Abdulsalam مراسلہ: 2 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 2 دسمبر 2008 Asslam-o-Alekum Janab-e-Man….. Apni pchli mosts men main kuch sawalatoon ka zikr kia tha…. Lakin un se pehlye zara clear karna chahta honk e agar main apni islah karna chahta hon and baqool aap ke Ahl-e-Hadith ghalat hain to main zaroor apni tamam sawaloon ke jawabat chahonga takye main saaf zehan ke sath Hanafi Maslaq qabool kar sakoon aur agar mujhye tassali bakhsh jawabat nahin mil sakye (jo ke abtak nahin milye hian) to main kesye Hanafiat ko manon Sawalat darje zel hain Aap ka kia aqeeda hai.. Halool Wahdat-ul-Wajood Wahdat-u-Shahood Tanasakh Aap kia aqeedha ya khayalat rakhtye hian in buzurgon ke barye main Sheikh Akbar (Ibne Arabi) Mansoor Hallaj Afif-ud-Din Talmasani Abdul Kareem Jeli Kia aap ye mantye hain…..? Wilayat Nabooat se afzal hai? Aik Aabid Alim per fazilat rakhta hai? Aik Aabid Mujahid per fazilat rakhta hai? Kia aap mantye hain ke…? Batini Uloom fazilat rakhtye hain Sharai Uloom per? Ilm-ul-Hadith Murdoon (Dead peoples) ka ilm hai jabke Tasawoof (Tariqat) Zindon ka (Always Alive)? Goth hamesha zinda rehta hai and nabi ke baad wo hi sab se buzurg –o-bartar hota hai? Kia aap ke nazdeek ye sahi hai ke “koi hadith ye Qurani Ayat agar Qol-e-Imam se takraye to wo hadith ye aayat mansookh samjhi jaygi our amal Qol-e-Imam per hoga?? (Usool-e-Karkhi) Ab aap se meri guzarish hai ke meri kisi bhi dosri post ka jawab dene se pehlye meri is post ka jawab dye dain.. Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 3 دسمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2008 Mazeed Aik Sawal 1) Kia Hazrat Ali ki fazilat ya Taqat Hazoor-e-Akram se ziyada hai???, Agar nahin to phir Janab Ahamd Raza khan sahib ki risala "Al-Aman Al-Aa'la" main "Nade Aliya" ya "Nade Ali" jo ke shiaon ke mashhoor dua hai ka zikar kion hai? kia woh is se la ilm thye ke ye dua aik jhooti Hadith ke mutabiq Gazwa-e-Tabook ke moqe per Hazoor-e-Akram ke pass Hazrat Jibrail leker aaye they jis main un se Hazrat Ali ko pukarnye aur madad karnye ke liye kaha gaya hai,,,,, is ke pehlye misrye ke mutabiq! "Nade Aliya ya Mazharil Ajayeb" hain.... yani ke "Ali(RA) ko pukaro ke jis se ajayeb ka zahoor hota hai" kia is dua se Hazoor-e-Akram ki shan main gustakhi nahin ho rahi.....? Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 13 دسمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 دسمبر 2008 Mazeed Aik Sawal 1) Kia Hazrat Ali ki fazilat ya Taqat Hazoor-e-Akram se ziyada hai???, Agar nahin to phir Janab Ahamd Raza khan sahib ki risala "Al-Aman Al-Aa'la" main "Nade Aliya" ya "Nade Ali" jo ke shiaon ke mashhoor dua hai ka zikar kion hai? kia woh is se la ilm thye ke ye dua aik jhooti Hadith ke mutabiq Gazwa-e-Tabook ke moqe per Hazoor-e-Akram ke pass Hazrat Jibrail leker aaye they jis main un se Hazrat Ali ko pukarnye aur madad karnye ke liye kaha gaya hai,,,,, is ke pehlye misrye ke mutabiq! "Nade Aliya ya Mazharil Ajayeb" hain.... yani ke "Ali(RA) ko pukaro ke jis se ajayeb ka zahoor hota hai" kia is dua se Hazoor-e-Akram ki shan main gustakhi nahin ho rahi.....? Abdul Salam Mazeed Aik Sawal 1) Kia Hazrat Ali ki fazilat ya Taqat Hazoor-e-Akram se ziyada hai???, Agar nahin