shahab_rajby مراسلہ: 1 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 دسمبر 2008 meethay meethay or meethay, Moghay koi khass maloomat nahi hai islam k baray main atay main namak bhi zada huga seraf yay maloom hai k 5 namazan parhoo or achi achi batan karo manay to quran bhi nahi parha huwa poora magar main ak dunyawi para likha hun acha bora samaghta hun myray 10 sawalat hain agar koi jawab day to acha nahi yay bhi to batana huta huta hai k main kon hun matlab kis fiqqay say talooq hai to main duband hun baray afsoos ke bat hai aj ham yay bata kar apni paychan karatay hain k main duband hun main brailwi hun yay koi nahi kayta k main musalman hun kher qus-1 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hazir-o-nazir hain qus-2 waseela lazmeee hai allah tak poohunchnay k ley qus-3 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hamari namaz main bhi hutay hain qus-4 islam main jedad lanay k baray main soochna chaheeyay qus-5 12 rabiul awal ko lightan lagana chaheeyan chiraga karna chaheyay qus-6 12 rabiul awal ko gashan mana na chaheeyay qus-7 green color kee hee pagree keun bandtay hain or yellow color ke chapal keun payhantay hain qus-8 her azan say paylay salam keun partay hain qus-9 ak dosray ko madina madina keh kar keun bolatay hain qus-10 friday ke namaz k baad mic par etni zor zor say salam keun partay hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart.Guy.Cool مراسلہ: 3 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2008 Sahab Meri itni malomat nahi hai mujh se bhi zyada malomat wale yahan log mojod hai phir bhi mai app ke sawal ke jawab deni ki kosis kar raha hon. qus-1 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hazir-o-nazir hain hazir o nazir ka matlab samjh lo pehle hazir o nazir ka matlab haq waqt har jaga mojod hona jo ke ALLAH pak mojod hai beshak. NABI PAK ke liye is liye kehte hain ke App kalma parhte ho arbi mai tu urdu mai agar app kahi se bhi kisi bhi aalim ka matlab utha lo...tu yahi hoga ke...."ALLAH KE SIWA KOI MABOOD NAHI AUR NABI PAK ALLAH KE RASOOL HAIN" AB YAHAN HAIN KA LAFZ aya hai hain kis ko kehte hain jo mojod ho agar the ka lafz ata tu nahi hote...phir HADES SHARIF KA MFHOM HAI KE JO SHAKS MUJH PE DUROD BEJHTA HAI WO MUJHE TAK FARISTON KE ZARYE PHUCHAHYA JATA HAI AUR JUMME KE DIN MAI KHDU SUNTA HON AB YAHAN KHUD SUNNA BHI TU AYA YE HADES SHAREF MOJOD HAI MAI INSHALLAH AP KO BATAON GA KE KAHAN SE HAI. qus-2 waseela lazmeee hai allah tak poohunchnay k ley WASEELA LAZME KE LIYE EK MISAL DON DUNYAWI APP KO KE AGAR APP JOB KARTE HO TU APP KO SALARY MILTI HAI AUR SALARY KON DETA HAI JAHAN AP JOB KARTE HO...APP ALLAH SE MANGTE HO TU KYA DIRECT FARISTE APP KO LA KE DETE HAIN NAHI NA...DUNYA MAI BEMAR HOTE HO TU DUA MANGTE HO MAI THEEK HOJAON MAGAR JATE DOCTOR KE PAS HO KYO JATE HO KYO KE APP KO PATA HAI KE WO DAWA DE GA AUR ALLAH KE HUKUM SE APP THEK HOJAO GE...TU ISI LIYE ALLAH KE MUQARAB BANDO KE ZARYE MANGA JATA HAI TAKE ALLAH TALA UN KE WASELE SE DUA QABOL KARLAIN IS PE DARUL ULOM DEOBAND KA FATWA MOJOD HAI... qus-3 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hamari namaz main bhi hutay hain YES KIS NE KAHA? ZARA KOI HAWALA MOJOD HAI TU DE DO BHAI JAN. qus-4 islam main jedad lanay k baray main soochna chaheeyay YES KIS NE KAHA? ZARA KOI HAWALA MOJOD HAI TU DE DO BHAI JAN qus-5 12 rabiul awal ko lightan