Ayatullah مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Shiaon ke mazhab mein Sayyedina Umar Rd ki khilafat " Ghay Islami" thee. Unhoany Sayyedina Ali rd ke " haq" per kabaza kiya tha . Chunkee Khilafat " chaal bazi" aur " siyasat" se haasil ki gayee aye Sayyedina Ali rd ko un kay " haq " say marhoom rakha gaya , isiliye shia ke nazdeek Umar rd ki khilafat galat aur ghayr islami thee. Ab is ka kya natiza nikalat hai ,, usey mein Insha Allah thoday waqt mein post karta hoon . Al Hasani اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Ayatullah Bhai..... kuch to es forum pe reham karo. Kya pehle walay topics aap ne jeet liye hain jo ye naya issue khara kar diya. Aap kyon garay murday ukhaarnay pe tulay howay ho. Please meharbani karo baki topics par tawajjo do baki baad main hota rehe ga اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Sitaragroup sb aap zara following link open karain is main aik book ho ge Fazil e Sahaba o Ahl e Bait.Is main aap ko sab kuch mil jay ga aur aap har aik question par aitraz kyon kar raha hay?Aap ko kya problem hay? http://www.jamaateahlesunnat.net/articlesnbooks.htm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Sorry Chishti bhai!! Jaisay aap ki marzi main ab aitraaz nahi karta chhay jitnay mazri topic kholo Magar mera Empire wala hai. Jo wrong khele ga os ko tok doon ga reference ke sath. Ok?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Janab aap ko jawab say kis nain mana kia hay.Aap kay pas jo b hota hay aap poochtay kyon hay aap jawab post kar dia karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Dekho Pyare or Meethe Meethe Islami Bhaiyo!! Agar aap ne mujhe chher hi diya hai to mera bhi jawaab mulaheza farma len. Agar ye baat aap ki samajh main na aye to apne aalim se poochiye gaa khaamkhawah aitraaz kar ke gunah gaar na hoye ga. Main Quran or Logic sirf 2 cheezon se baat karon ga. Hadis ke taraf fil haal nahi jaaon ga. Allah ne aap Rasoolallah (PBUH) ko 4 bete (son) diye. Agar kisi ka 3 par yakeen hai to no problem and no issue. Phir Allah ne ye bete wapis le liye. Ab Allah to Malik ul Mulk or Aadil hai agar wo aap ke bete wapis le raha hai to kuch de ga bhi. Sura-e-Aal-e-Imraan ki ayat mulahiza ho. Allah tala ne Rasoolallah ke bete le liye or (Ali, Hassan or Hussain ) ko aap ke bete karaar de diya. Ab Kabatullah kis ne banaya Hazrat Ibrahim or Hazrat Ismaeel ne. Yani Kabay ke shoroo se mutawalli (Nighebaan) ye dono the. Ye nasal Hazrat Ismaeel ki dua se aage chali. Last main Hazrat Abdul Mutlab Kabah ke Nighebaan bun gaye yani (Bani Hashim). Phir Sura-e-Feel main Ibrah ka wakia ata hai. Ke jub wo hamla karnay laga to Abdul Mutlab ne Allah se Kaba ki hifazat ki dua ki. Ye issue par kisi ko koi jhagra nahi. Aap Abdul Mutlab ke baad Hazrat Abdullah Kaba ke Nighebaan hona the magar wo intikaal kar gaye. Phir Janab Abu Talib ko Kaba ki Nighabaani Mili. Phir Abu Talib ke faut honay ke baad or Fathe-e-Makka or Kaaba ki Nighabaani Rasoolallh (PBUH) ke pass aa gai or aap ne kabay ka tamaam khuda tor dalay. Ab jub Rasoolallah hum se parda farma rehe hain to Quran ki sura-e-Aal-e-Imaan ki 61vin ayat ke mutabik hak Rasoolallh ke sons ka bunta tha. Magar sons hai nahi. Or sons kaun hain (Ali, Hassan and Hussain ). To agar beech main koi aa jaye to wo jaany or os ka khuda jaanay. Hai koi es ka logically jawaab to bataye. Agar kahte hain to main Hadis bhi aap ko dikha deta hoon. ke jub Rasoolallh hum se pardah farmany lage to kaha meri wasiyyat