mehwish afsar مراسلہ: 7 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 دسمبر 2008 ASSALAM O ALAIKUM... BARAY KARAM MUJH KO IN TAMAM SAWALOON KAY JAWAB BATA DAIN AAP LOOGON KI BARI MEHRBANI HO GI... SHUKRIA... 1)quran e paak ka aghaz aur ehtatam kab hua ? (aap loog hijris mein bi jawab desaqte hain n english calander k mutabik bi) 2)aap(saw) ne kis sahaba ke bare mein kaha tha ke « khuda ne aapki zuban aur dil se haq ko jari kardya »(tirmazi sharif) ? 3) islam ka aghaz kab hua ?(date) 4)quran e majeed mein sabse pehle kis peghamber ka zikr aya ? 5)quran e majeed mein kitne peghambroon ke naam ayein hain ? 6)HAZrat Ibrahim alyeh salam ka zikr quran mein kitni baar aya hai ? 7) ALLAH ne konsi 4 kitabein nazil farmai aur kin kin peghambroon pe nazil farmai ? 8)hazrat idris alyeh salam pe kitne saheefay(holy books) nazil farmai gai ? 9)woh konse do musalman badshah hain jinka quran mein zikr aya hai ke woh musalmanoon mein sabse bare badshah hue hain ?. 10)kin do peghambroon ke sabr ki misal quran mein di gai hai ? 11)hazrat Nooh alyeh salam ki qoom se kul kitne loog musalman hue the ? 12)ahadis ke mutabik woh konse do bare kafir hai jo apne kufr ka aitraaf qayamat ke rooz bi karenge ?. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