Jump to content

Barelviat, apni Kitabon ke Ainay main


Talinenoor

تجویز کردہ جواب

bull_green.gif مُجْرا [مُج + را] (عربی) http://www.crulp.org/oud/default.aspxج ر ی dotted-arrow.gif مُجْرا

عربی زبان میں ثلاثی مجرد کے باب سے مشتق اسم ہے۔ اردو میں بطور اسم ہی استعمال ہوتا ہے اور تحریراً 1649ء کو "خاور نامہ" میں مستعمل ملتا ہے۔

متغیّرات

مُجْرہ [مُج + رہ]

 

اسم نکرہ ( مذکر - واحد )

واحد غیر ندائی: مُجْرے [مُج + رے]

جمع: مُجْرے [مُج + رے]

جمع غیر ندائی: مُجْروں [مُج + روں (و مجہول)]

1. حساب میں مہنا، کٹوتی، محسوب کیا جانا۔

"آٹھ روپے کی رقم پیشگی آنا چاہیے جو آخری دو جلدوں کی قیمت میں مجرا کر دی جائے گی۔" ( 1984ء، ارمغان مجنوں، 529:2 )

2. مودبانہ سلام، بندگی، آداب، تسلیمات، کورنش۔

"جب سلام کرنا ہو تو .... آداب و تسلیمات بندگی اور مجرا بجا لاتے ہیں۔" ( 1990ء، آب گم، 321 )

3. ناچنا گانا، طبلے اور سارنگی وغیرہ کے ساتھ طوائف کا ناچنا گانا، ناچ گانا جو بطور اسلام امرا وغیرہ کے روبرو یا شادی بیاہ میں کیا جائے، ناچنے گانے والوں کا محفل میں بیٹھ کر گانا؛ رقص و سرود؛ آدھا ناچ، صرف صبح یا شام کا ناچ۔

"قوالیاں ہوں گی مجرے ہوں گے، نیازیں بٹیں کی۔" ( 1989ء، غالب رائل پارک میں، 123 )

4. وہ مرثیہ جو رباعی، غزل، قطعہ یا قصیدے کی طرز پر ہو اور اس کے مطلع یا اول شعر میں لفظ مجرا یا سلام لایا جائے۔

 ان کو مجرا تھے جو زیر آسماں بیٹھے ہوئے

بھوکے پیاسے بے وطن بے جانماں بیٹھے ہوئے ( 1892ء، مہتاب داغ، 250 )

5. باریابی، ملازمت، بادشاہوں یا امرا کو سلام۔

"اس میں میر محمد سوز صاحب کہ اوستاد جناب علی (نواب آصف الدولہ) کے تھے، واسطے مجرے کے حاضر ہوئے۔" ( 1984ء، اسلوبیات میر، 48 )

6. ناچ گانے کا معاوضہ یا فیس، خدمت کا صلہ، انعام۔

"مجرے کا معاملہ طے کرنے میں وہ بڑی سخت تھی۔" ( 1982ء، خدیجہ مستور، بوچھار، 26 )

7. ناچ یا گانے کا بلاوا۔

(ماخوذ: علمی اردو لغت)۔

8. بطور الاونس یا وظیفہ مقرر کیا گیا، وظیفہ، الاونس۔ (ماخوذ: پلیٹس)

 

مترادفات

مِہْنا مَحْسُوب داخِلَہ رَقْص

 

مرکبات

مُجْرا گاہ

روزمرہ جات

space_dgreen.gif مُجْرا پانا

روپیہ وصول پانا، بھر پانا، چڑھا ہوا روپیہ مل جانا، روپیہ بہی مل جانا۔

"جو نالش بابت زر ثمن منجانب بکر بنام عمرو ہو اوس میں عمو اس قیمت میں سے اپنا قرضہ مجرا نہیں پا سکتا کیونکہ یہاں بکر کی دو حیثیت مختلف ہیں۔" (فرہنگ آصفیہ؛ نوراللغات) ( 1908ء، مجموعۂ ضابطہ دیوانی، 69 )

space_dgreen.gif مُجْرا آنا

ناچ گانے کا بلاوہ آنا، ناچ گانے کے لیے طوائف کو بلایا جانا۔

"دو دن کے بعد ایک مجرا آ گیا، اس کی تیاری کرنے لگی، جہاں کا مجرا آیا تھا وہاں گئی، محلے کا نام یاد نہیں۔" ( 1899ء، امراءو جان ادا، 251 )

space_dgreen.gif مُجْرا بجا لانا

آداب بجا لانا، سلام عرض کرنا۔

"جب سلام عرض کرنا ہو تو ........ آداب و تسلیمات بندگی اور مجرا بجا لاتے ہیں۔" ( 1990ء، آب گم، 221 )