likho. Kis ne wasiyyat likhwanay se inkaar kiya. Kuch pata hai aap ko? Kis ne kaha hamen Rasoolallah ki wasiyyat nahi chhiaye hamen Quran hi kaafi hai? Aap Omar khilafat ki baat kar rehe hain. Jis deen main Peshaab etc ke baad istanjaa karnay ka bhi tarika bataya gaya. Kya Rasoolallah ne ye bhi na bataya ho ga ke mere baad musalmano ka nighebaan kaun ho ga. Aaj bhi dekh len Allah ka ghar kis ke nigrani main hai. Wohi shaikh wahabi hain jinhon ne kabza kiya howa hai. Nighebaani to Aal-e-Rasool Aulaad-e-Rasool ke paas aani chhaiye thi agar koi zabardasti bun jaye os ki marz Allah jaany or os ka anjaam janay. Please comments but not irritate yourself Edited 28 نومبر 2008 by SitaraGroup اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Or ye hain Janab-e-Hazrat-e-Omar Farooq-e-Azam ke akhari alfaaz. Sub se pehlay Quran ki sura-e-Younas ki ayat number 54 parhye ga or phir bataye ga. Allah paak kah rehe hain ke Zalim marte waqat kahe ga "Kaash mere pass zameen bhar ki daulat hoti or main aaj sadka kar ke apni jaan chhura leta" Or yahi alfaza Hazrat-e-Omar ke the, jo Bukhari Sharif se sabit ho raha hai. Ab unhon ne kya zulam kya ye alaihda issue hai. Please comments. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayatullah مراسلہ: 28 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Jo thread open hain un per jawab diya ja raha hai .. lekin yahan per ek ahma baat batlana Zaruri hai. Shiaon ka IMAMIYA SILSILA , sayyedina Hussein Rd se hai . Hussein rd ke farzand Zaynul Abideen rd they and un hee ki aulad mein sarey imam hain. Hussein rd ne ek sey zyada NIKAH kiya tha. Unkee ek ZAWJA ( WIFE ) ka naam SHEHAR BANU THA. Shaher banu zaynul abdieen rd ki walida theen. Ab sawal utatha hai SEHAR BANU kaun thee? Jis waqt Umar rd khalifa they , un honay faras ke ilaqey per JIHAD kiya aur wahan ke ek baadshah ko shikast di. Shehar banu yahan ki shehzaadi theen. Jab shehar banu ko pakad kar bandee bana kar ( prisoner of war) laya gaya , tab unka nikah zaynul abideen rd ke saath hua. Is nikah say mohammed Baqir rd ki paidaish huee aur phir baki ke shia imam isee kadee ( link) mein hain. Agar Umar rd ki khilafat galat thee aur ghair islami thee .. aur un honay Ali rd ke haq ko taaqat say zabardasti haasil kiya , tab unka JIHAD bhee gala tha ,, wah jihad ghyr islami tha ,, kyunkee unakee khilafat hee ghiar islami thee ! Agar Jihad ghair islami tha tab , jo log jihad mein pakadey gai ,, wah bhee islamic jihad ke qanoon ke mutabik HALAL nahee they . Kyunkee sirf islamic jihad hee mein pakadey gai log aur mal e ganeemat musalmano mein bata ja sakta hai. Loot paat mein pakadey gai log aur zayaddad mal e ganimat mein shumar nahee hota. Ab agar jo log pakadey gai wah sab Halal nahee they , tab shehar banu bhee JAYAZ nahee thee, kyunkee shiaon ke mutabik umar rd ka jihad , jihad nahee tha , wah to loot paat thee! Ab agar shehar banu HALAL nahee theen , tab Unaka nikah bhee Hussein rd ke saath Jayaz NAHEE tha. Ab agar nikah jayaz nahee tha , tab aulad bhee jayaz nahee hogi ! Aagr aulad jayaz nahee hogi to isaka matlab shiaon ka IMAMIA silsila JAYAZ nahee rahega !!! To Malum yeh hua ki umar rd ki khilafat HAQ THEE , wah Ali rd say muhabbat kartey they , koee haq talafaee nahee huee ,, Sayyedina Ali rd duniya ki lalach say paak they . Umar rd ka jihad halal tha , jo log pkadey gai wah bhee halal they aur sehar banu bhee halal theein aur unaka NIKAH BHEE halal tha aur tamam aulaadein bhee jauaz theein. Agar shia isako nahee