Jump to content

Rad e Rawafaz


Qadri Sultani

تجویز کردہ جواب

Chishti Qadri Bhai!!

 

JazakAllah

 

Aap ki kitaab download kar ke main ne parh li hai. Jis ka khulasa ye hai jo Sahaba ka munkir hai or jo onhain bura bhala kahta hai wo Kafir hai or Raafzi hai.

 

Bilkul theek kaha hum Sahaba Karaam (ra) ke jutiyon ki khaak ke barabar bhi nahi hain. Magar such ko badla bhi nahi jaa sakta. Main "Sahi Bukhari" se kuch ahadis attach kar raha hoon or aap please ye soch kar ke (Sirf Allah ko Jaan deni hai or osi ko hi apnay amaal ka jawab dena hai) reply karna.

 

Ab please Khuda or Rasoolallah (PBUH) ka wasta de raha hoon ko koi es attachment ko delete na kare. Takay ye baat esi topic main khatam ho jaye.

 

En Hadison ko parh lijiye gaa. Or kis sahabi ne kya Biddat ki ye main bata doon ga. Phir aap ki marzi Aala Hazrat (ra) ki book ko maanay ya Saha-e-Sitta ko maanay.

 

Regards,

post-2656-1227843579.jpg

post-2656-1227843595.jpg

post-2656-1227843605.jpg

Link to comment
Share on other sites

Ashiq bhai aap ab abhi bhi andheray main ho.

 

Kya Sahaba jahanmi bhi ho sakte hain. Or ye jo on ka kasoor hai "Biddat karna" wo kaunsi biddat hai. Kuch pata hai aap ko. Foran aap ne futwa de diya.

 

Hai himmat to chalen aagay??

 

Postively ijazat den to aap ki aankhen khul jayen??

Link to comment
Share on other sites

Chishti Qadri Bhai!!

 

Ab please Khuda or Rasoolallah (PBUH) ka wasta de raha hoon ko koi es attachment ko delete na kare. Takay ye baat esi topic main khatam ho jaye.

 

En Hadison ko parh lijiye gaa. Or kis sahabi ne kya Biddat ki ye main bata doon ga. Phir aap ki marzi Aala Hazrat (ra) ki book ko maanay ya Saha-e-Sitta ko maanay.

 

Regards,

 

I was of the view that user "SitaraGroup" is Shia but his objection on Ilm e Nabvi (saw) has shows that he have inherited some parasite of wahabiya also. Thats why he is now objecting the Ilm e Nabvi (saw) just like wahabiya.This hadees is frequently used by wahabiya as argument for negation of Ilm e Nabvi (saw).

Now Shia reps has to tell me that what is Shia believe about vastness of Hazrat Ali (ra) i.e. Bab e Ilm knowledge. Whether he was aware of Munafiqs & MOmins or not.

Link to comment
Share on other sites

SITARA AGAR HISTORY SAY WAQIF HOTAY TO IN HADEES PER ETIRAAZ NA KARTAY, NABI KAREEM SALLALAHO ALAIHI WASALLAM KAY WISAL E ZAHIRI KAY BAAD KON MUNKIR HOYE THAY ZAKAT KAY, KON MUSALIMA KAZZAB KAY SATH SHAMIL HOYE THAY.???

 

IN MAIN KON SAY ASHAAB KA ZIKAR HAI ??? OR TUM RAFZI SHIA IN SAY KIN KO MURAAD LETAY HO ??

 

RAD E RAWAFIZ PARH LI, KISS KI HAI YE BHI PARH LI HOGI, BOHAT TAQIYYA KAR KAR KAY NAAM LE RAHA THA NA, KYON KYA HOA, UB ETIRAAZ KYON.

Link to comment
Share on other sites

Exposing bhai. (Kyon ke Nafaak bhai aap ko kah nahi sakta sorry)

 

Kya aap such jaanana pasand nahi karte!!

 

You are just beating about the bush!!

 

Topic par rehe or jawab den

 

 

Jo Mai nay pocha uss ka jawab nahi atta tu likh du..

"Shia reps has to tell me that what is Shia believe about vastness of Hazrat Ali (ra) i.e. Bab e Ilm knowledge. Whether he was aware of Munafiqs & MOmins or not???"

Shia Jahil when Hazrat Ali (ra) is aware of Munafiqeens how its possible that Nabi e Kareem (saw) is not aware of them.

....Iss baat ka jawab hee tumharay Sahaba e Kiram par Tabray ka Radd ker dai ga ...issliay tu Jawab nahi daiy rahay

Link to comment
Share on other sites

Dr.Ashraf Asif explains the Hikmat & verdict of Hadeeth which was presented by "Sitaragroup" & mostly presented by wahabiya & Rafziya to object Ilm e Ghayb of Nabi e Mukarram (saw) .

 

 

Part-1 (Hadeeth explaination from Timing counter at 0400 min)

Part-2 (Hadeeth explaination Contd..)

Nara e Tehqeeq :Haq Chaar Yaar (AbuBabr , Umar, Usman,Ali) Radi Allah Anhum.

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...