Jump to content

Is baat se kya murad hai?

unknown

تجویز کردہ جواب

(salam)

Shaid app ne End mein nahi parha ky yeh Itafaqi tha aur sirf Safr mein makhsos tha sorry app ne jo lafz pocha uss ky meanings tu mujhe nahi ata per itna pata hai ky Pent ko neechy say Fold karna makrooh hai aur Ulama ne iss say mana farmaya hai.

Yeh Fatwa Read kar lain.

Fatwa0002.gif

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

yani k agar koi hanafi kaprey ko neechey se ya neefey se fold kar leta hai chahey thoda sa bhi ho aur phir namaz ada karta hai chahey akeley ho ya jamat k saath to us par Makroo-e-Tehreemi lazam aeygi, yani k usi namaz ko dobara parna hoga wo bhi kaprey fold kiey bina, kya main sahi samja hoon? agar farz karein k dobara na pari jaey yeh namaz jab k makroo-e-Tehreemi lazam aeyi hai folding ki wajah se to pari gai namaz ho gai, i mean farz ada ho gaya ya jab tak dobara namaz nahi parein gey tab tak namaz hi nahi hui?

agar banein aissi ho k wo fold ho jati ho ya wo qudarti tor par neechey se fold ho aur uper jo hum us k uper kameez aur shalwar pehn kar namaz parein tab Makroo-e-Tehreemi lazam nahi aeygi jab k kameez aur shalwar fold nahi hain aur banein to neechey hai, kya sahi samja hoon?

agar imam pant ko neechey se ya neefey se fold kar k namaz parata hai to Makroo-e-Tehreemin sirf us par lazam aeygi na'k sab muktadion par, kyon k baqi muktadion k kaprey fold nahi hain, kya main sahi samja hoon,

Makroo-e-Tehreemi aur Makroo-e-Tanazyi se kya murad hai?

Edited by unknown

Dekhain Makrooh-e-Tanzeehi aghar hoo jai tu uss say namaz dobara ada karne ki zarorat nahi makrooh-e-Tanzeehi howa tu sawab mein kami aai gi nah ky iss say namaz dobara ada karna ho gi.

Aur Makrooh-e-Tehreemi Namaz say pehly Fold kiya tu tab hai aghar namaz ky andar fold kiya tu samajh lain namaz fasid hoo jai gi phir dobara parna ho gi.

agar banein aissi ho k wo fold ho jati ho ya wo qudarti tor par neechey se fold ho aur uper jo hum us k uper kameez aur shalwar pehn kar namaz parein tab Makroo-e-Tehreemi lazam nahi aeygi jab k kameez aur shalwar fold nahi hain aur banein to neechey hai, kya sahi samja hoon?

Iss baray mein mein tu kuch nahi kahoon ga kyon ki mujhe iss baray mein ilm nahi.

agar imam pant ko neechey se ya neefey se fold kar k namaz parata hai to Makroo-e-Tehreemin sirf us par lazam aeygi na'k sab muktadion par, kyon k baqi muktadion k kaprey fold nahi hain, kya main sahi samja hoon,

I think aghar Imam koi ghalti karta hai tu Mutadion ko uss ki saza nahi ho gi mera kehne ka matlab hai muktadion ky sawab mein farq mery zehan ky mutabiq nahi aai ga haan Imam ko aisa amal nahi karna cahiye aur Huzoor (saw) ki sunnat ky mutabiq libas pehan kar Jama'at karwani cahiye.

Makroo-e-Tehreemi aur Makroo-e-Tanazyi se kya murad hai?

Iss baray mein jahan tak mein janta hon aik Makrooh woh hai jo Halal ky Qareeb tar hota hai aur Ghaliban woh Makrooh-e-Tehreemi hai aur aik Makrooh woh hai jo Haram ky Qareeb tar hota hai aur Ghaliban woh Makrooh-e-Tanzeehi hai.

Aghar mujh say koi Ghalti ho gai ho aur koi iss say behtar janta ho tu Please Islah Farma Dain.

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

  • 5 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...