Jump to content

Dr. Zakir Naik ki Taubah aur Iqraar-e-Kufr


Ghulam e Azhari

تجویز کردہ جواب

Alright, here comes the Videos evidence:

 

http://www.4shared.com/account/file/762191...deo_Suboot.html

 

I was the "videos making team" to use this video to oppose Zakir Naik in youtube and else where. please upload this on youtube and give its link here please!

Link to comment
Share on other sites

Alright, here comes the Videos evidence:

I was the "videos making team" to use this video to oppose Zakir Naik in youtube and else where. please upload this on youtube and give its link here please!

 

(bis)

(salam)

Janab Shamsheer-e-Aala Hazrat sahib

Please accept bundle of thanks by heart from me, I'm realy thank full to you.

 

aap ne video share karke bohat bohat bara kam kia,

Ab jabke Dr. Zakir Naik ne Tehriri toba ker hi li hai, to mera is silsilye main kuch kehna koim khas maana (Meaning) nahin rakhta....

 

Lehaza aap ye batain ke what els you want now??

 

ye tuba to tareekh ka hissa ban gai and i'm very greatfull and happy about it, but what about the aqeedha i asked about you peopls,

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

The link may not be working, so here is the file of the video:

http://www.mediafire.com/?sharekey=d55cabc...2db6fb9a8902bda

 

Again, this is a defeat. Zakir Naik has done Ruju about his "Qol-e-Kufr" and he didn't yet do ruju about "Aqeeda-e-Kufr".

So, he should clear all his matter and beliefs, there are many!

We certainly can't say Zakir Naik is now among us. He is still Ghair Muqallid Wahabi, and we'll oppose him as we do to all the boot-lickers of killer and rapist Ibn Abdul Wahab Najdi.

Link to comment
Share on other sites

Again, this is a defeat. Zakir Naik has done Ruju about his "Qol-e-Kufr" and he didn't yet do ruju about "Aqeeda-e-Kufr".

So, he should clear all his matter and beliefs, there are many!

 

(bis)

(salam)

 

Zara wazahat karain Aqeeda-e-Kufr ki???

aap aik ahl-e-Hadith per Aqeedah-e-Kufr sabit hi nahin ker saktye.......agar sabit ho jaya to ahle-e-Hadith hi nahin, kafir/murtad hogaya..... yaqinan itna to jantye hongye aap.

 

dhond lain (Insha Allah (azw) bat ghalat nahin hogi)

 

We certainly can't say Zakir Naik is now among us. He is still Ghair Muqallid Wahabi, and we'll oppose him as we do to all the boot-lickers of killer and rapist Ibn Abdul Wahab Najdi.

 

By the way (bar sabil-e-tazkara) aik Hadith apnye alfaz main (hawala main abhi nahin sakonga) share karmna chahta hon

 

"Gheebat ke barye main Masoom Imam, Imam-e-Aazam, Hazoor-e-Akram (saw) ka farman-e-aalishan hai ke jis ne kisi ki burai us ki ghair mojoodgi main bayan ki (nam ke sath), us ne gheebta ki, gheebat braber hai apnye murda bhai ka gosht khana, Sahaba (ra) ne araz kia aur agar us main waqiaatan ye burian mojood ho to? Hazooor-e-Akram (saw) ne farmaya gheebat hi hai, Warna agar is main wo burai mojood nahin to ye Bohtan hai.. jo ke Gheebat se bhi bara gunah hai (kabeera). (Quran main bhi Bohtan ke barye main Aayet warid hoi hain)

 

ab aap apna amal dekhain?? bugz-o-nafrat main insan kahan tak chala jata hai ke jo cheez sabit hi nahin wo bhi buhtan laga diya.

 

Jab HAzoor-e-Akram (saw) ke zamanye main Mushrikon, Yahood, Nasranion, Hanood, Aatish Paraston ke liye ye hukam nahin tha (ke un ke bebian(Wife) and betian(Daughters), Main(mothers) Musalmanon per halal hain) to phir baad ke waqat main ye kesye ho sakta hai???

 

 

Kuch bhi likhnye se khamoosh rehna behtar hai....nafrat main aisa bhi kia ke Aqal se insan begana ho jaye??

 

Rahi baat aap ke appos kernye ki to janab Well Come , Khush Aamded, Jam Jam Aao, janab hum to hain hi.....

