Ya Mohammadah مراسلہ: 2 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 The first among Ahlu-s-Sunnah to issue fatawa about Wahhabism was Shaykh Sulayman Ibn 'Abdi-l-Wahhab al-Hanbali, who issued both a tashih and a takfir of his brother Muhammad, asking the Chief Mufti of Mecca to confirm his fatwa and to transmit it to the Amir. This verdict was extended from the single person to the whole sect of those who propagate his kufriyyat by Shaykh Muhammad Ibn Sulayman Effendi, who declared them not only deviant in fiqh and kalam, but apostates in Din, by saying "O Muhammad Ibn 'Abd al-Wahhab, do not slander Muslims! I admonish you for Allah's sake! Does any of the Muslims says that there is a Creator besides Allah? If you have anything to argue against Muslims, please, show them authoritative proofs. It is more correct to declare you, a single person, a kafir, than to call millions of Muslims kuffar." Allah says, "If anyone contends with the Messenger after guidance has been plainly conveyed to him, and follows a path other than the one followed by Believers, we shall leave him in the path he has chosen, and land him in Hell, quite an evil refuge!" This ayah points to the results of departing from Ahlu-s-Sunnah wa al-Jama'ah." When the order from the Amir of Mecca reached the Khalifah in Istanbul, he ordered Muhammad 'Ali Pashah, governor of Egypt, to move to Najd and to stop the Wahhabi sedition. Among Sunni Ulema who refuted Wahhabism we can also mention Sayyid Dawud Ibn Sulayman, Mawlana Khalid al-Baghdadi, Sun' Allah al-Halabi al-Makki al-Hanafi, Muhammad Ma'sum as-Sarhindi, Muhammad Ibn Sulayman al-Madani. The latter was the Shaf'i Mufti of Medina, and was asked to write a fatwa against Muhammad Ibn 'Abd al-Wahhab. This fatwa is quoted in the book "Ashadd al-Jihad". It declares Wahhabis not only "deviant", but apostates, too. He wrote, "This man [Muhammad Ibn 'Abdi-l-Wahhab] is leading the ignoramuses of the present age to a heretical path. He is trying to extinguish Allah's light, but Allah will not permit His light to be extinguished, in spite of the opposition of polytheists, but will illuminate every place with the light of Ahlu-s-Sunnah." Shaykh Sayyid 'Abd ar-Rahman al-Ahdal applied to the Wahhabis the hadith sahih dealing with those who "will go out of Din as a arrow leaves the bow". Those words can only concern a sect which is involved not only in bid'ah, but in apostasy, too, since "go out of Din" does not mean "introducing bid'at in Din", but separating oneself from Din, i.e. committing irtidad. He says, "...in refuting them [the Wahhabis], it is sufficient to mention the hadith of the Prophet: 'Their sign is shaving [the sides of their faces]', since no other innovator had ever done it." Shaykh Ahmad Zayni Dahlan, the Chief Mufti of Mecca, wrote in "Futuhat al-Islamiyyah": "Muftis of the four schools declared them to be renegades, and this document was distributed throughout the entire Arabian Peninsula. The Amir of Mecca, Sharif Mas'ud ibn Sa'id, ordered the Wahhabis imprisoned." Muslim scholars declared Wahhabis heretic firstly, and then kuffar when they stubbornly preserve in their dalalah even after having heard the correct dalayl from Qur'an and Sunnah. The declaration of Aimmah from al-Haramayn was that Wahhabis differ from Ahlu-s-Sunnah not only in matter of of haram and halal, but also in matter of shirk and Tawhid. This is the main difference between them and Khawarij of old, and this is the reason while fitnah an-Najdiyyah is greater and more dangerous than fitnah al-Kharijiyyah was. This proclamation of the Truth was the direct cause of the martyrdom of Ahlu-s-Sunnah, on the day when Ibn Sa'ud's gangsters profaned Medina al-Munawwarah, and removed the golden Ya' before the name of the Prophet Muhammad from the gate of Hujratu-s-Sa'adah. QUESTION: Did the Wahhabi Sect exist at the time of the Khulafaa-e-Rashideen? ANSWER: It is the very sect about whom Sayyiduna Abdullah Ibne Abbas (radi Allahu anhu) requested the permission from Ameeril Mu'mineen, Sayyiduna Ali Al Murtudah (Karramallahu wajhahu) to confront, known as the Khawarij. After obtaining permission from Ameeril Mu'mineen, Sayyiduna Abdullah Ibne Abbas (radi Allahu anhu) went to these people and asked them: "What was it about the Ameeril Mu'mineen that you so greatly disagree with?" They replied: "Why did the Ameer appoint Sayyiduna Abu Moosa Ashari (radi Allahu anhu) as a Hakm (Judge) in the Event of Siffeen? This is Shirk (Polytheism) because Allah states in the Quran: 'That judgement is from none but Allah'". Sayyiduna Abdullah Ibne Abbas (radi Allahu anhu) replied: "Is it not in the very Quran that states, 'If there arises a dispute between husband and wife then get one Hakam (Judge or Arbitrator) from both sides, and if the couple require a reconciliation then Almighty Allah will put them together". (This is absolutely the same tactics used by todays Wahabis. They close their eyes when it comes to the belief of I'lm-ul-Ghaib - Knowledge of the Unseen - possessed by Sayyiduna Rasoolullah -sallalahu alaihi wasallam. It is an Islamic belief that he did possess this Science of Knowledge as an Ataee - Gift of Allah and not Zaati (Personal). But the corrupt Wahabi totally refutes this. According to them such belief is Shirk). Sayyiduna Abdullah Ibne Abbas (radi Allahu anhu) then asked them as to what type of belief do they hold that they claim Imaan with all the Ayahs of Nafi (Negation), and Kufr with the Ayafs of Ithbaat (Affirmation). On hearing this scholastic statement of Sayyiduna Ibne Abbas (radi Allahu anhu), half of that group (5, 000) made Taubah (Repented) and joined Ameeril Mu'mineen. The remainder of the group (5, 000) remained stubborn. After this dialogue the Noble Ameeril Mu'mineen issued the order that the remainder be killed. Sayyiduna Imaam Hasan, Imaam Husein and many other eminent scholars hesitated because this group spent the entire night in Tahajjud and spent the day in the recitation of the Holy Quraan. They said: "How could we raise our swords on such people". On the contrary, Sayyiduna Rasoolullah (sallalahu alaihi wasallam) had already in the past informed Sayyiduna Ali (Karramallahu wajhahu) about this Sect that will revolt against Islam and they will be very staunch in their external duties, i.e. of Salaah, Fasting, etc. They will leave the Deen as an arrow leaves the bow for its target, never to return again, and they will recite the Holy Quraan but it will not go below their throats. Eventually the Muslim army was compelled to execute the command of the Ameeril Mu'mineen. Hence, the battle commenced. In the course of the Jihad, the Ameer was informed that the enemy had reached the river in retreat. On hearing this, Sayyiduna Imaam Ali Al-Murtudah (Karramallahu wajhahu) said: "By Allah! Not even 10 if them will cross the river. All will be killed on this side". So it did happen. None of the 5 000 escaped and all of them were killed. Since the army of the Ameer was impressed by the piety of the enemy he had to clear their minds and heart. To put this into effect, the Ameer issued an order to his army: "Search the bodies of the enemy. If you find Zul Thadiyya amongst them, then you have verily killed the most evil of men on earth, and if you do not find him amongst them (killed) then you have killed the best of men on earth." The search began and all the corpses were inspected. Below a pile of the executed was lying the body of this cursed person. His one hand was shaped like the breast of a woman. When Ameeril Mu'mineen saw him, he loudly shouted the Takbeer (Allahu-Akbar) and praised the Almighty Allah. Likewise, the entire muslim army was convinced and satisfied by the Karamat (I'lm-e-Ghaib) of the Ameer, praised Allah and thanked Him for cleansing this