786Ahlesunnat مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) quran aur ahadees sey Abu Talib ka Imaan na lana... Edited 19 نومبر 2008 by Ya Mohammadah Images Converted from bmp to small size format. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 22 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 22 نومبر 2008 quran aur ahadees sey Abu Talib ka Imaan na lana... ahle sunnah sahab aik kafir k liye poora saal ghum ka saal qarar dena Nabi Paak ka kuch samajh nahi aaya..aap samjhao ge plz aur aik kafir ka nikah perhana aik nabi ka bhi samajh nahi aaya.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari hoon Attari مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 kuch jahil loog yahan aatay hain aur kuch nan kuch baqwaas kertay hain,unn ko tameez nahin k itni azeeeeeeeeeeeeeeeem hastioon ko kaisay yaad kia jata hai.wo jaan bhuj ker galat likhtay rehtay hain ,inn ko laakh samjaoo yeh nahin samjhain gay......jo gumrah ho chukay hain unn ko koi hadayat nahin de sakta......mera bas chalay to main inn ko aisa sabak sikhaoon ke aainda kabhi aik lafz likhnay ki ju,arat nan ker sakain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 Attari Bhai bilkul baja farmaya aap nain.Habees gustakhi karnay say b dartay nahin. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 kuch jahil loog yahan aatay hain aur kuch nan kuch baqwaas kertay hain,unn ko tameez nahin k itni azeeeeeeeeeeeeeeeem hastioon ko kaisay yaad kia jata hai.wo jaan bhuj ker galat likhtay rehtay hain ,inn ko laakh samjaoo yeh nahin samjhain gay......jo gumrah ho chukay hain unn ko koi hadayat nahin de sakta......mera bas chalay to main inn ko aisa sabak sikhaoon ke aainda kabhi aik lafz likhnay ki ju,arat nan ker sakain. sabaq baad mein sikhana pehlay meri baat ka ajwab to de do janab kiun itnay laal peelay ho rahay ho...yahan per mein ne kon si ghalat baat ki hai jo aag bagola ho rahay ho sirf aik simple sa sawal poocha hai aur tum uchalnay lag gaye.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 Jab koi habees gustaakh ho jata hay tu us ko apni koi bat b burri nahin lagti.Dil zang aalood ho jain tu un ka hal Allah he behtar janta hay bas. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 Jab koi habees gustaakh ho jata hay tu us ko apni koi bat b burri nahin lagti.Dil zang aalood ho jain tu un ka hal Allah he behtar janta hay bas.mohala ki auraton ki terha kosna choro meray bachay aur jo poocha hai uss ka jawab do.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 24 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 نومبر 2008 Friends!! Abdul Rauf here!! Mujhe bhi es discussion main shamil kar lijiye. Rasoolallah (PBUH) ki zubaan mubarik se nikli hoi baat Allah ki baat hai. Quran main aata hai ke "Mera Rasool Wohi Bolta Hai Jis Ka Hum Hukam Dete Hain, Yeh Hamaray Hukam Ke Ilawa To Bolta Hi Nahi". Baat sirf itni hai mukhtalif logon ko mukhtalif hadison par aitraaz/objection hai. Ye Allah ko pata kaun si hadees zaeef hai or kaunsi sahi. Hamara kaam sirf itna hai ke apne moonh se koi ghalat baat na karna, agar aitraaz hai to dil main. Aap Quran-e-Paak ki taraf Ayen. Sura-e-Zuhaa (Para-30) main Allah Paak janab-e-Rasoolallah ko apni nematen ginwa rehe hain or farmatay hain "Ae Rasool Jub Hum Ne Aap Ko Yateem Paya To Kya Panah De Di" "Jub Hum Ne Aap Ko Muflis Dekha To Ghani/Maaldaar kar dia" Kya koi aap main se es ilmi behas/discussion main bataye ga jub Aap Rasoolallah Yateem ho gaye to Aap Janab ki hasti ne parvarsh ki. Imaan ki baat baad main pehle ye faisala ho ke aap ki paravarsh kis ne ki. Sahi Hadis hai ke "Aik Yahoodi, Rasoolallah ke pass aik chadar (shaal) girf le kar aya. RasoolAllah ne wo chadar lene se