lagana chaheeyan chiraga karna chaheyay KUSHYIAN MANANA CHAHIYE BCOZ NABI PAK AAKHRI NABI JIN KE HUM UMMATI HAIN WO TASHREEF LAYE IS DUNYA MAI...JO WAJA E KAINAT HAI JIN KI WAJA SE HUM HAI...APNE GHAR KI KHUSYIAN SARI MANATE HAIN HUM LOG MAGAR YE NAHI... qus-6 12 rabiul awal ko gashan mana na chaheeyay qus-7 green color kee hee pagree keun bandtay hain or yellow color ke chapal keun payhantay hain LAZMI NAHI HAI HAI KON YELLOW COLOR KI CHAPPAL PEHENTA HAI qus-8 her azan say paylay salam keun partay hain YE EK MUSTAHIB AMAL HAI JIS PE FATWA MOJOD HAI PARHE GAI TU SAWAB HAI NAHI PARHE GAI TU GUNAH BHI NAHI HAI BUS SHART ITNI HAI KE AZAM KE MUQABLE MAI IS KI AWAZ DHEMI HONI CHAHIYE qus-9 ak dosray ko madina madina keh kar keun bolatay hain TU IS MAI KYA BURA HAI BHAI..? qus-10 friday ke namaz k baad mic par etni zor zor say salam keun partay hain APP KO ZOR ZOR SE PARHNE PE ETRAZ HAI NA PARHNE PE TU NAHI GANE KYO ZOR ZOR SE SUNTE AUR GATE HOOOO....NABI PAK PE SALAM BHEJA JA RAHA HAI TU IS PE ETRAZ HAI MERE BHAI.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 3 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2008 , smart brother , jazak ALLAH,,, umeed ki ja sakti hai ,,kah kissi moti aqal waly kay liya bheee yea jawabat kafi hain,, aur shahab shab,,,, agar mazeed taslii chhayee to woo bee ho jay gee,, hann kuch halway app say talab kiy gay hian,,, woo app ko danay hoon gay pehlay,,, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 3 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2008 qus-1 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hazir-o-nazir hain Bhai humara yeh Aqeedah hai ky Rasool Allah Hazir-o-Nazir Hein yeh lain saboot. Yeh sirf Quran Shareef say Saboot pesh kiye aghar mazeed cahiye tu nah sirf bay shumar Ahadees balky Ulama-e-Deoband ki Books say bhi sabit kar sakta hon. qus-2 waseela lazmeee hai allah tak poohunchnay k ley Waseela lazmi tu kisi ne nahi kaha haan yeh hai ky Waseela Jaiz hai aur Allah tak Puhancne ky liye behtar tareeqa hai aur app ki itla ky liye iss ky qail Ulama-e-Deoband bhi hain Saboot cahiye tu mill jai ga. qus-3 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hamari namaz main bhi hutay hain I hope ky Hazir-o-Nazir ky mutaliq mera answer par kar app ko iss question ka bhi jawab mill gaya ho ga. qus-4 islam main jedad lanay k baray main soochna chaheeyay Mujhe iss Question ki samajh nahi aai qus-5 12 rabiul awal ko lightan lagana chaheeyan chiraga karna chaheyay Haan ji laikin hum kisi ko majboor nahi karty aur nah iss ko Farz ya Wajib kehty hein aur waisy bhi dosry khusi ky moqay jaisy Shadi per bhi tu lights jalaty hein tu kya Shadi ka din Nabi ki wiladat say afzal din hai ? qus-6 12 rabiul awal ko gashan mana na chaheeyay Please Must Read this Article qus-7 green color kee hee pagree keun bandtay hain or yellow color ke chapal keun payhantay hain Bhai Sunnat aur Farz-o-Wajib mein buhat farq hai kya hum ne kisi ko Force kiya hai ky sirf Green Color ka Imama Pehno ? aur humare jo Ulama Dawat-e-Islami mein nahi woh White Color aur bay shumar dosry color ky Imamah Pehanty hein aur Yellow Color ka Jotta bhi kisi ne farz ya wajib qarar nahi diya. qus-8 her azan say paylay salam keun partay hain Darood Shareef ka koi waqt muqarar nahi hai aur nah koi mumaniyat hai jiss waqt cahain par sakty hein aghar kaheen per azaan say