maney to hum kya karein! Al Hasani اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 salam to all muslims. sitara sahib tum zara itna bata do k tumhary 4th imam zainul abideen(RA) ki walida ka naam kya tha aor un ki shadi hazrat hussain(RS) se kab hoi thi? ye jawab deny se pehly hazrat umar(RS) k bayr mien zarur soch lena. agar hazrat umar (RS) iraan ko fateh na kerty to tumhari imamt ki nasal hi khatam ho jati. dosri baat k hazrat umar(RS) agar itny zayada zalim thy MAAZALLAH. to hazrat ali(RS) ne apni beti hazrat umm-e-kalsooom(RS) ki shadi hazrat umar(RS) se kyun ki? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Ashiq Bhai or Ayatullah Bhai Bohat afsos ki baat hai kya Imam-e-Hussain mere akailay ke imaam hain. Aap onhain apna imam nahi maantay. Mujhe es se kuch gharaz nahi ke Omar ne kaunsa mulak fateh kya. Bibi Shehar Banu ke baray main ne ziada nahi parha bus itna pata hai ke wo kisi mulak ki shahzadi thi. Or Imam-e-Hussain ke nikah main aiye theen. Anyway!! Topic ko discuss karen. Main ne Quran or logic se Hak-e-Hakoomat Aulaad-e-Rasoolallah ka hak honay ki sabit ki hai aap os ko rudd karen ke nahi Quran main ye aya hai. jo baat aap ko samjhanay ki koshish ki hai agar aap ko samajh nahi aa rahi to Allah ka hukam. Ab main kya karoon agar Dilon par hi Allah mohar laga de. Agar aap ne thaan hi li hai ke har baat ka inkaar karna hai to aap ki marzi Edited 28 نومبر 2008 by SitaraGroup اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayatullah مراسلہ: 28 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 Sitara sahab ke FAREB ka parada faash 'MATAM waley thread mein ho chuka hai. Aur is thread mein yeh surah yunus ki jo ayat pesh kar key usako ek hadith say joda hai ! YEH IN SHIA SAHAB ke dusara jhoot hai ,, kin bhaion ko sach janana hai wah quran ki SURA YUNUS KI AYAT 51 TO 54 ko padh lein . Phir dekhein is shia ne sirf ayat 54 ko alhanda pesh kiya hai !! insha Allah waqt mila to tafseelan jawab post kiya jayega. waisey in shiaon ka jhoot aap sab bhai " matam' thread per dekh saktey hain ,, is liye in shiaon say baat karney ki koee dilchasbee ab bai nahee rahee. Al Hasani اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 SITARA GROUP SAHIB YA SAHIBAH! WESAY APP TAQIYYAH PER KHOOB AMAL KAR RAHAY HO, YE HOI NA RAFZIOON KAY AQEEDA PER AMAL OR IMAMOON KAY DEEN KO TAQIYYA KAR KAY CHUPANA. SHABASH KEEP IT UP. APP NAY HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AKHRI ALFAAZ YAHAN BAYAN KYE JIN SAY APP KA KYA MAQSAD THA WO MUJAH WAZAH KARNAY KI HAJAT NAHI. HAR ZE'SHAOOR INSAN SAMAJH SAKHTA HAI APP KI TABARRAH BAZI KO. UB CHALAIN HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KAY ALFAAZ BHI SUN LETAY HAIN JO HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY KAFAN DEYE JANAY KAY BAAD KAHA: FAZAL BIN UMER NAY HAZRAT IMAM JAFAR SADIQ RADI ALLAH ANHU SAY POOCHA KAH : JUB HAZRAT UMER BIN KHATTAB RADI ALLAH ANHU KO KAFAN DIA JA CHUKA THA, USS WAQT HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY IRSHAD FARMAYA THA. USS KA KYA MATLAB THA ?? TO APP NAY FARMAYA KAH HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KA MATLAB YE THA KAH MERAY NAZDEEQ KOI AMAL USS SAY ZIADA PASANDIDAH NAHI KAH JUB MAIN ALLAH TA'ALA SAY MULAQAAT KAROON TO ISS KAFAN PEHNAY HOYE YANI UMER BIN KHATTAB RADI ALLAH ANHU KAY AMAAL NAMAY KAY SATH MULAQAAT KAROON. (MA'ANI UL AKHYAAR LILSHEIKH SADOOQ, PAGE 412) ALLAH O AKBAR HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KAY NAZDEEQ HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AMAAL ISS QADAR AHMIYAT RAKHTAY THAY KAH APNAY AMAL KAY BAJAYE HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AMAL KO LAY KAR ALLAH TA'ALA SAY MULAQAT KO PASAND KIA. HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KO KITNAY AZEEZ THAY KAH APNI BETI UMME KULSOON KI SHADI HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU SAY KAR DI, JIN SAY 2 SAHIBZADAH PAIDAH HOYE. HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KAY MOTAMID SHIA MAIN SAY ALI BIN ISMAEEL SAY POOCHA GAYA KAH HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY APNI BETI KI SHADI HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU SAY KYON KI ?? TO USS NAY JAWAB DIA KAH DO SHAHADATOON KAY IZHAR KI KHATIR EESA KIA, 1 ) ZABAN SAY KALMA SHAHADAT BHI AADA KARTAY THAY OR 2) HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KI FAZILAT KA IQRAR BHI KARTAY THAY. (MAJALISSUL MOMINEEN, JILD 1, PAGE 451) (MANAQIB IBN SHAHAR AASHOOB, PAGE 275) MASOOR BIN MAKHRAMAH SAY HI RAWAYAT HAI KAH HAZRAT UMER ZAKHMI HOYE, TO APP TAQLEEF KI WAJAH SAY PARESHAN THAY, HAZRAT IBN ABBAS NAY KAHA. AMEERUL MOMINEEN APP NAY RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI SOHBAT KI OR ACCHI SOHBAT KI, PHIR HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM SAY JUDA HOYE OR APP SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM TUM SAY RAZI THAY, ABU BAKAR KI TUMHAIN SOHBAT MUYASSAR AAYE, ISS SOHBAT KA BHI APP NAY HAQ ADAA KAR DIA, HATTA KAH ABU BAKAR BA'WAQT E WISAAL TUM SAY KHUSH THAY, PHIR TUM NAY DOOSRAY MUSALMANOON KI SOHBAT KI, UN KAY SATH SOHBAT ACCHI RAHI, APP INHAIN CHORAY JA RAHAY HAIN, WO SUB APP SAY RAZI HAIN. (IBN HADEED SARAH NAJUL BALAGAH, JILD 3, PAGE 146) HAZRAT ABDULLAH BIN ABBAS RADI ALLAH ANHUMA KEHTAY HAIN NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM WISAAL KAY WAQT HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU SAY RAZI THAY, ABU BAKAR RADI ALLAH ANHU BHI RAZI, PHIR TAMAM MUSALMAN BHI RAZI, IN MUSALMANOON MAIN AHLEBAIT BHI SHAMIL HAIN WO BHI RAZI. HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KA KUFA MAIN TASHREEF LANA 12 RAJAB BA'ROOZ PEER 36 KO HOA, TO APP SAY ARZ KI GAYE KAH QASAR EMARAAT MAIN QAYAM FARMAYEEN GE, FARMAYA : NAHI , KYON KAH ESSI JAGAH HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU TAHARNA PASAND NAHI KARTAY THAY, ISS LYE AAM MAKAN MAIN QAYAM KAROON GA, PHIR APP NAY JAMAH MASJID KUFA MAIN TASHREEF LA KAR DO'GANAH PARHA, PHIR AIK AAM MAKAN MAIN QAYAM FARMAYA. (AKHBARUT TAWAAL, PAGE 152) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 Ayatullah Bhai or Mukhtaar Bhai aap phir wrong khale. Ya to Sahi Hadis se hi os ka rudd layen. Aap ke kahnay se main Shiya nahi hone laga. Aisi baten to tub ki jati hain jub insaan ke pass jawabaat khatam ho jayen. Himmat karen!! Main ne aap se poocha kya aap Janab-e-Farooq-e-Azam Omar ke zulam sunana pasand karen ge. Bajaye zulam samajhne ke aap ne mujhe shiya bana dia (Astaghfirullah). Ye to aap topic se hi hutt gaye. Wakalat daleelon se hoti hai. Taana bazi se nahi. Please comments اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 SITARA AGAR TAQIYYA KA ENAK UTTAR PER PARHTAY MERI POST TO TUMHAIN USS MAIN, HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KI GAWAHI NAZAR AATI, HAZRAT ABDULLAH BIN ABBAS RADI ALLAH ANHU KI GAWAHI NAZAR AATI. HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU TO HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY AMAAL PER RASK KARAIN. OR TUM USS MAIN ZULUM SABIT KARO. HAZRAT IBN ABBAS RADI ALLAH ANHU TO TO GAWAHI DEEN KAH SUB MUSALMAN RAZI HAIN, BAQOOL TUMHARAY AGAR KISI PER ZULUM KIA THA PHIR KIA HAZRAT IBN ABBAS RADI ALLAH ANHU JHOOT BOOL KAR KABIRA GUMAH KAR RAHAY HAIN. (ALAYAZUBILLAHI TA'ALA) BETA ZARA METI POST KA JAWAB TO DO NA PUTTER, TUMHARAY PANDITOON KI KITABOON KAY HAWALAY HAIN, IN KYON BAAG RAHAY HO. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