to phir Janab Ahamd Raza khan sahib ki risala "Al-Aman Al-Aa'la" main "Nade Aliya" ya "Nade Ali" jo ke shiaon ke mashhoor dua hai ka zikar kion hai? kia woh is se la ilm thye ke ye dua aik jhooti Hadith ke mutabiq Gazwa-e-Tabook ke moqe per Hazoor-e-Akram ke pass Hazrat Jibrail leker aaye they jis main un se Hazrat Ali ko pukarnye aur madad karnye ke liye kaha gaya hai,,,,, is ke pehlye misrye ke mutabiq! "Nade Aliya ya Mazharil Ajayeb" hain.... yani ke "Ali(RA) ko pukaro ke jis se ajayeb ka zahoor hota hai" kia is dua se Hazoor-e-Akram ki shan main gustakhi nahin ho rahi.....? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 28 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2008 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 29 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 دسمبر 2008 http://www.razanw.org/modules/sunnibooks/i...d=46&page=0 Book on Wahdatul_Wajood_kiya_hai by Allama Ahmad Saeed Kazmi عليه الرحمه اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 29 دسمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) Details of Nad-e-Aliya Janab -e- Aali Qramta (shia) ka Bektashi Silsilye main ye riwayet maqbool hai ke “Jang-e-Ahad main Rasool-e-Akram zakhmi hogye or aapke jism mubarik se khoon jari hogaya to Jibraeel aap ke pass aa ker kaha ke Naad-e-Ali wali dua parho (yani Hazrat Ali ko Madad ke liye pukaro), Jab Aap ne ye dua Parhi to Hazrat Ali maddad ko aaye or kuffar ko qatal kerkye Hazoor-e-Akram(SAW) ko or tamam musalmano ko qatal honye se bachaliya (Derveshon ka Bektashi silsila, (Dr. J K Bridge Page 138, 1937)" Aqeedat ka Gholu insane ko tehqeeq-o-drayat se begana ker deta hai is ka andaza is se lagaga ya ja sakta hai ke Syed Muzaffar Ali Shah Chishti apni kitab (Jawahir-e-Ghebi) main likhtye hai ke "Gazwa-e-Tabook ke moqye per jab lashkar-e-Islam shikast ke qareeb tha or Hazoor-e-Akram panah liye hoye thye to us waqta Jibraeel aaye or Hazoor-e-Akram se Nad-e-Aliye wali dua perhnye ko kaha, unhon ne ye na socha ke, a)ye riwayat ahan se aayee, ? b)is ka matlab kia hai, ? c)Jang-e-Ahad Ghazwa-e-Tabook se kesye tabdell ho gai, ? d) Ghazw-e-Tabook main sirye se Qattal hoa hi nahin.? (Syed Muzaffar Ali Shah Chishti, Jawahir-e-Ghebi, Page 641, Lakhnao 1887) Isi ko aapke buzurg Ala-Hazrat Ahmed Raza khan sahib ne apnye risale Al-Aman-o-Aala main page 12 and 13 per is ko zikr kia hai? Abdul Salam Edited 29 دسمبر 2008 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 29 دسمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 دسمبر 2008 Bohat acha laga aap ke reply perh ker, istafsarat hanooz mojood hain, mulahiza kerain Aap ke jawab 1 or 2, dono ka jawab aik hi hai ke aapke Ibn-e-Arabi Halool-o-Tanasukh ko mantye thye ye aap un ke tasaneef se confirm ker sakte hain. lehaza baqool aapke aik kufr kernye wala ahle-e-Haq kesye ho sakta hai, and kia in ki Mohabbat Allah se Hazoor ke muqablye main ziyada thi??/ Aap ke jawab 3 ke liye zara apnye buzargon ki tasaneef ko dekhain, phir zara jawab dain (hawala baad main) Aap ke jawab 4 main aap ne farmaya ke dono uloom zaroori hain, kia aap Dor-e-Nabvi main is ki misal sahi hadith se de saktye hain?, yaani aap ke buzargn ka kehna ke Ahadith Murdon ka ilm hai sahi hoa??