Jump to content

shia ki hazrat ali(RS) ki touheeen

Aashiq Koun

تجویز کردہ جواب

(salam)

Jawaab no 1:-Jo Hawala deeya gaya hai Tafseer-e-Qummi se os ki Sanad mai aik Rawi:

Qasam ibne Sulaiman hai jo Majhool Rawi hai aur es ka Zikr mai ne kafi search kara Rijal ki keetaboun mai magar mujhe nahee mil sakha aur agur kisi ko Mil Jaie to Baraie Meharbani Dheka deejeye ga. Lehaaza ye Reewayat Sanadan Majhool hai aur Shioun k Liye Lehaaza Qable Hujjat nahee Sanadan!

Jawaab no 2:-Ab Aate hai aap k Asar-e-Haidery(as) k to ye Auliyoun ki Azmat hoti hai jise aap jaisa durk nahee kar sakhta!

Ye Wilayat ko Allah (azw) kin Mua'jzat se Zahir kare Ye Wahi Zaate Bari Tala (azw) Janata hai.

Ab aap Junaid-e-Baghdadi ka Qissa to Jante houn ge jo Deobandi aap logoun k khilaf Estemaal karte hai. Jismai Tawassul ki Ahmiyat ko Ujagar keeya gaya tha Auliya se to Lehaaza Zarf ki baat hoti hai. Agur aap ka Zauq etna hee halka to khudaya ese post na karein.

Chalein ab Sheikh Abdul Qadir Jilani(Brelwiyoun k Ghause Azam) farmate hai:

رایت فی المنام فی الحجر عائشہ ام المؤمنین رضی اللہ عنھا وانا اوضع ثدبھا الایمن ثما اخرجت ثدبھا الایسر فوضعتہ فدخل رسول اللہ علیہ وسلم

Tarjuma: Mai ne Khuab mai Dheka k mai Ayesha ki Gaud mai houn aur En k Daien Pistan ko Choos raha houn Phir mai ne baaya pistan bahar Nikaala Aur us ko Choosa. Os Waqt Rasool (saw) tashreef le aie.

Source:- Ghalaladul Jawahir fi Manaqab Sheikh Abdul Qadir Jilani, Pg 57, Line no 8, Published at Egypt.

Ab Tou Hud hogaie!

Jawaab ka Talabgaar houn.

Link to comment
Share on other sites

Mufti Bhai.

Mera Khayaal hai es forum main sirf Hadis ko tarjeeh di ja rahi hai ke jo kuch hadis main hai sub sahi hai or baki koi hasiyyat nahi rakhta!!

Mera khayaal hai yahaan kuch or kahna fazool hai. Agar mazeed references diye to hum topics parhnay se hi jayen ge. Aap ko aik request ki thi?. Quran paak to Ali (as) ka sehra parh raha hai agar main ne wo ayat yahaan quote kar di phir ye laug naraaz ho jayen ge. Ab main kya karoon. Yahaan sirf hadis ko preference di ja rahi hai.

Mera Khayaal hai k aap k comments mai Eshkaal hai.

Agur ye hai to Ahmad Raza Urf Ala hazrat k sare Malfuzaat bekaar hojaienge.

Dosri baat ye k aap ne jitni batoun ka proof deeya apne thread mai wo Majhool hadees par Munhasir tha lehaaza aap ki baat ka ebtaal yahee se Sabit howa.

Jo Ulma Mukhalif k liye Hujjat hai un k Aqwaal naqal karne mai koi Qabahat nahee hai.

Link to comment
Share on other sites

Haq Bhai!!

