Jump to content

1 Dirham ko calulat karney ka tariqa


Bismillah

تجویز کردہ جواب

Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!

is fatwey mein 1 dirham ko calulate karne ka tariqa bean kiya gaya hai, aur meri samjh main yeh aya hai keh 1 dirham 1 pakistani rupee ke barabar hota hai, lekin ropaya to bohat bada hota hai aur us ke barabar kapdon par chotey peshab ke qatrey lagey hon to zahiri baat hai k kaprey to napak ho jaen gey na, lekin mujhe lagta hai ke mujhey theek se samjh nahi ayi, to baraey meherbani koi mujhe samja de to inshallah main apni islah kar loon ga. (salam)

 

Link for Fatwa

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

Ji

APna Hath Aap complete Phelai Aur hatheli par halqay halqay pani dalay jab pani behnay lagay tu ruk jiee jitna pani aapki hatheli me haii woh darham haii

Ye Taqreban 1rs k barabar hota par kam ziada bhi hosakata hatheli par pani ko dekhlay tu andaza bilkul sahe hoga

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

Pakistani Rupees ki pic attach ki hai agar in k barabar Najast e Galeeza kaproon per lag jati hai to kaparay napak ho jain gay....

post-1308-1226310543.jpg

Was'salamu Ma'alikram

 

 

main darasal wo purana pakistani rupee smajta tha jo k kaghaz ka bana hua hota hai. berhaal, jo apne 1 ropey ka sikka bataya hai agar us k barabar ya us se zayada ho to tab un kapron namaz nahi pard saktey jab tak ke un ko paak na kiya jaey. ab samjh a gai hai. lekin mein hatheli wala tajurba bhi kar k dekhon ga k us par kitna pani theherta hai.

bohat shukya janab! (salam)

Link to comment
Share on other sites

ismay thori aur wizahat haii

inn pages se smjhaye

par complete book agar download karkay parhlay tu aasani hi aasani hojiegi

p5.gif

 

p6.gif

 

AAp ko shayad Yehe dekh kar lag raha hoga k detail parhni chaye tu zuror parheye balkay download karkay apni pc me save karlay

Balkay agar Aapkay waha dawateislami ka Maktaba tul Madina haii tu waha se lekar iss book ko ghar me rakhlay

title-lit-457.jpg

 

click here for read >>> http://dawateislami.net/library/literature...1&year=2008

 

Click here For Download >> http://www.dawateislami.org/library/downlo...8/lit-457-1.exe

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...