(wazeh rahye ke hum Ahadth-e-Sahihya ki baat kar rahye hain) Tasawof Zindon ka ilm to woh sab shaheed thye ya phir ravian-e-Hadith Jahanum Wasil hoye ya phir gumrah (Aauooz-o-Billah-e-Min Zalik)?? Goth Agar Goth hamesha zinda rehta hai to tama Ambia jo ke sofion ke baqol beyakwaqt Nabi bhi they and Goth bhi, un ke baad Hazrat Ali , un ke bad aik or sahib (Baqool Kemaye Saadat, translated by Mohammad Saeed Ahmed Naqshbandi) thye, unke baad Hazrat Abdul Qadir Jeelani (RAH), alkin un ke baad koi nahin, too sawal ye zehan main aata hai ke jab Goth hamesha zinda rehta hai to phir mazeed kisi goth ki kia zaroorat? Doosri ye agar bilfaraz ye maan bhi lia jaye ke mazeed Goth mojood hain zinda hain to phir to masala ho jayga ke tamam ke pas takvinee hakoomat hasil hai to aik kaenaat ke itnye hukmaran, wah kia hi shirk ka darwaza khola hai? Mazeed ye ke agar madad hi mangni hai to Allah se kion nahin, chalo is ke baad aap ke baqool tamam aqsam ki madad Nabi se kion nahin, is ke baad Hazrat Ali se kion nahin, is ke baat goth sahib se kion nahin, bulke in sab ke ilawa sofi-izm main peer sey ya phir some time Ulama se Mujtahid ka Qol Wazeh rahye ke Usool-e-Karkhi is qisim ki koi pabandi nahin lagata, doosra jab koi hal Quran se nahin milta to Ahadith main dhoondhtye hain, agar wahan bhi nahin milta to Qayas, ya fiq ki baat kertye hain, aab aap ke baqool ray mujtahid ki hoti hi wahin hai jahan dono ka aapas main ya aik doosri jagha warid hoi ayat ya hadith se taaruz ki soorat main Mujtahid ka qol amal ke liye ho ga?? zara is ki kuch misalen dey dain Nad-e-Aliya ki details main ne dobara post ki hain zara perh lain, phir jawab denye main aasani ho gi aap ko Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 20 جنوری 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 جنوری 2009 Mohtaram janab Saeedi sahib Kuch sawalat post kiye they aap ke reply ke jawab main, un ke jawabat ka intizar hai...... Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 21 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2009 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 24 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 24 فروری 2009 Janab Saeedi sahib itni jazbatiyat bhi achi nahin hoti, khuah makhuah blod pressure high hojayega Baraye meharbani jo sawal jahan ka hai wahan per hi post karain, ab apnye logon ko dikhanye ke liye sarye jawabat aik saath hi na diya karain ya phir apni site per barelvi hone ka faida utha rahye hain,,,,, jahan tak mujhye pata hai ye aap ke post ke rule khilaf hai,,,, lakin aap musalsal is ke mukhalif main aiks saath diffrent posts ke jawabat aik saath de rahye hain or pooch bhi rahye hain...... baraye meharbani apni post ko edit karin or mutaliqa post main jawab ka reply karain Jawabat mil jaengye aap ko,,,,, koi khas masala naihn hai Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Janab Saeedi sahib itni jazbatiyat bhi achi nahin hoti, khuah makhuah blod pressure high hojayega Baraye meharbani jo sawal jahan ka hai wahan per hi post karain, ab apnye logon ko dikhanye ke liye sarye jawabat aik saath hi na diya karain ya phir apni site per barelvi hone ka faida utha rahye hain,,,,, jahan tak mujhye pata hai ye aap ke