Jump to content

About Rafa Yadain.

TOUHEEDI

تجویز کردہ جواب

TOUHEEDI SAHIB LAGTA HAI APP ANKHAIN BAND KAR KAY PARHTAY HAIN , ISS SUB HADEESOON KAY HAWALAY HAIN , OR APP KAY SAWAL KA JAWAB BHI HAI.

YE KAHAN SAY LIA , YE APP KI MATLAB KI BAATAIN NAHI , APP AAM KHAHIYE GUTLIAAN NA GINHAIN , MAIN NAY APP SAY POOCHA KAH APP NAY YE HADEES , ISS JA TARJUMAH , ISS KI SHARAH KAHAN SAY LI.

Link to comment
Share on other sites

is sharah ki pehli line mein hi writer kufar bak raha hai Aur Allah ka makan Sabit kr raha hai. Nauzubillah

(bis)

Ye shirk nahin bol raha, bulke aap Ayat-e-Qurani ka inkar kar kye is ke murtakib ho raye hain

janab Asif Attari Sahib kahan gaya aap ka ilm un ko bata to dain ke Aye Qurani ke mutabiq "Allah ne ye Zameen-o-Aasman banaye aur khur Arsh per mustavi hua" (ayat number abhi mujhye yaad nahi) lakin donga zaroor (Bashart ke reply se block nahin kia gaya)

ap ye bhi dakhyain

Hazrat Abdul Qadir Jeelani (Rah) Ghuniatut Talebeen main raqamtraz hain,

" Allahtaa'la buland aur Arsh per mustavi hai, sara jahan us ke ahata-e-qudrat main aur her cheez us ke ilm ke dairye (Circle) main hai" (page 52, Vol 1)

Ab kia kahyingye kon kia bol raha hai??

neez (page 56 vol 1) per farmatye hain ke " Wo Allah is baat se munazza hai ke usye makhlooq se tashbih di jaye, is ke ilm se koi jagha khali nahin hai, Allah ki ye sifat biyan karna ke "wo har jagha per hazir hai" jayez nahin bulkye us ke barye main youn kaha jaye wo (Allah) Arash per mustavi hai, jesa ke Allah ne khud fermaya hai, "Rahman to Arsh per mustavi hai" aur dosri jagha irshad hai " phir Rahman Arsh per mustavi hoa", aik aur jagha irshad-e-Rabbani hai " isi ki taraf pakiza kalimat charhtye hai aur naik aamal in ko buland kertye hain" isi tarha Rasool Akram (saw) nye us londi (Ghulam) ke barye main kaha ye musalman hai jis se poocha gaya ke "Allah kahan hai" to us ne jawaba main Aasman ki taraf ishara kia"

kia khaingye aap Hazrat Abdul Qadir Jeelani (Rah) ko????????

BAQI RAHA RAFA YADIAN KA MAS-ALA TO JESA KE MAIN KEH CHUKA HON KE RAFA YADAIN KE BAGHAIR NAMAZ HO JATI HAI

to phir is ko chernye se kia faida ??????

fi-aman:

Edited by absalam
Link to comment
Share on other sites

(bis)
Ye shirk nahin bol raha, bulke aap Ayat-e-Qurani ka inkar kar kye is ke murtakib ho raye hain

(bis)

(saw)

tum wahabis ko Shirk-Biddat, Shirk-Biddat kitna pani me ghol kar pliaya hai tumhary mullao ne ki kufr or shirk me fark karna bhi bhool gaye...yahan sahi lafz shirk nahin kufr hona chahiye... jo humary bhai ne type kiya tha... :lol:

janab Asif Attari Sahib kahan gaya aap ka ilm un ko bata to dain ke Aye Qurani ke mutabiq "Allah ne ye Zameen-o-Aasman banaye aur khur Arsh per mustavi hua" (ayat number abhi mujhye yaad nahi) lakin donga zaroor (Bashart ke reply se block nahin kia gaya)

ap ye bhi dakhyain

Hazrat Abdul Qadir Jeelani (Rah) Ghuniatut Talebeen main raqamtraz hain,

" Allahtaa'la buland aur Arsh per mustavi hai, sara jahan us ke ahata-e-qudrat main aur her cheez us ke ilm ke dairye (Circle) main hai" (page 52, Vol 1)

Ab kia kahyingye kon kia bol raha hai??