inkaar kar diya yeh kahtay howe ke pehlay islam kabool karo phir tohfa kabool karoon ga. Aik jalil-ul-Qadar sahabi kareeb khare the wo kahnay lage ya Rasoolallah chadar le lijiye wo kitnay adab or pyar se chadar aap ko chadar pesh kar raha hai. Aap janab ne farmaya agar main ne es kabir ka tohfa kabool kar liye to qiamat ke roz mujh se ye takaza kar sakta hai ke Ae Muhammad, main ne aap ko chadar tohfa ki thi meri shifaat kijiye mujhe naar-e-jahannam se bacha lijiye. To jub tuk ye kalma nahi parhta to main yeh tohfa kaise kabool kar loon" Friends aap apne dil se faisala karen, jis Nabi-e-Paak ne 51 saal tak janab Abu Talib ke ghar ka rizk khaya, to on ke baray main aap ka kya khayaal hai. Oopar wali hadis ke copy/image chahiye to main scan karwa ke de sakta hoon. Magar khudara jin baton ka aap ko buniyaad se ilam nahi to khaam khawah gunahgaar na ho jaya kijiye. Ilmi behas ko sirf ilmi behas hi rakhen. Wo hamaray hi baray the jinhon ne Nabi ki aal ko katal kar diya. Onhi login main se hi hadis ki kitabain likhi gaiyen. Kaun scha hai kaun jhoota. But ALLAH HI JANAY KAUN BASHAR HAI. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 salam to all muslims اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 salam to all muslims phir apnay mullon k jhooti riwayatein aur jhootay fatwa jo mein ne poocha hai uss ka jawab kon de ga aa ker ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Tumharay habees zakir jo ke mutta production hain unon nain tu sach bolnay main Ph,D ke hui hay na?????? Is jawab ka rad karo phir bat karo jahal e azam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Friends!! Abdul Rauf here!! Mujhe bhi es discussion main shamil kar lijiye. Rasoolallah (PBUH) ki zubaan mubarik se nikli hoi baat Allah ki baat hai. Quran main aata hai ke "Mera Rasool Wohi Bolta Hai Jis Ka Hum Hukam Dete Hain, Yeh Hamaray Hukam Ke Ilawa To Bolta Hi Nahi". Baat sirf itni hai mukhtalif logon ko mukhtalif hadison par aitraaz/objection hai. Ye Allah ko pata kaun si hadees zaeef hai or kaunsi sahi. Hamara kaam sirf itna hai ke apne moonh se koi ghalat baat na karna, agar aitraaz hai to dil main. Aap Quran-e-Paak ki taraf Ayen. Sura-e-Zuhaa (Para-30) main Allah Paak janab-e-Rasoolallah ko apni nematen ginwa rehe hain or farmatay hain "Ae Rasool Jub Hum Ne Aap Ko Yateem Paya To Kya Panah De Di" "Jub Hum Ne Aap Ko Muflis Dekha To Ghani/Maaldaar kar dia" Kya koi aap main se es ilmi behas/discussion main bataye ga jub Aap Rasoolallah Yateem ho gaye to Aap Janab ki hasti ne parvarsh ki. Imaan ki baat baad main pehle ye faisala ho ke aap ki paravarsh kis ne ki. Sahi Hadis hai ke "Aik Yahoodi, Rasoolallah ke pass aik chadar (shaal) girf le kar aya. RasoolAllah ne wo chadar lene se inkaar kar diya yeh kahtay howe ke pehlay islam kabool karo phir tohfa kabool karoon ga. Aik jalil-ul-Qadar sahabi kareeb khare the wo kahnay lage ya Rasoolallah chadar le lijiye wo kitnay adab or pyar se chadar aap ko chadar pesh kar raha hai. Aap janab ne farmaya agar main ne es kabir ka tohfa kabool kar liye to qiamat ke roz mujh se ye takaza kar sakta hai ke Ae Muhammad, main ne aap ko chadar tohfa ki thi meri shifaat kijiye mujhe naar-e-jahannam se bacha lijiye. To jub tuk ye kalma nahi parhta to main yeh tohfa kaise kabool kar loon" Friends aap apne dil se faisala karen, jis Nabi-e-Paak ne 51 saal tak janab Abu Talib ke ghar ka rizk khaya, to on ke baray main aap ka kya khayaal hai. Oopar wali hadis ke copy/image chahiye to main scan karwa ke de sakta hoon. Magar khudara jin baton ka aap ko buniyaad se ilam nahi to khaam khawah gunahgaar na ho jaya kijiye. Ilmi behas ko sirf ilmi behas hi rakhen. Wo hamaray hi baray the jinhon ne Nabi ki aal ko