Jump to content

Barelviat, apni Kitabon ke Ainay main


Talinenoor

تجویز کردہ جواب

fi-aman:

 

Ahel Biddat wo hain Jo Allah azzwajal ki Tajseem ka Aqidah rakhtay hain jin ka Khuda jogging karta hai nauzubillah..

 

khali Quote from mai naam badalnay say aap samghtay hain aap nay bara karnama kar lia hai tu yei koi naee baat nahee wahabiyo aur tahreef ka purana rishta hai..

 

aap say yeh sawal pocha tha aap aur aap kay hamkhayal shatahyat pay kia hukam lagatay hai wo farmaiay hazar haath pao mar kay phir aap wohi ratay rataiay shair o shayari mai masroof hain jin ka jawab khud isi thread mai khalil rana sahab ki post mai maujood hai .. Aqiday ka hawala dain khwamkha waqt barbad na karain..

 

aap ka dawa fitnaybazi aur iftara kay siwa kuch nahee kia aap Ahlesunnat wal Jamat ki kisi bhee kitab e aqaid say apna dawa sabit kar saktay hain ? seedha mukhtasar jawab

Link to comment
Share on other sites

Yeh Thread close ki jarahi sofiyah e karam ka kalam halat jazb wa wajd men hota hai aur in me woh apni kafiyat men nahi rahte jab koi banda aisi halat men ho jis men usay hosh na rahay tu us par shairiyat ka qalam uth jata hai rozee men bhool kar khaany se kya roza toot jata hai? kun wajahe illat kya hai? khsososan sufiyah jo ALLAH Tala k ishq men itne mahav hogay k un se jo kalaimat nikal gaye woh qabile girift nahi honge dekhain imam ghazali ki kutub jis men yeh soch di gayi hai lihaza sofiyah k kalam par behas nahi ki jayeegi aur yeh loog barelvi hain tu phir barelvi ko barelvi kun kahte ho barelvi tu baqool ap ke 1200 hijri k bad ayen hai aur agar yeh sare sofiyah agar qabile nazar hain tu huzoor ki hadith meri ummat shirk par jama nahi hosakti is ka mahmal kya hoga ... lihaza be tukke aitrazat ki ijaazat nahi di jayeegi...

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...