post ke rule khilaf hai,,,, lakin aap musalsal is ke mukhalif main aiks saath diffrent posts ke jawabat aik saath de rahye hain or pooch bhi rahye hain...... baraye meharbani apni post ko edit karin or mutaliqa post main jawab ka reply karain Jawabat mil jaengye aap ko,,,,, koi khas masala naihn hai Abdul Salam jnab allah kreem ka shuker hai mujhe koi blod presher naheen . aap ne kai jagah posts shoro ker rakhi hain , meri to samjh main naheen aata, aap ko jawab se garaz hai , aap ke paas jawab hai to dein , fazool batein kerne ka main aadi naheen , saeedi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 28 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 jnab allah kreem ka shuker hai mujhe koi blod presher naheen . aap ne kai jagah posts shoro ker rakhi hain , meri to samjh main naheen aata, aap ko jawab se garaz hai , aap ke paas jawab hai to dein , fazool batein kerne ka main aadi naheen , saeedi Jab sach ka aayena dikhaya jata hai to apna chehra kisi ko bhi acha nahin lagta, aap koi nai baat nahin kar rahye hain Chalain yahan aap ne ye to sabit kia ke aap apnye barelvi honye ka faida utha rahye hain warna ye jurrat koi wahabi (aap ke baqool) karta to aap log us ki post hi delete kar detye ke ye to topic se irrelevant hai (Nad-e-Alliya ki misal), Han mujhye jawab se gharaz hai, lakin qataee tor per math ke sawal ke jawab main english ke paper per nahin lena pasand karonga, kion ke is tarha zehan bat jata hai jawab ke barye main sochtye hoye ye detye hoye.... kion aapnye forum ke rouls ke khilaf warzi ker rahye hain,,,,,,, wagarna sooch lain, hum se bhi ayse gustakhi ho sakti hai.... us ki saza pehlye hi bata dain ta ke logon ko bhi pata chal jaye ke "lenye ke or denye ke baat kis ke mukhtalif hain" main intizar kar raha hon kee aap ka koi moderator in jawabat ko "cut past" ker ke is se mutaliq posts per move kar dye Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 jnab hum brelvi hone ka fayedah naheen utha rahe, modrate ager chahein to delete ker sakte hain , humare paas itna wqat naheen keh alehdah alehda jawab dein , rule ke mutabiq ager koi delete kerta hai to ker de, allah malik hai , koi na koi to jawab padh hi le ga, beher haal hum aap ko jawab zaroor dein ge. saeedi 3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madiny ka Bhikari مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 سعیدی صاحب اللہ آپ کو جزاے خیر عطا فرماے۔۔! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
GhulameRasool مراسلہ: 26 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 26 اکتوبر 2012 BISMILLAH IRREHMAN NIRRAHEEM , Sirf aik baat yaad karwana chahta hoon k kaha to abu jahal nay bhi tha Aap SALLALAHO ELAIHI WA'ALAIHI WASALLUM sai k agar aap chand ko do hisson main kr dain to main emaan lay aaonga lekin hum sab jaantay hain k us k baad kya hua. So, wahabi dear aap ka haal bhe mujhay waisa he lag rha hai kyun k aap jawab par ghaur karnay k bijaey is koshish main lgay huay ho k koi na koi us jawab main say baat nikaloon. to janab agar aap khud he nahi sahi raastay par aana chahtay to phir apki marzi. aajatay to achi baat thi wasay. And hats off to Saeedi sb. shukria , ALLAH HAFIZ. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