filth from the earth. Then the illustrious Ameer again addressed the army and said: "Do you think that this cursed Sect is totally exterminated? Absolutely not! Some of them are still in the womb of thier mothers and others are in the sperm of thier fathers. When one of these groups will be exterminated the others will rise with the Fitna and this will continue until the last group will emerge with the cursed Dajjal!" This is the very sect that will emerge in the future in different names and famous disguises. Now, in this last period of time the very same cult emerged as "Reformers of Deen" and called themselves Wahabis. All the signs about this group that were foretold in the Sahih Ahadith Shareef are found exactly in the present Wahabi followers. A few prophecies were mentioned here. 1. If you compare your Salaah with their Salaah you will regard yours as insignificant and insufficient. Likewise, your fasting in comparison to theirs ( Wahabis) and your good deeds to that of theirs. 2. They will recite the Holy Quraan but it will not go below their throats. 3. Their words and speech will be very sweet and appealing and they will quote in every step. 4. Their condition will be such that they will leave the (boundries of) Deen as an arrow leaves the bow for its target. 5. One of their signs is that most of them will shave the hair of their heads. 6. Their pants will be raised high above the ankles. N.B.: It is said that the father of Wahabism, Ibne Abdul Wahab Najdi, used to excercise the shaving off the hair so strongly that if any women converts to his corrupt cult (Wahabism), he ordered the female to shave off her hair. This was done because he said: "This is the hair of the period of Kufr therefore it must be shaven off". This shaving off of the female hair carried on for some time until one lady confronted him and said: "Why don't you shave off the beards of your recruits when they enter you Deen. That is also the hair of the period of Kufr?" It was from then that he stopped this shameful and disgusting practise. Look at the Wahabis of todays. Majority of them shave off their hair and lift their pants high above their ankles. How true are the prophecies of Sayyiduna Rasoolullah (sallalahu alaihi wasallam) of over 1 400 years ago. They fit on the behavior of the present day Wahabis perfectly. Also note that the Wahhabi's now go by the name "Salafiyya," labeling they shaytanic mission as "Salafi Da'wah." Don't be fooled by their whims of "authentic Sunnah." The only thing they consider authentic (as did the Khawarij) is what their "scholars" label as authentic. Exaggeration in shaving the head. This was one of the marks of the Wahhabis as pointed out by al-`Alawi al-Haddad and others. It is known that Ibn `Abidin called the Wahhabis Kharijis in his Hashiyat al-durr al-mukhtar. It is also said that tahliq here means: sitting in circles. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 2 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 Masha Allah Jazak Allah o khairan kaseera Nice sharing Asif Bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 3 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2008 Asslam-o-Alekum to all muslim and specially to Mr. Ya-Mohammadah! Sab se pehli bat, ke is silsilye main insha Allah jawab baad main donga, Doosri baat, ye ke, jo ahadith aap ne pesh ki he wo janahn tak mera naqis ilm hay us ke mutabiq Huzoor Akram ke zamnye ke bad hi wo fitna khara ho gaya tha jis ki rafa ke liye Hazrat Abu Bakar Siddique, Hazrat Umer, Hazrat Amir Muawia ne koshishain kien or rafa bhi kia, or wo hi loog apnye sar mundwatye thye Teesri Baat, Rahi baat aap ki tehqeeq (aap ke dosrye ulama ki tehqeeq) wo zara ghor talab hai insha Allah jawab mill jaye ga Asslam-Alekum Phir Milaingye Insha Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 3 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2008 Fitna-e-Najad