Abdur Rehman مراسلہ: 19 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2009 Dekhien mery bahyee yeh aap logo ki gahlet fehmi he essi koye bat nahi ki aap logon ki ulima ki kitabien humary gher me chupati hien. hadiek baksh ki additon kiuoon ruki is ka jawab nahi aap ki pass. abtien bahut si hein aap ki kuffer ka fatwa laganuy se kuch nahi hota . yeh bare saghir ka deen he koye arab ka deen nahi . essy fatway jutton ki neechy. mera kehna ka maksed apsamjh nahi saky me ne kaha ke yeh chalta rahy ga. aru koye failsa nahi howa. faisla hota to qadiyanioun ki terha hota to mana jata. yeh app ki samjh se bahut door he . kitabien cahyhe doebandi ki ho ya bralvi ki . baat he akedy ki kiya pak and india me peda howa den sahi he ya arab ki shakh se nikla howa deen sahi he . jahan permery piyary nabi (PBUH) ka deen tha. yeh bahut ghehra swaal he . aru questaion same he . mery pas bahtu se mowaad hien ager post karoon to kiya farq reh gaya deobandi and bralvi me. me post karoon ga aap refuse karo ge aap post karo ge hum refuse karein ge yeh he question jawab he to do werna yeh sabit na karo ke bralvi haq per hien aru baki batel. so think about it. bayshak yehi baat hai kay mukhalifeen e ahlesunat kay ilzamat mahaz aftara aur jhot ka punlanda he hotay hain , aap mard e haq hotay tu apka dawa sacha aur usool par manbi hota aur aap kahe say us pay koi daleel tu latay . barha kaha ja chuka Hadaiq e Bakshish 3rd volume Imam e Ahlesunnat nay na tarteeb dia na chapwaya jis nay chapwaya aap ki wafat kay baad kalam kay makhtootat hashiya pay kalam waghaira jama kar kay chapwaya gaya us chapay howay mai bhee jis baat pay aap ki gandi zahanyat ko aaitaraz howa wo Alaihada chapay thay qasiday ka hissa nahe thay 2nd jis nay chapwaya yei us ki ghalati howi aur us nay is pay Aalania tauba tajdeed e iman tajdeed e nikah bhe kara jo aap jaisay muftariyo ko achi tarah pata hai ..aaap apnay molviyo say tauba tajdeed e iman aur tajdeed e nikah sabit kar dain sara jhagra he khatam. Aur aap ki aqal o faham ka undaza aap ki guftago say achi tarah ho jata hai jis arab ki aap baat kar rahay hain usi Arab sharif mai sab say muqaddas jaga Harmain Sharifain kay babarkat aur Ahle haq ulema kay deay howay Mubarak fatawa ko aap kay ghatya zahan nay jotay talay rakhnay ki baat kari Allah azzwajal mujhay aur tamam Musalmano ko aisi gandi soch say mahfooz farmaiay amin,, Deen e Haq kay fatway sir pay rakhnay aur aankho say laganay kay qabil hotay hain aap isay joato kay nechay kah kay apnay deeni ghairat o hammiyat say baybahra honay ka saboot faraham kar chukay hain.. Deen e islam mai mayar Haq aur Batil hai Arab o Ajam nahee, Deen na kisi arab kay shaikh say paida howa hai na kisi elaqay ya joghrafya'ai had mai hona sach honay ki koi daleel hai , Deen Allah azzwajal aur Nabi pak alaihiSlam ka hai aur Us kay zabtay usool pay jo poora utarta hai wo arab ka ho ya ajam ka hamaray sir aankho ka taj tahray ga Sunni Saheeh ul Aqida ko Arab mai Sufi kahlaiay ya hindusta mai Barelvi Kahlaiay ya koi bhee naam day dia jaiay usko deen e islam ka wafadar he hai Alhamdulillah aur Naajdi khabis chahay wahabi ho ya deobandi ahlehadis ban jaiay ya deobandi Allah azzwajal aur Us kay Rasul alaihiSlam ka baghi he rhaay ga jab tak tauba kar kay deen kay sachay rastay pay na chalay. Aur yei baat mai pahlay bhe kah