 

 

 

 

 

Janab ye matlab kahan se yad ane the Talenenoor ko Apni lailmi ka ilzam Alahazrat (ra)

 

ko de diya

 

agar zyada tafseel chahte hain hai to visit karen

http://www.crulp.org/oud/viewword.aspx?refid=12320

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Mujre ki lugvi bahes khud aap logon ke nazdeek fazool hai. Main iss ki wazahet aap logon hi ki book ke hawale se ker chukka hoon lahaza aik hi baat baar baar kerne se kuch faeda nahin.

 

Raha Molvi Ghulam Rasool Maher wala waqia to awal tor per aap uss ko meri tarah scan ke saath naqal karen. Doosra jo baat aap ne likhi hai uss main bhi yeh kahan per hai k Molvi Ghulam Rasool sahib ne apni aankhon se usse zina kerte dekha ya woh uss ke paas hazir ya nazir the. ussi waqie main alfaz mojood hain k woh aurat 3 din chokidar ke gher main rahi. Main kehta hoon ke Molvi sahib ne yeh baat issi khaber ki buniad per kahi ke woh zina ker raha hai. Iss ka aik qareena yeh bhi hai ke molvi sahib ne teesre rez yeh baat kahi ager molvi sahib hazir nazir hote ya unn ko pehle se dekh rahe hote to pehle din hi pakar lete. Yeh waqia jo aap ne bhi likha hai uss main bhi woh baat door door tak nahin jo aap sabit kerna chahte hain.

 

Iss ke muqable main Ahmed Raza Khan sahib ke waqie main woh tamam baten mojood hain jin per aitraaz hai. Palang per Peer sahib ka khud hona. Aur mureed se kissi bhi waqat peer ka juda na hona.

 

Baqi mazeed abhi barelvi aqaed ka bian jari hai. Meethe Meethe bian ko zaroor molahiza karen:

post-1317-1227188685.gif

post-1317-1227188713.jpg

post-1317-1227188735.jpg

post-1317-1227188749.gif

post-1317-1227188771.jpg

Edited by talinenoor
Link to comment
Share on other sites

Wah jee Talinor jab dosre mozo pe jawab nai aya to rahe farar ikhtiyar karte hue naye scan post kar diye agar mai ka lal hai to purana topic clear karne k baad naya shuro kiya kar.

 

Kya tu nai jaanta k aik lafz ke kitne matlab nikal sakte hai, me ne me ne CRULP ki online dictionary ka hawala de kar ye sabit kiya hai ke Mujra Lafz Salam Arz karne ke mani me istimal hota hai. to ye ghustakhi kaisi ye to TAZEEM hoi.

 

Jahan tak Deobandi abarat ka taaluq hai tm sabi kar do ke kisi aik ibaarat ka aisa wazey matlab nikalta ho. warna us baat ka hawala dena chor do.

Link to comment
Share on other sites

talinenoor aghar app already Mujra lafz ka humare book say saboot dai chukay hein tu woh dobara post karne ki zehmat kar lain aur jab tak aik topic per baat khatam nahi hoo jati dosry topics ko start karna fazool hai.

Aur yeh app ki ghalat fehmi hai ky app ne Mujra lafz ka matlab humari book say post kiya hai.

Link to comment
Share on other sites

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Umar Taj Attari says: "Wah jee Talinor jab dosre mozo pe jawab nai aya to rahe farar ikhtiyar karte hue naye scan post kar diye agar mai ka lal hai to purana topic clear karne k baad naya shuro kiya kar."