 

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

 

"Gheebat ke barye main Masoom Imam, Imam-e-Aazam, Hazoor-e-Akram (saw) ka farman-e-aalishan hai ke jis ne kisi ki burai us ki ghair mojoodgi main bayan ki (nam ke sath), us ne gheebta ki, gheebat braber hai apnye murda bhai ka gosht khana, Sahaba (ra) ne araz kia aur agar us main waqiaatan ye burian mojood ho to? Hazooor-e-Akram (saw) ne farmaya gheebat hi hai, Warna agar is main wo burai mojood nahin to ye Bohtan hai.. jo ke Gheebat se bhi bara gunah hai (kabeera). (Quran main bhi Bohtan ke barye main Aayet warid hoi hain) ab aap apna amal dekhain?? bugz-o-nafrat main insan kahan tak chala jata hai ke jo cheez sabit hi nahin wo bhi buhtan laga diya.

 

:lol: ....to kya kehty hain aap batil fitny se agah karna gheebat me shumar hota hai...? kisi chor ki chal baazi se maldaar ko agagh karna shayad wahabis ke yahan gheebat se tabeer hota hoga...kisi sharabi zaani ki sohbat se kisi naik insaan ko bachany ke liye uski un buraiyo ka tazkira gheebat me shumar hota hai aap wahabis ke yahan...? agar waqai isy aap log gheebat kehty hain to imandaari se batlayein ki kya aapny aajtak ahle sunnat waljamat jiny barr-e-sagher me barelwis ki naam se mashoor kiya gaya hai, inki burai kisi shakhs ke poochny par aapny bayan nahin ki ? ya phir aap humari tareefy karty hain dusro ke samny? :lol:

 

or phir naqil par fatwa kyu..aapky jadd e amjad (jisky zakir naik chele hain) inki tareefo ke karnamy kya aapny parhy nahin...kuch saboot yahan mukhtasir paish hain...lagayi Allama Shami (ra) par Gheebat ke fatwy...

shami_against_wahabi.JPG

1.GIF

2.GIF

3.GIF

 

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Dear Mr. Ya-Muhammada sahib

 

Mujhye afsoos hai ke aap ne meri post ko sahi tarha se samjhye baghair reply kernye main jaldi ki, behar hal, ye to zahir hai ke jo bughz bhara hai usye bahir to nikalna hain or is ke liye sahi ya ghalat to dekhna hi ghalat hota hai….

 

Wesye main ne apni post Buhatan se related jo ki thi is main quoted words and line zara dobara mulahiza karain Rapist and Killer, jis ke silsilye main main pehlye hi reply kar chukka hon ke agar koi sabot hai to laayen, kisi suni sunai baton per tawajja na dain, warna aik mazeed hadith ke misdaq “Hazoor-e-Akram ( (saw) ) farmatye hain ke “aik shakhs ke jhootye honye ke liye ye hi kafi hai ke who jo kuch suntan hai usye man leta hai/baghair tehqeeq ke man leta hai”.

 

Jee han hum bhi aap ke aqayed logon tak ponhchatye hain sabooton ke sath jo ke tehriri hotye hain (aap ke likhi hoi kitabian and is per aap ke ulama ka qol-e-amal) lehaza is barye main aap khud apnye ulama se pooch lain

 

Mazeed ye ke aap Allama Shami ki baat ker rahye hian, to janab mujhye apni lailmi ko mannye main koi etraz nahin ke main ne in sahib ka nam abhi tak nahin suna tha (ya ye keh saktye hain ke kisi ur nam se maaroof ho to suna hon lakin is nam se nahin), lehaza is barye main kuch nahin keh sakta,

 

Mazeed ye ke Allama Shami sahib ka zikr aap ne kia hai wo un ki apni raye maloom hoti hai jab ke ilzam lagantey hoye aap ko chahiye ke koi hawala un (Muhammad bin Abdul Wahab) ki kitab se dain ya un ka aqeeda un ki kisi tasneef se sabit karain (jesa ke aap log bayan kertye hain) arna sirf apni hi boltye janye se aap ki baat sachi nahin ho jati.

 

Bar sabeel-e-tazkara, America ke sabiq sadar se kaha tha ke “jhoot ko itni baar bolo ke wo sach lagnye lagye”, to kia aap log isi per amal pera hain?