wali Hadees ka Misdaq kon?, Aik Galat'Fehmi ka Azala Doosri baat, ye ke, jo ahadith aap ne pesh ki he wo janahn tak mera naqis ilm hay us ke mutabiq Huzoor Akram ke zamnye ke bad hi wo fitna khara ho gaya tha jis ki rafa ke liye Hazrat Abu Bakar Siddique, Hazrat Umer, Hazrat Amir Muawia ne koshishain kien or rafa bhi kia, or wo hi loog apnye sar mundwatye thye Jab log Quran ko parhengy or wo unki shamat e amaal ki wajah se unky halaq se neechy nahin utrega to koi baaeed nahin ki wo ahadees se bhi sarsari nazro ke saath guzar jayein aapk jaiso ki sahulyat ke liye ek zehmat or...read again... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ExposingNifaq مراسلہ: 4 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 نومبر 2008 Fitna-e-Najad wali Hadees ka Misdaq kon?, Aik Galat'Fehmi ka Azala Jab log Quran ko parhengy or wo unki shamat e amaal ki wajah se unky halaq se neechy nahin utrega to koi baaeed nahin ki wo ahadees se bhi sarsari nazro ke saath guzar jayein aapk jaiso ki sahulyat ke liye ek zehmat or...read again... MASHALLAH.............Bhut Khoob Asif bhai. Aik guzarish hay ....agar app iss authentic material ke "utube" video bana dain ....jiss kay background mai Najdi fitnay par speech ho tu haam jaisay bhut sai kam ilm muslamano kaa bahalaa ho jiay gaa . Bhut Shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 10 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) [quote name='Asif Attari' to all muslims Janab jawabat aap ki tamam baton ke mil gaye hain un ko jama karna lakin waqt talab kam hai. Insha Allah jawab jald hi donga. 1) Aakhri zamana ho ya pehla zamana, Ahle Hadith ke yahan bohat hi kam log sir mundwatye hain, lakin ye hi barelvi, dio bandi, yahodi(relegios peoples), kertain hain? un ko kia kahain gye 2) Hororia ko khatam kisne kia (jesa ke hadith main hai ke "do jamaton main Jo jamat haq ke ziyada nazdik ho gi" to aap ka kia kehna hai? 3) quran ka perhna (aap per bhi pora utarta hai) ke hamarye lihaz se aap ke halq se pura nahin utarta, jesa ke aap ki kitab (Name and Page #. baad main pesh karonga) main likha hai ke agar koi Quran ki aayat ya Hadith "Qol-e-Imam" se takraye to us ko mansokh samjha jaye and Qol-e-Imam ko hujat mana jaye............???? 4) jab ke qol-e-Imam main Fatiha Khalf-ul-Imam and Rafa Yadain ka suboth hai (kitab ka zikar kardiya hain is se related post main) 5) Jab ke janab Abdul Qadir Jilani (Rahamat-ullah-Tala Aleh) bhi fatiha khaflul Imam and rafay yadain ke is ke ilawa Waseela ke Ahle-Hadith nuqta-e-Nazar (Point of View) se qail hain. (kitab and Page#. baad main post karon ga) 1) Sirf aap se ya kehna hai ke shubhat main na parian, 2) Jis silsilye main ahtiayat lazim ho us ke pura honye ya na honye ki sorat main to us ko pakrain 3) Quran-o-Sunnat ko hujjat manye han agar kisi masalye ka hal is se na milye to Raye (Qol) ki taraf jayein Ab rahi hamari baat , to ye to aap ko bhi qabool hai ke jo baat hum Quran-o-Hadith ki mukhalifat main apne ulama ke bhi dekhtye hai un ulama ka bhi rad kardetye hain. Hum har wo bat jo haq hai (chahye kisi Aalim ne kahi ho, ya kisi aap bandye nye)tamam batain qabool kartye hain Ab ye aap ki ghalati keh layegi ke aap apnye akabir ko ghaliti se mubbarra samjhain and un ke ilawa tamam afrad ko ghalat Details main baad main guftogo ho gi Insha Allah Asslam-e-Alekum Phir Milaingye Edited 10 نومبر 2008 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 10 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 Aslamualikum to only muslims, Janab abdussalm sahib jab app itna kuch bad me post kerny wale hai to kya ye post kisi ne aap se gun point per likhwai thi joye abhi post kr di ye bhi bad me kr dete? lol aur jaisa ap ka kehna hai k sar mundne wala groh guzar chuka hai to aap kya kisi hadees sey ye saboot dena pasnd karen ge ke is hadees se ap murad nahi ho sakte. Aur aap ka jo hadees aur sunnat pe amal ka dawa hai to ye b sabit kr den ke itni shiddat se sar mundaney ka jo hukam Sheikh Najdi Diaya krta tha wo kis hadees se sabit hai. Umeed hai ke mere sawaloon k jawabat se mjh ko nawaza jae ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 10 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 lol Janab Umer Tajj Attari Sahib, it is your amal aur jaisa ap ka kehna hai k sar mundne wala groh guzar chuka hai to aap kya kisi hadees sey ye saboot dena pasnd karen ge ke is hadees se ap murad nahi ho sakte. 