 

Janab main ne yeh thread ke start main hi likha tha ke main iss main Barelviat ke motaliq likhoon ga. Lahaza main ussi per kaam ker raha hoon. Baqi aap ka yeh farmana ka aik topic ko clear kerne ke baad doosra start keroon to yeh fazool baat hai. Aap apne jawabi post kerte rahen sab ke saamne haqeeqat aa jae gi. Bahes barae bahes ka to faeda koi nahin.

 

Ghulam E Mustafa says: "talinenoor aghar app already Mujra lafz ka humare book say saboot dai chukay hein tu woh dobara post karne ki zehmat kar lain aur jab tak aik topic per baat khatam nahi hoo jati dosry topics ko start karna fazool hai.

Aur yeh app ki ghalat fehmi hai ky app ne Mujra lafz ka matlab humari book say post kiya hai."

Janab main ne yeh kahan kaha hai ke main ne mujra lafaz ka aap ki book se matlab dikhaya hai. Main ne to yeh kaha hai ke main ne aap barelvi hazrat ki book "Ibarat-e-Ikaber ka tehqeeqi-o-tanqeedi Jaeza" se yeh baat dikhai hai ke aise alfaz main lugvi maani ki bahes hi fazool hai. iss baat ki tafseel ooper iss topic ke 1st page main guzer chukki hai wahan hi dekh lain. Mazeed main ne yeh likha tha ke jis kissi ko bhi Mujra lafaz per koi aitraz nahin aur uss ke nazdeek yeh lafaz barra acha hai to apni bahen, beti ya maa ke saath yeh lafaz mansoob ker ke dikha de. Apne gher walon ke liye to aisa ganda lafaz istimaal kerte jaan jati hai aur Bait-Ullah aur Aresh Azeem ke liye istimaal kia ja raha hai.

Link to comment
Share on other sites

Ghulam E Mustafa says: "talinenoor aghar app already Mujra lafz ka humare book say saboot dai chukay hein tu woh dobara post karne ki zehmat kar lain aur jab tak aik topic per baat khatam nahi hoo jati dosry topics ko start karna fazool hai.

Aur yeh app ki ghalat fehmi hai ky app ne Mujra lafz ka matlab humari book say post kiya hai."

Janab main ne yeh kahan kaha hai ke main ne mujra lafaz ka aap ki book se matlab dikhaya hai. Main ne to yeh kaha hai ke main ne aap barelvi hazrat ki book "Ibarat-e-Ikaber ka tehqeeqi-o-tanqeedi Jaeza" se yeh baat dikhai hai ke aise alfaz main lugvi maani ki bahes hi fazool hai. iss baat ki tafseel ooper iss topic ke 1st page main guzer chukki hai wahan hi dekh lain. Mazeed main ne yeh likha tha ke jis kissi ko bhi Mujra lafaz per koi aitraz nahin aur uss ke nazdeek yeh lafaz barra acha hai to apni bahen, beti ya maa ke saath yeh lafaz mansoob ker ke dikha de. Apne gher walon ke liye to aisa ganda lafaz istimaal kerte jaan jati hai aur Bait-Ullah aur Aresh Azeem ke liye istimaal kia ja raha hai.

 

Mein dobara pochna passand karon ga ky app ky nazdeeq Mujra ka Urdu Lughat mein kya matlab hai?

 

Humare kiye howay Questions app hazam karty jaa rahai hoo tu yeh achi baat nahi hai.

Edited by Ghulam E Mustafa
Link to comment
Share on other sites

Umar Taj Attari says: "Wah jee Talinor jab dosre mozo pe jawab nai aya to rahe farar ikhtiyar karte hue naye scan post kar diye agar mai ka lal hai to purana topic clear karne k baad naya shuro kiya kar."

 

Janab main ne yeh thread ke start main hi likha tha ke main iss main Barelviat ke motaliq likhoon ga. Lahaza main ussi per kaam ker raha hoon. Baqi aap ka yeh farmana ka aik topic ko clear kerne ke baad doosra start keroon to yeh fazool baat hai. Aap apne jawabi post kerte rahen sab ke saamne haqeeqat aa jae gi. Bahes barae bahes ka to faeda koi nahin.

