Jump to content

Arbi kaissey sahi pari jati hai?

Bismillah

تجویز کردہ جواب

yeh link sahi nahi hai' yeh message mila mujhe'''Sorry, the link that brought you to this page seems to be out of date or broken.

bara e madina.......mazarat chati hoon........

mai ne post edit ker di hai ab wo link theek hai......

dobara link post ker deti hoon........

http://www.islamicacademy.org/html/Learn_N...ah_In_Audio.htm

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bohat shukrya link ke liey!

wo Sanaa mein jo doosra B ata hai aur sura-e-Fatiha mein jo akhri B hai usey Bay kar k partey hain, Qari KHushi saab ki jo link meine aap ko di thi, us mein unhon ne B ke neechey zeer ati hai usey Bi kar k para hai, aissa kyon?

Link of Qari Khushi Saab

Link of Sana

Link of Sura-e-Fatiha

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

Chalein mein sawal ko clear kar deta hoon, baqi batein baad mein dekhein gae,

aap yeh bataiey ke quran k haroof par jab koi zeer, zabar ya pesh a jaey to uney Bi, Ba ya Bou kar para jata hai jaissa ke Qari Khushi Saab para rahey they, to phir log Bi ko Bay, aur Bou ko Bo kar k kyon partey hain? confusion yahi par hain merey khial se.

(salam)

ji.....haroof per jo harakat hoon gain humain wohi ada kerni hai.......apni taraf se kuch nahi kerna hai.........ager ba per zaber hai to ba alif zaber baa aur ager khali ba per zaber hai to ba zaber ba hi parhain gain...........apni taraf se humain kuch bhi add nahi kerna hai.......

baqi rahi baat un logoon ki kay jo log ap kay kehnay kay mutabiq ba pesh bo ko bou perhate hain to unhain khas islah ki zaroraat hai......aur kisi alim se samne bait ker jab tak nahi samjha jaye ga tab tak bolne se kuch samjh nahi ata....but ager confusion ho to wo door ho sakti hai........ (azw)(ia)

jo log makharij sahi nahi parhte unko islah ki zaroraat hai.......

Yahi to main keh raha hoon, lekin aap ne jo mujhe islamiacademy ki link de thi us mein to mufti saab Bi ko Bou ko bo aur dou ko 2 kar k pard rahey they, yahi mera sawal hai keh aissa kyon, agar bou hai to usey bou hi parna ho ga na, maaf kijiey ga agar kuch aap logon ko zayada hi tang kar raha hoon,

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!

Arbi zaban mein jab Laam k neechey zear a jaey to usey Lee para jata hai jaissa k hum urdu mein kehtey hain, Gilli Mitti, issi tara jab Arbi zaban mein jab B k neechey zear ho to usey Bee para jata hai, lekin jab hum darood-e-Ibrahimi partey hain to us k shuru mein jo laam ata hai us k neechey zear hai to phir usey hum Lii ki bajaey Lay kyon partey hain, aissey hi athahiyat k shuru mein jo T ke uper pesh ati hai, usey Tou ki bajaey Tau kyion partey hain?

main iss masley se kafi parishaan hoon, mujhe nahi pata mein jo namaz mein parta hoon wo sahi parta hoon ya nahi, baraey meherbani jitni jaldi ho sakey is sawal ka jawab zaroor dijiey ga, Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!

(wasalam)

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=15976

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...