Jump to content

Rasool Allah (sallalahu alaihe wassalam) Noor Hein - Deobandi Saboot


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam)

ajj say kuch days pehly mein Google per kuch search kar raha tha ke mujhe Deobandion ki aik website mili jiss per Muftiyan-e-Deoband Pocche gaye Sawalat ka Answer daity hein Audio mein aur answer ko download kar ke hee suna jaa sakta hey.

Yeh Website tu mein yahan share nahi kar sakta bus app sab say kuch aur share karna cahta hon ke meine wahan per Noor Keyword search kiya tu kuch Question/Answer meray samne aa gai aur meine unn mein say 3 ko download kar ke suna.

Aur sunn ka mein buhat hairan howa ke yeh tu Rasool Allah

(saw) ko noor manty hee nahi aur yahan inn ke Mufti kehty hein ke Ashraf Ali Thanvi ne Musannaf Abdur Razzaq ki woh Hadith Noor apni Book Nashrut Teeb mein nakal ki.

Waisy mujhe sunn kar yeh kafi ajeeb laga ke inn ke Molvi ajj tak humare Ulama say iss Topic per Debates karty aai hain aur ajj khudh hee inho ne iqrar kar liya.

Mein unn mein say 2 Files upload kar raha hon zaror suniye ga.

fi-aman:

Noor2.rm

Noor3.rm

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

(ja) nice sharing...ghulam e mustafa bhai is speaker ka naam bhi daal djiye post mein... (ah)

 

(wasalam)

 

First File: Mufti Abdul Aziz

 

Second File: Mufti Ghulam Samdani

 

Waisy Jab app inn files ko real player mein play karty hein tu wahan bhi aa jatay hein file ka name aur mufti ka name.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...