chuka kay Ilzam aap laga kar khud ko fateh na samgh lia karain Ham Ahlesunnat wal Jamat koi elaqai grouh hai na koi zamanay kay paida keay howay firqay . Ahlesunnat wal jamat Swad e Azam hai Aur Arab ho ya Ajam har jaga Musalmano ki Aksariyat Ahlesunnat wal jamat say wabasta hia Musalal Qadeem aur Mutawatir, jaisa Nabi pak alaihiSlam nay farmaya kay ziadatar Musalman jannati jamat say he wabasta hogain. Aap baray shoq say apna mawad post kartay rahay laiken ikhtilaf baraiay ikhtilaf ki aainak utar kar aur apni taraf say apnay reference ki janch partal aur aap kay ilzam aur asal riwyat aur intisab sab ko daikh bhal kar phir koi ashkal ho aur haya say sir jhuknay kay bajaiay bayhaiay say gardan phir bhee oonchi rahay tu zaror post karain Allah azzwajal haq ko batil kay aagay ruswa kabhe nahe karta is leay hamai koi dar hai na khuaf . Aur is baat ki bhee hamai koi parwa nahee kay aaap refuse kar du gay hazar bar karo magar kabhee Allah azzwajal ka khauf dil mai paida ho tu apni musaddaqa kitabo tahreero ma, Allah azzwajal aur Habib e pak alaihiSlam ki gustakhi munafiqat aur bayhayaai kay ja baja khulay muzahiray daikh kar Radd kar kay bajaiay Sharam aur Tauba karna. Rahee baat haq aur Batil tu Haq aur Batil alag alag aur wazah hai Alhamdulillah jisay Allah azzwajal chahay haq pay karband farma day usay Sachai say roshnas kara day magar jis kay dil mai he bimari ho tu Allah azzwajal apnay insaf kay taqazay pooray farma chuka hujjat tamam ho chuki inshaAllah faisla Qayamat mai ho jaiay ga. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 19 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2009 Dekhien mery bahyee yeh aap logo ki gahlet fehmi he essi koye bat nahi ki aap logon ki ulima ki kitabien humary gher me chupati hien. hadiek baksh ki additon kiuoon ruki is ka jawab nahi aap ki pass. abtien bahut si hein aap ki kuffer ka fatwa laganuy se kuch nahi hota . yeh bare saghir ka deen he koye arab ka deen nahi . essy fatway jutton ki neechy. mera kehna ka maksed apsamjh nahi saky me ne kaha ke yeh chalta rahy ga. aru koye failsa nahi howa. faisla hota to qadiyanioun ki terha hota to mana jata. yeh app ki samjh se bahut door he . kitabien cahyhe doebandi ki ho ya bralvi ki . baat he akedy ki kiya pak and india me peda howa den sahi he ya arab ki shakh se nikla howa deen sahi he . jahan permery piyary nabi (PBUH) ka deen tha. yeh bahut ghehra swaal he . aru questaion same he . mery pas bahtu se mowaad hien ager post karoon to kiya farq reh gaya deobandi and bralvi me. me post karoon ga aap refuse karo ge aap post karo ge hum refuse karein ge yeh he question jawab he to do werna yeh sabit na karo ke bralvi haq per hien aru baki batel. so think about it. bayshak yehi baat hai kay mukhalifeen e ahlesunat kay ilzamat mahaz aftara aur jhot ka punlanda he hotay hain , aap mard e haq hotay tu apka dawa sacha aur usool par manbi hota aur aap kahe say us pay koi roshan daleel tu latay magar aap ka Alahazrat Imame Ahlesunnat alahirahmat pay yei ilzam lagana aap ka ilmi diwalya pan aur zahni abtari wazah kar raha hai aur yei kay aap kay baki ilzamat ki bhee kia hasiyat hogee,, barha kaha ja chuka Hadaiq e Bakshish 3rd volume Imam e Ahlesunnat nay na tarteeb dia na chapwaya na aap ki zindagi mai is naam koi kitab kabhee shaya howi , aap ki wafat kay baad kalam kay