Jump to content

ghar mein aney janey ki sunnatein


Bismillah

تجویز کردہ جواب

lekin jab ghar mein dakhil hotey hain to pehley konsa paon(foot) rakhatey hain aur ghar se bahir jatey waqat konsa paon pehley bahir nikaltey hain?

 

ghar mai dakhil hote waqt sidha paon(right foot)pehlay rakhte hain aur niklte waqt left foot pehlay baher nikalte hain.....

ye hi tariqa masjid mai dakhil hone aur nikalne ka hai......... :)

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Yeh 4 jumley aissey hain jin ki mujhe sahi samjh nahi ayi, agar koi bata de to meherbani hogi, shukra!

 

lota.jpg

 

1. agar lota uper rakhain gey to cheintein to parein gey na, lekin yahan pe hai k lota uper rakhain.

2. Hafiza se kya murad hai?

3.kis cheez se mehroomi ho jaegi?

4.boiseer se kya murad hai?

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Yeh 4 jumley aissey hain jin ki mujhe sahi samjh nahi ayi, agar koi bata de to meherbani hogi, shukra!

 

lota.jpg

 

1. agar lota uper rakhain gey to cheintein to parein gey na, lekin yahan pe hai k lota uper rakhain.

2. Hafiza se kya murad hai?

3.kis cheez se mehroomi ho jaegi?

4.boiseer se kya murad hai?

 

meray pass aap k naqal krda 4 jumlay nazar nhi aarhay

 

phir bhi jistrah suwal mujhay samjh aaye hain , jwab denay ki koshish kr rha hoon

 

1. ager lota uooper rakhnay se cheentain prain to uooper na rakhain

 

2. Hafiza = Yaadasht

 

3.. jumla nazar nhi aarha wrna btanay ki koshish krna

 

4. Bwaseer = aik beemari jisay medical terms main Haemorrhoids, piles kehtay hain

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...