haq.mil.gaya مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 Inshallah En tamaam ka Jawaab deeya jaiega Lekin Imran Sahab se guzarish hai mujhe tamaam References k Scan ya online link dein phir baat agae barhaie jaiegi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 Inshallah En tamaam ka Jawaab deeya jaiega Lekin Imran Sahab se guzarish hai mujhe tamaam References k Scan ya online link dein phir baat agae barhaie jaiegi? HAHAHHAHAH.....................HAQ MIL GAYA, ACCHA BHANA HAI BAGNAY KA, REFERNCE TUMHARAY SAMNAH HAIN, JAWAB HAI TO DO, WARNA TUM BHI BAAG SAKHTA HO. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayatullah مراسلہ: 29 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) JIN BHAI KE PAAS WAQT HAI , WAH IS SHIA KO SAMJHAE. ISAKEY JHOOT SAY MAIN PARESHAN HO GAYA HOON. Arabic : Tafsir Al Jalalayn , Sura Yunus ( sura 10) Ayat : 54 تفسير تفسير الجلالين وَلَوْ أَنَّ لِكُلِّ نَفْسٍ ظَلَمَتْ مَا فِي ٱلأَرْضِ لاَفْتَدَتْ بِهِ وَأَسَرُّواْ ٱلنَّدَامَةَ لَمَّا رَأَوُاْ ٱلْعَذَابَ وَقُضِيَ بَيْنَهُمْ بِٱلْقِسْطِ وَهُمْ لاَ يُظْلَمُونَ { وَلَوْ أَنَّ لِكُلِّ نَفْسٍ ظَلَمَتْ } كفرت { مَّا فِى ٱلأَرْضِ } جميعاً من الأموال { لاَفْتَدَتْ بِهِ } من العذاب يوم القيامة { وَأَسَرُّواْ ٱلنَّدَامَةَ } على ترك الإِيمان { لَمَّا رَأَوُاْ ٱْلَعَذَابَ } أي أخفاها رؤساؤهم عن الضعفاء الذين أضلوهم مخافة التعيير { وَقُضِىَ بَيْنَهُمْ } بين الخلائق { بِٱلْقِسْطِ } بالعدل { وَهُمْ لاَ يُظْلَمُونَ } شيئاً. English: Sura Yunus , Ayat 54 , Tafsir Al Jalalayn And if each soul that has done wrong, [that] has disbelieved, had all that is in the earth, of riches, it would offer it as ransom, against chastisement on the Day of Resurrection; and they will feel remorse within them, for having neglected faith, when they see the chastisement, their leaders keep it [their remorse] secret from the weak ones whom they had led astray, fearing reproach, but it has been decided justly between them, [between] all creatures, and they are not wronged, in anything. . Edited 29 نومبر 2008 by Ayatullah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayatullah مراسلہ: 29 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) مناقب عمر بن الخطاب أبي حفص القرشي العدوي رضي الله صحيح البخاري 3737 ـ حَدَّثَنَا الصَّلْتُ بْنُ مُحَمَّدٍ، حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ، حَدَّثَنَا أَيُّوبُ، عَنِ ابْنِ أَبِي مُلَيْكَةَ، عَنِ الْمِسْوَرِ بْنِ مَخْرَمَةَ، قَالَ لَمَّا طُعِنَ عُمَرُ جَعَلَ يَأْلَمُ، فَقَالَ لَهُ ابْنُ عَبَّاسٍ ـ وَكَأَنَّهُ يُجَزِّعُهُ ـ يَا أَمِيرَ الْمُؤْمِنِينَ، وَلَئِنْ كَانَ ذَاكَ لَقَدْ صَحِبْتَ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم فَأَحْسَنْتَ صُحْبَتَهُ، ثُمَّ فَارَقْتَهُ وَهْوَ عَنْكَ رَاضٍ، ثُمَّ صَحِبْتَ أَبَا بَكْرٍ فَأَحْسَنْتَ صُحْبَتَهُ، ثُمَّ فَارَقْتَهُ وَهْوَ عَنْكَ رَاضٍ، ثُمَّ صَحِبْتَ صَحَبَتَهُمْ فَأَحْسَنْتَ صُحْبَتَهُمْ، وَلَئِنْ فَارَقْتَهُمْ لَتُفَارِقَنَّهُمْ وَهُمْ عَنْكَ رَاضُونَ. قَالَ أَمَّا مَا ذَكَرْتَ مِنْ صُحْبَةِ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم وَرِضَاهُ، فَإِنَّمَا