Jump to content

Hum Musalmaan Darood Sharif kyon partey hain?


Bismillah

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

1-) Hum musalman Apne payarey Aaqa, Allah k Mehboob Hazrat Muhammad Mustafa Salalahou Alehi Wa Alehi Wasalam par darood kya bhejatey hain?

 

2-) Maine shaed kissi se sunna tha ya kahin pe para tha keh is dunya mein musalman koi bhi neik amal karta hai to us ka sawaab Hamarey payarey Aaqa, Allah k Mehboob, Bibi Amina Razi allah tallah unho k laal Hazrat Muhammad Mustafa Salalahou Alehi Wa Alehi Wasalam ko pohanchata hai, Sawal yeh hai keh wo to pehley se hi janati hain to phir unko sawab ki kya zaroorat hai?

Link to comment
Share on other sites

1st Question ka tu Answer simple saa hai ky Allah ne Quran shareef mein Hukm farmaya ky '' Bey Shak Allah aur uss ky Farishty Darood Bheejty hein Muhammad (saw) per tu aai imaan walo tum bhi App (saw) per khoob Darood o Salam Bheeja karo '' aur Darood shareef ki fazeelat mein bay shumar Ahadith hein.

Aur Namaz mein bhi tu hum Darood Partay hein.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...