GG Janab hum yahin hain aap Ghabraiye nahin...aapka reply bhi block nahin karengy :unsure: , Yahan aapko ek baat yaad dila du ki yahan ye point is liye uthaya gaya hai ki wahabis Allah (azw) ko arsh par betha hua manty hain jaisa ki ek aadmi kursi par bethta hai...(MazAllah) or Allah ke liye jism, makan, simt waghera ka aqeedah rakhty hain jo khalisatan kufr hai .....raha aapka sawaal "mustawi" par to Janab wahabi ye lafz mutashabihaat me se hai jiska bayan hazb e zail hai...

1.GIF

2.GIF

3.GIF

4.GIF

5.GIF

Allah_ki_zaat_wa_sifaat.JPG

Quran pak ki har ayat ka Lafzi Tarjuma Muhaal

P19.gif

neez (page 56 vol 1) per farmatye hain ke " Wo Allah is baat se munazza hai ke usye makhlooq se tashbih di jaye, is ke ilm se koi jagha khali nahin hai, Allah ki ye sifat biyan karna ke "wo har jagha per hazir hai" jayez nahin bulkye us ke barye main youn kaha jaye wo (Allah) Arash per mustavi hai, jesa ke Allah ne khud fermaya hai, "Rahman to Arsh per mustavi hai" aur dosri jagha irshad hai " phir Rahman Arsh per mustavi hoa", aik aur jagha irshad-e-Rabbani hai " isi ki taraf pakiza kalimat charhtye hai aur naik aamal in ko buland kertye hain" isi tarha Rasool Akram (saw) nye us londi (Ghulam) ke barye main kaha ye musalman hai jis se poocha gaya ke "Allah kahan hai" to us ne jawaba main Aasman ki taraf ishara kia"

kia khaingye aap Hazrat Abdul Qadir Jeelani (Rah) ko????????

:lol: hum kya kahengy....balki hum to aapka shukriya ada karengy ki (ma) haq wahi hai jo sir charh kar boly...aapny khud hi anjany me apny wahabi mazhab ka post martem karty huey Allah (jallah) ke liye jism, simt, jehat, makan, zama ko muhaal mana or sdabit kiya ki (al) Ghose e pak (ra) ka aqeedah bhi Allah ki zaat wa siffat ke mutalliq wahi aqeedah tha jo aaj hum sunni Barelwi

ka hai.. (ma) ........

Hazrat Abdul Qadir Jeelani (Rah) Ghuniatut Talebeen main raqamtraz hain,

achchi baat cheri aapny Ghuniatut Talebeen ki.... (ma) aapka is kitab ko moatbir or hujjat manty hain to zara baqiya references par bhi...... :o ...inkar?

ghuniyat.JPG

Link to comment
Share on other sites

Jazakallah,

Asif bhai aap ne kia dandan shikan jawab diya hai.

gee janab ABSalam aap ki tashfi hoi ya nahi.

Abhi bhi man jao wahabiat se toba karlo aur asli Touhidi ban jao.

Jis firqey mein Allah Azzawajal ko Mehdood kiya jaraha hai. us ki touheed kis kam ki

Link to comment
Share on other sites

(salam) to All Muslims..

Abu Salam Sahib.. Allah (azw) Key Liye Jaga Ya Simt Na Man'ney Per Dalail Asif Bhayi Ney Post Ker Diye Hain... Aap ko Aik Bat Main Sirf Yahan Clear Kerna Chahta Hoon... Key Ghunyat ul Talibeen Kitab Mein Bilkul Bhi Ager Waisi Bat Ho Jisko Aap Sabit Kerna Chah Rahey Hain Tab Bhi Woh Hamarey Nazdeek Hujat Nhin Kiyon Key Hazrat Shah Abdul Haq Muhadis Dehlavi (Aleh Rahma) Fermatey Hain Key Yeh Kitab Huzoor Ghous-e-Aazam (ra) Ki Hai Hi Nhin... Mager Baaz Ulema Fermatey Hain... Maslan Sheikh Ibn e Hajar Makki Aleh Rahma Waghera Key Kisi Ney Is Book Mein Ghalat Baton Ka Izafa Ker Diya...

