SitaraGroup مراسلہ: 26 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 نومبر 2008 Mohtaram Islami Bhai!! Mujhe aik sawaal ka Quran o Hadis ki roshni main jawab/Futwa chahiye. Ye ke Zakawaat, Khairaat or Sadkaat sirf Ghair Sadaat/Ghair Syyed (Non-Syyed) lnsanon ke liye hain or ye sub Syyed par Haraam hain, Syyed Sadaat kisi bhi haalat main ye kabool nahi kar sakta, or agar karta hai to haraam hai. To agar ye sub kuch haraam hai to ummat-e-muslima (non syyed) ka Sadaat par kya hak hai. Kya Quran-o-Hadis main aisa kuch hai ke Syyed ko kya diya jaye. Main ne kuch logon se poocha bhi hai un ka kehna hai ke Syyed ko Tohfa/Hadiya diya ja sakta hai, magar baat "Farz" ki hai, kya hum par kuch Allah o Rasoolallah (PBUH) ne "Farz" bhi kya hai ke Rasoolallah (PBUH) ke sadaat ko kye den. Aap ke futwa/jawaab ka bohat shiddat ke saath intizaar rehe ga. Wasaalm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari26 مراسلہ: 20 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2009 مفتیان شرع کی بارگاہ میں عرض ہے کہ رہنمائی فرماءیں جواب دیجے اجر دیجئے جاو گے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