Jump to content

Attari shajrah ki barary mein sawal


Gham-e-Madinah

تجویز کردہ جواب

Bismillahir Rahmanir Raheem

 

Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu

 

ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam

 

 

kya jo mureed nahi hain Hazrat shab ki woh Sahjra-e-Attariya Qadriya Razawiya parh sakti hain yahan nahi

 

jazak ALALH khair

 

please answer me in english or urdu

Link to comment
Share on other sites

Walikumus Salam

Ji Mureed Aur talibeen Dono hi Shajrah Parh Saktay haii

Ismay Likhay huai Wazaif Ko Parhnay k liee Makharij Sahe hona Zurori haii balkay degar wazaif Aur Quran Parhnay k lie bhi .....

Aap kahe Bhi Madarsa tul Madina Balighan (for Adults ) me Apnay Makharij sahe karlay Ya Kissi sunni Alim ko sunaday tu behtar haii....

Mazeed Detail k lie Shijra Qadria Attaria K pehla Page parhlay....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

Shajrah Shareef main Page # 5 main 1st point main ye baat likhi hui hai k:

 

Shajrah e Aaliya Qadriah parhnay ki Har us Islami bhai aur bhan ko ijazat hai jo silsila e aaliya Qadriah Razawiah main dakhil hai...

 

Every Islamic brother/sister who has entered the Qadiriya Razaviya saintly line is authorised to recite Shajra-e-Aaliya Qadiriya.

Meri Naqis Malumat k mutabiq jo Qadri,Razavi,Ziai,Attari silsilay main Bai'at nahi un ko Shajrah Shareef k aurad o wazaif parhany ki ijazat nahi hai.........

(saw)(azw) واللھ تعالٰی اعلم ورسولہ اعلم

Agar mujhe galati karta huwa pain to Braye karam Islah farma dain....

Was'salamu Ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
jazak ALLAH khair brother

ur rite mashaALLAH azawjal ..

jo mureed or tailab nahi hai woh nahi parhsakta

(salam)

agar ap Qadri silsile mai nahi hain ya Attari nahi hai to kisi na kisi silsile mai tu honge agar nahi hain tu kisi silsile mai dekhil ho jaen kisi na kisi se bait lelen kisi ko peer banaen q k " jis ka peer koi nahi aus ka peer Shaitan hota hai"

1)Qadri

2)Razavi

3)ziaye

4)Attari

ye 4 silsile wale shayed ye sajra par saktae hain.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

(salam)

Janab ... Meri naqis maloomat k mutabiq tamam salasil ka mamba yani Starting point silsila e Qadaria hi hai .. kuen k Ghous Pak R.A ka farman hai k Mera Qadam har wali ki gardan per hai .... yani sab Silsilay Qadari Silsilay mai mil jatay hain ... tu is ki roshni mai farmaiye .. k kia degar salasil k mureedin bhi jaisay silsila e chishtia silsila e soharwardia waghaira walay bhi parh saktay hain ???

Allah (azw) kami beshi muaf farmai ....

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...