 

Janab,

Jahan tak Jameel Iraqi sahib ke baat hai to mera istafsar wahi hai ke kia koi sabot hai?, if yes then show it, agar nahin to sirf apnye amal ko sabit kernye ke liye sirf “aik jhoot per doosra jhoot” nahin chal sakta kion ke jhoot ke paoon nahin hotye

 

Jahan tak ye kehna ke “kia humarye tamam abaa’-o-ajdad shirk per marye hain ya shirk main mubtala thye, to janab ye to wahi baat hai jo ke Mushrekeen-e-Makkah ne, and is ke ilawa tamam ambia (as) ke aqwam ne kaha jab un ko in hastion (as) ne haq ke dawat di, to kia wo log bhi Toheed per thye? Nahin… to janab phir ye kehna bilkul bhi sahi nahi ke jo log guzar chuke (aap ke abaa’-o-Ajdad) wo toheed per thye (Quran jis Toheed ki dawat deta hai us per)

 

Yahan mera matlab aap ke jazbat ko thes (hit) ponhchana nahin hai bulke ye batana tha ke un logon ne bhi yahi claim kia tha ke hum wo kertye hain jo humarye aba’a-o-Ajdad kertye thye, lehaza ye yaqeenan behtar hai per indeed it was not.

 

And agar ye sab sabith ho jata hai to main in ko mannye se baraa’t ka izhar ya elan kertye hoye bilkul bhi nahin jhijhkonga Insha Allah.

 

fi-aman:

(salam)

 

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

 

(bis)

(salam)

 

Agar aap is kitab ko delete na karain to....

Aik risala aap ki khidmat main pesh kerta hon, from a Humbali Ahl-e-Hadith

zara tawajjah farmain,

ye taqreeban wohi batain hain jo main mukhtalif moqon per aap ke gosh guzar chuka hon, lakin yahan per aik tarteeb main mojood hain

 

 

Abdul Salam

Phir Milaingye (Insha Allah)

Edited by Ya Mohammadah
gm ke site hata kar matter upload karein...to phir delete na kiya jaye...inshaAllah
Link to comment
Share on other sites

Dear Mr. Ya-Muhammada sahib

Mujhye afsoos hai ke aap ne meri post ko sahi tarha se samjhye baghair reply kernye main jaldi ki, behar hal, ye to zahir hai ke jo bughz bhara hai usye bahir to nikalna hain or is ke liye sahi ya ghalat to dekhna hi ghalat hota hai….

mene kahan samjhny me ghlati ki..? zara wazahat kar dete....par kuch ho wazahat karny layaq to kary bhi. Jab aap khud byghairato ki tarah sirf behas ke liye behas cherny ke aadi hain to hum par ye ilzaam aapka khud fizul thehra ki aapka dheetpan forum par kai martaba zahir ho chuka. kya mene ye samajhny me ghalti ki..ke shamsheer e alahazrat bhai ne Najadi Daku Mohammad bin Abdul Wahab ko rapist or dacoit kaha...ya phir aap ye samjhy ki zakir naik par rapist or daku hony ka ilzaam lagaya gaya...(kahin english itni kamzor to nahin aapki.. :lol: )

Wesye main ne apni post Buhatan se related jo ki thi is main quoted words and line zara dobara mulahiza karain Rapist and Killer, jis ke silsilye main main pehlye hi reply kar chukka hon ke agar koi sabot hai to laayen, kisi suni sunai baton per tawajja na dain, warna aik mazeed hadith ke misdaq “Hazoor-e-Akram ( (saw) ) farmatye hain ke “aik shakhs ke jhootye honye ke liye ye hi kafi hai ke who jo kuch suntan hai usye man leta hai/baghair tehqeeq ke man leta hai”.

  • achcha to goya ki aapko wahan us najadi daku ke khilaaf kitni books quote ki gayi hain...wo nahin dikhy kya jad e amjad ki mohobbat ghairat e imaani par itni ghalib aa gayi aap par?

  • ya aapko un pera ka urdu tarjuma books ke complete ref ke saath nazar hi na aaya..had e be imaani or phir bohtaan ka rona rony waly Abdul Salam ne khud ulta hum par bina saboot ke saath baat karny ka bohtaan lagaya...

Jee han hum bhi aap ke aqayed logon tak ponhchatye hain sabooton ke sath jo ke tehriri hotye hain (aap ke likhi hoi kitabian and is per aap ke ulama ka qol-e-amal) lehaza is barye main aap khud apnye ulama se pooch lain

achcha or jo koi kisi wajah se tehriri saboot na de saky to kya aap usy gheebat or bohtaan se tabeer karengy...? halaki aapky wahab ki kartooty humny mai saboot aapko risaal ki. phir bhi aapka andhapan itna hai ki wo bhi humara hi qusoor tehraa....

gheebat or bohtaan ki ye defination (jo aapny bold letters se tabeer ki) kis hadees se sabit karengy? :lol:

 

Mazeed ye ke aap Allama Shami ki baat ker rahye hian, to janab mujhye apni lailmi ko mannye main koi etraz nahin ke main ne in sahib ka nam abhi tak nahin suna tha (ya ye keh saktye hain ke kisi ur nam se maaroof ho to suna hon lakin is nam se nahin), lehaza is barye main kuch nahin keh sakta,

kuch nahin keh sakty to chup bethy na post par post karny ki koi majboori to hai nahin ki raat ka khana hi hazam na hota ho aapka.. :lol:

Mazeed ye ke Allama Shami sahib ka zikr aap ne kia hai wo un ki apni raye maloom hoti hai jab ke ilzam lagantey hoye aap ko chahiye ke koi hawala un (Muhammad bin Abdul Wahab) ki kitab se dain ya un ka aqeeda un ki kisi tasneef se sabit karain (jesa ke aap log bayan kertye hain) arna sirf apni hi boltye janye se aap ki baat sachi nahin ho jati.

sahi hai...matlab aap ye keh rahy hain ki Mohammad bin Abdul wahab ka jab tak qubool nama na dekh lein aap sary hawalajaat ko batil samjhyengy...to janab aapko nahin lagta aapny kuch zyada hi khwahish rakh di hai..? kya yahi mutalba hum kary aapky har bohtaan par to? aap lany ko tyaar hain...sary halafnamy or qubool namy?

Bar sabeel-e-tazkara, America ke sabiq sadar se kaha tha ke “jhoot ko itni baar bolo ke wo sach lagnye lagye”, to kia aap log isi per amal pera hain?

inka ganja Mujadid sachcha...sari duniya jhooti jo hai? wahabis ke karnamy koi dhaki chupi baat nahin...kai kitabein usky khilaaf likhi gayi jismy uski sanak ka tazkira mojood hai hatta ke khud usky bhai sulemaan bin Abdul wahab ne usky khilaaf sab se pehly kitab likhi..par aapko sary jhooty lagty hain...lagy bhi kyu na Andhi Taqleed ka ilzaam hum par lagany waly khud apn muhasba karein..

Janab,

Jahan tak Jameel Iraqi sahib ke baat hai to mera istafsar wahi hai ke kia koi sabot hai?, if yes then show it, agar nahin to sirf apnye amal ko sabit kernye ke liye sirf “aik jhoot per doosra jhoot” nahin chal sakta kion ke jhoot ke paoon nahin hotye

bilkul sahi kaha aapny to barahy karam apni no.1 post se lekar ab tak ki tamam posts me aapny jo hawaly humary khilaaf quote kiye hain unko scan proof ke saath sabit karein warna aapky khud sakhta usool ke tehat sary mardood paye gaye... :o ..... (sa) or jin jin ke saboot mai original scan khiraat kiye gaye aapko wo sab bhi aapko qubool karna parengy? to apna ruju nama bhi post kar dein jahan jahan aapky ghar se humny saboot diye? kya khayal hai?

Jahan tak ye kehna ke “kia humarye tamam abaa’-o-ajdad shirk per marye hain ya shirk main mubtala thye, to janab ye to wahi baat hai jo ke Mushrekeen-e-Makkah ne, and is ke ilawa tamam ambia (as) ke aqwam ne kaha jab un ko in hastion (as) ne haq ke dawat di, to kia wo log bhi Toheed per thye? Nahin… to janab phir ye kehna bilkul bhi sahi nahi ke jo log guzar chuke (aap ke abaa’-o-Ajdad) wo toheed per thye (Quran jis Toheed ki dawat deta hai us per)

Yahan mera matlab aap ke jazbat ko thes (hit) ponhchana nahin hai bulke ye batana tha ke un logon ne bhi yahi claim kia tha ke hum wo kertye hain jo humarye aba’a-o-Ajdad kertye thye, lehaza ye yaqeenan behtar hai per indeed it was not.

 

Baap dada ki Misaal Quran me Mushriko ne bhi di hai :-

1.GIF

Baap dada ki Misaal Quran me Momino ne bhi di hai :-

2.GIF

kya kahin aapki philosphy in ayat se takrati to mehsoos nahi ho rahi aapko?

