Bismillah مراسلہ: 9 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) 1-) is this a deobandi website? ************** 2-) kya yeh sahi hai ke fajar ki namaz ke baad, makroo waqat khatam hotey hi agar 4 nafal pard liey jaey to 17 Maqbool HAJH ka sawab milta hai? Edited 10 نومبر 2008 by Ya Mohammadah Non Sunni Site Link اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 9 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 نومبر 2008 1-) is this a deobandi website? ji bhai ye deobandi site hay jaisa k ap is site per shajray men dekhaingay k un k peer ka naam ashraf ali thanwi hay. ap se madani iltija hay k sunni sites k link k liye Yahan click karen: wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 9 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 9 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) magar yeh wali book to in ki website pe mili hai mujhe.Pyare nabi (SALAHO ALEHEY WASALAM) ki pyari sunnatain ****************** aur hakeem mohammad akhtar saab ke naam ke agey to Damat Barkatham likha hua hai, aur damat barkataham to hazrat mola alama abu bilal ilyas qadri attar rizavi saab ke agey bhi laga hua hai, kuch confus sa ho gaya hoon... KYA KOI MUJHE CONFIRM KAR SAKTA HAI KE IS KITAAB KE PEHLE JO 16 PAGES MEIN JO SUNNATEIN HAIN WO AHELESUNNAT KE MUTABIQ SAHI HAIN YA NAHI? KYON K MAINE IS KITAAB KE PEHLE 16 PAGES KISSI AUR WEBSITE PE SHARE KIYE HAIN TO MEREY LIEY JANANA BOHAT ZAROORI HAI. Edited 10 نومبر 2008 by Ya Mohammadah Plz eik ghalti dubara repeat na karein....Badmazhab's sites are not allowed. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 10 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 2-) kya yeh sahi hai ke fajar ki namaz ke baad, makroo waqat khatam hotey hi agar 4 nafal pard liey jaey to 17 Maqbool HAJH ka sawab milta hai? Galiban aap Namaz e Ishraq o Chasht ki baat kar rahay hain......waisay in Nafil Namazoon k fazail to bahut hain laikin ye fazeelat jo aap ny bayan ki meri nazar say nahi guzri....Namaz e Ishraq o chast k kuch fazail ye hain: was'salamu ma'alikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 10 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 ji maine kissi se aissa hi sunna tha ke 17 maqbool hajh ka sawab milta hai, lekin main dobara un se confirm karwa loon ga, shaed mujhe hi samjane mein galti hui ho, berhal shukrya aap ke jawab ka! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
unknown مراسلہ: 16 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2008 yeh website sunnion ki hai ya nahi? http://mufti.faizaneattar.net/ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari hoon Attari مراسلہ: 17 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2008 yeh website sunnion ki hai ya nahi?http://mufti.faizaneattar.net/ Jee Haan yeh websitehttp://mufti.faizaneattar.net/Hanfi Brailvi Sunion ki hai.iss site ka visit karnay se khud hi maloom ho jata hai ke site kin ki hai.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