1) Iss Silsilye main hum sirf amal ker saktye hain, (jesa tamam Ashra-e-Mubashira sahaba ikram ne jannat ke basharat honye ke bawajood amal ker ke dikhaya lehaza sawal ghalat hai. 2) Shirk se bachtye huye (shirk Zulm-e-Azeem hai, jis ki tuba ke ilawa koi muafi nahin) zindagi guzar saktye hain Aur aap ka jo hadees aur sunnat pe amal ka dawa hai to ye b sabit kr den ke itni shiddat se sar mundaney ka jo hukam Sheikh Najdi Diaya krta tha wo kis hadees se sabit hai.Umeed hai ke mere sawaloon k jawabat se mjh ko nawaza jae ga. Jawab miltye hi arsal karonga, is ke ilawa ghalati insan se hoti hai to lehaza Janab Muhammad bin Abdul Wahab se ghalati bhi ho sakti hai, ya phir kisi ki shararat bhi ke ye masala un se mansoob kerdain (jab mozou Ahadith banatye sharm nahin aati to aik aam se shakhs se jhoot mansoob ernye main kon sa masala hoga Phir Milaingye Insha Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 10 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 only to muslims Janab Umer Tajj Attari Sahib, it is your amal tum kehna kya chahtey ho. Han ye mera amal hai. Pehle to tm mujhe ye batao k is "amal" ko yaqeenan tm Bad amal hi samjhe si liye to quote kiya hai, lekin tm bad q samjhe. Tafseelan jawab me janab ka jawab aney k bad don ga aur tmhara jehal sabit karun ga. 2) Shirk se bachtye huye (shirk Zulm-e-Azeem hai, jis ki tuba ke ilawa koi muafi nahin) zindagi guzar saktye hain Yaqeenan Shirk aik zulm e azeem hai, Aur hm b yahi aqeeda rakhte hain, lekin kya Aap janab shirk ki tareef karna pasand karen ge. agar koi shakhs kisi feel ka murtakib hua to kya standard hai wahabia najdi ke nazdeek ke hm ye jan sake ke aya k ya shirk hai ya nahi, Aur ajmali tor per fi zaman shirk ki koi mash'hor soortein jo raij ho chuki hain ka zikar agar misal ke tor per kr den ge to yaqeenan aapk muaqaf ko samajhne me asani ho gi. ghalati insan se hoti hai to lehaza Janab Muhammad bin Abdul Wahab se ghalati bhi ho sakti hai, ye hai ap ki andhi taqleed ka aik namoona, agar aik aisa amal jis per hameshgi sunnat se sabit nahi, balke hadees me jahanmi firqey ki nishani b hai, janab ke nazdik sirf galti hai. Apne gireban me to jhank lo qabal is k k tm kisi per aitraz karo. Sheshey key ghar me beth ke pathar hain phanktey, dewar e ahani pe, hamaqat to daikhiye. ya phir kisi ki shararat bhi ke ye masala un se mansoob kerdain (jab mozou Ahadith banatye sharm nahin aati to aik aam se shakhs se jhoot mansoob ernye main kon sa masala hoga Ji bilkul ye ap ke hi bare hain jin ki ye "shararat" hai. aur na hi un ko sharm ati hai mozou ahadith ghartey huey aur na hi kisi se jhot mansoob krte huey. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 10 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2008 only to muslims 2) Shirk se bachtye huye (shirk Zulm-e-Azeem hai, jis ki tuba ke ilawa koi muafi nahin) zindagi guzar saktye hain Shirk kia hai jananey ke liye visit karen aur agar koi aitraz ho bima rad post kr sakte ho Inshallah Allah ki Toofeeq se Jawab diya jaye ga. Shirk ki Haqeeqat . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 11 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 نومبر 2008 very nice sharing Asif bhai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 12 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 12 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) AslamuAlaikum. Yar Ye Wahabi aitraz kr k ghaib q ho jate hain. Edited 14 نومبر 2008 by Sag-e-Attar Please show some patience and dont use abusive language. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
