Bismillah مراسلہ: 6 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 6 دسمبر 2008 1. Jab nabi paak salalaho alehewasalam mea'raaj k liey uper tashreef ley ja rahey they to 1 pathar uper utha aur nabi paak salalaho aleheywasalm ne usey farmaya ' Theher Ja'' aur wo pathar wohi par theher gaya, aur maine sunna tha keh wo pathar aj bhi hawa mein aissey hi thehra hai jaissey k us din, kya koi us pathar ki pic mujhe de sakta hai agar koi hai to? 2. issi tara maine kissi se ek waqya sunna tha keh, aur wo shaed kuch iss tarah hai keh hindustan mein Khawaja MaheeyoDeen Rehmatullah alehey ek bar apne hors pe bhetey 1 pahari par chard rahey they to samney se 1 pather un ki taraf aney laga aur aap ne farmaya ke agar yeh pather allah ki taraf se hain to aney do aur agar yeh koi shaitaan ki koi chaal hai to allah karey ke yeh pathar wohi par theher jaey aur jab wo pather hors k paas a pohncha to hors ne usey apna paaon mara aur wo pather wohi pe ruk gaya aur ghodey ka kuch paaon ka hissa bhi us pather mein ghuss gaya, aur maine sunna hai keh wo pather aaj bhi apni jaga par maujood hai, kya koi us ki pic bhi share kar sakta hai agar koi hai? bohat shukrya! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 6 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2010 2sra image mujhay nhi mil ska...sorry اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 5 مارچ 2010 Author Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2010 agar doosri tasveer bhi mil jaey to kya baat hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Janti Zever مراسلہ: 25 جولائی 2010 Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 20 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2011 Kia Koi Mujhay Is Waqiye ka sahih Reference Desakta Hay Yani K Ye waqiya Wuqoo pazeer Hoa Kisi Book Men Us Ka Hawala Ho To baraye Madinah Scan page Lagaden Kisi Ko hawala Dena Hay. Wassalam Ma'Alikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abu.Huzaifa مراسلہ: 20 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2011 .......... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 21 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2011 main ne khasais ul kubra or madarij un nubowwat men waqiya e mairaj parha mager mujhay wahan ye waqiya nahi mila or yahan deobandion ne bara shor uthaya hoa hay k ye waqiya jhoota hay is liye main is ka hawala chah rahi hoon kia ye pic jo lagi hay ooper isi sakhra ki hi hay? iska koi prove agr mil jaye to madina madina... wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 24 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 24 فروری 2011 Abu Huzaifa bhai ap ye koi bhi member mujhay rooh ul bayan ka wo scan page dedeejiye jis men is waqiye ka tazkira hay mujhay is ki zaroorat hay baraye madina achi achi niyyaton k sath mushkil kushai farmaiye wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 6 مارچ 2011 Author Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 book to nahi mili bhai lekin faizaneraza.com pe Waqia-e-Mairaj ki 2 videos mili hain, shaed aap kay kaam a sakain ya koi aur islami bhai & behn dekhna chaey to... http://videos.faizaneraza.org/video/39 http://videos.faizaneraza.org/video/38 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abu.Huzaifa مراسلہ: 7 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 7 مارچ 2011 walikum us salam,,, mere pas scanner tu nahi albatta mobile camera ay is ki photo li hai , baqi main koshish karoonga jald is ka scan page don, Abu Huzaifa bhai ap ye koi bhi member mujhay rooh ul bayan ka wo scan page dedeejiye jis men is waqiye ka tazkira hay mujhay is ki zaroorat hay baraye madina achi achi niyyaton k sath mushkil kushai farmaiye wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 7 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 7 مارچ 2011 abu huzaifa bhai agr aap is ka jild number aur safha number bata dain to madinah madinah.............!!! shayad muje mil jaey ye....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abu.Huzaifa مراسلہ: 7 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 7 مارچ 2011 Walikum us salam , hazrat owaisi sb nay jo tarjuma kya hai , us main jild number ke hisab say tarteeb nahi balke siparo ke hisab say tarteeb hai aur is jild main siparay 15, 16 ,17 hen, aur safha number 31 hai aur mere pas jo hai maktaba owaisa ki hai wese ab maktaba gausia bhi is ko shaih karrha hai lakin safhat ki tarteeb bhi wahi hai. abu huzaifa bhai agr aap is ka jild number aur safha number bata dain to madinah madinah.............!!! shayad muje mil jaey ye....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