Mushtaq_Attari26 مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Namaz ki dusri shart: Satre Aurat Mard ke liye Namaz ke halath me Apni naaf se leker ghutno tak chupana shart hai, Bila shari uzar na chupaya to uski namaz nahi hogi Note: 1: Mard ko Satre aurat wala hissa(Naaf se lekerGhutno tak)her haal me, her ek se chupana hai warna dekhne wala aur dikhana wala dono gunehgar honge. 2: Apni Maa, Behan, Biwi,Baap, Bhai etc.. her mard aur aurat se chupanah hai 3: Satre aurat wala hissa ko dekhne se hafiza ki kuwwat kamzor hoti hai chahe apna hi kyun na dekhe 4: Bila zarurath apna satre aurat wala hissa bhi dekhana mana hai 2 Behad Zarori Madni Phool: Madina 1: Namaz me koyi aisa barik libaas bhene jisse Satre Aurat wala hissa dikhayide ya zild ka rang zahir hoo to Namaz na hogi aur aisa libas namaz ke bahar bi bhenna haram hai. Madina 2: Mard ke liye Resham ka kapda phenna haram hai, aur aise kapde me Namaz Makru-e-Therimi hai, Plz remember us in ur dua. Allaah hafiz. Allaah aisa karam kare tujpe jaahan me Aye Dawat-e-Islami teri dhoom mchi hoo اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam subhan ALLAH brother jazak ALLAH khair keep it brother may ALLAH azawajal alwaz reward u ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