absalam مراسلہ: 14 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 14 نومبر 2008 AslamuAlaikum.Yar Ye Wahabi Najdi Bad bakht hai ye aitraz kr k ghaib q ho jate hain. Janab ghaib nahin hoye, bul ke pehlye t net work problem rahi, baad main ye bhi pata chala ke kuch reply kernye se aur upload kernye se rok diya giya hai Najd ke barye main jo kuch likha is se pehlye ye to maloom ker legiye ke "Najd" tadaad (number of Najd) kitnye hain? Allama Zubaidi (Rah) Tajul-Uroos Shrah Qamoos ke Page 511 Vol 2 main aur Allama Hamvi Muajm alabdan main Page 265 Vol 19) main raqamtraz hain ke Najood ke Tadaat mundarja zail hai 1) Najd-ul-Waz, 2) Najd-e-Ja', 3) Najd-e-Barq, 4) Najd-e-Khal, 5) Najd-Ush-Shra', 6) Najd-e-azar (Adar), 7) Najd-ul-Aqab, 8) Najd-e-Kabkab, 9), Najd-e-Marie', 10)Majd-ul-Yaman, 11) Najd-ul-Iraq, 12)Najd-ul-Hijaz Mdina ke mashriq main Najd-ul-Hijaz ke sath Jand-ul-Iraq bhi hai, Najd-e-Iraq ka zikr (Fitno ke peda honye, shetan ke qurn ke nikalnye) (Kanzul Amal, Page 177 Vol 14 Alhadith 38273) aur Abdullah bin Umer se marvi (Kanzul Amal, Page 177 Vol 14 Alhadith 38228) hai jub ke Banu Tamim ki azmat Hazrat Abu Huraira se marvi is hadith main sabith hai, ke ""main banu tamim se us waqt se Mohabbat karnye laga jab main ne Hazoor Akram se un ke bary main teen batain suni, 1) Meri ummat ke Dajjalon ke liye ummat main Banu Tamim sab se ziyadao shadid hongye, 2) Banu Tamim ke aik aurat Hazrat Ayesha ke pass qaid this Huzoor Akram ne use azad karnye ko kaha aur kha ke Banu Tamim Hazrat Ismail ke aulad main se hain, 3) Banu Tamim ke Zakat ayee to Huzoor Akram ne kaha meri qom ke Zakat ayee hai (Bukhari page 266, Vol 2, Muslim page 307, vol 2) is ke ilawa Huzoor Akram ne aik najdi shakhs ko jannat ki basharat di (Bukhari page 11, vol 1, Muslim page 30 vol 1 (Bahawale Mishkawt page 13)) Ravi hain Hazrat Talha Zara thandy dill se ghor karain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 14 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 14 نومبر 2008 SALAM only to MUSLIMS, Janab absalam sahab Ap ye kya behas le kr beth gaye hain. Aap se sawal kya pocha tha jawab kya de rahen hain. aap se dobara apne sawal poch raha hn umeed hai k aap number vise is ka jawab den ge aur buzdilon ki tarah farar ka rasta ikhtiar nahi karen ge. 1- janab ne mere "lol" likhne pe aitraz kia tha us ki wajah batain k ap khususi tor pe mere is amal ka q zikar kar rahen hain? 2- aap shirk se bachne ki bohat pur zor talqeen kr rahe the me bhi shirk se bachna chahta hn kya aap mujh shirk ki tareef se bata den gen jis k bab kisi amal ko dekh kar andaza kr sakoon k ye amal shirk ke zumre me dakhil hota hai ya nahi. 3- aap bila wajah najd ki behas le kr baith gaye. aap ye batayen ke ahadees me jo hulya us ghustakhe rasool ka zikar hua hai kya wahabia us jasa hulya nahi rakhte. 4- aur kya Ibe abdulwahab sar mundane k hawale se mutashadad nahi tha. us ka ye amal kis hadees per amal tha. (aap us ke is amal ko ghalti tasleem kr chuke hain.) 5- mazeed topic per behas kerne se qabl behtar ho ga ke Ya Mohammadah bhai ki post ka mudallal rad kar do. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 14 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 14 نومبر 2008 to All Muslims.. Hum Kafi Bar Pehley Kayi Topics Mein Likh Chukey Hain.. Khusosan Apney Sunni Members Ko Key Aap Posting Mein Sabr aur Burdbari Ka Muzahira Kiya Kerien.. Aur Aisey Alfaaz Use Na Kerein Key Koi 3rd Aaker Forum View Kerey Tu Yeh Kahey Key Inko Bat Kerney Ka Saleeqa Hi Nhin Hai.. Amoman Hamarey Members Zyada Aisey Alfaaz Use Kertey Hain.. Bad Bakht, Khabees, Lanati Waghera.. Ager Jawaban Mukhalif Aap Key Khilaf Aisey Alfaaz Likhey Tu Phir? Kiya Hum Unko Warn Kerein Gey? Key Aap Hamarey Members Ki Insult Kertey Hain? Jab Key Hamarey Apney Members Wohi Kam Pehley Aur Kafi Zyada Bar Ker Chukey Hotey