owaisi مراسلہ: 26 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 نومبر 2008 MUFASIR-E-AZAM PAKISTAN (DAMAT BARKATAMUL AAILA) BOOKS BAZMAE FAIZANE OWAISIA KARACHI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 26 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 نومبر 2008 bhai Allah Azawajjal app ko Jazai Khair ata farmai... Aur MasahAllah Mufti Sahab ki Baishumar Books Internet per available hain khasosan www.faizaneattar.net per... Bhai meine app say aik Question karna tha ky kya Mufti Sahab ne kabhi Munazra kiya hai kisi say ? Aghar is baray mein koi tafseel ho tu zaror bayan farmain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
owaisi مراسلہ: 26 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 26 نومبر 2008 bhai Allah Azawajjal app ko Jazai Khair ata farmai... Aur MasahAllah Mufti Sahab ki Baishumar Books Internet per available hain khasosan www.faizaneattar.net per... Bhai meine app say aik Question karna tha ky kya Mufti Sahab ne kabhi Munazra kiya hai kisi say ? Aghar is baray mein koi tafseel ho tu zaror bayan farmain. AALAM-E-ISLAM OR DUNYA ME SAB SE ZIADA KUTUB LIKHNE WALE SAHIB-E-TASNIF-E-KASIRA, HUZUR MUFASIR-E-AZAM PAKISTAN (DAMAT BARKATAMUL AAILA) K NAE BOUHAT SAY MUNAZERAE KYAE HAIN JIN MAE SAY EK SAIN OWAISI(JIN KA TARUF MAE NAE FOURM MAE SHAMIL KAR DIYA HAI)NAE DEKHA. MUNAZARA ILM E GAIB PAR THA HAZRAT AUR DEOBANDI AAMANE SAMNAE THAE SADER NAE DEOBANDI ALIM SAY POUCHA AAP KI HELP KARNE WALA KOUN TO UN LOGO NAE APNAE ULAMA KA NAAM DIYA.HAZRAT SAY POUCHA TO HAZRAT NAE FARMAYA MAERA MADAGAAR ALLAH HAI. MUNAZARA START HOWA HAZRAT NAE FARMAYA MUNAZARA START HONAE SAY PAHLAE TUM KYA KARTAE RAHAE US NAE KAHA MAE RASOOL ALLAH SALLALLAAHU ALAIHI WASALLAM K ILMAE GAIB KI NAFE MAE QURAN KI AAYAT,AAHDEES,ULAMA K AQWAL TALASAAH KARTA RAHA.HAZRAT NAE FARMAYA TUMHARAE KHAYAAL MAE MAE KYA KARTA RAHA.DEOBANDI AALIM NAE KAHA K AAP RASOOL ALLAH SALLALLAAHU ALAIHI WASALLAM K ILMAE GAIB K SABOOUT MAE QURAN KI AAYAT,AAHDEES,ULAMA K AQWAL TALASAAH KARTA RAHE. HAZRAT NAE FARMAYA K ALLAH NAE QURAN MAE FARMAYA HAI K JIS KA MAHFOOUM HAI."HUM NAE AAP K LEYAE AAP K ZIKAR KO BULAND KYA." PHAIR HAZRAT NAE FARMAYA K DEKH LAE ZIKAR KO KOUN BARHA RAHA HAI AUR KOUN KAAM KAR RAHA HAI NA MAERAE BARHANAE SAY BARHAEGI NA TAERAE KAAM KARNAE SAY KAAM HOGI IS LAEYAE K IS KO BULANAD ALLAH KHUD KAR RAHA HAI. YE SOUN KAR WOH DEOBANDI APNI JAGA KO CHOUR K HAZRAT K QADMOU MAE GIR GAYA AUR TOUBA KI MSLAK E AHLESUNNAT HANFI BARALVI KO KABOOUL KIYA AUR SILSILA OWAISIA MAE DAKHIL HOWA AUR AAJ HAZRAT K JAMIA OWAISIA RAZAVIYA MAE DARS E NEZAMI PARHA RAHAE HAIN. HAZRAT NAE BOUHAT MUNZARAE KIYAE MAGER YEH EAK MUNAZARA JIS K BARMAE MAE NAE AAP KO BATAYA JIS KO SAIN OWAISI NAE APNI AANKHOU SAY DEKHA AUR YEH MUNAZARA 15 MINTUE MAE KHATAM HOGAYA. YA ELAAHI SAAR PAY MAERAE RAKH SADA FAIZ E NABI HAZRAT E FAIZ OWAISI BA SAFA K WASTAE اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 27 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2008 SubhanAllah, MasahAllah!!! Meri Allah Azawajjal say Dua hai ky Allah apne Pyare Habib Hazrat Muhammad Mustafa ky Waseela say Ahl-e-Sunnat ko Taa Qayamat Aisy Ulama Ata Farmai aur Mufti Sahab ki Ilm-o-Amal Mein Izafa farmai aur Mufti Sahab ko Umar-e-Daraz ata farmai aur humein Ulama-e-Ahl e Sunnat ka Saya ata Farmai Ameen! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 nyc sharing....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) g Hzrat sb buht kam alfaz me buht kuch bata dety hain............ me ny b unki ziyarat ki hy dekhny me intehaiiiiiiiiiiiiiiiii sada hain...........aur buhhhhhhhhhhhhtttt aajizi waly hain aur ALLAH ny un k kalam me buhhhhhhhhhht barakat rakhi hy ALLAH unka saaya ta daiiiiirrrrrr hum py qaim o daim rakhy...... aameeeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeeen Edited 28 نومبر 2008 by madinah_madinah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
owaisi مراسلہ: 28 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 g Hzrat sb buht kam alfaz me buht kuch bata dety hain............ me ny b unki ziyarat ki hy dekhny me intehaiiiiiiiiiiiiiiiii sada hain...........aur buhhhhhhhhhhhhtttt aajizi waly hain aur ALLAH ny un k kalam me buhhhhhhhhhht barakat rakhi hy ALLAH unka saaya ta daiiiiirrrrrr hum py qaim o daim rakhy...... aameeeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeeen HAZRAT KI SHAN HI NERALI HAI AUR HAZRAT K KALAM MAE BARKAT KIS WAJHA SAY NA HO JIS HASTI KO ROZA E RASOOL SAY SALAM KA JAWAB AAYA JIS HASTI KO ROZA E RASOOL SAY QALAM AATA HOWA US MAE TO BARKAT HI BARKAT HONI HAI AUR SAB YEH KARAM HAI. HAZRAT KO KISI NAE JANA NAHI HAI AAP HAZRAT K TARUF MAE DEKHO KHALEFA MAE KITNAI BARI BARI HASTIYA HAZRAT K KAHLEFA HAIN MAGER HAZRAT MAE AAJZEE BOUHAT HAI ALLAH HUM KO IN KA KAAM KARNAE KI TOUFEEQ AATA FARMAE AUR HAZRAT KA NAAM KARNAE KI TOUFEEQ ATA FARMAE. AMEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 29 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