Main ab kya karoon yahaan koi Quran ki baat sunanay ki liye tayyar hi nahi hai. Main ne wuzu Quran se sabit karna chaha koi tayyar hi nahi. Ab kya karen

janab aap ko kis ne roka hai koi bhi baat quran se na sabit kernay k liye ?? mujhay nahi pata k aap shia ho ya sunni yeh aap jantay ho ya Allah janta hai kiun k mein ne dono side per aap ki posts dekhi hain aap jo bhi hain phir bhi mein aap ki iss liye respect kerta hoon k aap fazool baaton se perhaiz kertay hain...
Link to comment
Share on other sites

SitaraGroup app ne apni Asliyat dekha di isse liye tu app under observation hein :)
janab asliat sitaragroup ne nahi dikhai balkeh aap loagon ne dikhai kiun k jin per bhi shia honay ka shaq hota hai uss ko under observation rakhtay hain...sitaragroup,mufti e azam aur new member haq mil gaya jis ne sirf 2-3 posts ki hain aaj hi woh bhi under observation hain :lol: ab auqat kis ne dikhai yeh to saaf nazar aa raha hai...
Link to comment
Share on other sites

Jawaab no 1:-Jo Hawala deeya gaya hai Tafseer-e-Qummi se os ki Sanad mai aik Rawi:

Qasam ibne Sulaiman hai jo Majhool Rawi hai aur es ka Zikr mai ne kafi search kara Rijal ki keetaboun mai magar mujhe nahee mil sakha aur agur kisi ko Mil Jaie to Baraie Meharbani Dheka deejeye ga. Lehaaza ye Reewayat Sanadan Majhool hai aur Shioun k Liye Lehaaza Qable Hujjat nahee Sanadan!

Jawaab no 2:-Ab Aate hai aap k Asar-e-Haidery(as) k to ye Auliyoun ki Azmat hoti hai jise aap jaisa durk nahee kar sakhta!

Ye Wilayat ko Allah (azw) kin Mua'jzat se Zahir kare Ye Wahi Zaate Bari Tala (azw) Janata hai.

Ab aap Junaid-e-Baghdadi ka Qissa to Jante houn ge jo Deobandi aap logoun k khilaf Estemaal karte hai. Jismai Tawassul ki Ahmiyat ko Ujagar keeya gaya tha Auliya se to Lehaaza Zarf ki baat hoti hai. Agur aap ka Zauq etna hee halka to khudaya ese post na karein.

Chalein ab Sheikh Abdul Qadir Jilani(Brelwiyoun k Ghause Azam) farmate hai:

رایت فی المنام فی الحجر عائشہ ام المؤمنین رضی اللہ عنھا وانا اوضع ثدبھا الایمن ثما اخرجت ثدبھا الایسر فوضعتہ فدخل رسول اللہ علیہ وسلم

Tarjuma: Mai ne Khuab mai Dheka k mai Ayesha ki Gaud mai houn aur En k Daien Pistan ko Choos raha houn Phir mai ne baaya pistan bahar Nikaala Aur us ko Choosa. Os Waqt Rasool (saw) tashreef le aie.

Source:- Ghalaladul Jawahir fi Manaqab Sheikh Abdul Qadir Jilani, Pg 57, Line no 8, Published at Egypt.

Ab Tou Hud hogaie!

Jawaab ka Talabgaar houn.

janab aap ne jo pehli tafseer qumi pe itraaz kya hay k aik rawi majhool hay aor shia k l;ye qabil-e-hujat nien to janab es ko majhoool kis shia paadri ne kaha hay?

zara asal hawala to dena.

dosri baat aasaar-e-haidri ki to aap ey maanty hain k es mien touheen ka pehlu nie hay aor ye hazrat ali ki karamat hay to zara batyen k aaj tak ksi bhi wali ne khud ko manwany k lye apna naam AALA TANASIL se nikalwaya?

hazrat abdul qadir jelani (ra) ka jo waqia hay es k asal pges aap ne post nien kye ?

zara asal pages popst karin

Link to comment
Share on other sites

janab aap ne jo pehli tafseer qumi pe itraaz kya hay k aik rawi majhool hay aor shia k l;ye qabil-e-hujat nien to janab es ko majhoool kis shia paadri ne kaha hay?

zara asal hawala to dena.