makhtootat, hashiya pay kalam , mukhtalif jaga say fatawa kay auraq nuskhay waghaira jama kar kay chapwaya gaya , us chapay howay mai bhee jis baat pay aap ki gandi zahanyat ko aaitaraz howa wo asha'ar Alaihada chapay thay qasiday ka hissa nahe thay 2nd jis nay chapwaya yei us ki sah'v say ghalati howi aur us nay is pay Aalania tauba tajdeed e iman tajdeed e nikah bhe kara jo aap jaisay muftariyo ko achi tarah pata hai Saray Sunni lanat bhaijtay hain aisay shaks pay jo Syeda Ayesha raziAllah tala anha ki adna si gustakhi karay ..yehi kaam deobandi bhee karain aap un sari ibarat ka difa karnay kay bajaiy un pay lanat bhaijay aur deobandi molviyo say tauba tajdeed e iman aur tajdeed e nikah sabit kar dain nahe tu un pay bhee lanat bhaijain sara jhagra he khatam. Aur aap ki aqal o faham ka undaza aap ki guftago say achi tarah ho jata hai jis arab ki aap baat kar rahay hain usi Arab sharif mai sab say muqaddas jaga Harmain Sharifain kay babarkat aur Ahle haq ulema kay deay howay Mubarak fatawa ko aap kay ghatya zahan nay jotay talay rakhnay ki baat kari Allah azzwajal mujhay aur tamam Musalmano ko aisi gandi soch say mahfooz farmaiay amin,, Deen e Haq kay fatway sir pay rakhnay aur aankho say laganay kay qabil hotay hain aisa ho jata tu Ummat mai itna fitna aur fasad paida na hota ungraizo ka paida kia aik aur fitna itna na phailta magar aap jaisay undhi aqeedat kay maro nay apnay ulema kay aagay Hijaz e Muqaddas kay fatawa ko bhee radd kar dia aur Allah azzwjal kay Pyaray Habib alaihiSlam ka daman chotna tu gawarah kia magar apnay sheikh ka pecha na chora hatta kay aap mubarak fatwo ko joato kay nechay kah kay apnay deeni ghairat o hammiyat say baybahra honay ka saboot faraham kar chukay hain.. Deen e islam mai mayar Haq aur Batil hai Arab o Ajam nahee, kisi elaqay ya joghrafya'ai had mai hona sach honay ki koi daleel hai , Deen Allah azzwajal aur Nabi pak alaihiSlam ka hai aur us kay zabtay usool pay jo poora utarta hai wo arab ka ho ya ajam ka hamaray sir aankho ka taj tahray ga Sunni Saheeh ul Aqida jo Arab mai Sufi kahlaiay ya hindusta mai Barelvi Kahlaiay ya koi bhee naam day dia jaiay usko deen e islam ka wafadar he hai Alhamdulillah aur Naajdi khabis chahay wahabi ho ya ahlehadis ban jaiay ya deobandi Allah azzwajal aur Us kay Rasul alaihiSlam ka baghi he rhaay ga jab tak tauba kar kay deen kay sachay rastay pay na chalay. Aur yei baat mai pahlay bhe kah chuka kay Ilzam aap laga kar khud ko fateh na samgh lia karain Ham Ahlesunnat wal Jamat koi elaqai grouh hai na koi zamanay kay paida keay howay firqay . Ahlesunnat wal jamat Swad e Azam hai Aur Arab ho ya Ajam har jaga Musalmano ki Aksariyat Ahlesunnat wal jamat say wabasta hia Musalal Qadeem aur Mutawatir, jaisa Nabi pak alaihiSlam nay farmaya kay ziadatar Musalman jannati jamat say he wabasta rahaygain swad e azam. Aap baray shoq say apna mawad post kartay rahay laiken ikhtilaf baraiay ikhtilaf ki aainak utar kar aur apni taraf say apnay reference ki janch partal aur aap kay ilzam aur asal riwyat aur intisab sab ko daikh bhal kar phir koi ashkal ho aur haya say sir jhuknay kay bajaiay bayhaiay say gardan phir bhee oonchi rahay tu zaror post karain Allah azzwajal haq ko batil kay aagay ruswa kabhe nahe karta is leay hamai koi dar hai na khuaf . Aur is baat ki bhee hamai koi parwa nahee kay aaap refuse