Jump to content

door o nazdeek ke sunne wale woh kaan


Toheedi Bhai

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib

you seems belongs to Jamaat ul muslimeen??

well janab sirf kitab ka zikr kerdainye se, sanad ke bata denye se Hadith sahi sabit nahin ho jati, is ke liye to ye bhi dekhna perta hai ke muhaditheen kia kehtye hain, ya is per koi jirah o taa'deel hai ya nahin, sanad ke ravion main koi ghair siqa to nahin...etc.

 

well scondly ye bhi bata dain ke is hadith se kia sabit kerna chah rahye hain aap... kion ke aap ne abhi sirf aik baat mentin ki hai ke

"Hazoor-e-Akram (saw) Qabr main bhi sunn rahye hain na ke Alam-e-Bazrakh main"

 

ab ye bhi bata dain ke further kia sabit kar na chahtye hain, behtar hoga ke numbers main likh dain

i.e.

1)...........

2)........

3).....

etc.

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(bis)

(salam)

 

Janab Toheedi sahib,

Allah na karye ke main Hadith ka munkir banon.

secondly again aap sarf-e-nazar se kam le rahye hain warna mera istafsar is silsilye main wazeh hai is Hadith ke barye main, Ravion ke barye main, Muhaditheen kia kehtye hain?? ye nahin kaha ke main kia kehta hon......!

 

dosri baat Agar ye hadith sahi bhi hai to mujhye manna hi chahiye lakin mera sawal ye tha ke aap is hadith se Sunnye ke ilawa ur mazeed kia sabit karna chahtye hain?

kion ke mujhye yaqeen hai ke aap baad main is hadth ka hawala de kar kuch mazeed bhi sabith kerna chahaingye....(Waitng fo it)

 

Third and very important Allah (azw) ki ata ko hum har haal main mantye hain..... ab aap farmayen

 

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(bis)

(salam)

Janab Tooheedi sahib

Bilkul Allah (saw) ki Ata se hum tama un muamlat ka iqrar kertye hain jo sabit hain.

mas-ala ye hai ke aap ko ilm nahin ke hum kia mantye hain and kia nahin.

 

Secondly Zara ye bhi bata dain ke Is din Farishtoon ke nazool ka kis wajah se zikr hai??

kion ke humarye nazdeek ye aik ur hadeeth se mutabiqat rakhti hain jis main Farishtye in perhnye walye Daroods ko Hazoor-e-Akram ki khidmat main ponhchatye hain

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...