Is Liye Ager Aap Hamari Kisi Kitab Sey Is Aqeedey Ko Sabit Kerna Chahtey Hain Tu Hamarey Aqaid Ki Kisi Book ka Hawala Post Kerien...

Aur AhleSunnat wal Jamaat Ka Yeh Aqeedah Hai Key Allah (azw) Jism, Makan, Jehet Sey Munazah Hai.. Aur Allah (azw) Key Liye Jism, Makan, Jehet Sabit Kerna Kufr Hai...

Is Liye Aap Ager Qurani Aayat Bhi Ager Pesh Kerien Tu Sath Mein Motabar Mufasireen Ki Tafseer Bhi Pesh Kerein Key Kin Kin Mufasireen Ney Us Aayat Sey Allah (azw) Key Liye Aap Jesa Aqeedah Sabit Kiya Hai...

Link to comment
Share on other sites

Is Fatwa Ko Perhein Tu Umeed Hai Aapko Ghuaniya tul Talibeen Key Barey Mein Ulema-e-Ahle Sunnat Ka Aqeedah malom Ho Jaye Ga..

ghuniyat_ul_talibeen.gif

Is Liye Aap Sey Phir Guzarish Hai Key Aap Jis Ahm Masaley Key Liye Saboot pesh Ker Rahey Hain Tu Hamarey Aqaid Ki Kutub wa Quran-o-Hadees Bamaa Motabar Tafseer wa Sharah Sey Pesh Kerein...

(salam)

Janab Sage Attar and Asif Attari sahib, main ne to aap aik jawan ke tasih kernye ki koshish ki thi ke Ye Qurani Ayat hey na ke kisi aadmi ke,

hum bhi is ko Baqool Allama ibnen Kasir ke "jis halat main Warid Hoi Hain Qabool kartye hain, kion ke Allah ka Istawa Allal Arash hona maloom hai lakin kefiyat Majhool hai" and is ke barye main humain apni aqal ke ghorye doranye ki zaroorat nahi (jesa ke aap ke aik jawan ne koshish ki)

Rahi baat Allah ke Hath, Aankh, Kan ki to is ki tafseer main moojood hai ke is ka matlab amal-e-Saleha hian jo wo anjam deta hai Allah ka Qurb hasil kernye ke baad (yani jo wo karta hai, dekhta hai, sunta hai wo allah ke madad se sahi hotye hai)

Rahi Baat Ghunyatut Talebeen ki to janab merye nazdeek ye bilkul bhi hujjat nahin hai (Lakin aap ke nazdeek to hai). ab ye kehna ke is main changes ka huna and is silsilye main Sharab ki hurmat ke silsilye main fatway ka to janab-e-man fatwa ke barye main poochnye walye ko to sub se pehlye ye batana zaroori hai ke janab Sharab ki hurma Quran-o-Hadith se sabit hai to phir aditonal fatwye ki kia zaroorat, (chahye kisi bhi kitab main kuch bhi likha ho sharab haram hai),

secondly

kia aap mujhye ye batain gye ke Ghunatut Talebeen main kon se batain ghalat hai and kon se sahi (yani Shekh sahib ke asli tasneef) aor is ka sahi nuskha kahan mil sakta hai meherbani ker ke jagha ke barye main bata dain,

Humary liye Ghunatut Talebeen ki koi hasiyat nahin agar us main jo bhi Sahi Ahadith, Quran ke against kuch likha hai

aik our baat "Ye bhi to ho sakta hai ke jo qol Janab Qadir Jilani (RAH) se manqool aap ne pesh kiye hai wo bhi unhon ne na likhye hon lakin chon ke aap ke haq main hain lihaza qabool ker liya" kion ke hamar manna hai ke Qadir Jilani (RAH) tuheed ke mukhalif nahin bulke bukkye Ahl-e-Sunnat Wal Jammat thye, na ke aap ke tarha Hanafi and Barelvi

hum kya kahengy....balki hum to aapka shukriya ada karengy ki (ma) haq wahi hai jo sir charh kar boly...aapny khud hi anjany me apny wahabi mazhab ka post martem karty huey Allah (jallah) ke liye jism, simt, jehat, makan, zama ko muhaal mana or sdabit kiya ki (al) Ghose e pak (ra) ka aqeedah bhi Allah ki zaat wa siffat ke mutalliq wahi aqeedah tha jo aaj hum sunni Barelwi

ka hai.. (ma) ........