3.GIF

And agar ye sab sabith ho jata hai to main in ko mannye se baraa’t ka izhar ya elan kertye hoye bilkul bhi nahin jhijhkonga Insha Allah.

 

Sabit to tabhi hoga na jab Mohammad Bin Abdul Wahab ke haath ka likha halafnama/Quboolnama aapko hum dikha sakengy...or wo to possible nahin to inshaAllah...i mean khuda na khasta aap kahin wahabi na reh jayein... :o

Link to comment
Share on other sites

 

(bis)

(salam)

 

Janab

mene kahan samjhny me ghlati ki..? zara wazahat kar dete....aapki.

Janab

 

Aap ne ye samajhnye main ghalati ki ke Rapist ka matlab hai ke unhon ne rape kia and killer means ke killing bhi ki, main ne yahi kaha tha ke kia aap ke pass saboot hai, isi silsilye main bohtan ki hadith share kit hi.

 

achcha to goya ki aapko wahan us najadi daku ke khilaaf kitni books quote ki gayi hain...wo nahin dikhy kya jad e amjad ki mohobbat ghairat e imaani par itni ghalib aa gayi aap par?ya aapko un pera ka urdu tarjuma books ke complete ref ke saath nazar hi na aaya..had e be imaani or phir bohtaan ka rona rony waly Abdul Salam ne khud ulta hum par bina saboot ke saath baat karny ka bohtaan lagaya...

 

 

Aap ke tamam mentioned books kisi doosrye ne Muhammad bin Wahab ki mukhalifat main likhi hai, ab agar amin koi kitab aap ke mukhalifat main likh don jis main aap per ilzamat hon to kia us ko bhi man lengye aap, nahin yaqeenan aap mujh se sabot talab karaingye yani ke proofs or any written proof jis ke zarye ye sabit ho ke ye ilzamamt sahi hain. Yahi main ne mangi hai un ki kisi kitab se saboot.

achcha or jo koi kisi wajah se tehriri saboot na de saky to kya aap usy gheebat or bohtaan se tabeer karengy...? halaki aapky wahab ki kartooty humny mai saboot aapko risaal ki. phir bhi aapka andhapan itna hai ki wo bhi humara hi qusoor tehraa....

gheebat or bohtaan ki ye defination (jo aapny bold letters se tabeer ki) kis hadees se sabit karengy?

 

 

 

Aap one by one mangtye jain, main aap ko dikhata jaonga (Insha Allah), is ke ilawa aap ko aap ke hi kitabon ka hawala doya hai, chahyen to khud kanfirm karain……..

 

Agar aap ko wo ahadith hi nazar nahin aati to baraye meharbani is forum ko choor kar ghar baith jaayen, behtar hoga, kisi ko zich kernye ke liye acha tareeqa hai. Agar sabit ker di to kia aap tamam Barelvi and Deobani Aqayed se tuba ker ke Khalis Quran-o-Sunnat ko mannye walye ho janingye…. Jawab zaroor dain. Tab tak koi jawab nahin donga na hi sabit karoga

 

kuch nahin keh sakty to chup bethy na post par post karny ki koi majboori to hai nahin ki raat ka khana hi hazam na hota ho aapka..

Yahi guzarish meri aap se hain agar nahin manna to keh dain ke nahin manna kion khuah makhua apnye hi ulama ko nahin mantye, khamoosh ho jayen

sahi hai...matlab aap ye keh rahy hain ki Mohammad bin Abdul wahab ka jab tak qubool nama na dekh lein...sary halafnamy or qubool namy?

 

Mutaliba to us waqt ho jab ke aap ke barye main kahi gai koi baat ghalat ho na. aap to khud manntye hain ke jo kuch bhi aap ko hum batatye gaye aap mantye gaye, chahye wo Fatiha Khalful Imam, Rafa Yadain, Talaq-e-Slasa, Torak, Witr, Taravih, Tasawoof, etc sab ke sab aap to mantye hain phir is waqt kis qisim ki halaf namye mangye gye aap??, han agar ye kehtye aap ke hum ye sab nahin mantye hain and aap ka amal bhi aap ka yahi kehta to phir zaroorat rehti ke aap ki kitabon ko scan kerkye send kia jaye….