katal kar diya. Onhi login main se hi hadis ki kitabain likhi gaiyen. Kaun scha hai kaun jhoota. But ALLAH HI JANAY KAUN BASHAR HAI. Dear friends, Aap meri post ka to kuch jawaab den. Aik doosray se gaali galooch kar rehe hain. Es masla ko conclude karen. Thanks, Fi Amaanillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Tumharay habees zakir jo ke mutta production hain unon nain tu sach bolnay main Ph,D ke hui hay na??????Is jawab ka rad karo phir bat karo jahal e azam chisti sahab batameezi kernay se aap ko loag sacha to nahi samajhnay lag jaein ge..apni ghabrahat per qqabu rakhein aur jitna poocha hai utna jawab do idhar udhar ki marna choro... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 jahal e azam zara is link ko check karna phir batana na???? Everything is in front of u.Why u always say that dont run away????? Who is running han???? http://madni.org/Shia5.htm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 jahal e azam zara is link ko check karna phir batana na???? Everything is in front of u.Why u always say that dont run away????? Who is running han???? http://madni.org/Shia5.htm meray bachay jo baat kehni hai khud kaho na k koi link do kiya tumhain Allah ne aqal nahi di ?? jo baat tum ne uss mein sunni hai to aao debate ker letay hain iss per iss mein kon si mushkil baat hai tum bhi yahen ho mein hbi yahen hon magar phir topic se bhagna mat... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) salam to all muslims Edited 26 نومبر 2008 by Sybarite !::ATTACHMENTS REMOVED::! Post content contained non-sunni website link. Please avoid posting such material in future. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 meray chootay say jahil mufti zara aqal ko kabhi use b kar lia karo.Har bar fake bat kar jatay ho.Himmat hay tu ye sab links aur post kar raha hain na ke tumhari tarah batain.O tum kyon nahin jan chortay is bhagnay walay lafaz k o a. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 salam to all muslimsaashiq sahab aisi jhooti sites se copy paste na akrein..kiya Allah ne aap ko aqal nahi di aur sirf inn jhooti sites walon ko aqal di hai ?? aur sites ka maza yeh hota hai inn ki baat ko koi ghalat sabit nahi ker sakta kiun k unn ko jawab denay ka tareeka koi hota hi nahi hai khair aap bhi yahan ho mein bhi yahen hon..mein ne aik sawal pocha tum mein s ekisi ne bhi jawab nahi diya...pehlay uss ka ajwab do phir mein tumharay inn etirazat ka ajwab doon ga InshAllah... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 jahal e azam ab tu tum yeh he kaho gay ke yeh site he jhooti hay.KOi hal nahin hay o a tumhari bay basi ka. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 aik kafir k liye poora saal ghum ka saal qarar dena Nabi Paak ka kuch samajh nahi aaya..aap samjhao ge plz aur aik kafir ka nikah perhana aik nabi ka bhi samajh nahi aaya.. janab mufti sahib pehli baat ye k hazrat mohammad(SAW) ne jo gham ka saal qaraar dia esi saal mien ahzrat khadeeja(RS) ki wafaaaaaat bhi hoi thi. dosri baat ye k aap zara abutalib k emaan ko sabit ker din? mein ne jo post ki hay os mien aap k sawalun k jawab hain aor ye site aap k nazdeek jhuti ho sakti hay mery nazdeek nien. jyse shia sites aap k nazdeek sahi hain lakin humary nazdeek jhuti hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 janab mufti sahib pehli baat ye k hazrat mohammad(SAW) ne jo gham ka saal qaraar dia esi saal mien ahzrat khadeeja(RS) ki wafaaaaaat bhi hoi thi.dosri baat ye k aap zara abutalib k emaan ko sabit ker din? mein ne jo post ki hay os mien aap k sawalun k jawab hain aor ye site aap k nazdeek jhuti ho sakti hay mery nazdeek nien. jyse shia sites aap k nazdeek sahi hain lakin humary nazdeek