Hain... Ager Hum Aapko Aur Mukhalifeen Dono Ko Man'aa Bhi Na Kerein Tu Forum Kesa Nazer Aaye Ga Key Aik Lanati Likh Raha Hoga Tu Dosra Khabees... Is Liye Munazra Section Mein Posting Kerney Walon Sey Aik Bar Phir Meri Guzarish Hai.. Khusosan Sunni Members Sey Key Aap Sabr wa Burdbari Sey Apney Mo'aqif Ko Post Kiya Kerien Aur Dosra Aisi Language Sey Kam Az Kam Kisi Ki Islah Ki Umeed Nhin Rakhi Ja Sakti.. Jis Maqsad Key Liye Aap Posting Kertey Hain... Janab ghaib nahin hoye, bul ke pehlye t net work problem rahi, baad main ye bhi pata chala ke kuch reply kernye se aur upload kernye se rok diya giya hai Aap Ko Kisi Ney Posting Kerney Aur Uploading Kerney Sey Nhin Roka.. Aapka User Name Bilkul Sahi Active Hai.. Aur Aapka Group Members Hai Yani Aapko Her Forum Mein Abhi Tak Posting Ki Ijazat Hasil Hai.. Ager Aapka Group Under Observation Ho, Tab Bhi Munazra Section Mein Aapko Posting Kerney Ki Ijazat Hasil Hogi.. Is Liye Aap Key User Ko Kiya Problem Hai Aur Konsa Error Show Ker Raha Hai Woh Aap Yahan Post Ker Saktey Hain... Ya Mujhey PM Ker Key Mas'ala Bata Saktey Hain... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) SALAM only to MUSLIMS,Janab absalam sahab Ap ye kya behas le kr beth gaye hain. Aap se sawal kya pocha tha jawab kya de rahen hain. aap se dobara apne sawal poch raha hn umeed hai k aap number vise is ka jawab den ge aur buzdilon ki tarah farar ka rasta ikhtiar nahi karen ge. 1- janab ne mere "lol" likhne pe aitraz kia tha us ki wajah batain k ap khususi tor pe mere is amal ka q zikar kar rahen hain? 2- aap shirk se bachne ki bohat pur zor talqeen kr rahe the me bhi shirk se bachna chahta hn kya aap mujh shirk ki tareef se bata den gen jis k bab kisi amal ko dekh kar andaza kr sakoon k ye amal shirk ke zumre me dakhil hota hai ya nahi. 3- aap bila wajah najd ki behas le kr baith gaye. aap ye batayen ke ahadees me jo hulya us ghustakhe rasool ka zikar hua hai kya wahabia us jasa hulya nahi rakhte. 4- aur kya Ibe abdulwahab sar mundane k hawale se mutashadad nahi tha. us ka ye amal kis hadees per amal tha. (aap us ke is amal ko ghalti tasleem kr chuke hain.) 5- mazeed topic per behas kerne se qabl behtar ho ga ke Ya Mohammadah bhai ki post ka mudallal rad kar do. 1) Aik serious topic per aap hi LOL(Laugh on Loud) likh saktye hai main nahin 2) Shir ki Taareef aap ko bhi pata hai, Allah ke leye makhsoos ikhtiyarat main se kisi our ko hissa dar banana (chahye Gouth, Qutab, Abdal, Naqib, ke zariye (jis ki pehli jar Sama-o-Mota hai) Allah ne Sura Tuba main farmaya ke "unhon (Ahle Kitab) apnye ulama -o- mashaikh ko Allah ke siwa rab bana liya tha" jis ki tafseer main Huzoor-e-Akram ne farmaya ke ulama ka kisi cheez ko (Amal, Shye,) halal kehna and ahle kitab ka manna and kisi cheez ko haram banana and ahle kitab ka un ko manna rub hi banana hai (Tirmazi, Bab Tafaseer, Sorah Tuba), 3) jab aap ki kham khayali (najd-e-Hijaz) khatam na ki jaye tab tak Jajd ki Hadith ko Ahle Hadith per chispan (Paste) kartye rahaingye, lihaza is ka dalail se saboot pesh kia hai 4) Muhammad Bin Abdul Wahab sahib ka ye amal un kis tasneef se sabit hai? hawala pesh karain (main ne Ghalati Ser Mundwanye ke silsilye main mutashadid hone ki sorat main mani thi, (agar sabit hai to)), Muhammad bin Abdul Wahab ki dawat Shami thi (yani ke Touheed ki dawat Shekh Ibne Temia, and Ibne Qayam ki this (jo ke shami thye), na ke najd -e- Hijaz ki jabke Sahi Hadith ke ro se Banu Tamim Huzoor E Akram ki ummat main Dajjalon ke liye sab se shadeed sakht hongye..... . Zara aksar Ahl-e-Hadith hazrat ka Sir mudwana dikhadain (sirf amal ki sorat main kisi majboori ke tehat nahin) warna aak kal ke docter jildi beemari main (jab ke sir per chotye poxes nkal aa tye hain) sier mundwanye ka kehtye hain to kia wo bhi Khowarji hoye?? Ahle Hadith ka sir mundwa kar dunia main show kerna hi ghalat ho jayega ke jub ke un ko bhi us hadith ka pata hai jis ko aap pesh kar rahye hian (kia khayal