 

Yaqeenan aap kuch jaldi main maloom hotye hain jo sab kuch bhool ker bas jawab denye ki koshish ki… zara thanda pani ka aik glass lain and thandye damagh ke saath sochain ke main kia kehta hon and aap kia amal er rahye hain…?

inka ganja Mujadid sachcha...sari duniya jhooti jo hai? wahabis ke karnamy koi dhaki chupi baat nahin...kai kitabein usky khilaaf likhi gayi jismy uski sanak ka tazkira mojood hai hatta ke khud usky bhai sulemaan bin Abdul wahab ne usky khilaaf sab se pehly kitab likhi..par aapko sary jhooty lagty hain...lagy bhi kyu na Andhi Taqleed ka ilzaam hum par lagany waly khud apn muhasba karein..

Janab again wahi raag alap rahye hain aap, kitabain kitabyen, wesye main aap logon ko bara hi samjhdar samjhat tha lakin ye meri kham khayali thi, yahan to details main again and again batana perta hai, phir bhi wahi Murgye ki aik tang…., janab Ganjey and Khowarji ki tasreeh aap ko is se related post main dobara perh leni chahiye. Phir dobara is post per wapis aayen and jawab dain.

bilkul sahi kaha aapny to barahy karam apni no.1 post se lekar ab tak ki tamam ..................e? kya khayal hai?

 

Mutaliba to us waqt ho jab ke aap ke barye main kahi gai koi baat ghalat ho na. aap to khud manntye hain ke jo kuch bhi aap ko hum batatye gaye aap mantye gaye, chahye wo Fatiha Khalful Imam, Rafa Yadain, Talaq-e-Slasa, Torak, Witr, Taravih, Tasawoof, etc sab ke sab aap to mantye hain phir is waqt kis qisim ki halaf namye mangye gye aap??

 

Doosri baat ke hum kitni baar bata chukye hain ke humarye ulama ki baat bilkul bhi hujjat nahin hai, Quran-o-Hadith ke khilaf unki koi baat qabil-e-qabool nahin to phir kesye aap kesye keh saktye hain ke aap ke pesh karda sabooton ko ghalat nahin kaha and wo again un ka apna amal hai or Allah behtar janta hai ke un ke sath kia muamla kia jaye ga. Lehaza aap is silsilye main aap ka daawa hi ghalat ho jata hai..

 

Baap dada ki Misaal Quran me Mushriko ne bhi di hai :-

 

Bilkul di hai and is ka matlab again ye hi samjhana tha ke ye kehna bilkul bhi sahi nahi hai ke humarye Aab-o-Ajdad ka jo aqeedah tha who sahi tha

 

Ab aik aur sahib ki zubani sunain,

 

Mirza Heart Dehalvi ne Bukhari ka tarjuma kar dala or is ke debacha main likha

 

Rasool-e-Akram (saw) ke pak aqwal or aap ki hidayaton per abhi perda para hoa tha or lakhon urdu dan tabqye ki qismaten chand arabi dan molvion ke haton main thin ke khoa unhain unke haqiqi nijat-e-dahinda keaqwal sunayen ya sunayen, unhain ikhtiyar tha is ke ilawa sadha nafs perast peshwa awam-un-nas ko behkanye ke liye un sa faida hasil kernye ke liye apni taraf se bukhari ka nam le diya kertye thy eke sahi bukhari main ye likha hai khoa likha ho ya na likha ho, or khoah is ke berkhilaf hi likha ho. Ab in ke jor-o-zulm ki umer khatam hogai. Ummat marhooma ke urdu dana afrad hargiz in ke dhandhye main nahin phansyengye. Fil-haqiqat is ki zaroorat thi ke Rasool-e-Akram(SAW) ki hidayatain aur aqwal khas aadmion ke qabzye main na rahin bulkye awam un se barahe rast istafada kerskain, Khuda aur Rasool (saw) ka faiz aam hona chahiye. Is ke barkaton ko khoas main mehdood kerna jabiron our zalimon ka kam hai” (Tarjuma Sahi Bukhari, Mirza Hairat Dehalvi 1906.

 

ab yahan yaqeenan aap poochaingye ke main ne ye baat yahan kion kot ki to janab is ka matlab hai ke aam awam ko ye maloom hi nahin tha ke bukhari ya muslim, quran, kia kehtye hain to phir ye kehna ke aqeeda sahi tha kia matlab??

 

(is (Hairat Dehalvi)ke aqaayed se main ya Ulama-e-Ahle-Hadith bilkul bhi taaluq nahin rakhtye hain)

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...