jhuti hain. janab iss link mein jo aap ne diya hai iss mein 80% ref. aap hi ki books se hain jis mein bukhari,nisai,tabqaat ibne saad,ibne hatham etc k hain..aur likha k Hazrat Ali a.s ko apnay walid se chupanay ki kiya zaroorat thi to janab agar aap ne history perhi ho to dawat ul sheera mein Hazrat Ali a.s ne khulay aam sab k samnay apni support ka elaan kiya tha to mujhay batao k unn k walid ne unn ko kiya saza di kisi apni hi history se dikha saktay ho ?? aur dosri baat agar Hazrat Abu Talib a.s kafir thay to phir unn ko makkah se kiun nikala gaya tha jab k baqol tum laogon k woh to buat-parast hi thay..3rd baat unhon ne Rasool Allah ka nikah perhaya kiya aik buat-parast nabi ka nikah perh sakta hai aur kiya woh jaiz nikah hua ?? 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 G o a jahal e azam.Kya jab Syedna Ali R.A nain apni support ka ailan kia tha tu is par Abu Talib nain skoot farmaya tha.Is say kab ye sabit hua ke unon nain Islam qubool kar lia tha???????? Abu Talib ko Makkah say is lia nikal dia gya tha ke wo Huzoor e Akram Sal Allah o Alaih e Wasalam ka saath day raha thay. Ye sab batain kis tarah zahir karti hain ke Abu Talib nain Islam qabool kar lia tha?????? Tum ko authentic bat paish karo jis say really pata chalay un k Qabool e Islam ka. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 G o a jahal e azam.Kya jab Syedna Ali R.A nain apni support ka ailan kia tha tu is par Abu Talib nain skoot farmaya tha.Is say kab ye sabit hua ke unon nain Islam qubool kar lia tha????????Abu Talib ko Makkah say is lia nikal dia gya tha ke wo Huzoor e Akram Sal Allah o Alaih e Wasalam ka saath day raha thay. Ye sab batain kis tarah zahir karti hain ke Abu Talib nain Islam qabool kar lia tha?????? Tum ko authentic bat paish karo jis say really pata chalay un k Qabool e Islam ka. abay jahil pehlay poori baat perha karo phir samjha karo phir baat kiya ker mein ne kab uss sentence mein Hazrat Abu Talib a.s k islam lanay ki baat ki balkeh mein ne uss baat ka jawab diya hai jo tumharay aik sag bhai ne likha k Mola Ali a.s apnay walid se dertay thay...aur kiun sath de rahay thay Rasool Allah ka woh to tumharay dharam mein buat-parast thay aur Rasool Allah buat shikan... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 salam to all muslims janab mufti sahib aap ko ksi ne kaha k hazrat ali(RS) ne apna emaan abutalib se chupaya tha? hum mien se ksi ka ye aqeeda nien hay aor na ksi ne kaha hay. aur dosri baat agar Hazrat Abu Talib a.s kafir thay to phir unn ko makkah se kiun nikala gaya tha jab k baqol tum laogon k woh to buat-parast hi thay..3rd baat unhon ne Rasool Allah ka nikah perhaya kiya aik buat-parast nabi ka nikah perh sakta hai aur kiya woh jaiz nikah hua ?? en ka jawab meri post mein mojood hay. aor mien ne kaha tha k aap abutalib ka emaaan sabit ker dain aor ye bata dain k unhun ne kalma kab perha tha aor kab islam qabool kya tha? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 salam to all muslims janab mufti sahib aap ko ksi ne kaha k hazrat ali(RS) ne apna emaan abutalib se chupaya tha? hum mien se ksi ka ye aqeeda nien hay aor na ksi ne kaha hay. en ka jawab meri post mein mojood hay. aor mien ne kaha tha k aap abutalib ka emaaan sabit ker dain aor ye bata dain k unhun ne kalma kab perha tha aor kab islam qabool kya tha? janab aap ne hi jo jhooti site se page upload kiya hai ussi mein likha hai k Mola ali a.s apnay baap se chup ker ibadat kertay thay etc..itni jaldi apni baat bhool gaye janab mein aap ko zaroor bataon ga balkeh aap ki books se sabit karon ga k unhon ne kalma perha lakin pehlay yeh choti choti baatein to clear ho jaein.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