Lakin in sab ke bawajood "Asif Attari" ki post (mudarija Bala) and Sage Attar sahib ke post (the Top one) aik doosrye ke khilaf hain

ab kon sahi hai ye aap khud fesla ker kye batain.... Ya to Abdul Qadir Jilani ka ye aqeedah tha ya phir nahin tha????

agar tha to aap bhi man lain,,,,,, agar nahi and un ki kitab main dakhal dar makholat ker kye ye qol dala gaya hai to.. phir mujhye and sab ko ye batain ke un ki kitab main kon se batian us se sahi manqool hai kon si nahin (sand zaroori hai) warna hum kesy man lain (sirf aap ke likh deney se)

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Sage Attar and Asif Attari sahib, main ne to aap aik jawan ke tasih kernye ki koshish ki thi ke Ye Qurani Ayat hey na ke kisi aadmi ke,

hum bhi is ko Baqool Allama ibnen Kasir ke "jis halat main Warid Hoi Hain Qabool kartye hain, kion ke Allah ka Istawa Allal Arash hona maloom hai lakin kefiyat Majhool hai" and is ke barye main humain apni aqal ke ghorye doranye ki zaroorat nahi (jesa ke aap ke aik jawan ne koshish ki)

Rahi baat Allah ke Hath, Aankh, Kan ki to is ki tafseer main moojood hai ke is ka matlab amal-e-Saleha hian jo wo anjam deta hai Allah ka Qurb hasil kernye ke baad (yani jo wo karta hai, dekhta hai, sunta hai wo allah ke madad se sahi hotye hai)

Janab Aap Key Porey Reply Sey Yeh Waziha ho Raha Hai Key Aap Key Pas Koi Sahi Daleel Nhin hai...

Aapko Main Ney Likha Key Jo Aayat Aap Ney Pesh Ki Hain Un per Motabar Tafseer Pesh Kerien Mager Aap Ney Aik Bhi Nhin Ki Aur Allah Key Hath, Aankh Waghera Ki Tafseer Bayan Ker Di...

Rahi Baat Ghunyatut Talebeen ki to janab merye nazdeek ye bilkul bhi hujjat nahin hai (Lakin aap ke nazdeek to hai). ab ye kehna ke is main changes ka huna and is silsilye main Sharab ki hurmat ke silsilye main fatway ka to janab-e-man fatwa ke barye main poochnye walye ko to sub se pehlye ye batana zaroori hai ke janab Sharab ki hurma Quran-o-Hadith se sabit hai to phir aditonal fatwye ki kia zaroorat, (chahye kisi bhi kitab main kuch bhi likha ho sharab haram hai),

secondly

kia aap mujhye ye batain gye ke Ghunatut Talebeen main kon se batain ghalat hai and kon se sahi (yani Shekh sahib ke asli tasneef) aor is ka sahi nuskha kahan mil sakta hai meherbani ker ke jagha ke barye main bata dain,

Is Sey Maloom Ho Raha Hai Key Aap Beybas Ho Chukey Hain Sirf Ghunaiyat ul Talibeen Per Hi...

Awal Aapko Sharab Wala Masala Post Kerna Maqsad Na Tha Balkey Sheikh Abdul Haq Muhadis Dehalvi (Aleh Rahma) Aur Imam Ibn e Hajar Makki (Aleh Rahma) Ka Nazriya Pesh Kerna Maqsad Tha...

Dosri Baat key Aap Hamarey Aqaid Ki Kutub Sey Masala Post Kerien Ghuniyat ul Talibeen Hamarey Aqaid ki Kutub Mein Sey Nhin hai.. Phir Aap Itney Pareshan Kiyon Hain?

