Jump to content

Gangohi Sahab ka Hajji Sahab ki taraf '' Rehmat-ul-Lil Alameen '' ki Nisbat Karna

Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

Lanat hai ke Hazoor Sallallahoalaihiwasalam ki tu Khatamanabiyyien ki sift ko na sirf mehdood balke maani hi badal diye.

Aur apne Sheikh ke bare me Rehmatallilalameen kehtey nahi thaktey.

Link to comment
Share on other sites

App sab sirf yeh dekh kar hairan reh gai abhi agay dekhiye ky hota hai kya Malfoozat-e-Thanvi sahab say aise aise batain nikal kar inn ky face per maron ga ky InsahAllah Ala Hazrat per aitrazaat khare karna bhool jain gai.

Aray Deogandion koi jawab hai tumhare pass iss ibarat kaa ?

Bhai jaan ,

Jab maine aap ki post padi to hansi aa gayi.

Main yeh jan na chahta hon ke Deo Gandi ka kiya matlab hota hai?

Thanwi sahab Ek admi the aur Aadmi ka kaam hai Ghalti karna. Tabhi to Insaan ko Allah ne kamzor kiya hai. Koi insaan be Aib nahi hai. Yeh sifat sirf allah tala ki hai. usmanin koi kami nahi hai. Wo paak hai.

Agar deoband talib is baat ko nahi mante to na mane, Ap to samjahdar ho aap to mano.

Thanwi saheb ne agar kuch bura bhala likha to Uska gunah unke sar pe hoga, poore Deoband ko shamil karna acchi baat nahi.

Mujhe jab deoband, wahabi, barelwi ek doosron ko bura bhala kahte hain to hansi aati aur sonchta hoon

Yeh log bade ho gaye, lekin ladiyan bacchon jaisi karte hain.

Allah ham sabko Sahi Raaste par chalaye.

Ameen

Meray dost pehly aik baat sunn lain kuch logh aur Ulama aise hotay hein jinn ki wajha say kisi Maslik ka Tashakhus kaim hota hai jaisy humare liye Ala Hazrat aur Deobandion ky liye Thanvi ya Gangohi sahab.

Deobandion ko bura bhala iss liye kehty hein ky woh Thanvi sahab ki peervi karty hein aur unn ki Ghalti ko ghalti manty hee nahi so yahan yeh misaal buhat achi lagay gi ky app ki nazar mein Qadyani kaisy hein ? :unsure:

I hope app bhi unhain kafir hee kahain gai kyon ? Kyon ki woh Mirza Qadyani ko Manty hein aur uss ki peervi karty hein halanke Nabuwwat ka Jhoota Dawah tu Mirza ne kiye tu phir app ki tarha banda yeh kahai ky ji Baqi Qadyanion ko Kafir kyon kehty hein ? Halanke Ghalti tu Mirza ki thi.

So meray bhai hum har uss shakhs ko aisa hee bolain gai jo Thanvi sahab ki peervi karai ga haan aghar koi Thanvi ko nahi manta aur yeh iqrar karta hai ky Thanvi ne jo kiya ghalat kiya tu hum uss ko bilkul nominate nahi karain gai.

Aur meray bhai Ghalti kuch aur hai Allah/Rasool ki shaan mein ghustakhi kuch aur hai I think app yeh samajhna hee nahi cahty ky Ghustakh-e-Rasool kitna bara jurm hai aur iss ko sirf aik ghalti kehna sara sar jahalat hai.

Read Please shaid app ko woh samajh aa jai jo hum app ko samjhana cahty hein.

Ghustakh-e-Rasool-Kufr.gif

Aap Ye Janna Chaho K Deobandi k Kia Matlab Hota "Deoband" -- " Deo" Means Shetan Bandi K means gurwa Yani Deoband = Shetan ka gurwa

(ja)

Link to comment
Share on other sites

Bhai jaan ,

Jab maine aap ki post padi to hansi aa gayi.

Main yeh jan na chahta hon ke Deo Gandi ka kiya matlab hota hai?

Thanwi sahab Ek admi the aur Aadmi ka kaam hai Ghalti karna. Tabhi to Insaan ko Allah ne kamzor kiya hai. Koi insaan be Aib nahi hai. Yeh sifat sirf allah tala ki hai. usmanin koi kami nahi hai. Wo paak hai.

Agar deoband talib is baat ko nahi mante to na mane, Ap to samjahdar ho aap to mano.

Thanwi saheb ne agar kuch bura bhala likha to Uska gunah unke sar pe hoga, poore Deoband ko shamil karna acchi baat nahi.

Thanvi sahab ki ye ghalti agar infiraadi hoti tu isay ab tak sahih kiya jaa chuka hota lekin ye ghalti dhoom dhaam se kitaabi shikal mein saalo se chaapi jaa rahi hai issay bhi aap GHALTI kahein gay? Tu phir iss hisaab se tu aap Qadiyaniyo ko bhi apna bhai maan lijiye aur galay laga lijiye ke woh bhi aakhir hain tu insaan hi na. Ghalti ho gai un se Khatm-e-Nabuwatt ke silsilay mein. Unhay bhi aap phir apna musalmaan bhai maaniye aur unhay daira-e-Islam se bahir samajhnay walo per hansiye dil khool kar.

Rahi baat ke Thanvi ne agar koi baat ghalat ki hai tu uss ka gunah unn ke sarr per, poori Deobandi jamat ko kyu bura bhala kaha jata hai tu iss ka jawab bhi de hi chuka, aap ki asaani ke liye phir duhraye deta hon.

Thanvi sahab ne kitab tu infiraadi tour per likh di so iss ka gunah tu unhay huwa magar ye jo deobandi jamat dhana dhann in ki aisi kitabo ko fakhar se chaapay jaa rahay hain itnay saalo kya woh iss gunah mein brabar ke shareek na huway? Jo deobandi awaam aisi bakwaas ko parh kar isay Islam samajh kar apna aqeeda barbaad kar rahi hai woh iss gunah mein shareek na huway kya? Tu hazrat pehlay tu aap jaa kar deobandi jamat ko batiaye ke janab ye Thanvi sahab ne ghalat baat kar di hai aur ab tu woh toubah karne se rahay lihaza tum hi loog ijtimaai tour per taubah kar ke aainda aisi baatein naa chaapo. Sara masla chutki bajatay khatam ho jaye ga.

Mujhe jab deoband, wahabi, barelwi ek doosron ko bura bhala kahte hain to hansi aati aur sonchta hoon

Yeh log bade ho gaye, lekin ladiyan bacchon jaisi karte hain.

Bari hairat ki baat hai ke Ummat mein aisay intishaar ko dekh kar jaha aik musalmaan ko khoon ke aansoo roona chahiye waha aap ki hansi aati hai. Aap ki zehni sitah ka andaza issi baat se ho jata hai.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...