hai nahin pata....?) Agar bilfarz wo aisa kar bhi letye to apne sir ko chupatye pbirtye (amama , Pagri, ya topi se) jab ki un per pehlye hi topi, amama, pagri ke baghair namaz perhnye ka ilzam hai (jo ke sirf aap kehtye hain, warna humara istadlal ye hai ke hum us libas (topi, kapra, amama) main Allah ke bargah main pesh hona chahtye hain jis ke sath hum kisi badsha, afsar, hakim ke samnye jana pasand kertye hain, na ke aik Meli kuchaili topi, kaprye ya imammye main jis ke sath hum namaz ke ilawa kahin our pehanna ba'ase sharm (reason of shame) samjhtye hon. 5) Khuwarji ke silsilye main warid hoi Ahadith ka koi rad nahin aur na koi kabhi pesh kar sakta hai main ne is ka Ahle Hadith per chispan kernye ka rad meri last post main hi de dia hai jo ke kafi hai, Janab Asif Attari ka kehna ke Khowarij ka Khorooj Neharwan ke muqam per hua, to un ki taseh ke lye araz ke Khorroj Horoira ke hi muqam per hoa tha Jang-e-Safeen ke muqye per isi liye Hororia kehlaye and baad main Kharji kehlaye un ko shikast Nehrwan ke muqam per Hazrat Ali ke sath jang main hoi thi (Wallah -o- Aalam bis sawab) Abdul Salam Edited 18 نومبر 2008 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 Abdusalam sahib dosrey topics pe to bohat active nazar atey hain lekin do dafa pochney ke bawajood unhon ne mere chand simple sawaloon ke jawab na diye. abdusalam sahib me is ko kya samjhun? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Abdusalam sahib dosrey topics pe to bohat active nazar atey hain lekin do dafa pochney ke bawajood unhon ne mere chand simple sawaloon ke jawab na diye.abdusalam sahib me is ko kya samjhun? Janab Umer Taj sahib, afsoos ho raha hai is nasamjhi per, ke aapke sawalat ke jawabat to main ne number wise de diye hain............ now i don;t know what you further want to know. janab agar jawab de diye gaye sawalon ke ilawa koi aur sawal hai to paish karain Lakin main is site per aaya tha kuch sahi batain share kernye ke liye. lakin khair, main ne jitni bhi post ab tak ki kaih is silsilye main ye kehna hai ke "In tamam posts main kisi qisim ki ghalati hoi ho and nishan dahi per ghalati tasleem karonga, kahin agar aqeedye main ghalati hoi ho to rojo bhi karonga ba shart ye ke quran -o- Ahadith se sabith ho baghair kisi ashkal ke" ab main kisi bhi post ka reply nahin karon ga "kion ke now its my turn to ask question to all of you" un baton ke jawab ke baad hi kuch mazid peshraft hogi aap logon ki reply zaroor view karta rahonga is sawalon ke post kernye main kuch waqt lag sakta hai( 1 day to a week or so) tab tak ke liye khuda hafiz Abdul Salam main ne same post teenon post ke reply main post and (paste) kerdin hain lehaza ab intizar karain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 18 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2008 ab main kisi bhi post ka reply nahin karon ga "kion ke now its my turn to ask question to all of you" un baton ke jawab ke baad hi kuch mazid peshraft hogi aap logon ki reply zaroor view karta rahonga is sawalon ke post kernye main kuch waqt lag sakta hai( 1 day to a week or so) tab tak ke liye khuda hafiz main ne same post teenon post ke reply main post and (paste) kerdin hain lehaza ab intizar karain Janab ab intizar khatam hochuka ke main ne apnye sawalat "Sawalat froma a Ghair Muqalid" per paish ker diey hain leaza wahan se daikh ker Jawabat dain, Mehar bani hogi Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 11 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 11 اپریل 2009 Janab Umer Taj sahib, afsoos ho raha hai is nasamjhi per, ke aapke sawalat ke jawabat to main ne number wise de diye hain............now i don;t know what you further want to know. janab agar jawab de diye gaye sawalon ke ilawa koi aur sawal hai to paish karain Jee Umer Taaj Attari sahib, Sawalat pesh karian, agar kuch mazeed hain to.... Main intizar kar raha hon. Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