kar du gay hazar bar karo magar kabhee Allah azzwajal ka khauf dil mai paida ho tu apni musaddaqa kitabo mashoor tahreero mai, Allah azzwajal aur Habib e pak alaihiSlam ki gustakhi, munafiqat aur bayhayaai kay ja baja khulay muzahiray daikh kar Radd karnay kay bajaiay Sharam aur Tauba karna. Rahee baat haq aur Batil tu Haq aur Batil alag alag aur wazah hai Alhamdulillah jisay Allah azzwajal chahay haq pay karband farma day usay Sachai say roshnas kara day magar jis kay dil mai he bimari ho tu Allah azzwajal apnay insaf kay taqazay pooray farma chuka hujjat tamam ho chuki inshaAllah faisla Qayamat mai ho jaiay ga. Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 23 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2009 jinab eyh koye dallel na howi ke jis ne chapi kis ne chapi per chapi aap logon me se kisi ne thi. any way . aap man gaye ke deen nabi pak (PBUH) ke zarye aya to kiya aap log nabipak ka deen ko use ker rahien hien kiya un ki batay howy tarikon per 100 % kaiem hien ager hien to kahan he. me kayee sawal karoon ap is ko rad ker do ya sabit ker do . per afsoos nahi ker sako ge . yeh guaranti he. is liya itni lambi tahweel bandhi aap ne . us ka effect kiya hoga kcuh nahi me ne pehly hi kaha tha ke aap apna zore lagao ge dosry apan zore kiya faida ho ga us ka jawab nahi milla. jitni lambhi tehmeed bandhi is terah dosri seide s bhi essi tehmeed bandhi jaye gi . i want a result. afsos esa nahi he Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 15 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 15 فروری 2009 jinab eyh koye dallel na howi ke jis ne chapi kis ne chapi per chapi aap logon me se kisi ne thi. any way . aap man gaye ke deen nabi pak (PBUH) ke zarye aya to kiya aap log nabipak ka deen ko use ker rahien hien kiya un ki batay howy tarikon per 100 % kaiem hien ager hien to kahan he. me kayee sawal karoon ap is ko rad ker do ya sabit ker do . per afsoos nahi ker sako ge . yeh guaranti he. is liya itni lambi tahweel bandhi aap ne . us ka effect kiya hoga kcuh nahi me ne pehly hi kaha tha ke aap apna zore lagao ge dosry apan zore kiya faida ho ga us ka jawab nahi milla. jitni lambhi tehmeed bandhi is terah dosri seide s bhi essi tehmeed bandhi jaye gi . i want a result. afsos esa nahi he Hairat hai ke aap itni sari be'ghairati kaisay dikhatay hain! Miya idher doosro se sawal-o-jawab ki nishist baad mein lagana pehlay uss topic ko start kijiye jaha aap ne mujh se baat karni thi. Baat karne ki himmat nahi aur guarantee de rahay hain ke jawab nahi de sakien gay hum. Thori himmat paida kijiye, nahi tu khamoosh rahiye. Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 19 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 19 فروری 2009 Hairat hai ke aap itni sari be'ghairati kaisay dikhatay hain! Miya idher doosro se sawal-o-jawab ki nishist baad mein lagana pehlay uss topic ko start kijiye jaha aap ne mujh se baat karni thi. Baat karne ki himmat nahi aur guarantee de rahay hain ke jawab nahi de sakien gay hum. Thori himmat paida kijiye, nahi tu khamoosh rahiye. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 20 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2009 Aap se is zyada ki umeed bhi nahi! Waisay dunya mein kam hi loog hain jo apni zalalat per khush hotay hain. Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب