Jump to content

Nabi (sallalahu alaihe wassalam) ky Waseela say Dua Jaiz & Hayat-un-Nabi ka Deobandi Saboot


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam)

Jaisa ke meine kuch time pehly aik Topic post kiya tha Rasool Allah

(saw) ky Noor hone ka Deobandi Saboot http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=5977

Aur meine bataya ke yeh two files meine aik deobandi website say download ki jahan unn ke muftis say question karain tu woh audio mein uss ka answer deity hain aur answer download kar ke sunn'na parta hai bilkul usi site say meine abhi 2 mazeed sawalat download kiye jinn mein pocha gaya tha ke kya Nabi

(saw) ka waseela dai kar dua kar sakty hein aur kya Nabi (saw) apni qabr shareef mein hayat hain ?

Tu Deobandi Mufti ka yahi Answer tha ke Nabi

(saw) ka waseela daina jaiz hai balky Mustahab hai aur Deobandi Hayat-un-Nabi (saw) ke qail hain yani Deobandion ka yeh Aqeedah hai ke Allah ke Nabi apni qabron mein zinda hain.

Woh Files meine attach kar raha hon zaror suniye ga.

Waseela___Hayat_un_Nabi.rm

Hayat_un_Nabi.rm

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 4 weeks later...
waisay mairay kheyal main deobandi tu zindagi or bad az wafat bhi waseela mantay hain isi kitab main or jaga bhi sabit kia hai ashraf ali thanvi nay.

 

 

(wasalam) ji haan aapny baja farmaya Kuch Deobandi Akabir to waseely ke qayal thy par aajkal ki inki Jahil Awaam wahabis ke zer-e-asar Waseely ki munkir ho gayi hai jaisa ki kai masail me inhy khud apny ghar ki khabar nahin wahi haal is masly me bhi hai...waseely ke qail hony ka ek or saboot inki aqaid ki kitab (Deobandi Aqaid) me dekhiye...

 

post_393_1229407830.jpg

cover_page_1.JPG

wasila_Deobandi_saboot_1.GIF

wasila_Deobandi_saboot_2.GIF

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...