ذَاكَ مَنٌّ مِنَ اللَّهِ تَعَالَى مَنَّ بِهِ عَلَىَّ، وَأَمَّا مَا ذَكَرْتَ مِنْ صُحْبَةِ أَبِي بَكْرٍ وَرِضَاهُ، فَإِنَّمَا ذَاكَ مَنٌّ مِنَ اللَّهِ جَلَّ ذِكْرُهُ مَنَّ بِهِ عَلَىَّ، وَأَمَّا مَا تَرَى مِنْ جَزَعِي، فَهْوَ مِنْ أَجْلِكَ وَأَجْلِ أَصْحَابِكَ، وَاللَّهِ لَوْ أَنَّ لِي طِلاَعَ الأَرْضِ ذَهَبًا لاَفْتَدَيْتُ بِهِ مِنْ عَذَابِ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ قَبْلَ أَنْ أَرَاهُ. فتح الباري بشرح صحيح البخاري قَوْله : ( حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيل بْن إِبْرَاهِيم ) هُوَ الَّذِي يُقَال لَهُ اِبْن عُلَيَّة . قَوْله : ( عَنْ الْمِسْوَر بْن مَخْرَمَةَ ) كَذَا رَوَاهُ اِبْن عُلَيَّة وَرَوَاهُ حَمَّاد بْن زَيْد كَمَا عَلَّقَهُ الْمُصَنِّف بَعْد فَقَالَ " عَنْ اِبْن عَبَّاس " وَأَخْرَجَهُ الْإِسْمَاعِيلِيّ مِنْ رِوَايَة الْقَوَارِيرِيّ عَنْ حَمَّاد بْن زَيْد مَوْصُولًا , وَيَحْتَمِل أَنْ يَكُون مَحْفُوظًا عَنْ الِاثْنَيْنِ . قَوْله : ( لَمَّا طُعِنَ عُمَر ) سَيَأْتِي بَيَان ذَلِكَ بَعْد فِي أَوَاخِر مَنَاقِب عُثْمَان . قَوْله : ( وَكَأَنَّهُ يُجَزِّعهُ ) بِالْجِيمِ وَالزَّاي الثَّقِيلَة أَيْ يَنْسُبهُ إِلَى الْجَزَع وَيَلُومهُ عَلَيْهِ , أَوْ مَعْنَى يُجَزِّعُهُ يُزِيل عَنْهُ الْجَزَع , وَهُوَ كَقَوْلِهِ تَعَالَى ( حَتَّى إِذَا فُزِّعَ عَنْ قُلُوبهمْ ) أَيْ أُزِيلَ عَنْهُمْ الْفَزَع , وَمِثْله مَرَّضَهُ إِذَا عَانَى إِزَالَة مَرَضه , وَوَقَعَ فِي رِوَايَة الْجُرْجَانِيّ " وَكَأَنَّهُ جَزِعَ " هَذَا يَرْجِع الضَّمِير فِيهِ إِلَى عُمَر بِخِلَافِ رِوَايَة الْجَمَاعَة فَإِنَّ الضَّمِير فِيهَا لِابْنِ عَبَّاس . وَوَقَعَ فِي رِوَايَة حَمَّاد بْن زَيْد " وَقَالَ اِبْن عَبَّاس مَسِسْت جِلْد عُمَر فَقُلْت جِلْد لَا تَمَسّهُ النَّار أَبَدًا , قَالَ فَنَظَرَ إِلَيَّ نَظْرَة كُنْت أَرْثِي لَهُ مِنْ تِلْكَ النَّظْرَة " . قَوْله : ( وَلَئِنْ كَانَ ذَاكَ ) كَذَا فِي رِوَايَة الْأَكْثَر , وَفِي رِوَايَة الْكُشْمِيهَنِيِّ " وَلَا كُلّ ذَلِكَ " أَيْ لَا تُبَالِغ فِي الْجَزَع فِيمَا أَنْتَ فِيهِ , وَلِبَعْضِهِمْ : وَلَا كَانَ ذَلِكَ , وَكَأَنَّهُ دُعَاء , أَيْ لَا يَكُون مَا تَخَافهُ , أَوْ لَا يَكُون الْمَوْت بِتِلْكَ الطَّعْنَة . قَوْله : ( ثُمَّ فَارَقْت ) كَذَا بِحَذْفِ الْمَفْعُول , وَلِلكُشمِيهَنِيّ : " ثُمَّ فَارَقْته " . قَوْله : ( ثُمَّ صَحِبْتهمْ فَأَحْسَنْت صُحْبَتهمْ , وَلَئِنْ فَارَقْتهمْ ) يَعْنِي الْمُسْلِمِينَ , وَفِي رِوَايَة بَعْضهمْ " ثُمَّ صَحِبْت صَحَبَتَهُمْ " بِفَتْحِ الصَّاد وَالْحَاء وَالْمُوَحَّدَة , أَيْ أَصْحَاب النَّبِيّ صَلَّى اللَّه عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَأَبِي بَكْر , وَفِيهِ نَظَر لِلْإِتْيَانِ بِصِيغَةِ الْجَمْع مَوْضِع التَّثْنِيَة , قَالَ عِيَاض : يَحْتَمِل أَنْ يَكُون " صَحِبْت " زَائِدَة وَإِنَّمَا هُوَ ثُمَّ صَحِبْتهمْ أَيْ الْمُسْلِمِينَ , قَالَ : وَالرِّوَايَة الْأُولَى هِيَ الْوَجْه , وَرَوَيْنَاهَا فِي أَمَالِي أَبِي الْحَسَن بْن رِزْقَوَيْهِ مِنْ حَدِيث اِبْن عُمَر قَالَ " لَمَّا طُعِنَ عُمَر قَالَ لَهُ اِبْن عَبَّاس " فَذَكَرَ حَدِيثًا قَالَ فِيهِ " وَلَمَّا أَسْلَمْت كَانَ إِسْلَامك عِزًّا " . قَوْله : ( فَإِنَّ ذَلِكَ مِنْ ) أَيْ عَطَاء ; وَفِي رِوَايَة الْكُشْمِيهَنِيّ " فَإِنَّمَا ذَلِكَ " . قَوْله : ( فَهُوَ مِنْ أَجْلك وَمِنْ أَجْل أَصْحَابك ) فِي رِوَايَة أَبِي ذَرّ عَنْ الْحَمَوِيّ الْمُسْتَمْلِي " أُصَيْحَابك " بِالتَّصْغِيرِ , أَيْ مِنْ جِهَة فِكْرَته فِيمَنْ يَسْتَخْلِف عَلَيْهِمْ , أَوْ مِنْ أَجْل فِكْرَته فِي سِيرَته الَّتِي سَارَهَا فِيهِمْ , وَكَأَنَّهُ غَلَبَ عَلَيْهِ الْخَوْف فِي تِلْكَ الْحَالَة مَعَ هَضْم نَفْسه وَتَوَاضُعه لِرَبِّهِ . قَوْله : ( طِلَاع الْأَرْض ) بِكَسْرِ الطَّاء الْمُهْمَلَة وَالتَّخْفِيف أَيْ مِلْأَهَا , وَأَصْل الطِّلَاع مَا طَلَعَتْ عَلَيْهِ الشَّمْس , وَالْمُرَاد هُنَا مَا يَطْلُع عَلَيْهَا وَيُشْرِف فَوْقهَا مِنْ الْمَال . قَوْله : ( قَبْل أَنْ أَرَاهُ ) أَيْ الْعَذَاب , وَإِنَّمَا قَالَ ذَلِكَ لِغَلَبَةِ الْخَوْف الَّذِي وَقَعَ لَهُ فِي ذَلِكَ الْوَقْت مِنْ خَشْيَة التَّقْصِير فِيمَا يَجِب عَلَيْهِ مِنْ حُقُوق الرَّعِيَّة , أَوْ مِنْ الْفِتْنَة بِمَدْحِهِمْ . قَوْله : ( قَالَ حَمَّاد بْن زَيْد ) وَصَلَهُ الْإِسْمَاعِيلِيّ كَمَا تَقَدَّمَ وَاللَّهُ أَعْلَمُ , وَسَيَأْتِي مَزِيد فِي الْكَلَام عَلَى هَذَا الْحَدِيث فِي قِصَّة قَتْل عُمَر آخِر مَنَاقِب عُثْمَان . وَأَخْرَجَ اِبْن سَعْد مِنْ طَرِيق أَبِي عُبَيْد مَوْلَى اِبْن عَبَّاس عَنْ اِبْن عَبَّاس فَذَكَرَ شَيْئًا مِنْ قِصَّة قَتْل عُمَر . SAHIH BUKHARI , CHAPTER COMPANIONS OF THE PROPHET , : SUB CHAPTER:VI: The Virtues of 'Umar ibn al-Khattab, Abu Hafs, al-Qurayshi al-'Adawi Narrated Al-Miswar bin Makhrama: When 'Umar was stabbed, he showed signs of agony. Ibn 'Abbas, as if intending to encourage 'Umar, said to him, "O Chief of the believers! Never mind what has happened to you, for you have been in the company of Allah's Apostle and you kept good relations with him and you parted with him while he was pleased with you. Then you were in the company of Abu Bakr and kept good relations with him and you parted with him (i.e. he died) while he was pleased with you. Then you were in the company of the Muslims, and you kept good relations with them, and if you leave them, you will leave them while they are pleased with you." 'Umar said, (to Ibn "Abbas), "As for what you have said about the company of Allah's Apostle and his being pleased with me, it is a favor, Allah did to me; and as for what you have said about the company of Abu Bakr and his being pleased with me, it is a favor Allah did to me; and concerning my impatience which you see, is because of you and your companions. By Allah! If (at all) I had gold equal to the earth, I would have ransomed myself with it from the Punishment of Allah before I meet Him." Edited 29 نومبر 2008 by Ayatullah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayatullah مراسلہ: 29 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) In shia sahab ne ek quran ki ayat pesh ki aur ek hadith. Dono ka aapas mein koee talluk nahee. Pata nahee kya sabat karna chah rahay hain. Sura yunus ki ayat 54 mein qiyamat ke din ka zikar hai. Pata nahee shia sahab ne kya say kya bana liya. Yeh shia hazraat kabhee tafseer nahee padhtey kya? Aur yahan per koee bhee shaksh ayat 51 say shuru karey to baat wazah ho jayegi. SIRF WAQT KA ZAYA KARNA HAI IN SHIAON KE SAATH BAAT KARNEY MEIN. AL HASANI Edited 29 نومبر 2008 by Ayatullah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 LO G TUMHARA MOLVI MUFASSIR ZULM KI NISBAT NAFS KI TARAF KAR RAHA HAI, OR YAHAN SITARA TAQIYYA BAAZ NAY ISSI KUCH OR RANG DE KAR KAR YE SABIT KARNA CHAHA KAH HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU NAY ZULUM KIA MUSALMANOON PER. DOOSRI TARAF HAZRAT ALI KYA KEH RAHAY HAIN HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU NAY APNI NAFS PER ZULUM KIA YA NAHI. FAZAL BIN UMER NAY HAZRAT IMAM JAFAR SADIQ RADI ALLAH ANHU SAY POOCHA KAH : JUB HAZRAT UMER BIN KHATTAB RADI ALLAH ANHU KO KAFAN DIA JA CHUKA THA, USS WAQT HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU NAY IRSHAD FARMAYA THA. USS KA KYA MATLAB THA ?? TO APP NAY FARMAYA KAH HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KA MATLAB YE THA KAH MERAY NAZDEEQ KOI AMAL USS SAY ZIADA PASANDIDAH NAHI KAH JUB MAIN ALLAH TA'ALA SAY MULAQAAT KAROON TO ISS KAFAN PEHNAY HOYE YANI UMER BIN KHATTAB RADI ALLAH ANHU KAY AMAAL NAMAY KAY SATH MULAQAAT KAROON. (MA'ANI UL AKHYAAR LILSHEIKH SADOOQ, PAGE 412) HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU TO HAZRAT UMER RADI ALLAH ANHU KAY NAMA AAMAAL KO PASAND KARAIN, KYA MAIN YE SAMJHOON KAH BAQOOL SHIA KAH HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KO WO AMAAL NAMA PASAND THA JISS MAIN ZULUM THA.