 

 

Janab kitni ajeeb baat hai ke aap ye to pasand kartey hain ke dosron ke samney haqeeqt a jaye lekin kya aap haqeeqat ke izhaar ko naapasand kartey hain. Aap ne hamarey Akabir ki abaraat quote ki ur un per tabsaraa aisa kartey hain ke jis ka haqeeqat aur ibarat se koi taluq nai. is cheez ka saboot aap ki last post de rahi hai ke Alahazrat (ra) ne us waqiye se koi masail akhaz nai kiye lekin aap ki harza sarai ke aap ne poin akhaz karne ka ilzam bhi un ke sar laga diya. Jaab aap ke ghalat nateeja akhaz karne ki nishandahi ki jae to aap ki zime dari hai ke pehle us ka jawab den ya haqeeqt ko qubool karen.

 

Warna Meri Admin se request ho gi ke aap ki Posts Delete kar di jaen. aap ke ghai zimedarana rawayye ke natije mein.

 

Aap barelviat ki kutab me ghalat ibaraat(aap ke mutabiq) ki nishandahi kar ke nateejatan ye chahten hain ke hum un se Biraat ka izhar karen. to aap ki posts mein jab aik Ghalat CheZ ki nshandahi ki jati hai to aap us se rujoo karne se gurezaan Q?

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Asslamoalikum 2 all muslims,

 

Saeedi sahib main to pehle hi wazeh ailaan ker chukka hoon k koi Ahlehadees kehlane wala ho ya Ahlesunnet. Galat baat jo bhi kare ga galat hi rahe gi.

 

Baqi aap ne kaha ke ham yeh apne ulma ko bulate hain ya unn ki kitaben chaapte hain to bhai hamara saaf ailaan bhi mojood hai ke jo galat baat ki nishaandahi kare ga ham uss se wazeh biraat ka izhaar kerte hain. Mazeedc aap sabit kijie ke main ne unn bandon ka kabhi naam bhi lia ho jin ke hawale aap mujh per pesh ke rahe hain...?

 

Aap se bhi hamara aur koi to mutaliba nahin bal'k yehi hai ke Ahmed Raza Khan sahib ki aur doosre jin logon ko aap ne apna barra maan rakha hai aur jin ki kitabon main shirkia aur kufria baten mojood hain unn se biraat ka izhaar ker dain.

 

Asool ki baat hai k hujjat ke tor per doosre per wohi book pesh ki ja sakti hai jiss ko woh maanta ho. Misaal ke tor per main ne Tazkira-Gosia ka koi hawala pesh nahin kia, kion'k aap log uss se biraat ka izhaar ker chukke hain. Phir ham per woh kitaben kion pesh ki ja rahi hain jin ke likhne walon tak se koi aik bhi aam Ahlehadees waqif nahin. Main wazeh tor per ailaan kerta hoon ke aap ne jo do books batai hain unn main aisi shirkia baten hone ki wajah se ham inn se biraat ka izhaar kerte hain aur inn ke likhne walon se bhi.

 

Mazeed yeh ke inn kitabon main shirek samne aa jane se Ahmed Raza Khan apni unn kufria aur shirkia baton se kaise barri hon ge jin se unn ki kitaben bhari parri hain.

 

 

Aap se bhi guzarish hai k Ahmed Raza aur uss ke perokaron ki shirkia aur Kufria baton se biraat ka izhaar ker dain. Allah aur uss ke Rasool s.a.w. ki ittiba aur attaat ko thaam lijie.

 

Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen.

Edited by talinenoor
Link to comment
Share on other sites

talienoor app Ala Hazrat ki kiss kiss Ibarat ko Shirkiya Ibarat kehty hein ?

Aur app farar hone ki koshish kar rahai hein meine barhaa app say pocha ky Mujra ka Urdu lughat mein kya matlab hai ?

Mein app say pochta hon ky aghar mein English mein koi naat likhon aur uss mein Huzoor (saw) ky liye YOU ka lafz use karon aur aik Naat urdu mein likhon uss mein APP ka lafz use karon tu jo naat meine English mein likhi uss mein meine YOU ka lafz use kiya tu YOU ka English mein buhat say Meanings hein tu kya app yahan per YOU ka matlab TUM hee lain gai ?

umeed hai aghar app mein aqal name ki koi cheez hai tu app zaror answer do gai.

Mein dobara pochna cahon ga Ala Hazrat ki kiss kiss Ibarat ko Shirkiya Ibarat kehty hein ?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

telinor sahib , kiya aehle hadeesoon ka yeh aqedah naheen keh aoliya allah se kramat ka zahoor mumkin hai? aour allah cahe to kabhi in per gaeib ki baat munkashif ker sakta hai ?

 

 

Asslamoalaikum 2 all muslims,

 

Saeedi sahib main ne pehle bhi kaha tha ke jis ne Ahlehadees ke khilaaf likhna hai to apni alag thread bana lain. Yahan per aap zara Ahmed Raza Khan sahib ki baton ka jawab dain.

 

Jahan tak taluq aap ke sawal ka hai to Ahlehadees ke nazdeek Karamat Aulia se mumkin hai mager iss per ikhtiar hona sabit nahin. Issi tarah kissi baat ka zahir ho jana aur baat hai aur yeh baat ke woh jab chahe koi baat maloom ker lae yeh alag baat hai. Kissi baat ke zahir hone main uss ke sahih ya galat donon ka ihtimaal hota hai. Baher'haal yeh alag mozoo hai

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

anwar200 sahib,

 

Aap se guzarish hai ke apni baton ko daleel se saabit karen. Zubani baten kerna bohat aasaan hai. Aap ne jitne bhji ilzam Ahlehadees per lagae hain un ka saboot muhaia karen. Mazeed yeh ke uss ke liye aap ke paas aik new thread start kerne ka option mojood hai.

 

Aap ki saari baat sawae gusse ke izhaar ke koi maani nahin rakhti. Mager khali gusse se kissi baat ko sabit nahin kia ja sakta.

 

Main ne suna hai, Aise likha hai, Uss ne kaha hai, jaisi baton ki koi wuqat nahin. jitni baat bhi kerni hi daleel se karen. Warna aisi cheezon ko sawae aap ke tasub ke aur kia kaha ja sakta hai. Allah hadayat de, Aameen.

Link to comment
Share on other sites

Main ne suna hai, Aise likha hai, Uss ne kaha hai, jaisi baton ki koi wuqat nahin. jitni baat bhi kerni hi daleel se karen. Warna aisi cheezon ko sawae aap ke tasub ke aur kia kaha ja sakta hai. Allah hadayat de, Aameen.

 

Apni taweelat per jhaaro phair di aap ne aik dum se.

 

 

Ooper aap ke jo alfaaz bold kar ke quote kiye hain ussi qaiday se pehlay aap ye sabit kar dein ke jo scans paish kiye gaye hain unhay kisi zimay'daar aur mustanadd Ahle'Hadith ne ba'zaabta tareeqay se radd kya ho. Scan hai "Sabiq Ameer Jamat-e-Ahle'Hadith" ke tasneef ka so rad karnay walay ka bhi koi maqaam hona chahiye. Bil'farz agar aap ki baat ko sach bhi maan lya jaye tu phir Jamat-e-Ahle'Hadith nay ba'zaabta tareeqay se iss kitab ka radd kyu na kiya jab ke hum Ahle'Sunnat ke aqaid ke rad mein tu dhana dhan kitabein chaapi jati hai. Usool hai ke banda pehlay apnay ghar ki safai karta hai phir ghar se bahir ka sochta hai.

 

Baraye mehr'baani pehlay apni Ahle'Hadithsiyatt ko "Sabiq Ameer Jamat Ahle'Hadith" ki tasneef ko radd karne ka ihl sabit kijiye ya phir iss tasneef per kisi mustannad Ahle'Hadith shakhiyat ka quol paish kijiye.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

tazkerah gosiya main kuferiya batein likhi hain , is liye imama ahmad raza razi allah anho ne is ko jlane ka kaha, kiya aap ameer jmaat ahle hadees ki kramat ko kufriya kehte hain ? is per kisi iamam whabiya ka ftwa dikhao , aap ameer jmaat ahlehadees ko gumnam kehte hain ajeeb baat hai , pehle kisi purane whabi se pooch to lein . aap siraf nai lashker e teba ko jante hain , hum shah wliullah ka hawala bhi dein ge , un ke mulaliq aap ka kiya khiyal hai keh woh bhi gumnam hain?

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...