pehly parne ko ghalat likha gaya hai tu bata dein. qus-9 ak dosray ko madina madina keh kar keun bolatay hain Yeh Madinah say muhabbat ki alamat bhi tu hoo sakti hai jiss ko jiss cheez say zyada pyaar ho woh zyada tar usi ka tazkira karta hai aur iss mein koi ghalat baat hai tu app batain? qus-10 friday ke namaz k baad mic par etni zor zor say salam keun partay hain Huzoor ki shaan mein Naat shareef ya Darood-o-Salam pesh karna sawab ka kam hai aghar iss mein koi ghalat baat hai tu app bata dein aur aghar koi mazeed question app ky zehan mein ho tu woh bhi bata dein. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
محمد عویدص مراسلہ: 7 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 دسمبر 2008 جزاک اللہ خیر دیوبندیوں کا منہ توڑ جواب ہے ۔ ان شاء اللہ عزوجل اللہ عزوجل تمام اہل سنت کو دن گیارہویں رات بارہویں ترقیاں نصیب فرمائے۔ امین اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 8 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 دسمبر 2008 , Gulam e Mustafa bahi,,, zabardast jawabat hain,, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 9 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 دسمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
dandapeer123 مراسلہ: 10 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2008 bhie wah aap hazrat nay to kamal kardiya yahan to mere pasandidah mozoaat shru hay inshallah bohat jald reply k saath hazri honga umeed karta hun k aap hazrat us wakht tak mera intazar karengay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart.Guy.Cool مراسلہ: 10 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2008 bhie wah aap hazrat nay to kamal kardiya yahan to mere pasandidah mozoaat shru hay inshallah bohat jald reply k saath hazri honga umeed karta hun k aap hazrat us wakht tak mera intazar karengay dandapeer zara ghor se parho jawabat diye ja chuke hain hawale se bari der ki meherban aate aate...koi new sawal hai to new topic bana ke wahan bat karo...plz sybarite bhai is topic ko close karen yahan khalil bhai aur ghulam e mustafa bhai jawab de chuke hain is mozo pe ab koi behes nahi hai baqi... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
dandapeer123 مراسلہ: 10 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2008 jee wah yeh bohat khub jawab barelvi hazrat ki taraf say aya hay hamari taraf say nahe is laye topic close nahe hoga is laye k aap nay tama jawabat may dajal w tilbees say kam liya hay or may essay expose karna chata hun akhir agar aap haq par hayn to dr kis baat ko kuch din intazar nahe karsaktay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 10 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2008 Muhtarram Khalil Rana Sahab... dandapeer123 Alhumdulillah hum apne forums per nah tu kisi Deobandi ko iss wajha say ban karty hein ky woh humare topics per replies karta hai aur nah kisi deobandi ka posted topic ya reply delete ya close kiya jata hai yeh kam sirf app ky forums per hee hota hai aur yahan app ky sath aisa kuch nahi ho ga. So aram say reply kijiye Insah'Allah app ko uss ka answer diya jai ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