Lakin in sab ke bawajood "Asif Attari" ki post (mudarija Bala) and Sage Attar sahib ke post (the Top one) aik doosrye ke khilaf hain

Aik Dosrey Key Khilaf Nhin Hain... Aapki Samajh Ki Ghalti Hai... Asif Bhayi Ney Jo Post Kiya Aap Uska Jawab Abhi Tak Nhin Dey Sakey...

Ghuniyat ul Talibeen Ki Jo Ibarat Aap Ney Pesh Ki Hai.. Woh Haqeeqatan Aap Ki Favor mein Hai Hi Nhin... Us Mein lafz Mustavi Hai Jo Key Kalima Mutashabeh Hai... Jiski Asal Quran e Pak Ki Tafseer Hai... is Per Tafseeli Reply Asif Bhayi Ney Post Kiya Mager Aap Ney Jawab Us Per Koi Bat Hi Nhin Ki...

Hum Ney Apna Aqidah Muhadiseen wa Aqaid ki Kutub Sey Sabit Kiya Hai Mager Aap Ney Jawaban Koi Aisi Daleel Post Nhin Ki Jis Sey Aapka Aqidah Sabit Hota Hoo...

ab kon sahi hai ye aap khud fesla ker kye batain.... Ya to Abdul Qadir Jilani ka ye aqeedah tha ya phir nahin tha???

Ager Bilfarz Ghuniyat ul Talibeen Ko Aqaid Mein Motabar Kitab Bhi Maan Liya Jaye Tab Bhi Aap Huzoor Ghous-e-Aazam (ra) Ka Apney Jesa Aqidah Sabit Nhin Ker Pa Rahey... Baqi Jawab Guzer Chuka Key Us Mein Lafz e Mutashabeh Hai...

Is Liye Main Aap Sey Aik Bar Phir Kahoon Ga Key Ager Aap Masala AHle Sunnat Sey Sabit Kerna Chahtey Hain Tu Hamarey Aqaid ki Kutub Sey Daleel Layen...

Quran-o-Hadith Sey Sabit Kerna Chahtey Hain Tu Aayat Bamaa Motabar Tafseer Key Sath Pesh Kerein...

Aur Sirf 2 Suwalaat..

1) Wahabi Allah (azw) Ko Haadis Mantey Hain Ya Qadeem?

2) Wahabi Makan, Arsh, Kursi, Aasmano Waghera Ko Haadis Maantey Hain Ya Qadeem?

Link to comment
Share on other sites

1) Wahabi Allah (azw) Ko Haadis Mantey Hain Ya Qadeem?

2) Wahabi Makan, Arsh, Kursi, Aasmano Waghera Ko Haadis Maantey Hain Ya Qadeem?

(bis)

(salam)

Janab Sage Attar sahib, Umer Taj Attari ne bilkul sahi kaha hai "ke main jawab nahin donga"

kion? ye aap baqi posts perh ker malom kerlain.

secondly main is site per aaya tha kuch sahi batain share kernye ke liye. lakin khair,

main ne jitni bhi post ab tak ki kaih is silsilye main ye kehna hai ke

"In tamam posts main kisi qisim ki ghalati hoi ho and nishan dahi per ghalati tasleem karonga, kahin agar aqeedye main ghalati hoi ho to rojo bhi karonga ba shart ye ke quran -o- Ahadith se sabith ho baghair kisi ashkal ke"

ab main kisi bhi post ka reply nahin karon ga "kion ke now its my turn to ask question to all of you" un baton ke jawab ke baad hi kuch mazid peshraft hogi

aap logon ki reply zaroor view karta rahonga

is sawalon ke post kernye main kuch waqt lag sakta hai( 1 day to a week or so)

tab tak ke liye khuda hafiz

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

in wahabion ko farar k siwa kuch bhi nai ata.

Janab abdussalm aye to the bohat bhari bharkam aitrazat le kar lekin janab bhag gaye ab phir purani duty sambhalen ge sawal karne wali

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
1) Wahabi Allah (azw) Ko Haadis Mantey Hain Ya Qadeem?

2) Wahabi Makan, Arsh, Kursi, Aasmano Waghera Ko Haadis Maantey Hain Ya Qadeem?

