوری 2009 Sahi kaha hey kisi ney kisi Bawlay Deobandaro ko samjana Gadhey Ko URDU boolna sheakhanna hey tum logo ko ketna main samjha loo lakin ek nahi maantey TAHA DEO KAY BANDAY BAKOOL APP KAY JISSAY URDU NAHI AATI WO GADHAH HAI YANI ENGLISH MAIN KAHEEN TO HE IS DONKEY. AM I RIGHT. SUB BHAI TAHA KA URDU MAIN ARTICLES KI GALTIAN GINHAIN. IN MAIN KITNI GALTIAN HAIN. INHAI URDU NAHI LIKHNI AATI WO URDU KO SAMJHNAY KI BAATAIN KARTAY HAIN. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 6 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 6 جنوری 2009 Sybarite bhai buhat acha answer diya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 6 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 6 جنوری 2009 JAZAKALLAH bahut achi sahring ALLAH ap ko jazye kheir ata fermaye amin اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 7 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2009 Kya nazara hai... aik zaleel ho chuka doosra zalalat per daad-o-tehseen de raha hai! Issay kehtay hian deobandiyatt! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 7 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2009 Sybarite Bhai jab koi jawab na aay tu deo....Band...i isi tarah kar k bhaag jatay hain.Jhootay jo huay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Owais Attari مراسلہ: 7 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2009 Kya nazara hai... aik zaleel ho chuka doosra zalalat per daad-o-tehseen de raha hai! Issay kehtay hian deobandiyatt! hahaha tyt اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shan E Raza مراسلہ: 10 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 10 جنوری 2009 SUB BHAI TAHA KA URDU MAIN ARTICLES KI GALTIAN GINHAIN. IN MAIN KITNI GALTIAN HAIN. INHAI URDU NAHI LIKHNI AATI WO URDU KO SAMJHNAY KI BAATAIN KARTAY HAIN. janab is mein Taha ki koi galti nahi hai kiun k yeh article us nein apne forum se utha kar yeha laga diya hai .galtiyan to in bare kar rahe اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