Jump to content

Imam ke peechy Quran or Sure Fatiha ki tilawat nahin


Abdulsalam

تجویز کردہ جواب

  • جوابات 55
  • Created
  • Last Reply

 

(bis)

(salam)

Janab Ya-Muhammada sahib

Zara Tahavi Shareef se bahir aa kar bhi dekhyen, doosri Kutub Ahadeeth bhi mojood hain

Shayed aap ko Bukhari ki Tehqeeq per itminan nahin hai tabhi Tahavi shareef ka sahara le rahye hain??

 

Ab aap ko at least sabooth to bohat pesh kar chukye hain phir bhi zid hai ke fateha khalful Imam jaayez nahin

 

Aap ke doosrye ashab, baghair zuban hilaye dil main Fatiha ke parhnye ke qayel to hain hi zara aap bhi likhtye hoye is ka khayal rakha karyen

 

Aik taraf to aap Abdul Qadri Jeelani (RAH) or Ghazali (RAH) or doosrye tasawoof ke mannye walye lakin Shafai, Hambali, Maliki buzurgon ke amal ko nahin mantye or doosri taraf un ki batyen quote kartye or un ka naam letye nahin thaktye hain

 

Ab aap bhi ye maan len ke ye log (Baqool aap ke Hadeeth ke mukhalifat kartye hoye) aap ke aqeedah ke mukhalifat main na Jayez kaam amal kartye thye..........? saath hi aap ko ye bhi maaloom hona chahiye ke Soofi agar zara (Qaleel miqdar main bhi) bhi najayez kaam karye to us sey sofiyet ki khossosiyat cheen li jaati hai. (Pir Karam Ali Shah Azhari or Jahangeer Samnani)

 

To phir aap ke paas ye hi jawab reh jata hai ke un ka Maslak alag tha. to phir mera kehna hota hai ke to phir aap humye is muamlye main ghalat kion kehtye ho?????????????

ye keh kar kion jaan nahin churatye ke "Ahl-e-Hadeeth jo mantye hain woh bhi sahi or jo hum mantye hain woh bhi sahi"

is ke baad aap ko phir usi baat ki yaad dilaon ga ke jab aap ko ahadeeth ke zariye ye ilm ho ke " aik rukun ke na karnye se us kaam ke na mukammal rah janye ka andesha hai or aik rukun (Baqool aap ke Na Jayez) kar lenye se mukammal, to phir aap kon se amal ka intikhab karyengye.......?

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...