(salam) Alal Muslimeen!

Waise Ashiq Sahab Kabhi Aap ne Elme Rijal ki Kitabein parhi hai?

Agur nahee to aap k Moun se aisee Batein achi nahee lagti.

Khair "Majhool" os Rawi ko kehte hai jiska Zikar Rijal ki keetaboun mai nahee milta aur agur milta bhi hai to os ki Tauseeq nahee hoti.

Aap Ye Hai Mu'ajam-e-Rijal-e-Hadees jo samjhein Shioun k Elme Rijal ka encyclopedia hai aur yaha se Qaaf se shuru hone Wali Rawiyaan hai agur en mai aap ko Qasam ibne Sulaiman miljaie to mujh se Mujh se 1000 Rupees Kabhi bhi lelejiyega.

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...m/15/fehrs1.htm

Ye Allama Tusi (ra) ki Keetab Al-Fehrist hai aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...ahrest/a201.htm

Ye Allama Najjashi (ra) ki Keetab-e-Rijal hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://www.yasoob.com/books/htm1/m020/23/no2320.html

Ye Allama Ibne Daud (ra) ki Keetab-e-Rijal hai aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...dawood/a153.htm

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...dawood/a266.htm

Ye Allama Hilli (ra) ki Keetab "Khulasatul Aqwaal" hai aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...laqwal/a230.htm

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...laqwal/a388.htm

Ye Allama Broujardi (ra) ki Keetaab hai "Taraif-ul-Maqaal" aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://www.yasoob.com/books/htm1/m020/23/no2350.html

http://www.yasoob.com/books/htm1/m020/23/no2351.html

Ye Allama Tafrishi (ra) ki keetaab "Naqad-ur-Rijal" aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...ijal/04/a35.htm

Ye Allama Al-Kashi (ra) ki Keetaab hai "Rijal-Al Kashi", Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman:

http://al-shia.org/html/ara/books/?mod=rej...t=20&end=30

Lehaaza Jab Etni Sari Shia Rijaal ki Keetaboun mai nahee to Ye Rawi Thiqa kaise aur jis ka yahee matlab hai k ye Majhool Rawi hai.

dosri baat aasaar-e-haidri ki to aap ey maanty hain k es mien touheen ka pehlu nie hay aor ye hazrat ali ki karamat hay to zara batyen k aaj tak ksi bhi wali ne khud ko manwany k lye apna naam AALA TANASIL se nikalwaya?

Awwul to yahee aap loogoun ka Masla hai!!

Es Waqiye ki Mujhe Awwul to Sanad nahee Maloom!!

Aur Agur Sacha hai to Muzaiqa kis baat ka.

Allah ki Qudrat hai k wo jis cheez se chahe awaaz nikalwa dein!

hazrat abdul qadir jelani (ra) ka jo waqia hay es k asal pges aap ne post nien kye ?

zara asal pages popst karin

Lolz.

Keetab ka Naam, Safa number, Satr number aur Taba't batadi aur kya chahte ho?

Link to comment
Share on other sites

salam to all muslims.

haq mil gya sahib.

mery pass itna time to nien tha k mein beth k aap k raawi dhoondta rahun lakin phir bhi mien ne kuch chek kya hay.

mien aap k send kye hoye links se hi aap ko kuch pages bej raha hn zara dekhin k en mein qasim bin salman hay k nien.

baqi aap en akha k asaar-e-haidri ki baat mein koi muzaiqa nein to chalo ksi baat ko to aap ne mana.

aap zara apnaa naaaaaam ksi k ALA TANSAL se nikalwa sakty hain.

agar koi aap ka naam apny alatanassal pe likh k rukh de to phir?

kya ye sahi hay aor es se aap ko bura mehsoos nien ho ga?

agar ye sahi hay to aap zara apny friends ka naam zarur try kerna

post-1668-1227876771.jpg

post-1668-1227876784.jpg

post-1668-1227876797.jpg

post-1668-1227876810.gif

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...