dandapeer123 مراسلہ: 10 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 دسمبر 2008 شکریہ غلام مصطفی صاحب میں امید کرتا ہوں کہ ہماری گفتگو ما ھو الحق کے تحت خوشگوار ماحول میں دلائل کی بنیاد پر ہوگی۔ میں یہاں کچھ عرصہ کافی مصروف ہوں انشاء اللہ جیسے ہی موقع ملے گا میں جوابات کے ساتھ حاضر ہوں گا اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart.Guy.Cool مراسلہ: 12 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 12 دسمبر 2008 شکریہ غلام مصطفی صاحب میں امید کرتا ہوں کہ ہماری گفتگو ما ھو الحق کے تحت خوشگوار ماحول میں دلائل کی بنیاد پر ہوگی۔ میں یہاں کچھ عرصہ کافی مصروف ہوں انشاء اللہ جیسے ہی موقع ملے گا میں جوابات کے ساتھ حاضر ہوں گا dandapeer tumhare yahan hote hain kya danda peer....kher sawal ab kis bat ka ye batao sawal karne wale ko jawab mil gaye aur wo bhag chuka hai koi reply nahi us ka...tumhare forum pe koi new member aata hai tum use sawalat likh ke dete ho ke jao jake pocho...phir bhag jata hai...oye dandapeer kuch tu aqal se kam lo....tum koi na koi purane hoge new nick se aagaye ho...kher sawal karne pe etraz nahi hai mujhe etraz ye hai ke ab sawalat ke jawab mil gaye hain koi aur sawal karo.....wese darul uloom deoband india bari dr mai jawab deta hai kabhi kabhi tu deta bhi nahi hahahahahaha...is liye yahan aate ho pochne..good....agar ye kehte ho ke jawab nahi mila tu uper aankhen khol ke....parh lena ke mil chuke hain next sawal karo ab..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Bara afsoos howa ke eik bhi dhang ka jawab nahi milla. sary jawabat woh hien jo ke nabi pak ( PBUH) ke zamany menahi howy sirf apny aap se ghary howy hine . koyee essi baat bhi hotti jis se haq ka pata chlata banda ke dil me utarny wali bat hoti to theek tha per afsoos ke esa kuch bhi na tha . sara jhoot. ALLAH hi hedayet de. amin اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 mairay pass kuch proofs thay deobadyon kay apnay tarjuma keye gayee Quran e Pak say tu main nay soocha share kar doon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) agar aik shaks aik time main mukhtalif maqamat par hoo sakta hai tu phir nabi paak badarja ola aik time main mukhtalif makamat par hoo saktay hain. Edited 15 دسمبر 2008 by nasirb786 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) Bara afsoos howa ke eik bhi dhang ka jawab nahi milla. sary jawabat woh hien jo ke nabi pak ( PBUH) ke zamany menahi howy sirf apny aap se ghary howy hine . koyee essi baat bhi hotti jis se haq ka pata chlata banda ke dil me utarny wali bat hoti to theek tha per afsoos ke esa kuch bhi na tha . sara jhoot. ALLAH hi hedayet de. amin mairay dost apko yahan pahlay hi sab kuch proof kay sath paish kia jaa chuka hai asal books kay hawalajaat bhi deyee jaa chukay hain or apkay apnay mufti ashraf ali thanvi ki original book jamal ul oliya page 253 & 272 ka hawala bhi dia ja chuka hai ab tu saray deobandi sir joor kar baith jao or ye guthi suljha doo kah aik shaks aik time main kaisy mukhtalif maqamat par hoo sakta hai or kaisay aik time main 30 mukhtalif cities main juma parha sakta hai or kaisay aik shaks aik time main kai kai (is par zoor hai) mukhtalif bevion say shab baash hoo sakta hai ab batao jhootay koon apkay Ashraf ali thanvi sahab yaa aap? umeed hai sawal ka jawab mil gia hoo ga Edited 15 دسمبر 2008 by nasirb786 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) , khalil bahi,, gulam mustafa bahi, nasir bhai,,, aur dandapeer shab,,, app nay agar koi sawal karna hai.to iss kay liya zaroori hai,, kah jo jawab day gay hain,, un ko pehlay rad kijay daleel kay sath,, agarchay app nay isee post main sawal karna