(ALAYAZUBILLAHI TA'ALA) FAISLA KHUD KAR LO. HAZRAT ALI RADI ALLAH ANHU KI PEERVI KON KAR RAHA HAI OR UN KAY KHILAF KON KAR RAHA HAI. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 30 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 30 نومبر 2008 , jazak ALLAH, ayatullah bahi aur JAD DUL MUKHTAR bhai, bohat achay jawab diy hain app nay,, aur sitara sahb,, (please comments )but without lie waiting.................................... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
haq.mil.gaya مراسلہ: 30 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 30 نومبر 2008 HAHAHHAHAH.....................HAQ MIL GAYA, ACCHA BHANA HAI BAGNAY KA, REFERNCE TUMHARAY SAMNAH HAIN, JAWAB HAI TO DO, WARNA TUM BHI BAAG SAKHTA HO. Imran Sahab Aap k Sath Yahee Masla hai. Scans dene ya Online Link dene mai kya jaata hai? Mai es liye keh raha houn k Aaj kal mere papers chul rahe hai lehaaza Agur ho sake to aata kar dein, Nawazish hogi. Behas baraie behas k mai adee nahee aur seekhne k liye aaya houn lehaaza Guzarish hai k Es k Scans ya online link deeya jaie. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 30 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 30 نومبر 2008 Imran Sahab Aap k Sath Yahee Masla hai. Scans dene ya Online Link dene mai kya jaata hai? Mai es liye keh raha houn k Aaj kal mere papers chul rahe hai lehaaza Agur ho sake to aata kar dein, Nawazish hogi. Behas baraie behas k mai adee nahee aur seekhne k liye aaya houn lehaaza Guzarish hai k Es k Scans ya online link deeya jaie. HAQ MIL GAYA MERAY SATH KYA MASLA HAI WO TO DEFINE KAR DO ?? KOI JALDI NAHI HAI APP PAPER SAY FARIG HO JAYEEN, PHIR APP SAY BAAT KARAIN GE, BEHAS BARAYE BEHAS KAR NAY APP LOOG YAHAN AAYE THAY, HUM MAIN NAY KISI NAY APP KO YAHAN INVITE KIA, NAHI NA TO PHIR JAWAB DENA HAI TO DAIN, KESAY SHIA HAIN KAH APP KAY PASS APNI KITABAIN NAHI, CHALAIN NAHI TO NAHI SAHI, APNAY KISI SAY LAY KAR DEKH KAR JAWAB DE DO. EBAARAT APP KAY SAMNAH HAI, REFERNCE KAY SATH, KOI JALDI NAHI HAI. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 دسمبر 2008 Hazrat Ali or Hazrat Umar ya deegar sahaba me koi ikhtelaaf nahin tha jaisa ki khud Quran ka farmaan e Aalishan hain ki ye sahaba Apas me narm dil or Kafiro par Shiddat karty hain....sahabao ki azmat Quran or Hadees me kai muqamat par bayan ki gayi..jo Huzur ke ja nisar sahabao par laan-taan kary un par Allah or Usky Mehboob Rasool e Kareem ki or Tamam farishto or Momino ki Lanat hai... Hazrat Ali or Hazrat Umar RadiAllah Anhuma me koi Ikhtelaaf nahin shiyo se proof. Nehjul balagha shiyo ki kutub se proof ki Khiafat ko Hazrat ali bakri ki naak par lagy pani se zyada eham nahin janty thy...hazrat ali or hazrat umar me koi ikhtelaaf nahin...shiyo ki zubani اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 دسمبر 2008 Shiya Alim Mulla Majlisi in his Hayatul Quloob Copied..."Agar Huzur ne Khilafat ki wasiyat mere naam ki hoti to me apna Haq Larh kar leta", : Hazrat Ali (Proof from shiya's book) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