(bis)

(salam)

Ye sawalat kisi muslim ke nahin ho saktye kion ki is silsilye main Quran main wazeh irshad-e-Bar hai

Q1) Allah hamesha se hai and hamesha rahye ga

Allah awal bhi hai aakhir bhi hai, zahir bhi hain, batin bhi hai.

jawab khud hi maloom kerlain

Ye sawalat kisi momin ke nahin ho saktye ya phir kisi la-ilm ke hi ho saktye hain... kion ke

Ans. 1 Quran main Irshad-e-Bari Tala'a hai, Allah (azw) Awal hai, Akhir hai, Zahir Hai Batin hai, Hamesha se hai Hamesha rahega

Ans. 2 Arsh, Kursi, Asman, Zameen sab Allah ke Takhleeq hain (jesa ke Arash per istawa ki aayat se wazeh hai)

Jawab khud hi maloom kerlain

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Rafaa'Yadain and Aameen biljahar ke silsilye main aik post (jab ke mere nazdeek and Ulama -e- Ahle Hadith ke nazdeek namaz in dono ke na kernye se bhi namaz ho jati hai, han agar kisi qisim ke hat dharmi ke tehat inkari hai to namaz ke barye main sirf Allah hi janta hai,)

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

post-2536-1228295537.jpg

post-2536-1228295556.jpg

Link to comment
Share on other sites

Janab Aap Key Porey Reply Sey Yeh Waziha ho Raha Hai Key Aap Key Pas Koi Sahi Daleel Nhin hai...

Aapko Main Ney Likha Key Jo Aayat Aap Ney Pesh Ki Hain Un per Motabar Tafseer Pesh Kerien Mager Aap Ney Aik Bhi Nhin Ki Aur Allah Key Hath, Aankh Waghera Ki Tafseer Bayan Ker Di...

(bis)

(salam)

ye tafseer ke Allah (saw) Arsh per mustavi hai kisi kefiyat bayan kiye baghair to janab ye Tafseer Ibn-e-Kaseer se biyan ki hai,

is ke ilawa aap jin ko mantye hian us se naqal shuda aik aur jagha warid hoa hai ke

"Allah Arash per mustavi hai, lakin kisi bhi kefiyat ke bagaihr kion ke wo Allah Arash se pehlye bhi tha and ab bhi hai and us ka amar, qudrat tamam ashia ko ghare(cover) kiye hoye hai" Keemiya-e-Saa'dat, imam Ghazali translated by Mohammad Saeed Ahmed Naqshbandi, Khateeb Masjid Data Ganj Bukhsh Lahore, Matbooa 1986)

Further hum bhi is silsilye main khamoosh rehnye ka hukum hai

yahan ye bhi wazeh kar dena chahta hon ke aap ke aik jawan ne kaha the ke Allah ko Arash per hone ka iqrar karna "Kufr"

hai lehaza in tamam baton ka maqsad Allah (azw) ke liye makan sabit karna nahin bulke is ka iqrar hai ke Wo Allah (azw) arsh per musavi hai lakin wo har jagha main halool kiye hoye nahin hai Keemiya-e-Saa'dat, imam Ghazali translated by Mohammad Saeed Ahmed Naqshbandi, Khateeb Masjid Data Ganj Bukhsh Lahore, Matbooa 1986

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Ye sawalat kisi momin ke nahin ho saktye ya phir kisi la-ilm ke hi ho saktye hain... kion ke

Ans. 1 Quran main Irshad-e-Bari Tala'a hai, Allah (azw) Awal hai, Akhir hai, Zahir Hai Batin hai, Hamesha se hai Hamesha rahega

Ans. 2 Arsh, Kursi, Asman, Zameen sab Allah ke Takhleeq hain (jesa ke Arash per istawa ki aayat se wazeh hai)

(salam)

Abdul Salam

Janab Yeh Suwal Momin Key Hi Hain Aapki Islah Key Liye...

1) Aap Ney Maana Key Allah (azzawajal) Qadeem Yani Hamesha Sey Hai.. Hamesha Rahey Ga... Aur Jo Allah (azw) Ko Haadis Maney Woh Kafir ho Jaye Ga.. Yaqenan.. Yehi Hamara Aqeedah Bhi Hai...

2) Arsh Kursi Waghera Ko Aap Ney Haadis Maana Aur Waqayi yeh Haadis Hain.. Allah (azw) Ney Inhein Takhleeq Kiya.. Baad Mein...

Suwal Aub Yeh Hai Key Allah (azw) Hamesha Sey Hai.. Arsh Kursi Baad Mien Allah (azw) Ney Banaye.. Pehley Allah (azw) Kahaan Tha?

Merey Khayal Mein Aap Ager Sirf Issi Aik Suwal Sey Apna Jawab Ley Saktey Hain.. Key Allah (azw) Kisi Makaan Arsh Kursi Waghera Per Nhin Hai..

Samt, Jehet, Arsh, Aasman, Kursi, Makaan, Her Cheez Haadis Hai Aur Allah (azw) Qadeem Aur Hamesha Sey... Issi Liye Ulema Ney Allah (azw) key Liye Makaan wa Samt Man'na Kufr Likha Hai...

Ager Aapko Meri Baat Samajh Mein Aayi Hai Tu Aap Zaror Is Bat ko Tasleem Ker Lein Gey Key Allah (azw) Makaan wa Samt Sey Pak Hai...

Allah (azw) Hamarey Iman ko Salamat Rakhey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

Link to comment
Share on other sites

JazakallaH Attari Bhai.

Agar Abdussalam sahib ko haqeeqat me hidayat ki talash hai to ye baat hi Allah par pora iman laney ke liye kafi hai, nahi to daftar ke dafter bhi shayad kam par jayen.

Agey choise un ki apni hai.

Link to comment
Share on other sites

Suwal Aub Yeh Hai Key Allah (azw) Hamesha Sey Hai.. Arsh Kursi Baad Mien Allah (azw) Ney Banaye.. Pehley Allah (azw) Kahaan Tha?

Merey Khayal Mein Aap Ager Sirf Issi Aik Suwal Sey Apna Jawab Ley Saktey Hain.. Key Allah (azw) Kisi Makaan Arsh Kursi Waghera Per Nhin Hai..

Samt, Jehet, Arsh, Aasman, Kursi, Makaan, Her Cheez Haadis Hai Aur Allah (azw) Qadeem Aur Hamesha Sey... Issi Liye Ulema Ney Allah (azw) key Liye Makaan wa Samt Man'na Kufr Likha Hai...

Ager Aapko Meri Baat Samajh Mein Aayi Hai Tu Aap Zaror Is Bat ko Tasleem Ker Lein Gey Key Allah (azw) Makaan wa Samt Sey Pak Hai...

(bis)

(salam)

Janab aap ne shaid and yaqeenan meri isi silsilye ko teesri post nahin parhi behar hal phir pesh karta ho

(is ke ilawa aap jin ko mantye hian us se naqal shuda aik aur jagha warid hoa hai ke

"Allah Arash per mustavi hai, lakin kisi bhi kefiyat ke bagaihr kion ke wo Allah Arash se pehlye bhi tha and ab bhi hai and us ka amar, qudrat tamam ashia ko ghare(cover) kiye hoye hai" Keemiya-e-Saa'dat, imam Ghazali translated by Mohammad Saeed Ahmed Naqshbandi, Khateeb Masjid Data Ganj Bukhsh Lahore, Matbooa 1986)

Further humye bhi is silsilye main khamoosh rehnye ka hukum hai)

na ke kuch khoj laganye ka,,, lakin aap.................. is iqrar ko kufr qarar de rahye hain (aap ka aik jawan)

Imam Gazali (RAH) ke mutabiq jis ne Allah (azw) ke mojod honye ke baraye main kaha "La'Adri" (nahin maloom) to us ne kufr kia kion ke Allah (azw) ne khud kaha ke wo Arsh per mustavi hai (Imam Ghazali translated by Mohammad Saeed Ahmed Naqshbandi, Khateeb Masjid Data Ganj Bukhsh Lahore, Matbooa 1986)

main makan Quran ke mutabiq bata raha hon, lakin Naooz-o-Billah min Zalik mehdood nahin kar raha Allah mujhye muaf karye

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...