hai,, warna appp nia topic start kar saktay hain,,, wasay aik baat hai,, maray bhayoon nay jo post kee hain,, wo tamam app kay ulma ki kitaboo kay hawala jat hai,, to yea zehan main zaror rkahy ga , kah app hameen nahee apna hee ulama ko rad karnay ja rhay hain,, ,,,,, isee liya to ham kahtay hain kah deobandi to kabhi haq baat nahee karsakta,,, kion kah agar to haq baat kahy,,,to taray ulama jhootay,,, aur agar taray ulama sach baat kaheen to tu jhoota,,, khair batain to karnay ko bohat hain,, lakin chaloo app ka intazar kar letay hain,, app ki post bhee dekha lee jay,, kah app kis tarah apnay ulama ki kitaboon ko rad kareen gay,, ALLAH TUMAIN HEDIYAT NASEEB KARAY,, Edited 15 دسمبر 2008 by sag-e-Raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Masroor Attari مراسلہ: 17 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2008 , khalil bahi,, gulam mustafa bahi, nasir bhai,,, aur dandapeer shab,,, app nay agar koi sawal karna hai.to iss kay liya zaroori hai,, kah jo jawab day gay hain,, un ko pehlay rad kijay daleel kay sath,, agarchay app nay isee post main sawal karna hai,, warna appp nia topic start kar saktay hain,,, wasay aik baat hai,, maray bhayoon nay jo post kee hain,, wo tamam app kay ulma ki kitaboo kay hawala jat hai,, to yea zehan main zaror rkahy ga , kah app hameen nahee apna hee ulama ko rad karnay ja rhay hain,, ,,,,, isee liya to ham kahtay hain kah deobandi to kabhi haq baat nahee karsakta,,, kion kah agar to haq baat kahy,,,to taray ulama jhootay,,, aur agar taray ulama sach baat kaheen to tu jhoota,,, khair batain to karnay ko bohat hain,, lakin chaloo app ka intazar kar letay hain,, app ki post bhee dekha lee jay,, kah app kis tarah apnay ulama ki kitaboon ko rad kareen gay,, ALLAH TUMAIN HEDIYAT NASEEB KARAY,, I appreciate brother your provided evidences unveiled the charters of enemies of Islam. The main factor of disputing only double policy of Najdies. Keep it up, your struggle is goods, neutral will read and decide correct path of Islam from your true article. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 18 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2008 شکریہ غلام مصطفی صاحب میں امید کرتا ہوں کہ ہماری گفتگو ما ھو الحق کے تحت خوشگوار ماحول میں دلائل کی بنیاد پر ہوگی۔ میں یہاں کچھ عرصہ کافی مصروف ہوں انشاء اللہ جیسے ہی موقع ملے گا میں جوابات کے ساتھ حاضر ہوں گا DANDA PEER TU LAGTA HAI JANGLON MAIN NIKAL GIA HAI JAWABAT LAINAY KEY LEYE. KYN KAH GHAR KAY AQEEDAY MAIN TU KUCH OR HI NIKAL AYA INKI UMEED KAY KHILAF. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 18 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2008 bhie wah aap hazrat nay to kamal kardiya yahan to mere pasandidah mozoaat shru hay inshallah bohat jald reply k saath hazri honga umeed karta hun k aap hazrat us wakht tak mera intazar karengay DANDA PEER AGAR YE TUMHARA FAVOURITE TOPIC HAI TU HUM SAB KA BHI FAV. TOPIC HAI. ISLAH TU PAHLAY GHAR SAY SHURU HONI CHAHYEE AGAR YE SHIRK HAI TU SAB SAY PAHALY APNAY MOVLYON KO MUSHRIK SABIT KARNA HOO GA PHIR MOHADISN KAY AQWAL HOON GAY PHIR QURAN O AHADEES PAISH KI JAYN GI INSHALLAH OR HAAN AIK POST KAY MUTABIK TUM NAY KAHA DAJAL SAY KAAM LIA GIA HAI AGAR YE DAJAL HAI TU TUMHARAY MOLVI SAB SAY BARAY DAJJAL HAIN JO MANTAY BHI HAIN OR INKAR BHI KARTAY HAIN MUNAFIQ DAJJAL. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